26-11-2018, 06:33 AM
update 1304
chiti chachi ke pitaji ke sath ek accident ho gaya
jis ke vajase choti chachi rone lagi thi
pir chachi ko chup karke unke zidd kar unko unke gaon bhej diya
chacha choti chachi ke sath gaye
is ke siwa dusara option nahi tha
ya se may be chacha ko mafi mil jaye
chachi ne chacha ke sath chalne se kuch nahi kaha unko to bas apne pitaji ke pass jana tha
train me baite kar chachi apne gaon ke liye nikal gayi
unke jate pata chala ki unke pitaji tik hai
par ab chachi nikal gayi hai to unko apni maa aur pitaji se milke aane dete hai
itne dino bad chachi apne gaon jayengi to wo kuch dun ruk kar aayengi is liye muzse nahi bheja
muze agale hafte apne collge ke liye ravana hona tha
seema chachi aur badi chachi mere liye ruk gayi varna wo choti chachi ke sath jati
choti chachi aur chacha ke jane se ghar suna ho gaya tha
upar se mere jane ki bat se mahol thoda senti ho gaya tha
seema chachi to mere jane ki tayyari me lagi huyi thi
is bich rani ki mummy jka phone aa gaya
muze aur komal ko shahar bhulaya
neha bua bhi sath me aa gayi
rani ki mummy ne sari packing kar di thi
rani ki mummy neha hua se bat karne lagi aur main transport vle e se bat karke booking kar li , unka saman lekar jana tha mumbai mc
jada kuch nahi bas jarurat ka saman tha baki sab wo vahi le lenge
neha bua ne kaha ki wo ek mahina rukengi ya aur kuch mahine bhi ruk sakti hai
us se rani ki mummy khush ho gayi
nayi jaga par neha bua ka sath rahenga
komal ke vajse rani muzse dur hi rahi
mera kaam hote main vapas gaon aa gaya
aise din nikal rahe the
ab bas 4 din baki rah gaye komal ke jane ko
main uske 2 din bad jane vala tha
main ne plan change kiya
pahale komal aur rani ko bhej deta hu pir main jaunga
4 din to kaise nikal jayenge pata nahi chalenga
rani muzee phone pat bat kar rahi thi
usko mere sath kuch wakt bitana tha par aisa time milna mushkil tha
vaise bhi main ne rani ke sath pichale hafte pura din btaya tha
rani ki mummy ka transfer bhi ho gaya
unki sari problem khatam ho gayi thi
ye to idar ka haal tha
par udar ek nayi problem chalu ho gayi
main rani aur neha bua ko rani ke ghar chhod kar vapas aa raha tha ki pooja bua ka phone aa gaya
pooja bua ne muzse milne bhulaya
pata nahi ab kya hua
main shahar se sidha pooja bua ke ghar aa gaya
ghar pe sirf pooja bua thi
raj aur uncle dikai nahi diye
Avi- bua aapne yaad kiya
pooja bua- Avi gadbad ho gayi
Avi- kya hua
pooja bua- poonam ka call aaya tha
Avi- kya hua , jyoti bua ne kuch kaha poonam didi ko
pooja bua- nahi
Avi- pir kya hua
pooja bua- pata nahi , raj ke papa ko call aaya aur wo vaise hi nikal gaye
Avi- aapko bataya nahi
pooja bua- main ne pucha tha par raj ke papa ne kuch nahi bataya
Avi- kuch bhi nahi
pooja bua- nahi , tumari car lekar chale gaye
Avi- aapne phone kiya unko
pooja bua- nahi , wo car chala rahe honge
Avi- mera matlab hai poonam didi ko
pooja bua- unsk mobile band hai
Avi- kuch to hua hai
pooja bua- jarur jyoyi ne kuch kaha honga mer bachhi ko
Avi- kya hua wo to poonam didi se bat karke pata chalenga
pooja bua- kuch karo na Avi , muze dar lag raha hai
Avi- dariye mat kuch nahi honga
pooja bua- us jyoti ka kuch bharosha nahi hai
Avi- jyoti ko call karke dekte hai
pooja bua- main nahi karungi usko call
Avi- main karta hu
aur main ne jyoti bya ko call kiya par unka mobile bhu band tha
