20-03-2020, 09:00 AM
Asmaa ki aankhen dhudhnli dhundhli tasveerey zindagi ki dekh sakti thi asma ke kaano mein bas oos ke dil ki dhadhkan sunaayi de rahi thi wo zoro se saansein khich rahi thi ooski aankhen khulney ki koshish kar rahi thi par wo harpal naakaamyaab ho jaati asma ke chehrey par khoon thaa aur wo ab dhudhli tasveero mein khudh ko kisi stretcher par laitey koi oosey leke jaa rahaa thaa
Asma ke chehrey par oxygen mask lagaa thaa aura b hospital mein thi ooskey paas chal rahey logo mein ooski maa kaa wo dukhi chehra aur oonkey saath do aur aadmi they asma ki aankhen nahin khul paa rahi thi aur dimaag bhi sunn honey lagaa thaa asma ki aankhen ye dekhtey hi dekhtey fhir band ho gayi
Asmaaa asmaaa are you all right ? beta main hoo teri maa beti aankhen khol dekh hum sab hai tere paas asma ne apni aankhen dhudhnli kholi asma ne apni maa kaa chehra dekhtey hi ooskey aankho se aansu behney lagey asma ne uthney ki koshish ki par tabhi doctor ne paas aakar oosey laitaa diyaa ooskey zakhm abhi bharey nahin they
Dr – asma relax tum bhi zakhm se ubhri nahin ho tumharey operation huye kuch ghantey hi huye hai abhi tumhey sirf sonaa hai sonaa hai bas
Asma ko wo awaazein dhundhli dhudhli sunaayi de rahi thi asma ne roye huye chehrey se apni maa ko muskuratey huye dekhaa aur sirf bola maaa
Asma ki maa apney jazbaato ko control nahi kar paayi aur ooskey sirhaaney mein rehkar roney lagi – beta pataa hai meraa kalejaa kabhi itna nahi dhakka khaaya agar tumhey kuch ho jaata toh main kya kar paati ek toh tumsey tumharey abbu kaa saaya hat gayaa aur ab tum mujhsey alag ho jaati
Asma ki nazrein apni maa ko dekhkar naa jaaney oos waqt kya kya byaan nahin karna chahti thi wo aankhen maano kitnaa kuch batanaa chahti thi asma ne kuch kehney ki koshish ki par kambhakt munh se ek lafz nahin nikal paa rahey they wo chahti thi ki wo apni maa ko oospar huye oon raato ke zakhm jo is zakhm se bhi ghatak they wo batana chahti thi naa jaaney kyu ooskey zindagi ne yu karwat li aur oosko apne zindagi kaa sabsey khaufnaak waqt kaatnaa paraa
Dr ne kaha beta asma abhi tum kuch nahi keh sakti tumharey galey mein bhi kaafi chot hai zyada baat mat karo
Asma ke room mein wo shaks ghussaa aur oosney ek hi jhatkey mein mahoul ekdum garam kar diyaa
Excuse me mrs. Khan
Asma ki maa ne pichey mudhkey oos shaks par apni nazar daudaayi
Shaks ne ek wardi pehen rakhi thi aur woh acp thaa array aap mrs khan aaap yahan
Asma ki maa – accha huaa aap yahan aa gaye meri beti ka ek accident huyaa
Shaks ne kaha haan main jaanta hoo tabhi toh main taftish ke liye aaya hoo aapki beti se mujhe baat karni hai
Asma apni maa ko dekhtey huye fhir ooski taraf dekhti hai
Asma ki maa – dekhiye dr ne abhi asma ko bolney manaa kiyaa hai wo is waqt bahut barey haalaato se guzar rahi hai aur main nahin chhati ki oospar ab aur dabaav parey
Shaks ne asma ke chehrey ko gaur se dekhaa aur beta darro mat mera naam yusuf hussain hai main acp hoo …………asma ki aankhen khauf se darr gayi aur ooski aankhen maano bahar si aaney lagi……..arrey doctor pls check what’s happening with her ?? inspector ne kadaktey huye kahaa
Asma ki maa – asma beta kyaa huyaa kyaa dr pls jaldi isey dekhiye
Dr ne ooskey nabz ko check kiyaa aur fhir ooskey blood mein ek injection chahrayaa………..bas bas aap log bahar chaliye
Asma ki maa mr hussain ke saath bahar aayi
Mr hussain ne hairaani se kaha – kyaa baat hai yeh aisey kyu behave kar rahi thi mere inspector bolney se ye sehem gayi is anything wrong ??
