Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Kya Chahtay ho? ( Long Story ) - Copied
#3
Asma ke paas wo haath pahuchetey hi asma ki cheekh gun gayi abhi wo piche mudii thi k isaamne oose who shaks apne saamne paaya jise dekh wo kuch der pehle chillaaa padi thi 

Wo shaks ke tez nazro ne oose dekhaa aur asma ki cheekhen band ho kar oose dekh kar aisa hi lag raha tha ki wo ab jyada pareshaan nahi thi 

Asma ke chehre se sirf itna niklaa – you u …. Totally scared me 

Shaks ne kaha – may I help you mam ? aap itni raat gayey sunsaan sadak par car ke saath kya kar rahi hai 

Shaks ek security officerwala tha jisne military green colour ki vari pahani huyi thi aur uske shirt ke nameplate par uska naam saaf white aksharo mein likhaa tha

Uska naam aftab sheikh tha aur ek inspector thaa 

Aftab dekhne mein kaafi mast handsome thaa ooske aankho mein kajal lagey huye they aur chehra thodhaa sa brown tha lekin oose dekhke koi keh nahi sakta ki who saanwlaaa hai aftab ne kaha agar aap chahhey to main aapko ghar tak chodh sakta hooo 

Asma ne muskurakar kaha nahin rehne dijiye main kuch intezaam kar lungi 

Aftab – nahin nahin mam mere hotey huye aap akeli kya kar lengi chaliye main chodhh dungaaa 

Asma ne thodha sochne ke baad naa nukur karne ke baad – haa keh daala kyunki ooske paas sachmein koi raasta nahi dikh rahaa tha aur waise bhi ek security officerwaale se kyaa darrr ? 

Aftab ne kaatil muskurhat se asma ke hontho ko dekhaa jo baat kartey huye apni jeeb se honth ko chaat leti thi 

Asma ne ye baat notice ki or thodhi sharam se ooski neeli aankhen niche hogayi aur fhir oosne ek baar aftab ki aankho mein jhaanka jahan aftab ne bhi apni aankhen niche jhukaa lit hi aur sharam sa ek chehra banakar oose apne saath chalne ko kaha

Asma – wait pehle main zaraa watchman se keh doo ki wo car ki daikhbhaal karta reh warna you know 

Aftab – ya I can understand tha jaaiye keh dijiye 

Asma office mein gayi aur kuch minuto mein waapis nikal aayi 

Aftab ne haske kaha ho gaya

Asma ne pyaar se apna sirf sar ha hilaaya

aftab aur asma dono saath saath chalney lagey jahan asma apne watch se time dekh rahi thi wahan aftab apne bhaari haatho ko jeb mein daaley maano kuch soch raha thaa

aftab asma security officer car mein baithey they aftab car ko tezi se chalaa raha tha bearish ki halki bundey dobara padhney lagii 

aftab ne car sweeper ko on kiyaa jisse aage headlights ki chamak se raaste saaf nazar aane lagey 

asma to bas chup baithi thi 

aftab ne kaha music lagaa dooo 

asma to jaise sharmaa si rahi thi ek security officerwala itna frankly wow i mean ki sirf oosne sunaa tha ki security officerwale alcoholic sharaabi aur maarney pitney waaley hotey hai jinhey criminal ko pakadne mein puri raat lagaa detey hai par ye shaks ye to ekdum hatkar thaa

aftab baar ganey ke mazey se apnaa saar upar nichey karta


asma ne baat chehdhi – waise aapko dekh kar nahi lagta ki aap ne kisi criminal ko pakdaa hai 

aftab ne haskey asma ki taraf dekhaa aur kaha sach mein aapko aisa lagta hai aise hi main thodhi naa Punjab pakistan se promote huaa wo kya hai naa criminal ke saamne main ek inspector hoo par public ke liye ek protector aur aaap jaiso ke liye ek aam insaan 

asma ne teechi nazro se aftab ko dekha 

aftab ne kaha kya huaa aap abhi bhi mere saath uncomfortable feel kar rahi hai 

asma ne kaha nahin bilkul nahin 

aftab – array bol dijiye bhi main buraa nahi manta kehtey hai jiss insaan ko bachpan se thokhar lagi ho oose agar koi khuldaai bhi maar dey to bhi oose dard ka pata naa chaley 

mere dil ne bari choti khaayi lekin main ye sab baat aapse share kar raha hooo aapko azeeb lag raha hogaa waise main aapko kayi baar dekh chukaa khan industries ki iklauti pehli aisi larki jisne apne kandho par itni zimmedaari li 

