Thread Rating:
  • 13 Vote(s) - 3.15 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi
update 1238

suresh uncle ne neha bua ko bahot si bate batai
kyu wo Avi ke sharir me aaye
aaj kyu aaye kyu ki full moon night thi
unko kya karna honga jis se wo milte rahenge
ye bat kisi ko na batane ko kaha kyu ki use unko vapas jana padenga
sath me rasta bhi bataya ki wo suresh uncle ko kaise bhula sakti hai
sath me suresh uncle ne shalini bhabhi aur jaysingh ke bareme bataya
jo bate neha bua ne suresh uncle chupai thi wo mere papa jayaingh ne unko
bata di
aur suresh uncle ne ye bhi bataya ki neha bua ko kya karna chaiye jis se unka
akela pan dur jo jaye aur neha bua ke pitaji ko acha bhi lage
is ke bad bhi suresh uncle aur neha bua kuch der bate karti rahi
dono aisi gale kar bate kar rahe the
suresh- neha ab kya raat bhar aise rakne ka irada hai
neha- main aapko dur jane nahi dungi
suresh- neha muze khir ki smell aa rahi hai
neha- aapko kaise pata ki main ne khir banai hai
suresh- tumare hanto ki khir to muze sabse jada pasand hai bhul gayi tum
neha- main ye kaise bhul sakti hu
suresh- to muze aaj khir nahi khilayogi
neha- abi lekar aati hu ,
aur neha bua bedroom se bahar jane lagi suresh uncle ko khir lane
par achanak neha bua ruk gayi aur vapas suresh uncle ke pass aa gayi
suresh- kya hua
neha- tum bhi mere sath chalo
suresh- main kahi nahi jaunga
neha- main kuch nahi suna chahti hu , main aapko khona nahi chahati , main
bahar gayi aur tum chake gaye to
suresh- tumari aadat gayi nahi
neha- khonsi
suresh- tum muze kabhi aap aur kabhi tum kah ke bhulati ho
neha- tum jab mere premi hote ho to tab tum aur jab pati ban jate jo to aap ,,
lekin ab main jo aata hai wo kahti hu
suresh- chalo tumare hant ki khir khata hu , dakta hu aaj bhi utni meeti hai ya
meri yaad me to ro kar khir ko namkin na bana di hai
aur neha bua suresh uncle ko apne sath kichen me le gayj
aur suresh uncle ki apne hant se khir khilai
suresh uncle ne bhi neha bua ko khir khilai ,
dono rote huye khir kha rahe the
neha bua ye din kabhi nahi bhulengi
neha bua to sab kuch bhul gayi
jenny jke bareme bhul gayi
bas neha bua ko itna yaad tha ki sureah uncke vapas aa gaye hai
unki khushiya vapas aa gayi hai
khir khate huye achanak neha bua ko kya hua ki unno ne suresh uncle ko kiss
kar liya
suresh- neha ye kya kar rahi ho
neha- aapko pyar kar rahi hu
suresh- ye Avi ka sharur hai ,
neha- pyar aatma se kiya jata hai aur Avi ke sharir me tumari aatma hai
suresh- lekin
neha- kyu kya ho gaya
suresh- kuch nahi , chalo bedroom me main yaha jis kaam ke vajse aaya hu
wo to kiya hi nahi
neha- khonsi bat
suresh- bedroom.me chal kar bat karte hai
aur khir khane ke bad neha bua aur suresh uncle vapas bedroom.me aa gaye
neha bua ne vapse bedroom me aate suresh uncle ko kiss kiya
is bar suresh uncle ne kuch nahi kaha
suresh- neha
neha- haa
suresh- main yaha ek kaam se aaya hu
neha- mere liye aaye ho na
suresh- haa , tumare liye aaya hu
neha- to bas aap kuch mat kahiye , muze aapki baho me lijiye
suresh- neha tum itni pyari kyu ho
neha- aapke liye
suresh- neha muze to laga mere aate tum muze guass karohi
neha- main aap pe guass kyu karu
suresh- tum mere liye aisa bol rahi ho ya mere aane ki khushi me tume kuch
yaad nahi aa raha
neha- aap bol kya rahe ho
suresh- mere aane ki vajse tum sab kuch bhul gayi ho
neha- aap kis bareme bat kar rahi ho
suresh- main tume rota hua nahi dek sakta , pahale mere jane ki vajse tum royi
ho
neha- haa par ab aap vapas aa gaye ho
suresh- main tume pir se rota hua nahi dek sakta is liye aaya hu
neha- ab main kyu roungi
suresh- neha tum bahot bholi ho
neha- aap muze dara kyu rahe ho
suresh- main yaha jenny ke vajse aaya hu
neha- jenny
jenny ka naam sunte neha bua ke dimag me dopehar ki bat yaad aa gayi
neha bua ko yaad aa gaya ki jenny khon hai
jenny suresh uncle ke bachhe ki maa hai
yahi kaha tha jemny ne
aur neha bua ke puchne par bhi jenny ne haa me gardan ghumai thi
uske bad pata nahi kya hua tha
aur jab neha bua uti to ghar me andera tha aur main kuch mantra pad raha tha
ye sab yaad aate neha bua suresh uncle se dur ho gayi
suresh- kya hua neha
neha- aapne mera sath aisa kyu kiya
suresh- neha meri bat suno
neha- main aapko itna pyar karti hu , aur aap ne muze dhokka diya
suresh- neha tum galat samaj rahi ho
neha- pir khon hai jenny , kya wo aapke bachhe ki maa nahi hai
suresh- jenny mere bache ki maa hai
neha- pir bhi aap kah rahe ho ki main galat samaj rahi hu
suresh- neha
neha- aap ne aisa kyu kiya
