Thread Rating:
  • 13 Vote(s) - 3.15 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi
Update 1244

neha aur main ek ho hi gaye
aisa laga tha ki ab dono agale janam me ek honge par neha bua ki kismat me
kuch aur likha tha
neha bua vapas suresh uncle ko paa kar khush thi
unko unka pyar vapas mil gaya tha
bhale ek raat ke liys kyu na
bhale agali full moon ki night kyu na ho
wo kahte haina dubte huye ko tinke ka sahara kafi hota hai
neha bua ke liye suresh uncle jaise bhi mile wo ,, unko to bas is bat ki khushi
thi ki suresh uncle vapas mil gaye
neha bua ki khushi dekne layak thi
unko unka pyar mil gaya
jitni khushi neha bua ko suresh uncle ki shadi se huyi thi utni aaj huyi hai
neha bua ko itna khush main ne pahale kabhi nahi deka tha
neha bua suresh uncle ko pyar karke haf rahi thi
suresh uncle bhi haf kar ye bata rahe the hawayo ki unno ne neha bua ko pyar
kiya hai
dono pyar karke ek ho gaye
unki aatma ek ho gayi unke dil ek ho gaye ,
dono gale lag kar haf rahe the
neha bua ne socha bhi nahi honga ki is din ki suruvat aisi hongi
har roj jaisi subha huyi thi pir dopehar me ek zatka laga , jenny naam ka ,, pir
raat me wo hua jis ki kalpana bhi neha bua ne ki nahi thi , suresh uncle unko
vapas mil gaye
neha bua itni khush thi ki duniya ko chila kar batana chahti thi ki unka pyar
vapas aa gaya hai par suresh uncle ne mana kiya tha
suresh uncle neha bua ko pyar karke neha bua ke upar se alag hokar let gaye
neha bua suresh uncle ke chest pe sar tak kar let gayi
dono dire dire normal hone lage
suresh - neha
neha bua- aaj main bahot khush hu aap muze vapas mil gaye
suresh - neha hamne galat kiya ,
neha bua- kuch galat nahi kiya , muze aapka yahi pyar zinda rakenga
suresh - lekin Avi
neha bua- wo hamare bete jaisa hai , aaj main ye samjungi ki bete ne baap ki
jaga li hai
suresh - lekin
neha bua- aap khush nahi hai
suresh - main tume pakar khush hu par ek dar lag raha hai
neha bua- kuch nahi hota , aur ye bat mere siwa kisi ko pata nahi hai , aur
main kisi ko nahi bataungi , main aapko khona nahi chahati
suresh - neha ab 1 gante me suraj nikal jayenga
neha bua- khas ye raat khatam hi na ho
suresh - tum aisa kah rahi ho kohi aur kah raha honga ki khas ye raat khatam
ho taki main apne pyar se mil saku , socho BHAGVAN kis ki sunega
neha bua- mere jitne gile sikave the BHAGVAN se wo khatam ho gaye hai
suresh - kyu ?
neha bua- kyu ki BHAGVAN ne muze mera pyar vapas lauta diya hai
suresh - bas ek raat ke liye
neha bua- kya matlab
suresh - muze kuch bato ka pachtap karna honga
neha bua- kyu ?