asma ne halkaa muskuraya aur kaha aapko itna kuch pataaa hai 

aftab – ji haan aap kaafi acchi hai

abhi aftab baat hi kar rahaa tha ki itney mein ooska wireless baj uthaa

aftab ne car ko ek haath se handle kiyaa aur wireless par baat karii

hello inspector aftab heading from jamshad muree nagar 

ji aftab sir it’s senior constable hemraaj 

haa kaho hemraaj kya khabar hai 

sir aagey mount valley mein kuch land slides huaa shayad bearish ki failey khichdo ne pahado ke chattano ko dhalaan banaa diyaa kuch fisalan se landslides huye hai to I am sure aap sheher ki taraf hi ho 

aftab – what ? land slides mujhe aanaa hai accha theek hai 

asma paresshaani bhari nazro se aftab ko dekh rahi thi 

aftab – sorry asma ji aap sheher ki taraf nahi jaa sakti 

asma – what ? kaise kya huaa I mean 

aftab – sheher ke raaste saarein band ho gaye hai aur ye raasta jungle ki taraf jaata hai so I am really sorry ki aaj aap ghar nahi jaa sakengi 

asma kit oh haalat kharab ho gayi 

aftab – bhaari bearish ke wajah se connections bhi kaam nahi kar rahey I can’t call them ek kaam kijiye 

asma – aisa aisa nahi ho sakta mere aaj ghar jaana bahut jaroori hai it’s very important pls aisa mat kijiye mujhe dusre raaste se chodh dijiye 

aftab ne car roki aur kaha dekhiye asma ji aap thodhaa patience rakhiye

asma kawad chuki thi ooske aankho mein aansu bhar aaye 

aftab ne relax bhari aankho se asma se kaha dekho asmaa ek kaam karo land slides bahut ho gayey hai yahin main raasta hai tum to roz yahan se guzarti ho 

ek kaam karo tum dheeraj rakho subah tak hamare aadmi patthar hataa denge kuch ghantey lag saktey hai aur iss waqt sheher ke raastey par chalna theek nahi tum hi nahi balki har koi aaj phaskey reh gaya hai even mujhe bhi ek zaroori kaam ke liye jaana thaaa

asma – ab kyaa karey ? ? asmaa ke aankho se aansu aa gayey 

aftab ne kaha array aarey ye kya roti kyu ho tum ek hardworking girl ho itna darr kaisaa 

tumhari mom fikar nahi karengi 

asma ne mobile lagaya par heavy rains se phone connect naa ho paaya

aftab ne kaha pls calm down kuch der baad phone kar lenaaa

asma ne bahut der tak sochkar kaha theek hai 

aftab to jaise khush saa ho gaya 

aftab – ok alright alright to iska matlab tum darr to nahi rahin ho naaa darro mat main hoo naa main tumhey kuch nahi honey dungaa

asma – lekin itne veeraney junglo mein ham kahan bhatkengey 

aftab – ooska bhi intezaam hai 

asma hairaani se aftab ko dekh rahi thi aftab muskurakar car ko jungle ke raaste se le gayaa

asma – ye tum kahan jaa rahey ho ?

aftab – darro nahin yahan par meraa ek purana cottage hai aur shayad wahan par hum aaaj raat ruk saktey hai aur waise paani kaafi road par beh chukaa hai khichad se tyres fisal bhi saktey hai aur humhe aaj ke liye ek acchi chat bhi to dhundhna hai isn’t it 

asma to bas hairaan thi aur paresshaan thi apne sar par haath rakhkar sit par sar rakhke bahar dekhne lagi jahan baarisho se sabkuch andheraa tha bas orange aasman se jhaad hiletey huye nazar aa rahey they jo bhayaanak saa lag rahaa thaa

aftab – mere yahan paas mein ek dost ka cottage hai wo bhi security officer mein hai abhi  Lahore mein kuch honey ki wajah se oosney ye cottage mujhe de diyaa waise wo yahan aksar apni biwi ke saath aata hai par tumhare liye bahut acchi jagah hai 

kaash tumney aaj office mein late na ki hoti to shayad ab tak ghar pahuch chuki hoti 

asma ooske sawaal ka jawab nahi de rahi thi wo bas udaas thi aur mann hi mann khudh ko koss rahi thi ek hi din late karne par oose kya kya face karna padh raha hai 

asma ko saamne ek bangle nazar aaney lagaa jo wood cottage lag rahaa thaaa

asma ne kaha so scary 

aftab – haan nahin nahin bahut khubsurat hai sorry meri wajah se tum jaisi amir larki ko aaj ek chotey se cottage mein raat bitaani padh rahi hai I am so sorry

asma – nahin aapki galti nahin hai meri kismet hi kharab hai 

aftb – nahin nahin khud ko bura kehna nahi chahiyey aao jaldi se bahar niklo 


dono bhigtey bhigtey cottage ke paas aayey tabhi ek zordaar bijli ke kadakti awaaz aur chamak ne asma ko ekdum se chaunkaa diyaa aur asma ne aftab ka baazu pakad liyaa

