26-11-2018, 06:35 AM
update 1306
ramesh uncle ko guass aaya poonam didi ka is tara se shadi karne se
poonam ke papa ko is se kohi aitraaz nahi tha
poonam didi ke marji se huyi shadi , poonam didi khush hai , is se jada unko kuch nahi chaiye tha
aur ab ho gayi shadi to kya karna
guasse me aker shadi thod du , beti ka gala daba de , ladko ko jala de
shadi ke liye unke bhi kuch sapne the par sapne pure ho aisa jaruri to nahi hota
ye poonam ke papa ki soch achi lagi
poonam ke papa itne bhola aur ache the ki unki achai dek kar lag raha tha ki jyoti bua unko kyu mili
par ramesh uncle ko ye acha nahi laga
apni do betiyo ki shadi itne ache se ki
ab thisari beti poonam ki shadi bhi doom dadake se karna chahte the
ramesh uncle ko bhi poonam didi ki shadi se aitraaz nahi tha
ager poonam didi ek bar kahti to ache se shadi karvate court marriage kyu ki
chalo court marriage to ki par aisi kya mazboori thi jo aise shadi ki
ramesh uncle ko jyoti bua ne kuch nahi bataya ,poonam didi ke papa se kuch puchna bekaar tha
aise me ramesh uncle vapas poonam didi ke pass gaye
main bhi unke piche piche poonam didi ke pass gaya
pooja bua poonam didi se puchne ki kosish kar rahi thi
par poonam didi ne kuch nahi bataya
ramesh uncle ke aate poonam didi ut kar unke gale lag gayi
poonam didi ko.rote huye dek kar ramesh uncle ka guaase santh hua
unko bhi laga ki aaram se lena chaiye varna poonam ko acha nahi lagenga
ramesh uncle poonam didi ko chup karane lagi
ramesh uncle- chup ho jav poonam
poonam didi -mama muze maaf kar do
ramesh uncle- main guass nahi hu
poonam didi -mama muze naf kar do
ramesh uncle- main tum pe guass nahi hu , pooja poonam ke liye pani lana
pooja bua ne poonam didi ko pani pilaya
pir poonam didi ka rona kam hua
ramesh uncle- pooja pata hai poonam ne jis se shadi ki hai wo bahot handaome hai
pooja bua- main ne to tik se deka bhi nabi
ramesh uncle- tume pata hai poonam ne khud pasand kiya hai , aur dono ek dusare se bahot oyar karte hai
pooja bua- acha
ramesh uncle- haa , aur wo bank me job karta hai usi ne poonam ki job laga kar di , aur dino ne apne liye pyara sa ghar banaya hai
pooja bua- to hamari beti hame surprized dena chahti thi
ramesh uncle - haa ,dono jaldi shadi karne vale the , aur aaj to hame shadi karke surprized diya ,
pooja bua- meri beti ab apna ghar basayengi
ramesh uncle- haa , par muze to poonam beti ki shadi ne naachna tha par jane do ab to poonam ke beta hote celebrate karunga
pooja bua- poonam jaisa hi pyara bacha honga
ramesh uncle- poonam us wakt to hame batayogi na
poonam didi -mama
aur poonam didi uncle ke gale lag gayi
ramesh uncle- kya hua meri beti ko
poonam didi -mama , aap ke bina main akeli pad gayi thi
ramesh uncle- pooja main ye kya sun raha hu tumne meri beti ka khayal nahi raka
pooja bua- main ne to pura dyan raka tha
poonam didi -mama muze aapki bahot yaad aayi
ramesh uncle- ek bar aawaz deti to main chala aata
poonam didi -meri aawz bhi aake pass nahi pahochi
ramesh uncle- aisa kya ho gaya tha ki meri beti ko muze aawz dene ki jarurat padi
poonam didi -mama main aapko kaise batau
ramesh uncle- kya hua poonam , khul ke batav main bura nahi manuga
poonam didi ne meri taraf deka
ramesh uncle- kya hua poonam Avi ki taraf kyu dek rahi ho
poonam didi -mama main ab yahi rahungi
ramesh uncle- tera jaha dil kare vaha rahna
poonam didi -main aapke pass rahungi , main us ghar me vaoas nahi jaungi
ramesh uncle- kyu kya hua us ghar ko
poonam didi -us ghar me muze neend nahi aati
ramesh uncle- kyu nahi aati meri beti ko neend
poonam didi -sunny ki yaad aati hai
ramesh uncle- to ye bat hai
poonam didi -sunny ki bahot yaad aati hai
ramesh uncle- raj bhi to sunny jaisa hai
poonam didi -sunny hamse dur kyu chala gaya
ramesh uncle- kaha gaya ab to sunny tera beta ban kar aayenga
poonam didi -sunny vapas aayenga
ramesh uncle- haa ,
poonam didi -sach mama
ramesh uncle- haa ,
poonam didi -main ne shadi karke acha kiya
ramesh uncle- haa par tune aise achanak kyu shadi ki
poonam didi -main shadi nahi karma chahti thi par
ramesh uncle- par kya
poonam didi -maa ke vajse guasse me faisala liya
ramesh uncle- maa pe guass
poonam didi -maa ka naam bhi nahi lena chahti
ramesh uncle- itna guass
poonam didi -muze nafrat hai unse
ramesh uncle- kyu ?
