01-04-2020, 02:56 PM
"Memsaab chalein ?" Usman ne hall mein Anamika se poocha.
"Kaha jaa rahi ho ?" Kundan ne breakfast karte hue poocha.
"Hotel. Tum bhi chaloge ?" Anamika ne kaha.
"Nahi."
"Chalo aacha hai. Kyonki Ajmer ke sabse bade hotel ki owener ka husband jo ek sweeper ki tarah dikhta hai agar mere saath ho to kitni embarrass hona padega na mujhe ?"
"Waise apni jaat ko bhool jana tum jaiso ko aache se aata hai. Sasti aurat. Apne aisho aram zindagi ko paane ke liye amir ladke ko seduce karke shaadi kar a. Jo tumne mere saath kiya hai." Kundan ne haste hue kaha.
Anamika ko ghussa aaya aur woh boli "Naukaro ke samne jaban sambhalkar baat karo."
"Jaa yaha se apni jaat ko yaad karle naukrani."
"Devarji. Please aisa maat kaho. Sharam aani chahiye dono ko. Ek doosre se problem hai to akele mein solve karo. Sabke samne kyon bakheda khada kar rahe ho ?" Smita ne Kundan se kaha.
"Bhabhi aap samjho na. Isne pehle shuruaat ki. Main to nashta kar raha tha."
"Kundan tum meri har baat mante ho na. To aab chup rehna sikho. Yeh baat to maan lo."
"Ha bhabhi. Main koshish karoonga."
"Aur Anamika. Kundan tumhara pati hai. Uske saath boora bartaav maat karo."
"Ji bhabhi." Anamika ne Smita ko gale lagakar waha se kaam ke liye chali gayi.
Smita Kundan ke kandhe par haath rakhte hue boli "apne chote bhai jaisa maanti hoon tumhe. Mujhe boora lagta hai Kundan jaab dono ek doosre ko nicha girane mein lage rehte ho."
Kundan Smita ke haath pe haath rakhte hue bola "Bhabhi aap mere liye saab kuch hai. Karan bhaiya se jyada aapne mujhe apno ki tarah pyaar kiya hai aur zaroorat padne par ek maa ki mamta bhi dikhai. Main aapke liye Anamika se galat tareeke se baat sabke samne nahi karoonga."
"Yeh hui na baat. Aab chalo aaj aram karo ghar mein. Kahi jaana tumhe."
"Bhabhi please. Aaj farm house jaan hai. Jaane do na."
"Aacha baba thik hai. Lekin apne aadmiyon ko lekar jaroor jaana."
Ok bhabhi."
Kundan waha se chala gaya. Waise Kundan aur Smita ka rishta bhai behen ke rishte se kaam na tha. Dono wk doosre ki khub maante hai. Kundan kabhi bhi Smita se oochi awaj mein baat nahi karta. Maa ke baad Smita ko bahut respect karta hai. Kundan apne car se farm house ke liye nikal pada. Thodi der baad farm house mein pahucha. Hall mein enter hote hue Kundan ne dekha ki Zoya kitaab padh rahi thi. Kundan ne haath se book lekar table pe rakhte hue kaha "aur kitna padhogi ?"
Zoya ne kaha "jab tak doctor ka exam clear na kar loon." Book wapis le liya.
"Nahi. Abhi koi padhai nahi. Chalo bahar."
"Nahi abhi nahi."
Kundan Zoya ka haath pakadte hue kaha "Bahar dekho kitna khubsoorat nazara hai aur tum ho ki andar beithi hui ho. Let's go. Warna main uthake le jaunga."
"Ok baba i am coming."
Dono ghar ke piche wale garden ki taraf gaye. Zoya ne dekha ki kitna sundar nazara hai yaha. Pedo ki chaon mein garden ka nazara dilkash lag raha hai.
"Wow this place is so beautiful."
"Aacha laga na tumhe ?" Kundan aur Zoya dono niche beithe. Kundan flowers ko lekar kuch bana raha tha.
"Ha. Kitna aacha lag raha hai yaha pe. Kaab tumne is jagah ko liya."
"Jab mein Russia se studies complete karke aaya tha tab mujhe yeh jagah aachi lagi. Dad ko jaab pata chala to yeh farm house mujhe gift kiya. Is garden ko maine apne interest se banaya hai. Mujhe aisi jagaho ka bahut shaukh hai."
"Aur kya kya talent hai tumhare paas ?"
"Bahut kuch aata hai. Lekin in flowers se kya bana rahe ho tum ?"
"Part of my talent samjhogi. Kuch bana raha hoon."
"Yeh jagah ki aabo hawa kitni aachi hai. Khubsoorat jagah hai yeh. Dil ko sukun mil raha hai." Zoya ne haath mein book ko liya aur padhne lagi.