Asma ki maa – pataa nahin ek toh ye parso se lapataa thi aur mujhey isney call bhi karkey kahaa ki main apney dost ke yahan hoo aur bimaar hoo
Mr hussain – ye waqiyaa kab kaa hai
Asma ki maa – kareeb parso parso se……..iskey baad aaj subah hi meri ek larkey se baat huyi jo apney aapko asma ka dost bataa rahaa thaa oosney kahaa ki asma ooskey paas hai aur aaj asma ghar aa rahi hai
Mr hussain – strange balki accident ke waqt toh koi nahin thaa humney truck driver se puchtaach ki wo peeya huyaa thaa oosney truck dhang se naa chalayi aur ye haadsa ho gaya chalo shukar hai ki aapki beti sahi salaamat hai par wo larkaa toh jeep par baithaa nahin thaa asma akeley drive kar rahi thi aur jeep toh aisey khaank ban gayi ki malwaa check bhi nahin kiyaa jaa saktaa theek hai main oos larkey ki chaanbin karta hoo jo asma ko apnaa dost bataa rahaa thaa mujhey to lagtaa hai ki ye saari gadbhadh oosi larkey se shuru kiyaa tab talak ke liye mujhe jaaney de
Mr hussain ek maathey par shikhar laatey huye wahan se nikal gyaa mr hussain ne hawaldaar se kaha accha wo faisal sheikh ki maut kaa kuch pataa chalaa
Hawaldaar – nahin saaheb saanp ne toh ooskey purey shareer ko gala saa diyaa tha
Mr Hussein – strange aur wahan parey shirt aur oos meat chopper se kuch pataa chalaa
Hawaldaar – nahin saahab oos par toh koi haath ke nishaan bhi nahin miley khoon hi huaa hai sir pakka plaaning kiyaa gayaa thaa
Mr hussain ne sochtey huye kaha – khoon jungle ke side huaa hai ek abandoned cottage mein strange case kiskey haath mein hai
Hawaldaar – koi aftab sheikh hai sir inspector hai oosey hi oos area ki responsibility di gayi hai
Mr hussain ne kaha strange ab to is inspector aftab sheikh se hi case ke baarey mein baat karni paregii who rehtaa kahan hai ????
Aaaaaaaaaaaaaaaahhhh aaaaaaaaaaaaahhhhhh……….tez tez cheekho se dahaddh raha tha aftab aaaaaaaaaahh asmaaaaaaaaa asmaaaaaaaaaaaaa nahinnnnnnn tum mujhey chodhkey kahin nahin jaa sakti ho tum meri ho sirf meri aaaaaaaaaahhhh tum aaj toh bhaag gayi par kal tumhey main phir daboch loongaa
Aftab ki aankhen ek dum laal thi aur apney aapko wo chaabuk se sharrero par maar rahaa thaa har taraf mombattiyaa jal rahi thi jo mahoul ko aur bhi darwana banaa rahi thi aftab pagal saa apney aapko zor zor se maar rahaa thaa ooskey purey shareer par khoon ke nishaan ban chukey they
Aftab maartey maartey thak gayaa ooska shareer lahoo luhaan ho gayaa aur wo farsh par hi lait gayaa
Tabhi saamney rakhaa phone baj uthaa
Aftab ne phone ko dekhaa aur langdhaatey huye uthaa asma ke diye huye wo zakhm ab bhi ooskey paas they aftab langdhaata huyaa phone ke paas gayaa aur phone uthaya
Hello
Array sahib aapka hawaldaar bol raha hoo ?
Bolo kya khabar hai ??
Saaheb aapsey acp yusuf hussain faisal sheikh ki case ke liye milnaa chahtey hai
Kyaa ??? ab ye madarchod kaun hai ???
Saaheb Pakistan ke top security officerman mein se hai
I don’t care wo jo bhi hai case main handle kar raha hoo ossey kyaa chahiye ??
Wohi toh saaheb wo soch rahey hai ki aap case mein dheel de rahe hai
Kyaa ??? theek hai kab milna chahtey hai mujhsey ??
Sir woh kal subah hi security officer station aa rahey hai
Aaney do oosey main kal pahuch jaaungaa theek hai don’t call me again I am tired
Sir sir ek baat aur jungle ke kuch hi dur sheher ke raastey ek jeep ka accident huyaa hai hum verify nahin kar paa rahey wo jeep hai kiski sir pataa chalaa hai big khan industry ki beti asma haan asma khan woh hai sir wo is waqt city care hospital mein bharti hai aap chahey toh mil lijiye
Aftab ki aankhen ek dum se haraan ho gayee aur sab baatein apney aap dikhney lagi
Aftab – accha accha toh khabhar pakki hai
Bilkul pakki sir kabhi jhoot nahi kahaa sir waisey aap itney hairaan kyu hai
Aftab – wohh jaannewaali hai aur jaannewaaley ko koi kaisey bhul saktaa hai kal main security officer station pahuchtaa hoo
Aftab ki wo kaatil muskurahat fhir chaa gayi aur zor zor se hasney lagaa hahahahahahahahhahaa ahaahahahahahhaha
Dekhaa meri jaan tum mujhsey jitnaa door jaogi mujhe utney kareeb paogi shayad ye ,.' ka mujhpar rehem hai ki main tumhey fhir paa saktaa hoo meri jaan ab main tumsey dur nahin tum nahin mari hahahahahahaa meri to saansein atak gayi thi aur mere bagair tum mujhse dur thodhi hi naa jaa paogi meri jaan hahahahahahaha hmmmmmmmmm mmmmmmmmmm hmmmmmmmmmm
Pyaar mangaa hai tumhi sey naa inkaar karooo pyaar mangaa hai tumhi sey hahahahaa naa inkaar karoooo hahahahahahaha khud ko mere karreb laakar dur naa karoooooo hahahahahahaah mujhe pyaar karoo mujhey pyaar karoo
Aftab apney gungunateey huye waapis room se bahar nikal gayaa.