aftab oose dekhne lagaa asma ne jhat se haath hataa liyaaa 

aftab ne kaha ot’s alright chalo andar aao bangle andar se kaafi khubsurat thaa aur wahan aisa lag raha tha jaise do log rehtey ho 

itna saaf suthraa

asma charo taraf dekhne lagi 

aftab ne tublight jalaayi jispar oosne asma ko saaf se dekhaa asma bheegi huyi thi aur ooske chuchi par paani saaf jhalak rahaa thaa

aftab ne kahaa array rey rey tum toh bheeg kayi kapre utaar lo mere paas ek kapraa hai

asma ne kaha nahin nahin mujhe nahi chahiye

aftab ne kaha tumhey sardi lag jaayegi ye bearish ki hawaa kaafi thandi aur khatarnak hoti hai aftab ne apnaa haath aagey badhaya aur  asma ko pakakdkar oose kehne lagaa tabhi wo bahar bhaaga aur dikki se ek box nikaal ke laaya jismey ek safed colour ka nighty thaa jo ki upar se khulaa huaa thaa

asma ne kaha ye sab kyaa hai 

asma  hairaani se ooski or dekh rahi thi

aftab ne kaha yeh maine aaj kharid li thi wo apne friend ki shaadi mein jaana tha ooski biwi ko denaa tha chodho main oose dusri de dungaa tum ye le lo 

asma ne kaha nahin main kabhi kisi ke gifts nahi leti 

aftab ne kaha sunkar thodhaa buraa zaroor lagega par is waqt tumhare paas koi kapdey nahi mere paas ek jacket hai main abhi wo tumhe de dungaa aur tum ise changle kar lo ok theek hai asma asmaa

asma soch mein dubi thi aur fhir bhi naa naa keh rahi thi aftab ne kaha asma pls mera dil rakh ke le lo main ye tumhey zabardasti nahi de rahaa waise bhi main ye gift special kisi ko dena chahta tha pls pls asma

tum mujhe buraa mat samjho 

aftab en asma ke hateli par wo kapraa thaam diyaa aur kehne lagaa accha main zaraa fresh hokey kuch kitchen se laata hoo khaaney ke liye I am sure you will be like it 

aftab ke jaane ke baad asma oos nighty ko gor se dekhne lagi jo ki white colour thi 

aftab fresh ho chukaa tha aur kitchen mein kuch hot noodles banaa kar table par rakh rahaa tha
tabhi saamne se asma ko aatey dekh aftab ke haath se chammach chutt gaya aur ooske munh se wow hi niklaa

aftab – tumpar ye fit baith gayi wow you looking great

asma ne kaha thanks par oosse ab bhi azeeb lag rahaa tha

aftab ne kaha maine kaprey rakh diye hai oonhey baad mein press kar dungaa theek hai 

asma ne kaha thank you so much asma table par aakey baith gayi asma ne kaha ye hot nighty tumne apne friend ko gift mein diyaa thaa

aftab ne kaha haan wohh kya hai naa dinbhar busy rehtaa hoo fursat nahi hoti time nikaalne ki so sochaa ki kuch accha doo waise wo log kaafi familiar hai aur frankly bhi mere saath

asma – aapko dekhke lagta nahin hai ki aap security officerwaaley I mean ki aapka dil itna fun loving 

aftab – array bhaai security officerwaale bhi to insaan hotey hai koi factory se banker robot to nahi paidaa ho jaatey hamari bhi apni zindagi hai waise hot noodles khaa lo thodhaa garam ho jaaogi 

asma – kya ?

aftab haklaatey huye – I mean th thoddhaa who kya kehtey hai oose tum warm ho jaogi to sardi nahi lagegi 

asma ne kaaha accha aisa kyaa ?

asma ne noodles khaana shuru kiyaa aftab ki nazar baar baar asma ke chuchi padhti jo apne size se kaafi bari thi aur uskaa badan kaafi sudol thaa jisey dekh baar baar aftab apni nazar idhar udhar ghumaa letaa

aftab – ek minute 

asma aftab ko uthtaa dekh thodhi hairaan huyi aftab andar gaya 

asma ab bhi khaa rahi thi ek dum se apne upar kuch rakhtey dekh wo hil gayi 

aftab – aaraam se darro nahin ye lo mera overcoat isse tumhe thodhi garmi mehsus hogi 

ab aftab fhirse saamne baithkar noodle khaane lagaa asma ke chuchi ek dum chip gaye they bas galey se tapaktaa noodles kaa paani hi oose dikh rahaa thaa shayad iss baat ko asma ne notice kar liyaa tha aur wo thodhi muskurayi 

asma – waise kaun se college se graduate huye ho 

aftab – jii university of Punjab aur ooske baad pakistani security officer college mein admission liyaaa and then kismet khulti gayi 

asma ne kahaa acchaa 

aftab ne kaha waise tumhara koi boyfriend hai 

asma ne hairaani se dekhaaa haan hai 

aftab thodhaa pareshaan sa huaa aur ooske sar par shikhaar aane lagaa aur kaha kitna ho gaya elationship ko 

asma ne kaha do saal 

aftab – accha hai 

asma ne kaha aur tumhari gf ?