"Please is mausam ka qatal maat karo. Book ko chod do." Kundan ne haq jatate hue kaha.
"Ok ok. I am leaving."
"Yeh jagah kaal tak sirf khubsoorat thi lekin aaj se yeh jagah jannat baan gayi."
"Woh kaise ?"
"Tumhare aane se is jagah ki sundarta jyada badh gayi."
"Please stop." Zoya sharmane lagi.
"Is pari ko flowers ka crown pehnakar aur khubsoorat banana chahata hoon." Itna kehkar Kundan ne apne haatho se banaya hua flower crown Zoya ko pehna diya. Flower crown ko lagane ke baad Zoya haad se jyada khubsoorat lagne lagi thi. Kundan ki aankho se saaf saaf baya ho raha tha ki use Zoya kitni sundar lag rahi thi. Zoya sharmane lagi. Yeh sharmane wali ada mein Zoya aur khubsoorat lag rahi thi.
Kundan se raha nahi gaya aur sidha Zoya ke gaal pe kiss karte hue bola "Beautiful. Why don't you stay here forever ?"
"Nahi Kundan. Meri mazil alag hai. Aisi baatein maat karo ki jo poora na ho sake. Mujhe life mein aage badhna hai. Hume kabhi na kabhi alag hokar move on karna hoga."
Kundan ki aankho se aansu behne lage. Zoya ko boora laga.
"I am sorry. Maine kuch galat keh diya."
Kundan kuch nahi bola. Bina bole Zoya se lipat gaya aur is baar use kaske gale laga. Zoya ka dil dhadakne laga. Khud ko sambhalte hue Kundan ke sir pe haath rakhte hue kaha "It's ok Kundan. Easy."
Kundan baas Zoya ki khushbu aur uski beauty ko feel karna chahata tha. Aab apna mind control khokar Zoya ke neck pe kiss kiya. Yeh kiss bahut tej thi. Dono ke dilo ne sirf ek attraction ko mehsoos kiya. Phir shoulder pe kiss kiya. Zoya ka jism kapne laga. Kundan ko shayad se laga ki yeh harqat Zoya ke feelings ko hurt kar sakta hai isiliye khud ko alag karke Zoya ke godi pe sir rakhkar aankhe baand kar li. Zoya ne kuch na kaha. Apne haatho se Kundan ke baalo ko saaar rahi thi aur phir kuch der ke baad haath mein book liya aur padhne lagi. Dono ke bich abhi jo hua woh asan nahi tha samajhne ke liye. Is shaant si atmosphere mein dono kho gaye.
Waha Anamika Imad gaon mein Qasim se milne gayi. Qasim jo gang mein Usman ka dahina haath hai. Usi ne Kundan ko mar e ka mood banaya. Anamika ko usse koi farq nahi padta ki uska husband mare ya jeeye kyonki uski aankho mein ek chiz thi aur woh apne papa ki maut ka badla. Imad gaon jo bahut si sukha gaon tha. Waha ke log bahut garibi ki zindagi jee rahe hai. Anamika ke jab us gaon ka nazara dekha to andar tak hil gayi. Ek samay jo gaon ek sundar jagah thi aaj woh Anand ke ghusse aur badle ki wajah se jeeta jaata narak baan gaya. Kai saari jawan aurtein vidhwa baan gayi thi to kuch logo ke pati paisa kamane bahar gaye the. Bache hue 18 se 25 saal ke umar wale gang mein kaam karte hai. Gaon mein hariyali to door door tak nahi. Anamika ko bahut ajeeb lagne laga. Typical _o ka gaon hai. Car gaon ke bicho se gujari to kai saare bachche dodne lage car ke piche. Phir car ek khadar jagah pe pahuchi aur waha 20 se 30 aadmi the jo Usman ke gang ke log the. Car ko dekhte hi haatho mein hathiyaat liye hue aadmi piche chale gaye aur usi khandar jagah Usman ka ghar tha. Ghar bahut hi poorana aur thoda tuta phoota tha.
Car Usman ne rok li. Ek aadmi aaya aur Car ka darwaja khola aur Usman ke haath ko chumte hue bola "Salaam alaikum."
Usman ne us aadi ke kandhe pe haath rakhte hue bola "walehkum salam."
"Bhai Qasim bhaijaan andar tumhara intazaar kar rahe hai."
"Thik hai. Sabhi aadmiyon ke saath tum ruksat ho jao. Apne apne ghar jao. Yaha pe private meeting hone wali hai."
"Ji bhaijaan Khuda Hafeez."
"Khuda Hafeez."
