Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Mein or Mere Jaith by Seema Naaz - Copied ( Long Story )
#9
mein gehri neend mein thi keh meri ankh khul


 gai . thori der tu samjh nah aai kiya meri 

ankh khulne ka sabab kiya  hai .phir  mujhe

 awaz sunai di jaise koi darwaze ko ahesta 

ahesta thapk raha ho . socha keh  kaun ho 

sakta hai . kholon drwaza keh kholoon . aaj 

shaam ko mere susar aba ghar aaye thay .iss 

liye sameer ke ane ke chance kam hi thay 

 aur ab tu isko ilm tha keh mein drwaza  ko 

andar se  chatkhani lga  rakhti hoon . thori 

der intezaar karti rahi magar drwaze per tik 

tik  hoti rahi  jaise koi hole hole ungliun se 

drwaza ko baja raha ho . mein uth kr drwaze 

ke qareeb gai aur hole se poocha ,kaun ?  tu 

aage se  ahesta se  sameer ne  kaha keh mein

 hoon sameer , mein ne drwaza  ke aik pat 

khol ke  kaha , kiun kiya hoa . ? 

are mujhe andar tu aane do btata hoon . 

mein drwaze se hat gai  woh andar dakhel

hoa aur baher jhank kar tsali ki  , whahn  koi
 
nah tha . "sameer mein ne kaha tha keh jab 

aboo ghar hoon  mein drwaza band rakhongi 

aur hm  aik doosre se nah milein ge . mein ne 


use  yaad  dilaate hoye kaha ."

" mein kiya karon Aneela   yeh mujhe sone 

nahein deita  " us ne   mera hath  pakara aur

us ko apne lun pr rakh deiya . usse choote hi 

mujhe crunt sa laga woh itna sakht tha jaise 

lohe ki rod aur garam aise  jaise rod chimni 

se nikli ho . mein wahein  jhuk gai aur use

 choomne lagi . sameer ne koi aur baat kiye 

bina mujhe apni bahon mein uthaya aur 

seedha charpaai par aa litaaya . aur apna 

pajama aur meri shalwar utar ke door

 pheikein aur meri tangon ke durmiyaan aa 

baitha  . mein ne apni qameez bhi utar 

phainki sameer ne buniyan utar aur mujh par 

chaa geya . lgt tha woh kafi der se upset tha 

aur majboor ho kar mre paas aaya tha. mein 

passej chuki thi aur hm ne woh woh khail 

 khaile  jo kabhi nah khaile thay . akher thak 

haar kar mein madhosh kar so gai . Nashte ki 

tiyari ke liye kmre se baher aai tu aik snanata

 sa tha . halakeh aaj saturday tha aur raat ko

 mere sussar aboo bhi aaye thay jin ka 

maamool  masjid se aate hi  nashta karne ka 

tha. aur mere nashta banane ke dauraan aik 

2 chakar tu woh kitchen mein lga laite thay .

 ajj woh nazar hi nahein aay  hatta keh unke 

kamre ka darwaza bhi band tha. mujhe bhi 

aaj kuch der ho gai thi . raat tu Sameer ne 

had hi kar di thi pata nahein use kaisa josh 

charha hoa tha keh aisi chudai uss ne aaj 

raat se pehle nah ki thi . 3 baar  chodne ke 

baad raat ke akhri pehr jab woh apne kamre 

mein giya tu meri himat hi nah thi keh kapre 

pehn loon yunhi hi masti mein mujhe oongh 

aagai aur kuch der baad  ankh khulli tu usske

 baad ghusal se faregh ho kar nashta banane

 mein kuch der lag gai ... raat ko sameer ke 

piyar karne aur jitaane ke andaz  ka kheyal 

aate hi mein muskra deiti aur apni 

 khushqismati par naazan hoti keh mujhe 

kaissa piyar karne wala mehboob milla hai .

