20-02-2019, 09:14 AM
Fir ab aise meho sakta hai wo koi ghlat kadam utha le hum logon se dushmani kar baithe ya firkhudkushi kar le , ye sab main nahi chahti , is liye kah rahi hun ki ab ye sabchoro wo jo koi bhi hain hamare liye kisi tarah ka khatra nahi hain – main boli
Khatra to nahiyar lekin pata chalna chahiye bahut din ho gaye hain ye nautanki chalte hueacha aisa Karen ki main hareesh ko pata lun fir sab kuch pata chal jayega waisebhi wo He man lagta hai – wo boli
Han jao patao jochaho karo lekin mere pa fir kabhi mat aana – main boli
Oooh yar tum na
Kya – main gussese boli
Tum kyun is yugme paida ho gayi , tum ko harishchandra ke zamane me hona chahiye tha – wobahut bura munh banakar boli
Main bina kuchbole andar chali gayi itni der se dimagh ka dahi ho gaya tha main chai bananalagi , chai lekar main bahr ayi aur chuzi ko di aur khud baith kar peene lahi
Wo mujhe dekhrahi aur apni chai ka cup dekh rahi thi
Kya hua – mainepucha
Tumhari tarahmera dimagh khali nahi hai – wo boli
Kyun kya hua –main boli
Itni garmi me yelota bhar chai koi sahi dimagh wala to piyega nahi siwaye tumhare – wo boli
To mat piyo merisharafat ki maine tum ko bhi di akele pii leti to acha nahi lagta – main boli
Tumhari sharafatwo apne baal nochti hui uth kar fidge me padi hui ek purani cold drink nikal ke le layi
Ye bahut puranihai – main boli
To kya hua chaise to achi hi hogi – wo boli
Chai tazi haiabhi bani hai – maine kaha
Bhar me gayi tumaur tumhari chai ye kahte wo cold drink peene lagi
Apni chai khatamkar ke maine us ka cup bhi le liye aur peene lagi mujhe dusra cup peete dekhkar wo boli
Ye batao tum kokoi beemari hai kya
Nahi - main boli , beemari tum ko hai is liye har2 month me ek bar hospital jati ho yahisab aaltu faltu chize khake – main boli
Hey main koifaltu chiz nahi khati main diet ka pura kyal rakhti hun – wo ithla kar boli