Sabhi log waha se door chale gaye. Usman ne car ka gate khola aur Anamika ko bahar aane ka ishara kiya. Anamika bahar nikali. Bahar nikalte hi charo taraf ka nazara dekhne lagi. Jagah kisi bhoot bangle se kaam nahi tha. Ghar bada tha lekin bahut saalo poorana. Anamika aage ki taraf badhi. Ghar ke andar pahuchi to blue color ke pathani kurte mein sir pe white skull cap aur ghani laal ki dadhi aur aankho mein surma lagaya hua Qasim beitha tha.
"Aaiye bhaijaan. Kis liye hume yaad kiya ?"
"Maine baat kahi thi na ki Kundan ko tapkana hai."
"Ha bhai. Uska intazaam ho gaya."
Tanhi Qasim ki nazar Anamika pe gayi. Anamika ko dekh uska lund taan gaya. Bade ghar ki young and sexy bahu ko dekh low claaa buddha aadmi Qasim ki to aankhe phati ki phati reh gayi. White skin aur madmast figure kisi ke bhi lund ko khada kar sakti hai.
"Yeh kaun hai ?"
"Qasim yeh Anamika memsaab hai."
Qasim upar se niche Anamika ko dekhte hue "Bhaijaan yeh wohi hai jisko paane ka sapna Anwar miya dekhte the. Jab bhi iska naam aata Anwar miya ise apne ghar laane ki baat karte the. Kehte the ki Anand ke marne ke baad isi se nikah karoonga aur apni teesri begum banaunga. Agar mujhe pata hota ki yeh aisi dikhati hai to main bhi......."
"Abey bhadve jaban sambhalke."
Anamika ko yeh baat pe ghussa aaya.
"Sun Qasim taiyaari kya hui ?"
"Farm house ke bahar mera aadmi uspe jasoosi kar raha hai. Maine Hyderabad se Mushtaq miyan ko bulaya hai. Contract killer hai. Woh kaam tamam karega aur saath dega uska Saxena company ka owner. Mere aadmi uska dil jeetne mein kamiyaab ho gaye. 6 mahine se uske yaha kaam kar rahe the. Usne humari gang ko 10 lakh rupees bhi dene ki baat ki agar humne Kundan ko maar diya to."
"Wah Qasim tune kar dikhaya. Waise Hyderabad se jo Mushtaq aane wala hai uski khasiyaat kya hai ?"
"Arey miya woh aadmi nahi jallad hai jallad. Aab tak 105 se jyada murder kar chuka hai. Kaho to 107 karwa doon ?"
"Woh kaise ?"
"Us Farm house mein uske saath ek haseena bhi hai. Naam hai Zoya uski bhi tasveer abhi pahichai hai."
"Maarwa de usko bhi saboot na bache."
"Lekin Mushtaq keh raha tha ki Zoya ko kidnap karke apne pass Hyderabad humesha ke liye le jaana chahata hai. Chikani hai na isiliye." Yeh baat Qasim ne Usman ke kaano mein kahi.
"Abey madharchod ko bol murder kar uska koi jaroorat nahi hai yeh saab karne ka. Maar de us ladki ko bhi."
"Konsi aiso ladki hai jo Kundan ke saath hai ?" Anamika ne poocha.
"Hai koi khas." Qasim ne gandi nigaho se dekhte hue kaha.
Qasim waha se chala gaya. Anamika ko us ladki ke baare mein janana tha.
"Woh ladki hai kaun ?" Anamika ne poocha.
"Hogi koi hume kya ?" Usman ne cigarette phookte hue kaha.
"Yeh Anwar itna ganda sochata tha mera baare mein ?"
"Aisi baat nahi hai."
"To phir kaisi baat hai ?"
"Tum ho hi aisi chiz jo kisi ko bhi pasand aa jaaye. Anwar to kya Imad gaon ka har mard tumhara sapna dekhta hai. Tum to aisi binari ho jo logo ke dilo pe cha jaaye. Is bimari se nikalne ka kisi ko bhi maan na ho. Tum itni kharab bimari ho ki iska asar mujhe mein bhi hone laga."
Anamika ko apni tareef pasand aayi. Woh maan hi maan sharmane lagi. Ghussa thoda sa kaam ho gaya.
"Lekin Kundan ko yeh bimari ne nahi chua."
"Madharchod hai saala woh. Use kya pata ki khubsoorati kya hai ?" Usman ne Anamika ki taraf dekhte hue kaha.
Usman ke muh se Kundan ki gaali sunane mein Anamika ko satisfaction feel hi raha tha. Usman Anamika ke nazdik aaya. Anamika ki saasein upar niche hui. Anamika ne kuch na kaha aur isse Usman ki himmat badhne lagi. Anamika piche chalte chalte diwar ke takra gayi. Usman ne Anamika ke shoulder ko choote hue bola "I love you jaan." Itna bolkar ek kamini muslaan dekar bola "Jab woh bhadva marega na tab tujhe main khush rakhunga."