 nashta tiyar karne ke baad  mein ne apne 

sussar aboo ka drwaza khatkhtaya  tu woh 

nasta ke liye kitchen  mei aagaye woh wahein

 baith kar nashta karte hein  magar un ka 

mood baut khraab lag raha tha .woh nashta 

karte dheron batein karte thay . mujhe city 

mein mere waldein ka sukh sandesa deite 

magar aaj unhon ne chup sadhi hoi thi . un ka 

mood dekh kar mein bhi khamosh rahi.

koi baat karti tu woh hoon haan mein baat 

taal deite. mein bhi preshaan ho gai , keh 

muaamla kiya hai mein ne kafi gumaan se 

kaam liya magar kuch samajh nah aai . woh 

nashta kar ke apne kamre mein chale gaye . 

tu mein ne Areeba aur Sameer ke liye unki 

pasand ka nashta tiyar kiya . woh nashta ke 

liye aaye tu sameer bhai kafi preshan dikhai 

deiye unke chere ka rang ura hoa tha aur 

fikarmandi ke assar saaf nazar aa rahe thay .

 mein ne poocha . kun bhaai  kiya baat hai 

itne preshaan kiun ho tu bole baad mein baat

 karta hoon . aur mein Areeba ko tiyar karne 

lagi college ke liye . un ke jaane ke baad  mein 

ne apni saas amman ke liye nashta banaya 

aur khud bhi nashta be dili se kiya . aur 

smeer ka intezaar karne lagi keh woh college

 se wapis aaein tu maaloom ho keh aisa kiya 

hoa keh poore ghar par aik sogwar si kaifiyat

 taari hai . woh seedhe kitchen mein hi aaye 

mein hasb maamool aage barh kar unke gale

 lagni lagi tu thora sa aik tarf hat gaye .

kiya hoa Sameer jo tum itna preshaan ho 

mein ne poocha . poocho kiya nahein hoa 

,hum kissi ko mujnh dikhane ke qabel nahein 

rahe sammer ki awaz mein aik dard tha jo 

mujhe aur bechain kar geya .

