15-02-2019, 05:14 PM
Update 06
Mai- Mom ***.
Nikki- Kya mom kal taiyar rehna morning 10 am ok aur aakhir kar aafat ki pudiya ne mera peecha chod diya abhi ke liye.
Ab aage...
Kisi tarah Maine bachte bacchate dinner kiya aur aapne kamre mai aake sone ki koshish kerne laga ki tabhi mera phone bajne laga maine no. dekha to wo rohit ka tha.
Mai- Kya baat hai aaj tune mujhe kaise yaad kiya.
Rohit- Kutte kaminey ***(Jitni gali use aati thi sari mere pe hi istemal ker di).
Mai- Abe kya huwa bhai.
Rohit- Tune to kha tha ki tune mujhe simran ke torcher se baccha liya.
Mai- Ha to bacchaya tha na itni jaldi bhool gaya.
Rohit- Jhoot mat bol mai tujhe jaan se maar dunga tu mil to sahi.
Mai- (Lagta hai bande ka shoshan kuch jyada hi hua hai) tu aaram ker kal milte hai phir baat karenge.
Maine phone cut ker ke mobile hi switch off ker diya kyu ki mujhe acche se pata tha ki wo mujhe raat bhar pakane wala hai isliye phone off ker diya tha. Agla din meri jindgi ka most important din tha kyu ki mera result jo aane wala tha. Subah meri need aapne aap hi khul gayi maine aapne rutine work ko complete kiya aur neeche hall mai chala gaya jahan sabhi muje dekh ke bahut hairan huye.
Mai- Sab mujhe aise kyu dekh rahe ho.
Dad- Aaj suraj jarur pachim se nikla hoga.
Mai- Dad ye bilkul bhi acchi baat nahi hai.
Mom- Chal jaldi se nasta ker le phir Nikki ko le ke bhi to jana hai shopping pe.
Mai- Kya mom aap abhi tak serious hai us baat ke liye wo to raat gayi baat gayi.
Nikki- Kya kaha.
Mai- Mai kuch nahi bas mai to mom se loan ke bare mai baat ker raha tha.
Nikki- Good main wait ker rahi hu.
Maine nasta kiya aur phir hum chal pade shopping karne ke liye aur shopping karne ke baad hum ghar chale gaye mera result 2 baje aane wala tha to maine socha ki us se pehle hi sab baat clear ker liya jaye.
Mai- Dad aaj aap office nahi gaye.
Dad- Nahi aaj koi khas kam nahi tha to socha ki aaj aaram kar lu.
Mai- Dad mai aap se kuch baat kerna chahta hu.
Dad- Ha bolo.
Mai- Dad mai aage ki padayi kahin aur se kerna chahta hun.
Dad- Good to tum videsh mai padna karna chahte ho.
Mai- Nahi dad India mai hi per yahan se kahin dur.
Dad- Aur mai iski permission kyu du.
Mai- Kyu ki aap nahi chahege ki mai hamesa aap pe depend rahu.
Dad- Ha ye to hai per tumhari maa kabhi tumhe akele jane nahi degi.
Mai- Mai akela kha hu rohit bhi to mere saath hai.
Dad- Us ko permission mil gayi. Bhaisahab kaise taiyar huwe iske liye.
Mai- Nahi jab aap permission denge tabhi to rohit ke liye permission ki baat hogi.
Dad- Oh muje koi problem nahi hai per tum rule jante ho.
Mai- Dad kya is baar hum koi aur tarika nahi nikal sakte.
Dad- Nahin bilkul nahi.
Mai- Ok dad aap to ready hona.
Dad- Ha per sabse last mai.
(Hamare family bhi thodi hat ke hai hamari family ka rule ye hai ki jab bhi hamare ghar mai koi faisla lena hota hai jis pe sabhi ki rai alag ho to hum voting se faisla kerte hai).
______________________________