ab to muze bhi pag raha tha ki kuch gadbad huyi hai
par pata kaise karu
ramesh uncle ko call karta hu
main ne ramesh uncke ko call kiya par mobile raj ne utaya
Avi- hello
raj-bhaiya main raj
Avi- raj kaha hai tu
raj-ham poonam didi se milne ja rahe hai
Avi- khon khon
raj-papa aur main
Avi- kyu ja rahe ho
raj-muze nahi pata
Avi- apne papa se pucho
raj-papa kuch nahi bata ahe
Avi- to ek kaam karna poonan didi se milte muze call karna aur batana ki kya hua
raj-ji bhaiya
Avi- phone apne pass rakna
raj-haa
raj se bat ho gayi
par kuch pata nahi chala
idar pooja bua pareshan thi
ek jaga pe baite nahi rahi thi
Avi- bua aap tension mat lo sab tik honga
pooja bua- jis tara raj ke papa gaye hai us se dar lag raha hai , ek minute bu nsji ruke
Avi- raj vaha jate phone karke bata denga
pooja bua- tab tak meri jaan chali jayengi
Avi- main sweta didi se puchta hu unko pata honga
main ne sweta didi ko call kiya
par unko bhi kuch pata nahi tha
par unko kuch shak hua
.jis se wo bhi pareshsn ho gayi
kuch ganto bad raj ka phone aaya
Avi- haa raj
raj-bhaiya
Avi- bol kya hua vaha par
raj-poonam didi ki shadi ho rahi hai
Avi- kya kaha
raj-poonam didi ki shadi ho rahi hai
Avi- tuze kisne bataya
raj-mere samne huyi hai
Avi- vaha par khon khon hai
raj-papa aur poonam didi ke papa
Avi- jyoti bua hai
raj-nahi , bua nahi hai
Avi- tu vahi rahna ager kuch hua to muze phone karna
raj-ji bhaiya
raj se bat karte muze zatka laga
poonam didi ne aise achanak shadi kaise kar li jarur jyoti bua se kuch zagda hua honga
par ause achanak shadi
pooja bua- kya kaha raj ne
Avi- poonam didi shadi kar rahi hai
pooja bua- kya ?
Avi- poonam didi ne court marriage kar li
pooja bua- poonam aisa nahi kar sakti
Avi- raj ke samne huyi hai shadi
pooja bua- aisi kya jarurat pad gayi jo poonam.ne bina muze bataye shadi kar li
Avi- aapko batane ke liye phone kiya tha par uncle ne aapko bataya nahi
pooja bua- jarur us dayan ne kuch kiya honga tabi poonam ne shadi ki
Avi- jyoti bua se zagda hua honga aur shadi kar li
pooja bua- par kuch to batati kiske sath shadi ki ladka khon hai kaha rahta hai
Avi- main jaanta hu
pooja bua- tum kaise jaante ho
Avi- main sweta didi ke shadi me mila tha , poonam didi ne milaya tha
pooja bua- muze kyu nahi bataya
Avi- poonam didi ne manaa kiya , wo 5 saal se relation me hai
pooja bua- tume itna kaise pata
Avi- poonam didi ne muze ssb bataya hai , ladka acha hai anath hai par dil ka acha hai , bank me job karta hai aur poonam didi ko job bhi usi ne lagaker di hai
pooja bua- rahta kaha hai
Avi- pahale to poonam didi ke ghar ke pass rahta tha par ab khud ka ghar liya hai
pooja bua- tum mile ho na
Avi- haa , ladka acha ha koki shok nahi hai didi uske sath khush rahengi
pooja bua- par poonam ko batana chaiye tha , mera matlab rukna chaiye tha , main karvati uski shadi
Avi- ab kya hua wo to poonam didi bataiyengi
pooja bua- wo aa rahi hai
Avi- haa , poonam didi shadi hote idar hi aayengi , par shadi me jyoti bua nahi thi
pooja bua- us jyoyi ko.main chhodungi nahi
Avi- mat chhodna par pahale dekte hai ki bat kya hai , aap diraj se kaam lena varna sabko jyoyti bua ka sach pata chalenga
pooja bua- tum sahi kah rahe ho
aur ham poonam didi ka intzar karn lage
poonam didi ne is tara shadi kyu ki iska jawab to pata karna tha