mein ne tarap kar unka hath hathon mein le

 kar poocha jaan paheliyan nah bhujhwaao

 saaf saaf bataao kiya hoa jo tum aur Aboo 

bhi itne preshaan ho . tu sameer ne yeh keh 

ar mere paaon ke neeche se zameen khiskaa 

di keh jab woh  fajar se pehle mere kamre se 

nikal kar apne kamre ki tarf gaye un ke Aboo 

tahjud ke liye uthe hoye thay aur unhon

ne mujhe dekh liya tha. mein sar pakar kar 

wahein baith gai jaise meri tangon mein jaan 

hi nah rahi ho , mei ne hamesha Sameer ko 

bola keh hum weekend mein jab sussar abo 

aaye hoye hoon tu raat ko nah mila karein 

magar Sameer ka yahi jawab hota keh woh

 jab tak aik 2 baar mujhe chod nah lein unko 

neend hi nahein aati , mujhe un ka yeh kehna 

accha lagta tha magar mujhe dar bhi rehta 

keh kahein aisa nah ho keh hum range 

hathon pakre  jaaein . aur wohi hoa jiss ka 

dar tha . Ab kiya ho ga Sameer  mein ne 

doobti awaz  mein poocha. tu sameer kehne 

laga . Abu jaan woodho ke liye baher nikle 

thay  aur paani nalke se le rahe thay keh 

mujhe tumhare kamre se nikalte dekh kar 

thathak gaye   "Kaun"  woh durshti se bole , 

shaed unhon ne samjha koi chor waghera 

ghar mein ghus aaya hai . ab mein khamosh

 tha magar mere paaon  wahein jam kar reh

 gaye . bolte kiun nahein tum kaun ho aur 

woh meri tarf hi aa rahe thay . keh mein bola

Aboo mein  hoon sameer . kuch lamhe woh 

khamoshi se mujhe dekhte rahe aur phir 

kaha , Sameer tum  aur tum iss waqt bhabhi 

ke kamre mein kiya kar rahe thay . yeh keh

 kar sameer khamosh ho gaye tu mein ne 

poocha , phir tum ne kiya bola  tu rohanse ho

 kar bole , mein kiya bol sakta tha . unhon ne 

range hathon mujhe pakra tha aur mujh se 

koi aur baat bhi banaay nah ban saki . tu ab

 kiya hoga mein ne tashweesh se poocha tu 

woh bole ab jo bhi hona hai ho kar hi rahe ga

 . gar tum mera sath dogi tu sab kuch theek 

ho jaeiga .  janu tum yeh jaan lo mein har

 halat mein tumhara sath doongi aur tum se 

kabhi bewafaai nah karoongi . aur nah hi kar 

sakti hoon kiunkeh  mein tum se piyar karti 

hoon , tum mera pehla aur akhri piyaar

ho . yeh keh kar mein un se lipat gai .

Sameer thori der baad khaiton  mein chale 

gaeye . mein ne Saas amman ko nashta 

karwaya  Sussar aboo bhi thay

unhon ne koi baat nah ki , Amman bhi

rasmi batein kar rahi thein . Nashta karwane 

ke baad mein kitchen mein aa gai . Khadma 

bhi aa chuki thi . usse kaam bata kar  mein 

apne kamre mein aa kar lait gai . mujhe kissi 

pal chain nah aa raha tha aur mein bekal ho 

kar karwaton par karwatein leiti rahi . kuch hi

 der baad khadma kamre mein aai aur uss ne 

btaya keh mere ammi abu aaye hein. mein tu 

dehl kar reh gai  unka samna kaise kar 

paaongi achanak aane wale bure waqt ki 

 tasweer meri ankhon ke samne ghoomne 

lagi . mein chakraate sar ke sath uthi aur 

baher aa kar apne waldein ko milne apni saas

 ke kamre  mein  gai . un se mil kar baithne 

lagi tu meri saas maan ne kaha baiti tum sath

 wale kamre mein baitho hum ne tumhare 

waldein se kuch batein karni hein . mere 

waldein kiunkeh kissi bhi waqeah se la ilm

  thay iss liye woh  preshan se ho kar mere 

sussar aur saas maa ko dekhne lage . mein 

hole se uth kar sath wale kamre mein aai tu 

sameer bhi wahein baithe hooye thay .  un se

 doosri tarf kursi par mein baith gai . mujhe 

maalom tha keh meri qismat ka faisla hone

 wala hai mujhe dar tha keh aaj ke baad 

mujhe  badnaami ki dabeez chadar  urhaa di 

jaeigi mein aik abroo bakhta  aurat ban kar 

reh jaaongi ,  mein preshan thi keh mere 

waldein ko mei wajeh se kitni sharmindgi aur

 ruswai ka samna karna par raha hai . 

sameer aur mein alag alag apni hi sochon ke

 jaal mei be aab  mahi ki treh tarap rahe thay . 

hamare waldein sath wale kamre mein aik 

doosre ka haal ehwal poochne mein lage

 hoye thay , kamra sath hone ki wajeh se un 

ki guftagoo  basaani suni jaa sakti thi .  shaed

 issi liye  saas amman ne mujhe sath wale 

kamre mein baithne ko kaha tha takeh jo baat 

bhi ho woh mein bhi  jaan loon . Sameer  ko 

bhi shaed yahi kaha geya tha .  iss liye woh 

bhi issi kamre mein tha . hamare waldein ki 

haal ehwaal  leine deine ke baad asal 

guftagoo hooi , jo keh yun thi .

Sussar Aboo ...... aap logon ko bulaa bhejne

 ka maqsad yeh hai aaj kuch aisa hoa hai jiss

 ke mutaleq kabhi socha tak nah tha keh aisa

 bhi ho sakta hai , hum mazrat khawah hein
 
 keh aap dono ko be waqt bulaa behja magar

 yeh sab aap ke ilm mein laana zaroori hai 

Mere Aboo : ji  aap bataein  hum sun  rahe 

hein agar hum se koi ghalti hoi ya kami reh 

gai tu ka madawa karne ki koshish bhi karein

 ge .

