20-02-2019, 09:52 AM
Khair ho ab iswakalat ki jisko tum apnane wali ho – main boli
Khair hi hogimain jo case larungi wo jeetungi judge kahega
Judge bal nochkar bhag jayega ya fir tumhari waqalat hi baned ho jayegi – main beech me boli
Acha chalo bekarki baten choro parso holi hai aur tum log subah hi mere ghar aana – wo boli
Kyun subah kyun– main boli
Arey subah himaza aata hai itna dhamal hota hai holi me , yahan tumhare yahan to kuch hotahi nahi hoga city se bahr to ho tum log kuch pata hi nahi chalta hai tumhareyahan – wo boli
Pata kyun nahichalta holi yahan bhi hoti hai lekin holi ke naam par behoodgi aur hurdang nahihota yahan – main boli
Ek din hurdangbhi hona chahiye na maza aata hai – wo boli
Dekho main subahnahi aaungi kyun ki mujhe rang raughan acha nahi lagta aur jis bedhange pan seholi me rang hota hai wo mujhe bilkul pasand nahi is liye main to ghar me hiband rahti hun kahin nahi jati - mainboli
Arey ye kyabakwas hai main to hamesha hi ati hun tumahre yahan aur sumbhi aati hi ho firye kyun kah rahi ho – wo boli
Sham ko aati hunya fir next day holi milti hun lekinnautanki me shamil nahi hoti main – maine kaha
Dekho main kuchnahi janti agar rang se bachna hai to kal sham ko hi mere ghar aa jana kyun kiagar parso subah niklogi to mere ghar tak pahunchne se pahle hi har tarah ka rang tum dekh logi is se acha haikal sham ko hi aa jao bahut maza aayegayar – wo boli
Nahi yar yahncolony me bhi to holi hoti hai aur main sab dekhti hunn agar main gayi to yahanke logon ko bura lagega kyunki ka system alag hai yahan koi bhi festival ho sab ka hota hai aur agar main yahan nahirahi to sab ko bahut bura lagega – main boli
Ye kaun si bathui yar tum to – wo bahut buri tarah jalebhune lahje me boli
Don’t mind chuziplease samajhne ki koshiah karo – maine kaha
Thik hai jochaho karo meri bat ki koi value hi nahi hai jab to main kyun mind karne lagi –wo boli , aur ye kahte hue uth kar chal di aur boli acha main ja rahi hun
Arey abhi rukoyar kuch chai nashta to kar ke jaao abhi aayi ho aur bhagi ja rahi ho – mainboli
Lekin wo binasune hi chali gayi main uske piche aayi aur usko rokti rahi lekin us ne mujhemurkar bhi nahi dekha main awaz deti rahi lekin wo ruki nahi
Kafi der takmain gate pe khari usko jate hue dekhti rhi lekin us ne mujhe piche murkar nahidekha aur chali gayi , mujhe us ke is tarah jane ka bahut afsos tha , kuch deryunhi khare rahne ke bad main wapas ghar ke andar aa gayi
Aap ne kyn manakar diya bibbi chuzi didi kitne pyar se bulane aayi thi – shanaz boli
Tum chup raho abtum chuzi ki taraf se wakalatnama dakhil mat karo – main boli
Wo bina kuchbole hi mujhe ullu ki tarah ghoor kr dekh rahi thi