18-05-2020, 04:40 AM
2 maah ke baad mere shohar apni job par chale gaye tu mein aik maah ke liye
apne maike aa gai . aik maah guzarte pata hi nah chala aur mujhe apne ghar ana para . saas sussar mera jaith mere
khawand ka bara bhai aur unki aik 8 saala baiti hi thay jin ke sath mujhe din raat rehna tha. jab tak mere khawand yahan thay tu masroofiyat aur mashghle
aur thay , jis mein dil laga rehta tha . ab
aik si routein thi . shukr hai colleges mein taateelat thein tu Areeba ghar thi jis ke dam se kafi raunaq thi . bari piyari khoobsorat bachi jis ki maa nahein thi ko dekh kar piyar aa jata . woh bari masoomana sharartein karti tu bahut maza aata . mujh se Areeba bahut ghul mil gai , mujhe bhi uss se uns hogeya
aur meri koshish hoti keh bin maan ki bachi ko maan ki kami mehsoos nah ho.
Areeba ko sab se ziyada lagaao apne abo se hai aur woh bhi usse be intehaa
piyaar karte hein , yun lagta hai dono baap baiti yuk jaan do qaleb hein . un dono baap baiti ko dekh kar mujhe un par rashk aata . hamare ghar ka mahol bahut sakht tha . mere abu ne mujhe kabhi aise piyar nahein jaisa Areeba ke
abu karte hein . kai baar tu Areeba se mujhe hasad mehsoos hota . usse apne Abu ki godi mein baithe dekh kar mujhe yaad aa jata keh jab choti thi tu mera dil kitna chahta tha keh abu mujhe apni goad mein lein ya mein un ke seena par baith kar kheiloon . yahan Areeba ka tu roz ka maahmool tha subah apne abu ki goad mein baith kar unke haath se nashta karna
aur shaam ko woh jab charpaai par laite hote tu un ke seena par baith kar kheilna. grmiun ka mausam tha tu Areeba ke Abu tehband dhoti baandh laite aur ooper kuch nahein pehnte thay
Areeba unki chati ke baloon se khailti rehti ,kabhi unki moonchon ko pakarti
aur uske abu khush hote aur khilkhila ke hanste rehte . unki tabiyat waise bhi
khush rehni si thi . muskrahat unke chehre par saji rehti . un ke chote bhai mere khawand chote qad ke hein . aur sanjeeda bhi rehte hein jabkeh unke bare bhaai draaz qad kushada shano
chorri chati wale mazboot jism ke maalek hein . un ko apni baiti ke sath khailte dekh kar mujhe kheyal aata keh
in ka rishta bhi aaya tha mere liye . kiya
hoa jo hamari umaron mein kaafi farq tha yehi 14 saal woh mujh se bare hein . woh paas tu hote. hum Areeba se mil kar bhi khail sakte thay , ab mujh se 2 saal bare miyan apni jawani Emirates mein ganwa rahe hein aur mein yahan un ko yaad kar ke thandi aahein bharti rehti hoon . khair jo hona tha ho geya .
Meri saas bahut narm tabiyat ki hein .
mujh se hamesha piyar hi kiya unhon ne
aur sussar tu hafta mein 2 hi ratein ghar guzarte warna apni Arhat par hi rehte . mere Jaith Sameer subah sawere
khaiton mein chale jaate . muzzare logon se kaam laite aur unki nigraani karte dupehr ka khana ghar hi khaate aur phir baithak mein apne doston ke sath taash khailte . asar ke time phir aik baar zameinon ka chakr lagaate aur shaam hote hi ghar aa jate . ghar mein
khadma thi jo safaai waghera karti , mujhe sirf khaana pakana hota aur baqi sare kaam ussi ne karne hote . garmiun ke baad Areeba ke college khule tu maamool thora sa badal geya , ab Areeba ko college ke liye tiyar karna
aur uske Abu ke sath college bhejna
aur sham ko uske homwork mein help karna bhi shamil ho geya .. yeh rozmra ke maamoolat thay , din tu khair kisi nah kisi treh guzar jata raat ko jab charpaai par lait`ti tu kheyalon hi kheyaalon mein nah jane kahan bhatkne lagti . Sagheer ko gaye 4 maah ho chuke thay ,aur ab uski kami mehsoos hone lagi thi . ghar mein aik tabdeeli si aane lagi thi ya sirf mujhe mehsoos hoti thi . jab mein biyah kar aai thi tu mujhe ajnabiat ka ehsaas hota tha . saas tu shuroo hi se mehrbaan thi . magar mere Jaith Areeba ke Abu aik fasla rakhte thay , nehayat hi zaroori kam ho tu woh mujh se mukhateb hote . yaa Areeba zid kar rahi ho tu mujhe help ke liye bolte . magar ab woh muskrane bhi lage . mere pakwan ki tareef bhi kar deite . susar tu hafta mein 2 din ke liye aate thay aur un ka ravaia bahut mushfaqana hota . Areba se meri paki dosti ho chuki thi . kehne ka mttlub yeh keh ab mein khud ko ghar ka fard mehsoos karne lagi thi . ab bhi maike ki yaad aati thi magar uss ki shidat mein khasi kami aa gai thi