20-02-2019, 10:04 AM
Ab aage --- Holi Special Update me
Jab aunty aurseema jane lagi to main gate pe aayi gate khola aur wo log bahar nikal gayi mainunko jate hue dekh rahi thi bahr koi nahi tha maine gate band kiya aur andar aagayi
Main andar akarbaithi thi ki kuch der ke bad fir door bell hui maine shahnazz se kaha jaodekho kaun aya hai
Wo boli ap jaiyemain nahi jaungi koi rang lagane aaya hoga
Bewakoof larki – main kahti hui bahar aa gayi , mainedekha gate pe razia auny khari hui thi , maine usko salam kiya aur pucha jeeaunty kahiye
Arey gate kholojaldi se warna koi akar rang dal dega – wo boli
Maine gate kholaaunty bilkul saaf suthri dress me thi maine gate kholte hue pucha kya hua auntyaap rang nahi khel rahi hain
Bhagao bhaimujhe bilkul shauk nahi hai apni shakal badalne ka – wo kahti hui andar aa gayiaur achanak hi gate ko ek zordar dhakka laga jis se main piche girte girtebachi aur dhakka dekar chuzi andar aayiaur bahut hi beri tarah se hansne lagi us ka face ramsay brother’s ki films ki churail jaisalag raha tha aur baal bhi kayi rangon me range hue the
Uske piche to ekbahut bari teem thi jis me kayi larkeaur larkiyan the jo subah se bahut bar mujhe gate kholne ke liye kah chuke thelekin ab wo sab ke sab apni apni rangeenshaklon ke sath mere samne khare hue hans rahe the
Hum ne kaha tha na ki jab tak aap ko ranga nahi jayega aaj holi khatam nahi hogi gul darling –sab larkiyan mere charon taraf nachte hue boli
Ab kya karogimeri gul naaz – chuzi boli
Hum sab is pyarisi gul ke liye kayi gulon ka rang laye hain – colony ki kayi bhabhiyon ne kaha
Maine raziaaunty ki taraf ghoor kar dekha – wo meri nazaron ko pahchan gayi , aur bolimain kya karti ye tumhari dost aur tumhari ye sab bhabhiyan ye log mere pichepar gayi ki gulnaaz ka gate khulwao warna tumhari buri halat bana denge – mainkya karti is liye mujhe aana para
Main bahut halkehalke piche ki taraf kadam barha rahi thi maine chuzi ko baton me uljhya huatha aur wo puri tarah se apne rang me rangi hui thi aur lagatar nautanki kiyeja rahi thi
Achanak hi mainmur kar andar bhagi lekin lobby ke darwaze tak hi aa payi aur mere dono hathpiche se pakar liye gaye , maine bahut tez awaz lagayi shanaaz meri awaz pe wobhagti hui aayi
Lekin mujheHoliwalon ke narghe me ghira dekh kar fauran hi andar bhag gayi aur bewakoof nedarwaza bhi band kar liya
Waaah shahnaaazbahut ache kya kahna tumhara anjane me hi sahi lekin aaj bahut acha kaam kiya tum ne – chuzi uchal uchal kar hanste hueboli
Haan ab bolo kyakiya jaye tumhare sath kyun ki meri pyari gul ko rang raughan to bilkul acha hinahi lagta – shakuntla bhabi meri khinchayi karte hue boli
Is waqt merikuch samajh me nahi aa raha tha ki main kya karun bahut hi zyada bebas mahsoos kar rahi thi apne aap ko , jab meri kuch samajh menahi aaya to maine surjeet aunty ko awaz di , maine socha agar surjeet aunty aagayi to ye sab bhag jayenge kyun ki aye larkiyan aurten kya surjeet aunty keaage colony ke maradon ki koi haisiyat nahi thi akhir wo thi aisi
Surjeet aunty neapni balcony se jhank kar dekha aur boli hey main abhi aa rahi hun aur tezi sebhagi