20-02-2019, 08:06 AM
Tabhi train ekstation pe ruki maine dekha aur sochne lagi is station ke bad next station parbhi train ko rukna tha , maine socha ki ab hum log agle station par hi trainchor denge
kyunki hum logon ne jis station se reservation karaya tha wahanwapas jana koi zaruri nahi tha kyunki hum log ghumne ke program se nikle the topahle us city ko ghumne ka program banaya tha is liye next station par hum lognne train chor di aur bahut ehtiyat ke sath chuzi ko station se bahar leke aagayi
Station ke baharaake main eek taxi hire ki apne shahr ke liye raat ke 2:45 baj rahe the is liyegadi milne me bahut hi zahmat hui lekin mil gayi yahan se mera city pas thaagar main train se wahan tak jati to doguna time lagta
maine chuzi ke papa ko phone kar diya aurunke kahne ke mutabiq main chuzi ko leke sidhi hospital gayi subah ke 5:00 bajemain hospital pahuch gayi thi aur chuzi ko admit kar liya gaya kafi der takmain wahan rahi chuzi ke papa ke sath harsh bhi aa gaya tha , us ne mujh sepucha kya ho gaya tha maine bataya bas aise hi achana iski tabiyat kharab ho gayiaur halat bad se badtar hone lagi
Kuch der ke baadchuzi ke papa ne mujh se kaha ki beta ab tum jao ghar jake aaram kar lo maintum ko phone karta rahunga , maine kaha thik hai main fir aaungi ye kah karmain wahan se shanaz ko lekar ghar aa gayi
Ghar pahunchtehi seema aur aunty ne pucha arey bibi aap log itni jaldi wapas aa gayi , maineun dono ko puri baat batayi , dono ne bahut afsos jataya ,
maine shahnaz sekaha tum fresh ho jao aur thori der so lo raat bhar jagti rahi ho – thik haibibbi ye kahte hue wo apne room me chali gayi aur main apne room me aa gayi
Kayi bar chuzike papa ka phone aaya tha aur chuzi ka haal maloom ho raha tha lunch ke badmain shahnaz ko ghr pe chor kar hospital ke liye nikal gayi Aunty ghar pe hithi is liye shahnaz ko le jana maine zaruri nahi samjha ,
main hospital pahunchi to dekha chuzi kihalat me kuch sudhar ho raha tha , ab uspar ghash tari nahi tha aur wo puri tarah hosh me thi , maine pucha kya haalhai
Wo boli tum mujheyahan wapas le aayi
Haan – main boli
Tum ko bura lagahoga na ki meri wajah se tum ko itni proble hui aur tum ko wapas aana pada – woboli
Pagal ho gayi hokya – main boli ye sab baten tum mat socho samjhi
Maine uncle sepucha kya hua kya kaha docter ne ,
wo bole – kuch nahi beta docter ne kaha koibat nahi hai aisa ho jata hai mausam ki wajah se aur ye acha hua jo wahan kedocter ne tum ko kah diya ki isko wapas le jao
lekin fir bhiuncle itni jaldi iski halar bigadi thi main to dar gayi aisa kyun kya chuzi kokuch aur problem to nahi hai – maine pucha
nahi beta aisakuch nahi hai bas ye strong nahi hai bas apne ko maintain rakhne ke liye khati pitikuch hai nahi to taqat kahan se aayegi isl liye zara sa badlao bhi bardasht nahi karpati hai aur down ho jati hai – wo bole
haan ye to haiaap samjhaiye na isko – maine kaha
samjhata to hunbeta lekin haan papa jee papa thik papa yahi sab kah ke bewakuf bana deti haibas do din thik rahegi uske bad fir se sab kuch wahi karne lagti hai – wo bole
main bahut dertak wahan ruki aur fir sham hote hi main wahan se chali aayi ghar aayi toshanaz bahar lawn me hi baithi hui mili mujhe dekhti hi wo daudkar mere pasaayi aur chuzi ke bare me puchne lagi , maine bataya wo ab bilkul thik hai fir shahnaz ne phone pe chuzi se bat ki tab kahin jakar usko itminan hua
next day chuzihospital se ghar chali gayi .