08-04-2020, 04:14 PM
Hello doston main Baban wapas aa gaya hoon meri nayi short story lekar. Isse plehle maine jo dono stories likhi thi HAWAS KI AAG aur PURANI HAVELI dono ko hi bahut accha response mila tha. Aap sab ne un dono stories ko bahut enjoy kiya tha. Yeh ek short story hogi aur updates bhi short hongey. Asha karta hoon meri nayee kahaani ko bhi aap sab bahut enjoy karengey aur REPS dekar mujhe aur accha likhne ko inspire karengey. Main is kahaani ko 1st person view ke hisaab se likhunga.
Pervert kisko kehte hai mujhe bachpan mein nahi pata tha. Jekin jab pata chala tab bahut der ho gaya tha. Aur kuch nahi ho sakta tha. Apni aakhon ke samne apne papa ko hartey huye dekhata maine. Papa ke life se sara khusi khatam ho gaya tha. Aur papa ko dhoka debe wala koi aur nahi aise do insaan thei jinke upar papa ko sabse zyada varosa tha. Woh log papa ko dhoka de sakte hai papa ne kabhi socha hi nahi tha.
Main aap sabko sabkuch pura khulkey bolta hu. Yeh tab ki baat hai jab main ekdum chota tha. Main rohan hu. Kolkata mein rehta hoon. Abhi main hostel mein rehta hoon. Mere papa ne mujhe hostel mein daal diya hai aur khud abhi akeley jivaan bitate hai. Aap sab shayad soch rahe hai main sirf apne papa ke barein mein baat kar raha hoon. Mummy ke baarein mein nahin. Asal mein kya bataun? Samajh mein nahi aa raha hai. Jaisa maine bataya ke Yeh tab ki baat hai jab main bahut chota tha. Main mummy papa tv, khel kud iska ilawa aur kuch nahi janta tha. Mummy papa mujhe bahut pyaar karte thei. Mere papa ka business tha saboon ka. Lekin woh bhi kuch accha nahi chalta tha. Kabhi accha to kabhi bura. Lekin in sabein bhi kahin ek shanti thi. Mummy papa ek dusre ko itne pareshani mein bhi eksaath acche se rehte thei. Meri dadima matlab papa ki maa kabhi kabhi hamse milne humare flat mein ati thi. Lekin dadaji ko kabhi bhi yahan aatey hue nahi dekha. Maine sirf photo mein unko dekha tha. Samne se kabhi nahi dekha tha. Jab bhi dadi humare yahan aati thi tab main dadaji ke barein mein poochte hi woh kisi tarah is baat ko avoid kar jaati thi. Aur mere saath khelne lagti thi. Jaisa ki maine kahaan tab main bahut chota tha. Isliye sab bhulkey khelne lavta tha. Dadima mujhe bahut pyaar karti thi, hamesha mujhe godi mein lekaar ghumti thi. Lekin ek baat hamesha kehti thi. Jo mujhe aaj bhi yaad hai.
Woh kehti thi : beta...... apne papa ki taraah banna. Tumme bhi us insaan ka khoon hai lekin mujhe poora biswas hai Tum us aadmi ki tarah nahi banogey. Tum mere bete ki taraah hi banogey. Yani aapne papa ki tarah banogey. Ek accha aadmi banogey. Mujhe biswas hai tumpe. TUm us aadmi ki tarah nahi banogey.
Tab mai sochta tha dadi kis aadmi ke baarein mein baat kar rahi hai? Aaj main samajh gaya hu dadi kis shaitaan ke barei mein baat karti thi. Lekin aaj bahut der ho gayi hai. Jo nahi hona tha woh ho chuka tha.
Aur in saab ka shuruaat hua tha jab dadima humey chorkey chali gayi. Ek wahi thi jisse main, papa bahut pyaar karte the. Jisdin phone pe hume yeh khabar mila ke dadima bahut bimar hai aur aakri saas gin rahi hai tab jaldi se hum nikal pare dadima ko aakhri baar dekhne. Lekin hume kya pata tha ab jo honey wala tha woh humari zindagi badaal ne wali thi. Mere papa ki barbaadi ki shuruaat honey wala tha. Sirf papa ki nahin, meri bhi khusi cheen ne wala tha koi. Aur woh karne wala tha dadima ka bataya hua woh shaitaaan.

Doston..
comments aur Reps dena mat bhoolna. Aapka har ek reps mujhey aur accha likhne ko inspiration deta hai.