Saas Amman :   aaj jo waqeh paish aaya uss 

per baad mein bhi baat ho sakti hai

magar hmein aap logon ke ilm mein kuch 

batein laani hein . ho sakta hai aap logon ko

 bura lage magar yeh hamari majboori thi keh 

aap ko laa ilm rakha jaay .

Amii jaan : behn meri jo baat bhi ho aap bata

 dein ab hum aik doosre se jure hein tu kuch 

posheeda nahein rehna chahiye agar koi 

baat hum se taluq rakhti ho tu aap be dharak

 bata dein yeh faisla baad mein hoga keh 

kahan tak aap log majboor thay .

Saas Amman : jab aap logon ne sameer ke 

aboo ko Aneela ke liye rishta dhaoondne ka 

kaha tha . un dino hum bhi sagheer apne 

chote baite ke liye rishta dhondh rahe thay .

 tu hum ne socha kiun nah hum hi rishta  bhej

 dein .Sameer ke aboo arhat ki wajeh se aap 

ke khandan ko jante tu thay mgar poori tasali 

ke liye hum ne bhi apke muhalle ird gird 

pooch taach ki aur Aneela baiti ke baare bhi 

maaloomat lein tu hamein Aneela baiti iss 

ghar ke liye perfact bahoo nazar aai . usse 

jab dekha tu mein ne faisla kar liya keh agar

  koi meri bahoo bane gi tu woh aneela hi ho 

gi .  jab hum ne Sagheer se baat ki tu uss ne 

saaf inkaar diya keh woh shadi ke liye tiyar hi 

nahein tha, asal mein humein maaloom tha 

keh aik nurs ke sath uska koi affair hai aur

 woh uss se shadi karna chahta tha  magar 

woh nurse mujhe bataor bahoo har giz

pasand nah thi .  mein Aneela ko har halat 

mein apni bahoo bna kar lana chahti thi uss

 mein mujhe khud apna aap nazar ata tha aur 

hai , aur uss ne sabit bhi kiya  aur meri 

umeedon par poori bhi utri hai .  tu aneela ko 

bahoo banane ke liye aap ko maaloom hai 

hum pehle smeer ka rishta le kar gaye thay . 

halankeh yeh be jor rishta nazar ata tha

magar hum ne koshish ki  magar umeed ke 

mutabeq aap logon ne maazrat kar li . aur 

aaplogon ka yeh faisla bar haq tha agar hum

 aapki jageh hote tu hum bhi aisa hi karte . 

hamein sirf aik bahoo aik ais bahoo ki 

chahiye thi jo hamari poti Areeba ki acchi 

dost bhi bane aur aur uski acchi tarbiyat bhi 

kare aur woh  mein jaan chuki thi keh Aneela 

mein hamari iss umeed par pori utar sakti hai 

. lehaza  ham ne dubara sagheer se rajooh 

kiya jo keh Dubai mein tha  aur woh Nurs bhi

 Dubai  hospital mein  mulazmat karti hai . 

Sagheer ko pakistan bula kar mein ne uss ke

 paaon par apna dupaata rakh kar shadi ke

 liye kaha tu uss ne aik shart par shadi karne

 ki haami bhari . Mein us nurs ke sath rehta 

rahoonga kiunkeh hum ne wahein shadi kar li

 hai  aur  iss shadi ke baad saal mein sirf aik

 maah pakistan aaya  karon ga, aur mujh se 

ziyada umeedein nah rakhi jaein . ab mein ne 

socha keh Aneela jaisi piyari acche atwar wa

 khelaat  ki malek larki Sagheer ko badal le gi

 aur woh uss nurs ko cchor cchaar  dega . 

mein janti hoon woh nurs  talaq shuda aurat

 hai aur Sagheer se bari umar ki hai . iss liye 

yeh baat aap logon se chuppai gai jis ke liye 

hum mazrat khawah hein .

Aboo jaan :  ab mazrat ka koi jawaz nahein

 banta jo kuch hona tha ho chuka

hamari baiti ke naseeb gar acche hein tu 

Sagheer zaroor badal jaeiga .

Ammi jaan ; Haan aaj kiya waqeh hoa woh 

bataein kiunkeh mein kafi bechaini mehsoos

 kar rahi hoon .