suresh -tumse milne ke liye muze pachtav to karna honga taki main pir se
tume mil saku
neha bua- kya matlab hai
suresh - muze 4 saal ke liye dharti pe nahi aana honga
neha bua- 4 saal , par kyu
suresh - ye mere paap hai , jiska pachatap muze karna honga
neha bua- aur uske bad
suresh - uske bad main tumara ho jaunga , har full moon night ko main tumara
ho jaunga
neha bua- sach
suresh - haa , bas hame 4 saal dur rahna honga
neha bua- hamesh ke liye bhichdne se acha hai ki 4 saal intzar kar lu par
suresh- par kya
neha-4 saal hi kyu
suresh- kyu ki 4 saal ke liye main ne jeeny ko biwi banaya tha, ye 4 saal dekte
dekte nikal jayenge tum mera inttzar karogi na
neha bua- haa, par jada intzar mat karvana
suresh - tume bataya na ki muze kaise buulana hai , 4 saal bad full moon night
ko Avi ko akele me bhulana aur usko gale gala kar main ne bataya hua mantra
bolna aur yaad rakna ki moon aasman me hona chaiye
neha bua- muze yaad hai
suresh - 4 saal me tum bhul na jav is liye pir se yaad dilaya
neha bua- ye main kabhi nahi bhilungj
suresh - aur wo bat yaad haina ki kisi ko batana mat varna mera astiva khatam
ho jayenga ,, aur main sirf tume dikai dunga aur kisi ko nahi
neha bua- pata hai , ye neeta ko bhi nahi bataungi
suresh - kuch bhi ho jaye , kitni bhi badi problem ho batana mat
neha bua- nahi
suresh - aur Avi ko tume handle karna honga , kyu ki use kuch bate yaad
rahengi
neha bua- kya yaad rahenga
suresh - meri aatma ke Avi ke shatir me jane se pahale ki bat , , jaise usne
muze bhulane ke liye wo mantra pade the wo design banai thi , usko kahna ki
wo jo kar rah tha wo sirf ziti bate hoti hai aisa kabhi nahi hota
neha bua- ji , main Avi ko sambal lungi
suresh - aur haa , main ne jenny ke bareme tume bataya hai , to aisa mat
kahna ki tume sab pata hai , thoda drama karna taki lage ki tume kuch pata
nahi hai ,, aur jenny ko jo saja demi hai dena aur pir normal ho jana
neha bua- samaj gayi , aap iski tension mat lijiye main sambal lungi
suresh - aur komal kavita ko mera pyar dena ,unko kahna ki unke papa
hamesh unke sath hai , Avi unko sambal lenga ,
neha bua- haa , Avi aapki kami unko.mahsus nahi hone de raha hai
suresh - ab kabhi rona mat tum
neha bua- nahi roungi
suresh - lekin tum udass nAhi huyi mere 4 saal jane ki bat sunkar
neha bua- kyu ki aapne vapas aane ka wada kiya hai , main intzar karungi
suresh - ab so jav
neha bua- mere so jane ke bad kya honga
suresh - Avi ke utne se pahale tum ut jana , kyu ki suraj nikalte Avi ki aatma
uske sharir me vapas aa jayengi , ager wo pahale ut gaya to kya sochenga ki
tum uske sath aise bina kapdo ke
neha bua- aap bhi na kuch bhi bolte hai , main sounga hi nahi
suresh - kyu meri baho me sona nahi hai tume
neha bua- par , Avi pahale ut gaya to
suresh - usko lambhi neemd aayengi , uska sar dukne lagenga , tum sambal
lena
neha bua- main sab sambal lungi
aur itna bol kar suresh uncle ne neha bua ko.kiss kiya
aur nehs bua suresh uncle ke baho me so gayi
ye raat neha bua kabhi nahi bhulengi
unke liye jaise ye raat nayi jaan lekar aaya tha
kal se nayi neha bua najar aayengi
kitna pyar milna tha
par ab suresh uncle 4 saal bad aayenge
tab tak neha bua ko intzar karna honga
kabhi na milne se acha hai intzar karo ek umid to rahti hai ki wo aayenga
dono aise so gaye jaise kohi suhagraat ki raat ko pyar karne ke bad sote hai
neha bua ko bhi suresh uncle ki baho me achi neend aayi
dono is raat ko yaad karke so gaye
ab nayi subha kaisi hongi kisi ko pata nahi
Avi kaise harkat karenga
