21-04-2020, 09:09 AM
akbar sahab ka dehant hue ek mahina bit gaya tha, saima aur rahim ka rista sirf bachcho ki wajah se chal raha tha, aur rahim hamesh ghar se gayab rahata tha, saima ko har waqt lallan ka dar laga rahta tha, rahman se saima duri bana ke rakhi hui thi, ab uske liye kisi pe bharosa karana bahut muskil tha, aur wo apne bachcho me khoi rahati thi, saima aur rahim aaj vakil ke paas aaye hue the, rahman bhi waha maujood tha, aaj akbar sahib ka vasihat khulane wala tha, aur baki pariwar bhi wahi pe the, vakil aata hai aur akbar sahab ka vasihat khulata hai, jise sun kar rahim ko bahut gussa aa jata hai, aur wo gusse se waha se nikal jata hai, saima ko kuch fark nahi padata hai, aur wo chup chap bakio ka baat sun rahi thi, akbar sahab ne pure jaydat ko apne do bete aur ek beti me barabar baant diya tha, aur kuch paise trust me rakhwa diye the.
saima ko rahim sare raste is ke baare me bata ta gaya, rahim is baat se gussa tha ki rahman jaisa jahil insan jisne pure jindagi ek din hi kaam na kiya ho, ya uski biji jiska hak hi nahi hai is daulat pe, unhe akbar sahab kaise banth sakate hain, saima ko uske in bato se kuch fark nahi pad raha tha, bus wo kabhi kabhi ha ha bol rahi thi, rahim kafi gusse me tha, aur bahut tej raftar me gadi chala raha tha, aur saima ko apna to nahi lekin uske bachche ki fikr thi isliye rahim se dheere dheere gadi chalane ki vinati karane lagati hai, rahim bhi apne aap thoda sambhalata hai, lekin wo bhi kafi gussa tha, in sab me sabse jyada khus rahman tha use laga tha wo road pe aa jayega, lekin yaha uske hath ek tihai property aa gaya tha, aur ab wo bilkul maje me tha, aur puri zindagi aish me bita sakta tha, jaisa wo pehale karata tha, aur phir se daaru ke nashe me aur dance bar me lipt rahane laga.
lallan bhi mauka dhundh raha tha badala lene ka, lekin use koi mauka nahi mil raha tha, wo chahta to saima ko khatam kar sakta tha lekin wo uske jaisa qatil nahi ban sakta tha, aur mauke ki talaas karane laga tha, lallan ne hiba ko apni doodh malai wala gaye bana liya tha,
gangu ab rahim ke dil pe raaz karane lagi thi, aur uski maya itana tha ki, rahim bahar nahi nikal sakta tha, aur gangu rahim ko hi raste se hatane ke firak me thi, lekin wo bahut amir aur bada vyakti tha, gangu bhi mauka dhundh rahi thi.
saima ab bilkul badal gayi thi, wo hamesha udas rahati thi, usko pakadane wala koi nahi, use pyaar karane wala koi nahi tha, saima ka kabhi man fasi lagane ka man karata tha, kabhi apne maa ke yaha chale jaane, ya kabhi rahman ke paas jaane ka, kamse kam wo uske liye pagal to tha, saima ko har cheez ujad chuka tha, saima ko na pyas lagati na bhookh na use utejana hoti na dard hota, jinda lash ban chuki thi wo.