Saas Amman :

 Behn  insaan khata ka putla hai , uss se aise 

aise kaam bhi ho jate hein jo shaitaan ke 

kheyaal mein bhi nah aein aate . insaan kabhi

 kabhi jazbaat ke hathoon majboor bhi ho 

jaya karta hai iss liye hamein muaamle ko 

jazbaati ho kar nahein laina chahiye , insani

 majbooriun ko mad e nazar rakhte hoye hi 

kissi sahi faisla tak punch sakte hein .  ab 

sameer ke abo hi bataein  keh aaj unhon ne

 kiya dekha.

Sameer ke Abo ;

 jii aap tu jante hein mein jumma ki shaam ko 

ghar aa jata hoon aur monday ki subah wapis

 arhat  chala jata hoon . kal shaam mein hasb 

e maamool  ghar aa geya tha aur jab subah

 fajar se pehle tahajud  ke liye nalke se paani

 le  kar hata tu dekha keh Aneela ke kamre ka

 darrwaza khula aur aur aik mard baher nikla

 . mein ne yahi samjha keh woh koi chor hai

 jo ghar mein ghus aaya hai  .

mein ne usse lalkaara  kaun hai , magar woh 

khamosh khara raha , mein ne nazdeek ja kar

 phir poocha tu uss ne bataya  keh woh 

SAMEER  hai . yeh jaan kar mujhe dhachka sa

 pauncha aur mein  ne kaha sameer tum iss 

waqt  habhi ke kamre  kamre mein kiya kar 

rahe ho , woh yunnhi khamosh khara raha 

aur mein samajh geya keh  daal mein kaala 

hai . mein ne kamre mein aa kar  wife se zikar

 kiya , mein tu ghussa se kanp raha tha aur 

soch raha tha keh sameer ke khilaaf koi 

qadam uthaaon . magar  sameer ki ammi 

kabhi bhi jazbati ho kar nahein sochti uss ne 

mujhe kaha jazbati hone ka koi faieda nahein

 . abhi tu hum yeh bhi nahein jante keh un ke

 taluqaat kis had paunche hoye hein kissi se

 koi zabardasti tu nahein ho rahi  phir sameer 

3 saal se randwa hai aur Aneela bhi 4- 5 

maah se  khawand ke bina hai .

dono ko muaqeh bhi mil sakte hein tu aisi 

ghalti ho jati hai . jazbaati ho kar unhein saza

 deine ki bajaay hamein unke jazabaat ke

 bare bhi sochna chahiye. phir iss ne hi 

mujhe bola keh aap logon ko bula kar iss par

 discuss kar leite hein aur iss masle ka mil jul

 kar koi hall nikaal  lein ge . ab aap bhi apni 

raay dein  aik masla khara ho geya hai tu iss 

ka koi hall bhi nikalna hoga .

Abo jaan :  

hum kiya bol sakte hein jo bhi faisla karna hai

 aap logon ne hi karna apni baiti ka naseeb 

aap ke faisle ke mutabeq jo hoga hamare liye 

usse qabool karne ke siwa koi aur chara kaar

 bhi tu nahein .

Saas Amman :

 bhai saheb  ghalti sirf  bachi ki nahein

 sameer ki bhi hai . hosakta hai sameer ki

 ziyada ho kiunkeh woh mard hai . Aneela ke 

kamre mein sameer geya tha  . aik aur baat 

Aneela jaisi aap ki baiti hai aisse hi hamari 

bhi baiti hai . ab masla yeh hai keh in dono ne

 aik hi ghar mein rehna hai . jo parda para 

hoa tha woh bhi utar geya hai , insani 

nafsiyaat ke mutabeq ab jo aik dar khauf tha

 uss se woh nikal chuke hein . aap log 

sochein , koi hal nikaalein . mere paas  aik 

munseb hall hai magar mein pehle aap logon

 ki  raay jan na chahongi phir agar aap ko 

meri baat acchi lage tu usse tasleem kar lein .