neha bua jaldi nahi uti to kya honga
ager dono sote rahe aur neeta bua ne kavita ki key se door khola to kya
honga
neeta bua ne hall me wo mantra ki chize deki to kya kahengi
jenny ka kya reaction honga
neha bua kya kahengi jenny ko
ye sab suraj ki pahali kiran ke bad pata chalenga
______________________________
Update 1245
subha thodi der se meri neend khuli ,
muze hall se kuch aawaze sunai de rahi thi
neha bua aur neeta bua kuch bate kar rahi thi
main watch deki to subha ke 10 baj rahe the
main ut kar hall me aa gaya
Avi- bua
meri aawaz sunte neha bua mere pass aa gayi
neha bua - Avi ut gaye
Avi- haa , par mere sar me dard ho raha hai
neha bua - neeta Avi ke liye tea bana de ,
neeta bua- abi banati hu ,,
neeta bua puchna chahti thi ki raat ne yaha kya hua par unko kitchen me jana
pada
aur neha bua muze vapas bedroom.me lagi aur dek kar aayi ki neeta bua idar
na aaye
Avi- bua
neha bua - kaisa lag raha hai
Avi- halka halka lag raha hai aur sar dard kar raha
neha bua - yaha teri neend puri nahi huyi hongi jis se tera sar dard kar raha
hai
Avi- haa shayad
neha bua - baki sab tim haina
Avi- haa , par mere kapde
neha bua - kya hua
Avi- raat ko kya hua tha , aapko kuch yaad hai
neha bua - kuch bhi to nahi hua
Avi- muze yaad karne dijiye
main apne dimag pe jor dalne laga aur sochne laga ki kya hua tha raat me
neha bua bade gor se muze dek rahi thi
neha bua - kya hua kuch yaad aaya
Avi- aap behosh thi ,main ne aapko bed pe sula diya tha
neha bua - pir
Avi- pir muze laga ki
neha bua - kya laga
Avi- pata nahi muze kya hua tha ki muze laga ki suresh ki aatma ko bhulana
chaiye
neha bua - (ise itna yaad rahenga suresh ne kaha tha) aisa kyu laga tume
Avi- pata nahi , pir badme main ne hall ne
neha bua - hall me kya
Avi- par abi to hall me kuch nahi hai
neha bua - (main jor dalti hu jis se Avi dar jayenga ) vahi to main jaanna chahti
hu ki tu kar kya raha tha , ye hall me candle ajib ajib design aur suresh ki
photo kyu raki thi
Avi- aap ne dek liya
neha bua - haa abi subha uti to deka , pir socha ki ghar me to ham dono hai
matlab ye tumne kiya , tu jadu karne laga hai ,,
Avi- pata nahi bua , achanak laga ki suresh uncle ki aatma ko bhulana chaiye ,
aur ye sab dimag me aa gaya , jo dimag me aata gaya aur karta gaya
neha bua - pir
Avi- pir pata nahi , aur jab ankhoin kholi to subha ho chuki thi
neha bua - (matlab bad me kya hua Avi ko pata nahi hai ) tuze kisne kaha ye
sab karne ko
Avi- pata nahi bua
neha bua - tu jadu karne laga hai
Avi- mera sar fat jayenga
neha bua - tu jada soch mat , aur ye bat kisi ko batana mat
Avi- kyu ?
neha bua - suman ko pata chala ki tu kala jadu karna chahta tha to wo dar
jayengi , aur pir kya honga tume pata haina
Avi- haa haa , badi chachi ko pata nahi chalna chaiye , main isko bura sapna
samaj kar bhul jata hu
neha bua - subha main ne neeta ke aane se pahale wo chize fek di hai , aur
tere kapde main ne badal diye , vaisa dubara mat karna , aur pir aisi bate
dimag me aaye to muze batana ,
Avi- aapko
neha bua - kisi aur ko batayenga pir wo bat suman tak jayengi pir to gadbad
ho jayengi na
Avi- bat to sahi hai aapki , agali bar aisa kuch mere dimag me aaya to aapko
bataunga
neha bua - ja ab freash ho ja
Avi- bua kya suresh uncle ki aatma aayi thi
neha bua - aisa thode hota hai ye sab zut hota hai
Avi- muze bhi aisa hi lag raha hai , TV me jo dikate hai wo hant ki chalaki hoti
hai
neha bua - ye sahi kaha ja ab fresh ho ja , aur dek jara electricity kyu nahi hai
Avi- yaad aaya , main ne fuse nikaal diya tha
neha bua - kyu ?
