Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Romance Jindgi ke rang
#8
Update 09

Mai- Kya khichdi pak rahi hai yahan per.

Mom- Kuch nahin ye maa beti ki bate hai tu ja ke taiyari ker mai rohit ko bhejti hu.

Ab aage...
Rohit- Kaminey mujhe kyu fasaya tune aapne saath aab tu to gaya (aur muje marne laga aur phir gale laga ke thanks yaar).

Mai- Kisliye abhi to tu mujhe maar raha tha.

Rohit- Yaar mai khud chutti pe kahin jana chahta tha chal chalte hai.

Hum log wahan se station ke liye nikal gaye waise to hame chodne ke liye mom aur nikki bhi janna chahte the per maine kisi tarah unke haath pair jod ke unhe mana liya.

Rohit- Kota hai na nahi to mai tujhe jaan se marr dunga.

Mai- Tension na le sab hai.

Hum log apni apni seat pe baith gaye aur safar ka maza lene lage kyuki train time se thi jo ki India mai bahut badi baat hai to wo apne sahi time yani ke subah ke 5:30 baje hame hamare station pe chodne wali thi.

Raat ke karib ek se do baje ke ass pass maine kuch sor suna to main uth ke dekhne laga ki ye shor kaisa hai mai jaise hi apni seat se utha ki train mai ek bahut bada dhamaka huwa (us samay train kisi nadi ke upper se guzar rahi thi) us ke baad mere aankho ke samne bas andhara cha gaya aur mai aapne hose mai na reh saka. Train main dhamake ke kuch hi samay ke baad ye baat pure India mai kisi aag ke tarah fail gayi ki **** train mai dhamaka huwa hai. Jaldi hi wahan Indian gov. ki taraf se madad bhi aa gayi kyunki ye bardat raat ke do baje ke aas pass huwi thi jis karan jahir hai is khaber ko aam aadmi tak pahuchne ke liye subah ka intzar kerna hi tha.

Wahan ka seen kisi kamzor dil wale aadmi ke liye nahi tha waha charo taraf sirf adhkati adhjali lashe aur madad ke liye chillate huwe bebas log hi the. Wahan kuch repoerts bhi the jo apne aapne channel ke liye reporting ker rahe the.Tabhi kisi ne aman ke ghar pe phone ker ke train hadse ki jaankari de di phir kya tha aman aur rohit dono ke gharwale to jaise pagal hi hogaye aur usi halat mai wo ghatna sthal ke liye nikal pade jab wo wahan pahuche to waha ka seen dekh ker unke to hosh hi udd gaye kisi tarah wo khud ko sambhal ke aman aur rohit ko talash kerne lage. Puri raat bhar bhag doud kerne ke baad unhe rohit to hospital mai mil gaya use bhi kaffi chote aayi thi per aab wo khatre se bahar tha per aman ka koi pata na chala aman ki mom aur Nikki ne to ro ro kar apna bura haal ker liya tha.

Yahan dhamake ke samay ajay train ke gate ke nazdeek tha jis karan jab dhamaka huwa us dhamake ne ajay ko train se bahar fek diya aur neeche beh rahi nadi mai jaa gira aur tairte-tairte huwe ek aadiwasi kabile mai ja pahucha jha ke kuch logo ne aman ko dekh liya aur use pani se nikal aapne kabile mai le gaye jahan uska jangli jadibutiyo se ilaj kiya jane laga.

Aman ko hosh aane mai pure 15 din ka samay laga. Usko hosh aata dekh wahan ke jungli khusi se nachne lage aur bhag ke ek aadmi ko bula laye dekhne mai wo in aadiwasiwo mai se bilkul bhi nahi lag raha tha.

Aadmi- To beta ab kaisa lag raha hai tumhe.

Aman- Aap kaun hai mai kaun hu mai kahan hu mujhe please batao ki mai kaun hu aap kaun hai hum yahan kya kar rahe hai .

Aadmi- Bete tum mere bete ho mai tumhara dad Jagmohan singh tum Ankur singh mere bete tumhe kuch bhi yaad nahi kuch bhi.

Aman- Nahi muje kuch bhi yaad nahi per ye sab kaun hai aur mai yaha kya ker rahe hun.

Aadmi- Beta ye log yaha ke niwasi hai in hone hi tumhari aur meri jaan bacchayi hai hum yaha outing ke liye aaye the ki kuch jangli janwaro ne hum pe hamla ker diya aur tum un se bacchne ke liye nadi mai khud gaye aur phir tum dekh hi rahe ho.

Aman- Agar aap mere dad to please mujhe abhi ke abhi ghar le chaliye please.

Aadmi- Ha kyu nahi chalo mai to bas tumhare hosh mai aane ka intzaar kar raha tha.Per beta meri ek baat manoge aapni maa ko pehchanne se please mana mat karna nahi to wo tut jayegi use yahan huwe hadse ke bare mai kuch bhi nahi pata.

Aman- Par jab mai unhe pechanta hi nahi to phir kaise in fact mai to kisi ko nahi pehchanta.

Aadmi- Tum aapne dimag pe bilkul bhi jor mat dalo koi baat nahi hum aaj se ek nayi jindagi ki suruwat karege jahan sab kuch tumhare aur hamare liye naya hoga.


______________________________
Like Reply


Messages In This Thread
Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 05:02 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 05:11 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 05:12 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 05:13 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 05:14 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 05:15 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 05:16 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 05:17 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 05:18 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 05:19 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 05:21 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 05:23 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 05:25 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 05:27 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 07:25 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 07:29 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 07:32 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 07:33 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 07:34 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 07:35 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 07:36 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 07:38 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 07:39 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 07:40 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 07:41 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 09:55 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 09:56 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 09:57 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 09:58 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 09:58 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 09:59 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 10:01 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 10:03 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 10:03 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 15-02-2019, 10:05 PM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 17-02-2019, 11:54 AM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 01-03-2019, 12:53 AM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 01-03-2019, 12:54 AM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 01-03-2019, 12:55 AM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 01-03-2019, 12:58 AM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 01-03-2019, 12:59 AM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 01-03-2019, 01:00 AM
RE: Jindgi ke rang - by Hafiz55301 - 13-09-2019, 07:36 PM



Users browsing this thread: 4 Guest(s)