21-02-2019, 07:11 PM
Fresh hone kebad main bahar chai banayi news paper uthakr chai peete hue dekhne lagi firmaine shahnaz ko jagaya hasbe adat wo apne natak ke bad uth hi gayi.
Din me seem aayigayi maine seema se kaha ki bas ab tumhara exam shuru hi hone wala hai , handidi bas meri bhi puri taiyari hai – wo boli
Chuzi ne phonekiya ki wo apne bhai bhabhi ke sath unke ghar ja rahi hai aur uski mammi bhi jarahi hain
Kyun – mainepucha
Mammi pre parebore ho gayi hain to maine socha thora change ho jayega aur bhaiya bhi kah rahehain ki chaliye bahut dino se gayi nahi hain mammi bhi apne ghar ho aayengi –wo boli
Thik hai to jaolekin kab aaogi – maine pucha
Aaungi yar abhito gayi bhi nahi hun dekhungi – wo boli
Thik hai – mainekaha
Chuzi ja chukithi uske papa aur uska bhai dono the ghar pe next day maine chuzi ke paap kophone kiya aur pucha chuzi aur aunty dono nahi hain aap logon ke khane peene kakya chal rha hai
Arey beta basjho jata hai harsh bana leta hai – wo bole
Thik hai unclejab tak wo log wapas nahi ate aap log khana mere yahan kha liya kariye – mainekaha
Arey nahi betathank you
Takalluf ki koibat nahi hai uncle – maine kaha
Lekin wo nahimane aur sahib hi tha koi bhi ho wo dusre ke ghar ka mehman nahi bannachahta aur agar bat ek din ya ek waqt kihot o thik bhi hai
Phior bhi mainekayi bar un dono ko dinner pe invite kiya aur un logon ne mere sath hi kahankhaya
Chuzi ek rozphone kar ke boli main harsh ko sabak sikhane ke liye mom ko leke aa gayi thiaur tum dawat kar rahi ho – wo puri tarah se jhagra karne ke mood me thi
Kyun kya huakaisa sabak – aine pucha
Har waqt mujh sehi uljha rahta than a ab pata chalega jab main nahi rahungi apne aap se sabkuch karna hoga to samajh me aayega yahi soch kar to main chali aayi thi – woboli
To sab kuch wahikar rahe hain dear main roz nahi bulati haan lekin akele hone ki wajah semaine uncle aur harsh ko invite kar liyatha – main boli
Thik hai invitekaro khoob invite karo – wo boli
Acha ka baa rahiho – maine pucha
Abhi nahi aaungiexam dene aaungi – wo boli
Thikhai - maine bhi zyada kuch nahi kaha aurphone rakh diya