Avi- pata nahi dimag me aaya ki suresh uncle ki aatma ko bulane ke liye
andera chaiye to
neha bua - samaj gayi,ye bat kisi ko batana mat , vvarna sab tension lengi , tu
dopehar me mandir me jaker puja karke aana jis se aise khayal nahi aayenge
Avi- ji bua , bua kohi medicine mil jati sar bahot dard kar raha hai
neha bua - tu naha le main abi lekar aati hu
aur main freash hone chala gaya
fresh hote main ne tea pi aur medicine kha li
neha bua - ab kaisa lag raha hai
Avi- thoda acha lag raha hai
neeta bua- kya hua Avi ko
neha bua - raat bhar mere pass baita raha jis se iski neend puri nahi huyi aur
ab sar dard kar raha hai
neeta bua- Avi apna khayal raka karo
Avi- ji bua , light aa gayi
neha bua - fuse kharab ho gaya tha , neeta nasta bana de
Avi- bua main thodi der aaram karu komal ke room me
neha bua - ja , par jada sochna mat
main komal ke room me aaya
laptop ko charhing pe laga kar kar jo download kiya tha usko permanat delete
kiya , har jaga se , pir apne mobile se bhi kal ki chize delete ki , ager kisi ko dik
gaya to problem ho jayengi
sab pahale ki tara normal kar diya tha
neha bua fresh hone chali gayi
muze akela dek kat neeta bua mere pass aa gayi
neeta bua - Avi
Avi- ji bua
neeta bua - ab tabiyat kaisi hai
Avi- aapke hant ki tea ne sara dard gayab kar diya
neeta bua - vaise tu raat bhar jagta raha
Avi- haa , neha bua ko is halat me akeka kaise chhodta
neeta bua - pir
Avi- pir subha ki neend to aspko pata hai , pata nahi kab neend lag gayi
neeta bua - teri kuch bat huyi neha se
Avi- nahi
neeta bua - pir wo normal kyu hai
Avi- shayad behoshi ki davai ka asar honga
neeta bua - kya matlab
Avi- kuch jada istmal kar li hongi , aur wo pahale bhi behosh uo gayi thi jis se
unko lag raha honga ki wo sapna hai jis se neha bua normal bat kar rahi hai
neeta bua - aisa to jo sakta hai par usko yaad aaya to kya karenga tu
Avi- kuch nahi kal ramesh uncle ne jo kaha usko record kiya hai main ne ,
neha bua ko vahi videi dika denge , neha bua ko samja denge
neeta bua - acha kiya video bana kar
Avi- aapki fight ka video bhi hai
neeta bua - wo kyu liya
Avi- aapka ye rup bar var dekne ko nahi milta , usko sambal ke rakunga
neeta bua - mera pyar beta haina tu delete kar de
Avi- main kisi ko nahi dikaunga , aur neha bua dekengi to sochiye unko
lagenga ki wo akeli nahi hai unke sath aap jo
neeta bua - neha ke alava kisi ko dikana mat
Avi- nahi dikaunga , par jenny ka kya karna hai , pooja bua ab tak aayi kyu
nahi aur chachi bhi
neeta bua - sab pooja didi ke ghr pe hai , main vahi rok liya , unka yaha aana
tik nahi honga ,, aur jatin bacho ko lekar ghumne gaya hai
Avi- tik hai , par neha bua ko sach batana honga
neeta bua - neha bhul gayi hai to bhul jane do
Avi- a samaj nahi rahi hai badme kabhi yaad aaya to problem hongi
neeta bua - tik hai , par jo karna soch samaj kar karna
Avi- aap tension mat lijiye pahale khana bana lijiye varna neha bua guass
hongi
aur neeta bua khana banane chali gayi
aur main ne komal ka laptop pahale jaise karke rak diya , aur hall me aa gaua
neeta bua ne khana bana liya
