Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Mein or Mere Jaith by Seema Naaz - Copied ( Long Story )
#3
Ghar mein Areeba ki badolat kafi raunaq thi . aur wohchunkeh sab ki ladli thi tu us ki shararton ko bhi pasand 
kiya jata tha , kiunkeh abhi 8 saal ki thi iss liye usse 
ziyada samajh nahein thi kiya baat karni hai kiya nahein . 
aik baar woh apne abu se naaraz ho gai aur mere kmre 
mein aa gai ( woh aksar aboo se rooth kar mere hi paas  aati  )aur apne abu ki shakaitein lagane lagti , mein ne 
uss ka dil saaf karne ke liye uss ke abu ki tareef kar di ,
dekho baiti, tumhare Abu bahut acche hein . tum se bahut piyar karte hein , tumhein apni godi mein bithate hein 
apne hathon se tumhein khana khilaate hein . tumhari har baat mante hein aise Abu tu kissi kissi ko milte hein
tu woh boli Aunty aap ke abu aap ko goadi  mein nahein 
bithate thay . aur khud aap ko khana nahein khilaate 
thay . tu mein ne use bol diya keh nahein mere Abu aisa 
nahein karte thay . thori der baad uske abu aaye tu woh 
un ke sath chali gai . woh un ke pass hi soti thi .
agli subah mein nashta baap baiti ko deine gai tu Arebaa apne abu ki goad mein baithi un se swal jawab kar rahi 
thi mujhe dekhte hi woh wahan se uthi aur mein ne nashta  table par rakh diya .
Areeba mere samne khari ho gai Aunty
aap ko abu goadi mein nahein bithate thay naan . mein ne baat talte hoye usse kaha baiti nashta karo phir 
college ke liye bhi tiyar hona hai .  us ne phir wohi takraar ki aur boli Aunty aaj  aap mere Abu ki godi mein baith 
jaao .Areeba kiya ool fool kehti raheti ho uss ke abu ne 
areeba se kaha magr Areeb ke sar par aik hi dhun sawar 
thi  aur uss ne mujhe apne nanhae hathon se kursi ki rarf 
dhakailna shurro kar diya . mein
usse pakarti aur idher udher hoti woh phir mere ghutnonpar dabaao dalti  issi
kashmakash  mein mera paaon jo maiz
ke paaye se tkaraya tu mein larkhraa gai
aur seedhi  sameer bhai   ki aghosh mein ja giri , unhon 
ne jaldi se mujhe sanbhalne koshsh ki tu un ke aik hath 
meri kmar aur doosra hath mere ubharon  par ja tika . 
mein ne unki tarf dekha un ki nazrein mujh par hi jami hoi 
thein mein jaldi se uthi aur ruhansi si hoti kamre se nikal gai .
aur seedha apne kamre mein chaar paai
par ja giri . mera dil taizi se dharak raha tha  aur merasara jism kanp raaha tha .
mein paseena paseena ho rahi thi . mein
kuch der laiti rahi kuch hawaas behaal hoye tu uth kar 
baith gai aur sochne lagi keh yeh kiya ho geya . ghalti tu 
kissi ki bhi nah thi . Areeba tu bachi thi
aur bache zid tu karte hi rehte hein , phir bhi jo kuch hoa 
woh nahein hona chahiye tha . sochne lagi ab Areeba 
ke Abu ka samna kaise karongi . un ka kheyal aate hi unke hathon ka lamas mujhe apni kamar aur mamay per 
mehsoos hone laga . phir jab unhon ne mujhe apne 
baazoon mein thama tha unki trf dekhte hoye un ki nazroon 
mein  hairangi ke sath sataeishi jazbaat bhi mujhe nazar aaye thay . yeh soch kar hi mein sharmaane lagi . itne 
mein Areeba aa gai jisse college ke liye tiyaar hona tha . uss ko tiyar kiya  aur woh apne abu ke sath college chali 
gai . tu mein apni saas ko jinhein mein Amman kehti hoon 
ko nashta diya woh nashta ke baad so jati hein aur 
phir zuhr se pehle uth`ti hein . phir mein ne khud nashta
aur Areeba ke abu ke liye chaahay bnaane ke liye paani 
rakh diya kiunkeh woh college mein Areeba ko chorte 
aaur  aa kar  chahay ka cup laite thay  . woh hasbe 
maamool aaye aur ghusal se faregh ho kar kitchen mein 
aaye . mein ne nazrein jhukaay hi un ko chahye di aur un se kaha  keh bhaai jaan aaj sauda salaf bhi mangwana 
hai tu woh bole theeka  list bna deina mein city chala 
jaaonga aur leita aaonga . city jane ke liye woh Motor 
Cycle  istemaal karte thay . mein thori der mein aik listtiyar ki aur un ko de di aur woh city chale gaye . aik 
marhala tha jo aboor kar liya mein . subah se yahi soch rahi thi  keh unka samna kaise karongi . aur mein himat 
se kaam le kar un ko kaam bhi bol diya . woh  jald hi 
wapis aa agey aur phir kheiton mein nahein gaye . mein 
khana bna chuki thi . khadma ko kahein kaam se jana tha 
woh chutti le kar chali gai thi . mein ne poocha Bhai 
jaan khana le aaon tu unhon ne bola keh le aao yeh keh 
kar woh apne kamre mein chale gaye . mein khana le ja 
kar un table par rakha tu unhon ne mera hath pakar liya , mein ne unki tarf dekha tu muskaraate hoye unhon ne 
mujhe apni tarf khaincha tu mein phir digmga kar unki 
goad mein jaa giri .
mujhe bahut gussa aaya mein ne aik jhatke se apne aap 
ko churaaya aur  bhai jan yeh kaisi behoodgi hai kehte 
hoye dorti hoi apne kamre mein oondhe munh giri aur 
rone lagi . mujhe ghussa aa raha tha keh unhon ne mujhe 
kiya samajh kar aisi giri hoi harkat ki hai . mujhe  rona bhi aa raha tha aur ghussa bhi .mein ooncha ooncha ron 
lagi. shukr hai meri saas soi hoi thi aur khadma pehle chali gai thi warna meri awaz zaroor unhein sunaai deiti . 
meri saas tu waise bhi ooncha hi sunti hai . pata nahein 
kitna waqt guzra mera rona ab siskiun mein dhal  chuka 
tha ,rone se kuch sakoon bhi mila tha . keh dafatan mein ne apne shaanon par kissi ka haath tikte mehsoos kiya 
aur  mera badan kanp geya aur mujhe aik jhurjhuri si a gai
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Mein or Mere Jaith by Seema - Copied ( Long Story ) - by hirarandi - 18-05-2020, 04:42 AM



Users browsing this thread: 1 Guest(s)