21-02-2019, 07:54 PM
Badikameeni ho – wo bola
Kyakaha – main boli
Kuchnahi – wo bola
Thikhai kameeni hun ab to bilkul nahi milungi – main boli
Basfir har baar ki tarah wo bheegi billi ki tarah sorry sorry wo mazak ye wok artehue baten banana laga lekin pure din pareshan kiya us ne phone kar kar ke mujhe
Dinnerke baad maine shahnaz ko jaldi so jane ko kaha ki kal jaldi uthna hai shahnzapne room me chali gayi
Raatme phir ek bar shaizan ka phone aaya aur fir usne wahi bat ki – mujhe gussa anelaga us ki bewakoofi pe maine kaha phonerakho agar time se so jaungi tabhi subah uthungi na
Hanhaan thik hai – thik hai wo bola acha agar tum kaho to main subah subah hichala aaun gadi leke fir sath me aaiye mere – wo bola
Jeenahi bahut bahut shukriya ap ka is ki koi zarurat nahi main aa jaungi – mainekaha
Thikhia thik waise takalluf ki koi zarurat nahi hai agar tum ko lage to kah denasubah tak main aa jaunga
Nahi– maine kaha is ki koi zarurat nahi hai – main boli , ab phone rakhiye
Mainebat khatam ki aur phone band kar ke so gayi subah main jaldi hi uthi aurshahnaz ko uthaya aur taiyari karne ko bol kar main kaam me busy ho gayi
Ekbar fir maine madam ko call kiya aur aur un ko bata diya ki main ja rahi hunaur fir se un se puri information le lii , unhone srivastav ka number de diyaaur kaha ki jakar unse mil lena aur gar talash kane me koi dikkat ho to phonekar lena kisi tarah ka koi takalluf mat karna , aur agar kahin pe koi problem hoto mujhe fauran phone karna – madam ne kaha
Unsebat kar ke hum logon ne nashta kiya aur aunty ko blaya seema ki mom ko aur unkobata diya ki hum log ja rahe hain kal kya hua tha ye un ko pata tha lekinunhone kuch kaha nahi kyun ki chacha ko un se zyada koi aur nahi janta tha
Shahnaztaiyar ho hokar bahar aayi s ke hath me uska bag tha maine pucha tum ne sarasamman rakh liya
Jeebibbi – wo boli , us ke hath me mobile tha aur usne head phone connect karkekaan me lagaya hua tha
Yekya hai main uske kaan se head phone niklate hue boli
Wokuch nahi bibbi hum log ja rahe hain na to maine socha music sunungi
Picnicpe nahi ja rahe hain hum log –samjhin aap – main boli
Jeejee bibbi – wo dar kar boli
Maineuska mobile lekar usko off kiya aur uske bed pe daal diya – mobile ki koizarurat nahi hai aap ko wahan aise hi chaliye hum koi numaish me nahi jka rahehain – main boli
Ok– bibbi – wo boli
Mujhemobile dekh kar gssa is liye aya kyun ki wo mobile chacha ne diya tha shahnazko aur jo kal kiya chacha ne us bat pe mujhe bahut gussa tha is liye mobiledekh kar main bharak uthi aur maine us ko ghar pe hi rakh diya .
_