neha bua bhi fresh hokar aa gayi
neha bua- neeta , kavita kaha hai
neeta- wo jatin ke sath bahar ghumne gayi hai
neha bua- aur baki sab
neeta bua- apne apne ghar honge
neha bua- neeta baki sab kaha hai
neeta bua- muze zut bolke kya milenga
neha bua- neeta
neeta bua- pooja didi ke yaha
neha bua- aur wo jenny
neeta bua- tume sab pata hai
neha bua*-ye mere sawal ka jawab nahi hua
neeta bua- usko main ne bahot mara ,,, bhul ja usko
nrha bua- usko yaha lekar aa
neeta bua- jane de neha , wo zut bol rahi hai
neha bya- muze puri bat jaani hai
neeta bua- suresh jijaji aisa nahi kar sakte , tuze vishwas nahi hai suresh jiju
pe
neha bua- ja jenny ko bhula ke la
Avi- neetabua , bhula lo sabko
neeta bua ke pass kohi rasta nahi tha
neeta bua sabko bhulane chali gayi
______________________________
Update 1246
hamko laga ki neha bua ko kuch yaad nahi honga
par neha bua ko sab yaad tha
kal jo hua wo neha bua ko pata tha
pir bhi neha bua normal tarike se bat kar rahi thi
na neha bua ro rahi thi na tut gayi thi , jaise khoi thoda guass hota hai vaise
thi neha bua
pata nahi ye sab kaise ho gaya
par acha lag raha tha neha bua ko normal dek kar
neeta bua confuse thi aur dar bhi lag raha tha ki neha bua ab kya karengi
neha bua thode guasse ke sath bed par baiti huyi thi
main bhi unke pass baita tha
neha bua mera hant pakad kar kuch soch rahi thi
Avi- bua kya soch rahi ho
neha bua- jenny ke bareme soch rahi hu
Avi- suresh uncle vaise nhi hai , aapko pura sach nahi pata hai
neha bua- kya matlab pura sach
Avi- jenny ne dhokke se suresh uncle ko fasa kar pana chaha tha jis se jenny
maa ban gayi thi
neha bua- tume kjsne kaha ye aab (suresh ne yahi kaha tha )
Avi- kal aapke behosh hote neeta bua ne jenny ko bahot mara , pir ramesh
uncle ne sab kuch bataya neeta bua aur baki sabko tabi ye bat sun li
neha bua- aur kya pata hai tume
Avi- bas itna hi ,ki suresh uncle aapse pyar karte hai ,
neha bua- muze suresh pe pura vishws hai wo muze pyar karte hai, sirf muze
Avi- haa tabi to unko aapko ye bat kaise batane ki vajase heart attack aa gaya
neha bua- tum sahi kah rahe ho , muze kho dene ke dar ne unko muzse chhin
liya
Avi- ab aap kya karengi
neha bua- tum sab ho na,, jis ke liye main jiungi
Avi- mera matlab tha kj jenny ke sath
neha bua- pata nahi ,
Avi- aapko to uspe bahot guass aa raha honga
neha bua- itna guass aa raha hai ki uski jaan le lu , par wo mar gayi to uski
baby ka kya honga , hai to suresh ka baby na
Avi- aapko kisne bataya ki jenny ko beti hai ( suresh uncle aur jenny ko beta
hua hai ) [ager galti se kahi beti likha ho to adjust kar lena]
neha bua- (ye main kya bol rahi jo suresh ne kaha tha ki aise dikana ki muze
kuch pata nahi hai ) kal suna tha jenny ke muh se
Avi- to aap jenny ko kuch nahi karengi
neha bua- uski halat kaisi hai
Avi- usne kal se kuch nahi khaya , wo murat ki tara ban gayi hai , na kuch bol
rahi hai aur na kuch sun rahi hai bas roye ja rahi hai
neha bua- tu hi soch aise mare huye ko main kya saja du , use to uski saja mil
gayi , usko suresh nahi milenga
