20-02-2019, 08:05 AM
Haan hum logindia me hi hain dear abhi hum ne india dekha hi kahan hai bas apna ghar apnashahar subah se sham tak kaam hum jaise aam logon ki zindagi isi me hi beet jatihai ,
hamara mulk bahut hi khubsurat hai aur aisa lagta hai jaise ki har hissepar kudrat ki apni alag hi meharbani hai shayad is liye DR. Allama Iqbal ne kaha ki sare jahan se acha hindostaanhamara – main boli
Yes aap sahi kah rahi hain adhyapika mahodya –chuzi boli , uski bat pe shahnaz hansne lagi
Shahnaz ab aapcamera rakh diye aur chuzi se baten kariye chuzi bore ho rahi hai – main boli
Nahi nahishahnaz tum khoob photo khincho yahan ke kutte billi ki bhi photo lo – wo mujheghoonsa dikhate hue boli
Aur pata hi nahichala ki kab hum log hote pahunch gaye hum log gadi se utre aur hotel ke andargaye hotel bahut hi acha tha hum ne ek double room liya aur room me enter hotehi hum log sab ek ek karke fresh hue maine nashte ka order diya aur balcony meakar khari ho gayi
Asman par badalmandra rahet he aur hawa bahut sard thi ki hum log garmi se aaye the is liyehum sab ko sardi lag rahi thi , kuch dermain wahin khari rahi aur dekhte hi dekhte barish hone lagi , tabhi chuzi aayiaur boli lo ho gaya satyanash barish bhi hone lagi ab hum log kaise ghumnejayenge
Barish hameshanahi hoti rahegi – maine kaha aur room me aagayi tab tak waiter nashta lekar agaya tha aur hum log nashta karne lage nashte ke bad jab waiter aaya to maine us sepucha us ne bataya ki yahan barish hone lagti hai lekin thori der ke bad khatamho jayegi.
Shahnaz balconyme camera lekar khari thi main room me baithi hui thi aur chuzi ki bak bak sunrahi thi
Kaash thoricotton mil jati – main boli
Kyun – chuzi nepucha
Main apne kanome thoons leti to thora aaram milta – main boli
Acha to itniburi lagti hain meri baten – wo naraz hote hue boli , thik hai ab main bolungihi nahi , aur haan jab main nahi bolti hun to fir kyun puchti ho ki chup kyunho ?
ek din bahut yad karogi meri awazko jab main tumhare pas nahi rahungi – wo boli aur dhammm se bed pe let gayiaur apna munh takiye me chupa liya fir wo nahi boli kuch der ke bad maine awazdii to wo so chuki thi , kitna soti hai ye – main boli aur uth kar shahnaz kepas gayi aur chup chap piche khari ho gayi
Shahnaz bhi kuchbadbara rahi thi , main chupke se sunne lagi
Ye camera hai isse to bs ghar me hi use kiya ja sakta hai , kitni bar kaha bibbi se camera ledo lekin sunti hi nahi hain is camera ke sath kahin hill station pe koi jatahai – wo bol rahi thi
Tabhi mainepiche se uske kandhe pe hath rakha usne chaunk kar piche dekha to main boli kyaho raha hai
Kuch nahi bibbi– wo boli
Kya kah rahi thiaap – maine pucha