21-02-2019, 07:45 PM
Replykaro jawab do lekin maine kisi masg ka jawab nahi diya fir usne phone karnashuru kar diya maine uthaya hi nahi
Tous ne msg kiya ki ek bar phone uthao please fir baat nahi karna but atleast ekbat phone to uthao
Usne jab fir se call kiya to maine phoneuthaya
He– kya hua tum bat kyun nahi kar rahi ho
Me– dekho mujhe baat nahi karni hai har chiz ki ek had hoti hai aur mujhebadtamizi bilkul bardasht nahi hai na himai kisi se badtamizi karti hun aur na hi apne liye pasand karti hun is liyebarraye meharbaani aap baat mat kariye mujhe bat nahi karni hai
He– sorry dear i am sorry
Me– what sorry main sorry nahi sun na chahti na bahut asan lafz hai bas bol do uske bad fir wahi murga ek tang ka kya himakat hai
He– sahi kah rahi hain aap , lekin pata hai ummeed kya hoti hai
Me– ab ye ummed kahan se a gayi yahan pe
He– arey ye sari bat tousi ne bigari na
Me– ab ye kaun sa naya shaghofa hai
He– shaghoofa nahi hai ummed hoti hai kahin par kisi se aur jab wo ummed naumeedika shikar ho jati hai to bahut bura lgta hai aisa hi mere sath hua mujhe ye ummed thi ki aap mujh se bat karengilekin nahi kii to mujhe bahut bura laga
Me– baat to kit hi na itna to pata hai aap ko lekin khurafat ki baten hamesha kijayen ye zaruri to nahi
He– wo sab thik hai but bahut dino se is silsile me baat nahi hui thi is liyebahut dil kar raha tha aap se baat karne ka khair koi baat nahi
Me– wo kuch bhi ho lekin is ka matla ye to nahi ki bad kalami ki jaye
He– i am sorry maine kaha na , aap nahi samajh sakti main kya kah rah hun , uswaqt main bahut irritate ho raha tha is liye meri jo samajh me aaya mainekaha i am sorry
Me– sorry ka kya matlab aage ye badmazi nahi karni hai ya fir sorry se matlabaage badtamizi ka aur mauka chahiye
He– jo samajh lo
Me– age kisi tarah ki koi badtamizi nahi eke k lafz soch samajh kar bologe ,bolne se pahle 100 bar soch lena ki kya bolne wale ho
He– 101 baar sochunga fir bolunga
Me– thik hai
He– thik hai fir bat hogi abhi ke liye bye
Me– bye
Kuchdin beet gaye aura b shahnaz ki councling ka din karee baa gaya jis din humdono ko jana tha us se 1 din pahle hi maine uncle ko phone kiya kyun ki unhonekaha tha ki main chalunga , amien call kiya to uncle na kaah aaj main nahi aaraha hun main subah jaldi niklnga aur fir tum logon ke leke chalunga
Mainekaha thik hai uncle lekin waqt ka khyalrakhiyega kyun ki kal hi pahunchna hai aur sirf 1 din ki counsling haichemistry walon ki