Avi- lekin aapne kya bigada hai kisi ka jo aapko itni badi saja mili
neha bua- BHAGVAN kisi ke sath bura nahi karte
Avi- kya matlab
neha bua- tu nahi samajenga ,, tu bas itna samaj ki suresh kal bhi mere the aur
aaj bhi mere hai aur aage bhi mere hi rahenge , wo muzse dur nahi ho sakte ,
BHAGVAN bhi yahi chahta hai
Avi- main nahi samaja ,, ki BHAGVAN kya chahta hai
neha bua- suresh mere pass hai itna samaj le
aur neha bua ne mere hant ko apne hant me lekar kiss kiya
Avi- bua muze kuch samaj nahi aa raha hai ,
neha bua- tu jada soch mat , tera sar dard kar raha haina , tu aaram kar
Avi- lekin us jenny ko saja to milni chaiye
neha bua- tu kya saja deta usko
Avi- main main ,
neha bua- soch me pad gaye
Avi-aap ne sach kaha , mare huye ko kya saja deni
neha bua- ab samja , dekna BHAGVAN khud usko saja denga , aur kal neeta
ne meri taraf se jenny ko saja di hai ,,pooja didi ne bhi saja di hongi ,
Avi- pir aapne usko bhulaya kyu
neha bua- ye batane ke liye suresh mera hai aur mera hi rahenga , 7 janam
nahi jitne janam lungi utne janam suresh mera hi rahenga
Avi- main duva karunga ki aapki icha puri ho ( neha bua ki bat sunkar muze
khud pe guass aa raha tha )
neha bua- tere vajase suresh muze mil gaya hai
Avi- kya kaha aapne
neha bua- kuch nahi ,
aur neeta bua sabko lekar aa gayi
jenny kal ke kapdo me thi jo kuch jaga se fat gaye the uske baal kal ki tara
bikare the ,, uske gaal lal the shayad subha pir pooja bua ne mara honga ,
neeta bua ke nakun ke nishan jenny ke gale pe the , neeta bua jenny ko jaan
se maarna chahati thi
jenny ke ankhoin se aasu nikal rahe the
jenny ne aate suresh uncle ke photo ke pass jaker rone lagi
pooja bua aur neeta bua ,neha bua ke pass aa gayi
neha bua normal ho thi
ramesh uncle thoda dar rahe thi ki neha ko wo kya batayenge
choti chachi mere pass aana chahati thi par wo bat nahi karna chayengi
choti chachi ko neha bua ka normal rup dek kar muzse bat karni thi
par choti chachi kabhi jald bazi nahi karti
neha bua santh baite kar jenny ko dek rahi thi
sab neha bua ke kuch bolne ka intzar kar rahe the
neha bua- jijaji
ramesh uncle- haa aaa neha
neha bua- aapka to sab pata honga na
ramesh uncle- haa
neha bua- pir bhi aapne muzse ab tak sab kuch chupaya
ramesh uncle- kaise batata neha , tum is halat ne nahi thi ki kuch sun pao
neha bua- jab ye bat huyi tab kyu nahi bataya , ager bata dete to suresh aaj
zinda hote
ramesh uncle - galti meri hain , muze sach bata dena chaiye tha par suresh ke
vajase main bata nahi paya
neha bua- kya hua tha suresh ke sath
ramesh uncle- suresh sirf tumse pyar karta hai
neha bua*- muze pata hai , suresh mere siwa kisi ko pyar nahi karta , muze
jaana hai ki ye jenny maa kaise ban gayi ,, kyu ki suresh aisa kar hi nahi sakta
ramesh uncle- tum suresh ko galat nahi samaj rahi ho
neha bua- mera suresh mere sath dhokka nahi kar sakta
rsmesh uncle- tumare pyar aur vishwas ka sath milta to sursh aaj zinda hota
neha bua- jo ho gaya usko badal nahi sakte par abbjo honga wo hamare hant
me hai , kya hua tha dubai me
ramesh uncle- main tume suru se batata hu