yeh sn kar sameer ne meri tarf dekh uski 

ankhon mein muskrahat dekh kar mein bhi 

muskra di ,

mukhtelf araa ke baad meri saas ne apni raay

 di jisse sun kar mujhe yaqeen ho geya keh 

waqehi meri saas aik mudabbar  hai jo 

uljhanon ko suljhana  janti hai .



saas maan : 

 jahan tak mera kheyal hai

keh sagheer   ko yahan bula kar uss ki nurs 

se posheeda shadi ke baare sab ko bta diya 

jaay  balkeh agar woh kuch dino ke liye  uss 

nurs ko bhi sath le aay tu aur behtar hoga . 

aur phir woh Aneela ko tlaaq de aur iddat ke 

baad Aneela se Sameer nikah parhwa le . 

agar manzoor hai tu aap log apni baiti se 

poch lein hum bhi sameer se baat kar lein ge

 yeh sirf in dono ke masle ka hall nahein 

balkeh Areeba ke mustaqbl ka bhi swal hai 

 jis treh Aneela  Areeba ke qareeb hai aur jis

 treh uski dekh bhaal kar rahi hai woh agar 

Areeba ki maan hayat hoti tab woh bhi iss se

 ziyada nah kar paati .iss liye meri raay mein 

yahi karna ho ga . yeh sun kar sameer uth 

kar mere paas aaya aur mujhe glae laga kar

 mujhe choomte hoye bola keh janam ab

 faisla tumhare haath hai .

mein ne kaha nahein mein kabhi nah

 maanongi aik budhe se shadi aur hans kar 

uss se lipat gai . hum dno khush thay dono ke

 dilon ki sun li gai thi .

kuch jabati lamhaat ke baad ham alag ho kar 

baith gaye aur apne waldein ki

guftagoo sun ne lage. hamare paon ke 

neeche se zameein tu tab khisski jab unhon 

ne kamre mein bulaaya . hum dono sar 

jhukaay mujrmon ki treh kamre mein jaa kar

 baith gaye . mein ne kissi ki tarf dekha nah hi

 mujh mein himat thi keh kissi se ankhein

 milaa sakoon . . meri saas  amman bolein .

 tum dono ne saari baat sun li hogi .  tum 

dono se hamein nah koi safaai darkar hai nah

 hi kissi qism ki wazaaht  ki zaroorat  tum 

dono balegh ho aur apna accha bhala khoob 

acchi treh jante ho , magar kuch batein aisi 

hoti hein jin ke karne se doosron ki zindagi 

bhi mutaaser hoti hai tu phir rade amal tu 

samne aata hi hai . hamein nahein maaloom 

nah hi hum jan na chahte hein keh yeh silsila 

kab shuroo hoa magar jo bhi hoa woh accha

 nahein hoa . hum tum dono ke waldein hein 

aur tumhari  aur dono khandanon ki bhalaai 

ke liye kuch aqdamaat karne ki zaroorat 

mehsoos ki aur kafi soch bichaar ke  baad 

 iss nateeja par paunche hein keh  Aneela  aaj

 hi apne waldein ke sath wapis chali jaaygi 

aur sagheer ke wapsi per woh  talaq de de ga

 aur phir sameer ke sath nikaah kar kar ke 

Aneela  phir issi ghar mein laut aaygi . iss ke 

ilawa koi hall ho tu tum log hum ko soch 

samajh kar bata deina warna hamare 

nazdeek yahi hall behtar hai. hum dono ke 

paas khamoshi hi aik behtar jawab tha  .   phir

 dupehr ke khane ke baad Areeba  jab college

 se wapis aai tu uss se mil kar  sas maan ke 

kamre mein jaa kar mein ne apni saas ke

 paaon choo kar  un se muaafi mangi aur un 

ke behtreen faisla ka shukriya ada kiya aur 

apne waldein ke sath apne maike wapis aa 
gai . 
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Mein or Mere Jaith by Seema - Copied ( Long Story ) - by hirarandi - 18-05-2020, 04:51 AM



Users browsing this thread: 1 Guest(s)