27-11-2018, 09:38 PM
"Kuch nahi.mera birthday Kal hai.to mai chahungi ki aap apne family ke saath mere Ghar aayen "bol riya daudkar nikal gayi
"Arey lekin....."dhruv ke kuch bol paane se pe
pehle hi riya chali gayi thi
Ajeeb ladki hai?? dhruv sochne laga
-------------------------------------------------------------------------------
Dhruv apne soch me dooba hua tha ki naukar uske paas jakar bola
"Saab aapke chote Bhai krish aaye Hain."
"Thik hai uska saaman uske room pohuncha do"dhruv bola
"Saab khana lagwa Doon??"naukar ne fir poocho
"Haan dadaji aur krish ke liye lagwa do aur unse kaho Mai khana nahi khaunga,tabiya thik nahi hai"bol dhruv anil ki bhijwai Hui documents dekhne me lag gaya
Lekin aaj kaam karne ka Mann nahi hai.dhruv zabardasti Mann lagane laga lekin kuch der baad laptop band kar bed per let Gaya.aur 17 saal peeche gaya.wo din dhruv ek aurat ka haath pakadkar LAVENDER PALACE aaya tha
"Anuradha beti ye sab Kya hai??"dadaji ne poocha
"Ye mujhe hospital ke Kone me rota hua Mila papa,mujhe to bhagwaan ne koi aulaad nahi di...."aankhen bhar aayi anuradha ki
"Aisa na bol beti.bhagwan ki marzi ko koi nahi taal sakta"dadaji bole
"Bhagwaan ki hi shayad marzi hai ki Mai iski maa banu"anuradha dhruv ke Baal sehlate hue bolne lagi
"Lekin iske maa baap..."
"Koi nahi hai iska"anuradha bol padi
"Thik hai beta.tu jaisa think samjhti hai."dadaji muskurakar bole
"Thanks papa thanks.thank you so much"chahak Kar dhruv ko seene se laga liya anuradha ne
Dadaji anuradha ko dekh rahe the.niranjan ke accident ke baad anuradha ke pet me uska bachha uske jeene ki wajah tha lekin...
"Papa iska naam Kya rakhun??"anuradha ke sawaal kiya
"Tu Bata"dadaji muskurakar bole
"Hmm iski aankhen kitni chamak rahi hai na??umm umm haan iska naam soch liya Maine"anuradha bohut khush thi
"Kya??"
"Papa Jo sabko raasta dikhata hai,jo hamesha chamakta hai aur hame na haarne ka updesh deta hai,ek sitara Jo raat ko cheer Kar apna astitwa dikhata hai"anuradha dhruv ki aur dekhkar boli
"Are baba naam Kya rakha itni paheliya kyun bujha rahi hai"
"Dhruv"anuradha boli
Bolkar anuradha dhruv ka gaal dabane ja rahi thi.dhruv ke chote chote haath usko rokne ke liye aage badhne lage
Huh
Dono haath dhruv ke kisi haath ko roje hue thi.dhruv ne aankhen kholi
Ek naqab pehne hue aadmi ek lambi si chaku pakde dhruv ke seene me ghusane ke liye zor laga Raha tha.aur dhruv ke haath un dono haath ko pakde hue the
Uff sapne ne bacha liya.aur shayad maa ne bhi
Furti se dhruv ke dono pair us nawabposh ke gardan me a gaye.isse pehle ki wo kuch samajh pata.dhruv ne dono pair se uske gardan ko jakad Kar zor dekar fenk Diya farsh par.vaar zordaar tha
Sar ke bal gira naqabposh.aur kuch samajh paane se pehle hi dhruv ne ek zordaar ghoosa maarkar use hila Diya.naqabposh karahne laga
"Koun ho tum,mujhe maarne kyun aaye ho "dhruv ne us naqabposh ka collar pakadkar use poochne laga
Tabhi khidki ki aur uski nazar gayi ek revolver liye ek doosra aadmi uski aur aim kiye hue tha dhruv ne pass rakha paper weight utha Kar zor se khidki ki aur de maara
Nishana achook tha.revolver dhaari ke sar par zordaar maar padi.
"Aah"bol revolver dhaari aur rukna munasib nahi samjha.aur bhaag Gaya
Iska mauka paakar dhruv ke kamre me farsh par leta hua naqabposh bhi bhaag Gaya
Saatwi baar hamla hua tha isse pehle.koun??koun maarna chahta hai usko??