aur ramesh uncle ne sach batana suru kiya
neha bua ko ye sab pata tha pir bhi wo chup chap sun rahi thi
aur aise reaction de rahi thi jaise pahali bar sun rahi thi
neha bua ko suresh uncle ne raat me bata diya tha
ramesh uncle ne sab kuch neha bua ko bata diya
neha bua ko guass to bahot aa raha tha par jenny ki halat dek kar neha bua ka
guass kam ho raha tha
neha bua ko sab kuch pata chal gaya
ab neha bua kya karengi ye sab soch rahe the
neeta bua khud ko tayyar kar rahi thi neha bua ko sambalne ke liye
neha bua ne ramesh uncle ki bat sunkar jenny ki taraf deka
jenny ko aise rota hua dek kar neha bua ko hasi aa rahi thi
neha bua jor jor se hasne lagi
neha bua ko to guass hona chaiye par wo to has rahi thi
neha bua ke hasne ki aawaz sunkar neeta bua dar gayi ki neha bua ko kya
hua
neeta bua- neha kya hua tuze
neha bua- hasi aa rahi hai , jenny pe
neeta bua- neha hosh me aav
neha bua- main hosh me hi hu ,
pooja bua- aise pagali jaise has mat
neha bua- didi muzse control nahi ho raha hai , hasi apne aap nikal rahi hI
pooja bua- neha tuze guass aa raha hai to maar usko ,, saja de jenny ki par
aise has mat ,apne aasu ko nikalne de
neha bua- didi main ne bahot ro liya , sari zindagi rote aa rahi hu , ab bahot ho
gaya rona
neeta bua- neha ye tu kya kah rahi ho
neha bua- rone se bas kamzor hote hai , muze kamzor nahi banna hai , muze
komal kavita aur tum sabke liye jina hai ,
pooja bua- ham to tere sath hi hai
neha bua- muze jitna rona tha main ne ro liya suresh ki death par
badi chachi- neha ye tu kya kah rahi
neha bua- meena ka acha hai , meena jaisa bano , kabhi roti nahi hai , sach ka
samna karti hai , main bhi sach ka samna karungi ,, sach ye hai ki suresh mera
hai , aur mera hi rahenga
aur neha bua jenny ke pass gayi
jenny ne neha bua ko deka aur samaj gayi ki kyu suresh ke dil mde neha bua
hai
neha bua ne jenny se bat karni suru ki
neha bua- jenny tum.pe hasi aa rahi hai muze , tu jise pyar karti hai wo pyar
nahi hai , wo zidd hai kis ko oane ki ,
jenny bua ku taraf dekti rah gayi
neha bua- pyar kya matlab balidan hota hai , pyar karte ho to ye jaruri nahi
hota ki wo tume pyar kare is liye kuch bhi karo , pyar to dilo ka milan hota hai ,
do dilo ka milan jaberdasti nahi kiya jata
sab neha bua ki bate sun rahe the
neha bua- pyar aatma ka milan hota hai ,, tu to suresh ki aatm ko kaide karke
rakna chahati thi , pyar ka matlab bhi pata nahi hai tume , pyar karna matlab
apne pyar ko pana nahi hota hai apne pyar ko khush rakna aur apne pyar ke
dard ko apna dard samajna hota hai
neha bua- tum suresh ko jaberdasti paa leti to bhi suresh ka pyar tum kabhi
nahi milata , suresh sirf mera hai
neha bua- suresh ke jane pe itna ro rahi ho , uske dard ko samaj paati to
suresh ka pyar nahi sahi uski dosti paa sakti thi tum
neha bua- tum kisi ko bhi pyar kar sakti ho par samane vala tume pyar kare ye
jaruri nahi hota , pyar jisse hona hota hai us se ho jata hai ,
neha bua- kal bhi tume suresh nahi mila aur aaj bhi tum akeli ho
neha bua- kal bhi suresh mera tha aur aaj bhi suresh mere sath hai , uski