poonam didi -aapko bataya to aap bhi nafart karenge
poonam didi ki bat se main aur pooja bua shocked ho gaye
main ne poonam didi ko na me ishra kiya
ramesh uncle bhi ye sunkar shocked huye
ramesh uncle- main bhi nafrat karta hu par batav to nafrat karne ki vaja
poonam didi -wo
pooja bua- aap bhi kya lekar baite hai , usko aaram.karne do
ramesh uncle- ruko tum , haa poonam.kya kah rahi thi
Avi- uncle wo , baki sab bahar intzar kar rahe hai
.ramesh uncle- to jav deko
poonam didi ne age bata diya to uncle ko zatka lagenga
par ab to uncle jaan kar rahenge ki kya hua tha
ramesh uncle- poonam kya kar rahi thi tum
poonam didi -uncle sar dard kar raha hai main sona chahti hu
ramesh uncle- meri ghod ne so lo
poonam didi let gayi
ramesh uncle- poonam tumne bataya nahi ki tum jyoti se nafrat kyu karti ho
ab to ramesh uncle jaan kar rahenge
poonam didi -mama ,
ramesh uncle- poonam deko muze bata do varna muze neend nahi aayngi
poonam didi -mama wo ,
poonam didi mere aur pooja bua ki taraf dekne lagi
pooja bua- pahale khana khate hai bate to hoyi rahengi
ramesh uncle- kaha na tume rukne ko , aur tum bich bich me bol kyu rahi ho
pooja bua- wo main
ye ladki aur aaurato ka yahi problem hota hai
tik se bat nahi kar paati
poonam didi ne sab bigad diya
muze sunny ki bat chupani hongi
Avi- uncle , jyoti bua ka dusare logo ke sath samband the
meri bat sunte ramesh uncle khade ho gaye
aur muze thappad maarne vale the ki pooja bua ne unka hant pakad liya
ramesh uncke- pooja mera hant chhodo
pooja bua- Avi sach bol raha hai
ramesh uncle- tum bhi
poonam didi - mama isi vajse main aapko bata nahi rahi thi
poonam ki bat sunte ramesh uncle vahi niche baite gaye
pooja bua - sambaliye
poonam didi- mama , sach is bhi dardnak hai
is bar main be tok fiya
Avi- uncle main batats hu aapko
poonam didi -Avi tum hi batav mama ko
main bataunga to vahi bataunga jo unke sunne layak honga
.ager poonam didi ne sunny vali bat bata di to bajot badi problem hongi
Avi- uncle , ye aaoko bhi pata hai jyoti bua kitni lalchi hai , paise unki kamzori hai , isi kamzori ka unko nuksaan hua , unki saheli ne paise kamane ka ek rasta dikaya , aur jyoti bua us raste le chalne lagi , logo ke sath so kar paise kamane lagi , pir rk din poonam didi ko pata chal gaya , to hamne unko range hant pakad liya , pir poonam didi ke dar se jyoti bua ne kuch mahine pahale ye sab band kiya
ramesh uncle puri bat sunte rone lage
unko yakin nahi ho raha tha ki jyoti bua aisa karengi
ager pura sach matlab sunny ke bareme pata chalta to uncle tut jate
poonam didi -mama ,
ramesh uncle- poonam tume ye sab pata tha
poonam didi -haa
ramesh uncle- tum akeli is se ladti rahi
poonam didi -haa par pooja mami aur Avi ke vajse main ne maa ko pakad liya
ramesh uncle- pooja , main me to jyoti ko sare sukh dene ki kosish ki pir kya kami rah gayi thi mere pyar me
pooja bua- uska jada chaiye tha , jada kart karte wo galat raste pe chali gayi
ramesh uncle- ek bar muzse kahti to main sab kuch use de deta
pooja bua- use tab bhi jada chaiye hota
rsmesh unvle- ye kya ho gaya
pooja bua- sambaliye khud ko varna poonam ki taraf khon dekenga
ramesh uncle- muze jyoti se iska jawab chaiye
poonam didi -mama aapko meri kasam aap maa se iske bareme kuch mat lahna
ramesh uncle- poonam tu ye kya bol rahi ho
poonam didi -aap maa se bat karenge to unse jada aapko dard honga
ramesh uncle- main iske bareme jyoti se puch kar rahunga
poonam didi -mama apni beti ki bat nahi manege
ramesh uncle- teri to har bat maanta hu tabi to signatire kiye hai
poonam didi -to ye bat bhi maan lijiye , meri shadi ka gift samaj kar maan jaiye
ramesh uncle vahi baite kar rone lage
unko rote hua dek kar pooja bua ke ankhoin me bhi aasu aa rahe the par pooja bua ne uncle ko sambal liya
poonam didi ne uncle ki sach bata kar acha nahi kiya
acha hua main tha varna sab kuch bata deti
poonam didi sach bata kar apna boz kam kiya
uncle ko apni bahan ke bareme sunkar bura laga
unno ne jyoti bua ke liye bahot kuch kiya
acha hua poonam didi be apni kasan de di varna gadbad ho jati pir uncle ko sunny ke bareme pata chal jata