ftab – ji nahin I mean thi who par ab mar chukhhi hai 

iss baat ko suntey hi zor se bijli khadhki 

asma – oh I am sorry

aftab udaas ho kar sar jhukaaye bola nahin ko ibaat nahi 

ek car accident mein ooski maut ho gayi thi oosne mujhe kaafi force kiyaa security officer line chodh do security officer line chodh do par main oos samay kaam mein kaafi andhaa ho gayaaa thaa

kehtey hai saccha pyaar jaldi miltna nahi aur jaldi milta hai to utney jaldi kho bhi jaata hai 

asma ne kaha dil par kabhi koi baat leni nahi chahiye 

aftab ne kaha sahi khaa par dil se hi to awaaze nikalti hai 

meri gf kaafi hot thi buraa mat manna 

asma ne kaha nahin nahin 

aftab – ooske piche kaafi larkey parhey rehtey they do baar to gundo se bhi bachaya tha oosey 

mujhe bari nafrat hoti hai jo insaan apne pyaar karne waale ko aisi waahiyat nazro se dekhta hai I hate them I am seriously hate them ooske upar sirf tumhara hi haq hai par oose sirf jism ke nazariye se dekhnaa kaafi galat hai isn’t it 

asma ne kaha baat to sach keh rahe ho 

asma chup hokar aftab ko khadhi nazro se dekhne lagi 

aftab kea ankh omein aansu they aftab ne kaha laao do main plate rakh detaa hoo

asma ne kaha lo 

aftab ne plate rakhke kahaaa accha tum chaho to upar ek bedroom hai oosme aaj raat bitaa sakti ho I will manage my sleeping place

asma ne kaha you sure thanks 

asma ne pyaari si muskurahat se upar sidiyo se jaaney lagi 

aftab ne kaha agar kisi bhi cheez ki taqlift lagey yaa chahiye to mera naam pukaar lenaa

asma ne muskuratey huye kaha ok thank you aftab 

asma ko upar jaatey dekh aftab bhi muskurakar wahan se chala gayaa

andar aatey hi asma ki saansein ruk gayi karma kaafi baraaa thaa dono taraf diwaar ke bich mein lamba aur mota gadda bed jispar dhul ki ek bhi nishaan nahi thi maano kisi ne un dono ke liye wo jagah poch di ho asma bed par baith gayi aur khidhki se bahar jhaankaa jahan kaafi andheraa thaa khichad failaa huaayaa aur pairo ke hilney aur kadhakti bijli ki awaaz aur parchaayi se ek horrible situation create ho jaata thaa is sunsaan bich cottage mein asma ne razzaai oddh li aur apne badan se overcoat ko azad kar diyaa asma ek bar aur uthi aur oosne jhat se gate band kar diyaa aur razaai mein ghus gayi oosne number fhir dial kiyaa par ab bhi connection kattaa huaa tha oosne side mein mobile ko rakheke aankhen band karke mund li oosne ek baar phir sochaa ki akeli raat mein sunsaan bangle mein kisi stranger ke saath honaa kaafi azib aur darawna lagtaa hai lekin chahke bhi main kar kya sakti hooo aaj mujhe kuch azib sa lag raha hai ek azeeb saa ahesaaas asma ke saans leney se ooske chuchi bhi aisa lagta tha maano wo nighty se phat kar bahar aa jaayengey 

bhaley hi aftab ne yakeen dilaa diyaa tha ki wo oosse kuch karega nahin fhir bhi dil mein asma ko ek darr saa tha jis wajah se wo soney ko katayi nahi maan rahi thi …………………………….

Aftab dekhne mein lamba chauda 6ft ka tha aur ek pahalwan jaisaa tha ooske shoulder kaafi nikley huye they jissey dekh kar log darr jaayey wo ek pakka security officerwala lagta tha wo white brown skin ka tha aur haath pao lambey chaudey they


Abhi aasma so hi rahi thi ki oose ek bhaari awaz sunkar wo bed par baith gayi ye awaaz niche se aa rahi thi shayad kisi ne music chalayaa tha asma ki aankhen thodhi ddarr si gayi aur bahar nikalne ko honey lagi……
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Kya Chahtay ho? ( Long Story ) - Copied - by hirarandi - 20-03-2020, 08:50 AM



Users browsing this thread: 8 Guest(s)