21-02-2019, 07:36 PM
He – tum abhi bhi us se bahar nahi aa payi ho shayad kyun ki tumhari awaz tumhare words se yahi andaz ho raha hai
Me – haan , koi kisi ki feelings ko nahi smajh sakta hai bas samjhane ko sab samjha dete hain
He – han wo to hai lekin ye death kisi ki bhi ho is pe sabka ek hi jawab hota hai aur log us ko hi kahte hain aur yahi samjhate bhi hai lekin jis pe ghuzarti hai wahi janta hai
Me – bilkul sahi kah rahe hain aap
He – main aap se ye nahi kahunga ki us ko bhool jao kyun ki dosti kya hai dosti ka matlab kya hai ye main bahut ache se janta hun agar main ye kahun ki dosti ko muh se behtar koi nahi janta to bhi ghalat nahi hoga , duniya me sab se bada rishta meri nazar me dosti hi hai
Agar aap us ko bhool gayi to fir aap us ki achi dost nahi kahlayengi mere hisab se aur aap bhi us ko bhool nahi paa rahi hai , aur is waqt aap ko bahut bura lagta hoga jab koi aap se kahta hoga ki bhool jao jane wale wapas nahi aate waghaira waghaira
Me – haan bilkul sahi bat hai bahut bura lagta hai
He – mujhe pata hai agar kisi pal apna dhyan hatane ki koshish bhi karogi to wo utna zyada yaad aayegi
Me – yes
He – bilkul mat bhoolo us ko lekin apne ko takleef bhi mat do ye bhi sach hai ki wo wapas nahi aayegi lekin uski yaden tumhare pas se kabhi door nahi jayengi us ko apni yadon me har din pal har ghadi zinda rakho , tumhara dil hahta hoga ki har waqt tum us ke bare me hi socho aur us ke bar me baat karo , ya koi aisa ho jis se tum sirf apni friend ki hi baten karti raho
Me – haan haan bilkul sahi kah rahe ho lekin ye sab tum ko kaise pata hai
He – bas pata hai itni umar me hi zindagi me bahut sare tajurbe de diye is liye pata hai
Me – kaise tajurbe ? is baat ka tajurba kaise ? kuch samjhi nahi
He – us ko choro ye masla dicus karne ke liye phone nahi kiya hai bas tum mujhe apni friend ke bare me batao jitna bhi batana chahti ho
Me – main batane lagi to kayi din beet jayenge lekin us ki baten khtam nahi hongi
He – koi baat nahi jab tak batana chaho batati raho main sununga tum bolti raho aur main zindagi bhar suntan rahun yahi to main chahta hun
Me – kyun aisa kyun ?
He – pata nahi lekin kuch to baat hai aap me warna ye banda baat bhi cuninda logon se hi karta hai
Me – bas bas
He – main jhooth nahi bolta aap se , ye maine pahle bhi bataya hai main jo hun jaisa hun kya kya kiya hai sab sach bataya hai
Me – thik hai
He – batao agar tumhara dil chahe to main force nahi kar raha aap ko
Me – kya bataun us ke bare me samajhe me hi nahi aata , apni alag pahchan thi us ki har jagah kahin bhi chup nahi sakti thi wo apne dress se apne alfaaz se apne andaz se har jagah pahchani jati thi
Bahut badi pagal thi wo
He – kyun pagal kyun thi