21-02-2019, 07:53 PM
Update
Mainshahnaz se baten kar rahi thi maine pucha agar us ko hostel me rahna para tokya wo akeli rah legi , jis pe wo boli nahi bibbi main akeli nahi rahungi kahinmain aap ke sath hi rahungi warna main nahi parhungi
Abdusri jagah parhna hai beta to rahna to aao ko hi hoga na main to yahan ghar merahungi warna yahan kaun dekhega – main bhi us ko chidha rahi thi , aur akelekaise rahogi aap ko to thik se chai banana tak nahi aati
Kafider tak sochne ke bad wo boli bibbi fir kya main nahi parhungi aage
Nahibeta aisa nahi hai aap parhogi abhi to bas aap ka admission ho jaye fir aage kiaage dekhenge kya hota hai – main boli
Auraise hi baten karte hue shahnaz so gayi main bhi uth kar apne room me aa gayi
Jabse maine shaizan se bat kit hi us ke baad se raat tak kam se kam 20 bar us nephone kiya aur yahi pooch raha tha kya waqayi me main aa rahi hun
Mainekaha haan haan aur kya main mazaak kar rahi hun
Nahiwo kya hai na maine har har tarah se bahut baar aap ko chirhaya irritate kiyais liye main soch raha hun kahin ye mujhe jalane ka koi plan to nahi hai aap ka– us ne kaha
Nahiaisa kuch hai maine kaha
Firbhi mujhe yakeen nahi ho raha ki aap se mulkat hone wali hai aur aap khud aaarahi hain mujh se milne – wo bola
Ekminute MR. Shaizaan aap ki ghalat fahmi hai ye ki main aap se milne aa rahi hun
Kyamatlab – wo bola
Matlabye ki main apni sister ki sath aa rahi hun us ke admission ke liye na ki aap semilne ye baat aachia tarah se apne zhan me bitha liye – main boli
Hmmmmmatlab to kya mulkat to hogi na – wo bola
Mulakathogi ya nahi hogi is se matlab nahi hai aap ne jo kaha na ki main milne aa rahihun to aisa nahi hai main apne kaam se aa rahi hun na ki aap se milne – main kaha
Okok main samajah gaya aap ki baat lekin fir bhi mujhe yakeen nahi ho raha hai naki main aap se milunga ye to bas aaj tak sochta hi raha – wo bola
Mainebhi kayi bar aap se kaha tha ki agar kismat me milna hoga to shayad mulakathogi warna nahi hogi – maiane kaha
Haanlekin maine bhi kaha tha ki main kismat ko nahi manta milna jabhi hoga jab aapchahogi – us ne kaha
Milnatabhi hoga jab kismat me hoga agar nahi hoga to maina jakar aa bhi jaungi auraap se mulakat nahi hogi aur ek baat is se pahle main 3 bar aap ke shahr gayiaur wapas bhi aa gayi lekin ap se milnanahi tha to mulakat nahi hui – min boli
Ooohaj tak tum ne ye bataya bhi nai mujhe – wo bola
Haankyun ki zaroorat nahi hui aur aaj is liyebataya kyun ki aap jo kismat ki baatko ghalat sabit kar rahe hain is liye maine kaha aap se – main boli
Thikhai thik hai jo samjho jo kaho lekin mulakat to hogi na
Mainek bar fir kah rahi hun ki main ap se milne nahi a rahi is liye kisi tarah kighlat fahmi me mat rahiyega – main boli