Dono alag hue. Usman aur Anamika car mein beithke hotel ki aur chal diye. Usman Anamika ko aab khule aam hawas bhari nigaho se dekhta hai.
Hyderabad se Mushtaq aa gaya aur woh Saxena company ke owner Ajit Saxena se mila. Usne use rehne ke liye hotel room book karwaya aur moj aur aish ke saath rehne diya. Mushtaq 6 feet se jyada lamba aur weight mein 110 kg. Bahit hi majboot aur bada hi jallad kisam ka aadmi. Bacha ho ya koi masoom aurat woh marne se pehle kisi pe rehem nahi karta. Aab Kundan uske haath agar laga to maut Kundan ki pakki.
Idhar Kundan ko marne ki taiyaari chal rahi thi to udhar Kundan bina kisi stress ke farm house mein maje kar raha tha. Swimming pool mein Kundan befikar ho kar maje le raha tha. Swimming ke maje hi le raha tha ki achanak kisi ne Kundan ke cell phone pe call kiya. Kundan call receive karne pool ke kinare aaya.
"Hello." Kundan ne whiskey ka sip marte hue kaha.
"Hey Kundan this is Ajit Saxena."
"Kya baat hai aaj dushman ne hume yaad kiya ?"
"Oh leave it boy. Majak karna band karo." Ajit ne daat piste hue kaha.
"Kya pata kaab mera yeh majak sach nikale. Humare estate business mein humesha humse haarte aaye ho aur to aur humare pith piche hume dhokha bhi dete aa rahe ho."
"Come on boy. Bhool jao in saab baato ko. Maine aaj shaam ek party rakhi hai King Maker hotel mein. Please join us tonight. Atleast for new friendship."
"Let's see. Lekin kis liye yeh party hai ?"
"Before 2 days we made a deal successful of Rs 100 crore. For that we are in party mood. Anand ko invite kiya aur woh jaroor aata lekin he is busy in another place."
"Yeah i am in tonight." Kundan ne whiskey peete hue kaha.
"Ok see you tonight."
Asal mein yeh party to ek bahana hai Kundan ko jo maarna hai. Isi party mein Mushtaq bhi aane wala hai. Yeh plan Anamika ka banaya hua hai. Usi ne indirect kisi doosre aadmi ke dwara Saxena se yeh plan ready karwaya. Mushtaq ready hai aur Kundan bhi kyonki aakhir use doubt hai ki kahi Saxena uske piche kuch galat na karne wala ho. Kundan ne apne guards ko phone karke part mein saath chalne ko kaha. For protection purpose.
Shaam ke 5 baje the aur Kundan party ke liye taiyaar ho gaya. Apne sabse expensive suit mein woh ready ho gaya. Aaj use andar se kuch gadbad lag raha tha. Use lag raha tha ki aaj uski jaan ko khatra hone wala hai. Lekin woh bhi kisi ke kaam nahi tha. Ulta se dushman ke gufa mein jaane ko taiyaar ho gaya.
Aaj ladai aar ya paar ki hone wali hai aur Mushtaq apne aadmiyon ke saath taiyaar tha Kundan ko jaan se maarne ke liye. Aab dekhna yeh hai ki kiski jaan ko khatra hoga. Kundan shayad se apni jaan bhi ho sakta hai kyonki Saxena ke gufa mein aache se aache log dam tod dete hai aur Kundan sirf kuch hi logo ke saath akele party mein jaane wala hai. Is chamak dhamak alishaan party ke piche ek ghinona plan ko anjaam milne wala hai aur woh hai Kundan ki maut. Khatra charo taraf se Kundan pe mandara raha hai lekin kya Kundan wapis laut payega ? Kya apne aap ko khatre mein daalkar kabhi agla suraj dekh payega ? Kya woh Zoya ko wapis dekh payega aur use bacha payega. Khair yeh to aanewala waqt hi batayega.
Kundan ne security guarda ko apne aane ka mesage diya. Gate ke bahar sabhi guarda ready ho gaye. Kundan thik se Zoya ko alvida na keh paya kyonki Zoya hospital mein thi. Aankho mein halka sa aansu chupaye Kundan apne manzil ki aur chala. Guards bahar khade the. Total 4 guards the. Jaguar car ka darwaja kholkar guards ready the.
"Hello sir. Guards reporting."
"Take it King Maker hotel."
"Yes sir. Guards ready." Instructor ne sabhi ko car mein beithne ko kaha.
Jaguar ke piche Land Rover car jisme guards the. Donk car apni speed mein raste ko nikal gayi.