aatma mere pass hai ,,
neha bua- aisa lag raha ki tumara gala ghot du, tume aisi saja du ki tum pyar
karna kisi kahte ye bhul jav , par main suresh se pyar karti hu kaisi bhi kyu na
ho tumari bachi suresh ke bhi bachi hai , aur main tume maar kar suresh ki
beti ko dard nahi dena chahati
neha bua- khud ko ek bar mirror me dekna , aur khud se puchna ki kya mila
tume ye sab karke ,, tumari ek zidd ne kitno ki zindagi barbad ki hai , aur
tumne khud ko bhi dard diya hai ,aur ab tume isi dard ke sath jina honga
neha bua- suresh to mera hai aur mera hi rahenga , agale janam.me bhi wo
mera hi honga ,
neha bua- tu ja yaha se , ager meri beti ne tume dek liya to tumari jaan le lengi
, main nahi chahti ki meri betiyo apne papa ke bareme galat bato ke sath jiye ,
chali jav yaha se aur dubara yaha mat aana
jenny- neha
neha bua- dek tere piche kohi khada nahi hai tu akeli hai , mere sath meri
family hai suresh ka pyar hai , ye farak hai tere pyar me aur mere pyar me ,
jenny- neha muze maaf karna , mere vajse
neha bua- tuze kabhi maaf nahi karungi main , tuze saja bhi kya du tuze to saja
mil chuki hai , aur neeta ne tuze teri saja di hai ab jaa yaha se varna neeta ko
main nahi rokungi
jenny- neha , main bas suresh ka thoda pyar pana chahti thi par mere naseeb
me wo bhi nahi rha , meri maa bachpan me chal baso jise se pyar kya hota hai
ye samaj hi nahi payi , mere papa ne meri har zidd puri ki aur muze sab kuch
lakar diya , us wakt mere papa ne muze ek thappad mara hota aaj main pyar
ko samaj paati , sach kaha tumne pyar matlab balidan hota hai , tumari bahan
ne bataya ki kaise tumne suresh ko chhod kar dusare se shadi kar rahi thi ,
par BHAGVAN ne tumare naseeb me suresh likha tha , suresh sirf tumara hai
aur tumara hi rahenga , ho sake to muze maf karna , meri galati ko kohi maaf
nahi kar sakta pir bhi tumse mafi maangti hu ,
itna bol kar jenny jane lagi
neha bua bhi suresh uncle ke photo ke samne sar rak kar rone lagi
neha bua ko karna kuch aur tha aur kar kuch aur rahi thi
neha bua ko jenny ko saja deni thi par neha bua ne aisa kyu kiya ye unko hi
pata honga
neha bua ko samjna mushkil hota hai
shayad suresh uncle ke kahne ki vajase neha bua ne aisa kiya honga
neha bua ke pass suresh unckle hai par jenny akeli rah gayi
.jenny ke jate ghar me sanata chaya raha
neeta bua ke gale lag kar neha bua bahot royi
pahale to neha bua ne kaha ki unke aasu sukh gaye hai
par ab to neha bua bahot royi
neeta bua aur pooja bua neha bua ko sambal rahi thi
chachi bhi ssmaj nahi paayi ki kya hua neha bua ko
par raat hote hote neha normal ho gayi
kal jo tufaan aaya wo ssnth ho gaya
neha bua ne us bat ko aise bhula diya jaise jnnny kohi thi hi nahi
neeta bua neha bua ko vapas tik dek kar khush thi
ager us wakt neha bua roti to neeta bua jaan le leti jenny ki shayad ye bhi vaja
ho neha bua tab royi na ho
lekin ab to sab tik ho gaya
___________
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi - by sandycruz - 24-11-2018, 10:22 PM



Users browsing this thread: 7 Guest(s)