suresh- neha apne dil pe hant rak kar pucho ki kya main aisa kar sakra hu
neha bua me kuch nahi kaha
suresh- main tumse pyar karta hu
neha- pir jenny
suresh- muze pata hai ki tum jenny ki bat sukar muze galat samaj longi , kohi
bhi aisa hi samjta , jo jitna pyar karta hai usko aisi bat pata chalte ek zatke me
aisa lagta hai ki sab khatam ho gaya ho
neha- kya matlab hai aapka
suresh- main kyu aaya hu ye to samja lo
neha- mera dil kahta hai ki aap aisa nahi kar sakte muze dhokka nahi de sakte
par mera dimag mera sath nahi de raha hai
suresh- isi liye main aaya hu , muze galat samaj kar tum khud ko dard deti jo
main dek nahi pata
neha- pir jenny jo bol rahi hai wo kya hai
suresh-main apni sachai tume batane ke liye aaya hu , muze pe tume vishwas
haina
neha- khud se jada vishwas hai
suresh- to meri bat sun lo
neha- kahiye kya sach hai
suresh- jenny mere bache ki maa hai ye aada sach
neha- aada sach ,
suresh- pura sach ye hai ki na hi meri aur jenny ki shadi huyi hai aur na main
jenny se pyar karta hu
neha- par wo aapke bache ki maa hai
suresh- tum bahot bholi ,
neha- aao kahna kya chahate hai
suresh- tum muze galat samaj kar roti huye bachi huyi zindagi na gujar jaye is
liye main yaha aaya hu
neha- aap batate kyu nahi ho ki sach kya hai
suresh- main batata hu , tume yaad haina ki main 1 saal ke liye dubai gaya tha
neha- haa
suresh- tab pahali bar meri jenny se mulakat huyi thi , wo hamare maneger ki
beti thi , usko muzse pyar ho gaya tha
neha- aur aapko
suresh- muze to meri pyari neha se pyar hai
neha- aage kya hua
suresh-main ne jenny ko mana kar diya aur bataya ki main shadi suda hu , par
jeeny ziddi thi , wo bas muze pana chahti thi , wo muze pyar karti thi , main ne
usko samjaya ki ham jisko pyar karte hai wo hame mil jaye ye jaruri nahi hota
,
neha- pir kya hua .
suresh- pir uske dad ne muze paiso ka lalch diya par main ne mana kiya
neha- pir kya kiya usne
suresh- pir ek din jab hame India aana tha us ke pahale maneger ke aaya party
thi
vaha par ham ne drink ki , jeeny ne mere drink me nashe ki goli daal di ,, jis se
muze tum dikai dene lagi sab me , aur jenny ne iska faiyada uta liya aur mere
sath pyar kiya ,
neha- usne aisa kiya iski jaan le lungi main
suresh- meri neha ko guass bhi aata hai
neha- aapko mazak lag raha hai
suresh- ab iska kohi faiyad nahi honga , ab to main sirf tumara hu
neha- aage kya hua
suresh- pir ham India aaye , aur uske bad vapas 3 saal ka contract kiya dubai
jane ka , aur tab jenny ne hame bataya ki wo mere bache ki maa hai
neha- aapko beta hua tha
suresh- kyu puch rahi ho , kya abi bhi lag raha hai ki main zut bol raha hu
neha- nahi , bas puchi rahi thi ,
suresh- beti huyi thi
neha- deka , aap muze bete ke liye bol rahe the ,, ager hamne aur kosish ki
hoti to beti ho jati
suresh- to is liye puch liya muze beta hua ya beti
neha- haa , aur aapko laga ki
suresh- sorry , aage batau
neha- haa
suresh- pir jenny ne muze blackmail kiya tume sach batane ki bat kahi jis se
main dar gaya
neha- batane dete main thodi guass hoti par badme maan jati
suresh- ye ab bol rahi ho tab kuch aur kahti ,
neha- aisa hi BHAGVAN ne hame banaya hai
suresh- to main dar gaya , jis se muze heart attqck aaya
neha- pahale bhi attack aaya tha aapne bataya kyu nahi
suresh- tume bata kar rone thode deta
neha- pir kya hua
suresh- pir ramesh ne meri bahot madat ki , muze aisa rasta dikaya jis se sab
tik ho gaya hamne jenny ko zut bol kar fasa diya
neha- kaise
aur suresh uncle ne jenny ke sath kaise settlement kiya wo bataya
suresh- pir , ek din jenny ko sab kuch pata chal gaya , aur tabi ramesh bhi
India aa gaye sweta ki saghai ke liye
neha- pir
suresh- pir usne muze damki di ki 3 mahine me main vapas dubai nahi aaya to
wo India aayengi , jis se main dar gaya tum sabko sach kaise batau , tum kya
schogi komal kya sochengi is bat se itna dar gaya ki heart attack aa gaya aur
main
neha bua itna sunte suresh uncle ke gale lag gayi
neha bua rone lagi
neha bua ko sach pata chal gaya
aisa sach jiske samne sab kuch zut lag raha tha neha bua ko
neha bua ko khud pe guass aa raha thi usne kuch pal ke liye hi kyu na ho
suresh pe shak kiya
lekin neha bua ko khushi is bat ki thi ki unka pyar jit gaya hai
neha bua suresh uncle ke gale lag kar rone lagi
neha bua ne acha hua ki suresh uncle ke bareme jada socha nahi
matlab main ne neha bua ke dimag me suresh unvle ke bareme galatfaymi
paida hone se pahale behosh kar diya
yahi acha hua jis se neha bua jaldi maan gayi
aur suresh uncle ke batane se neha bua jaldi samaj gayi
neha bua ke dimag me suresh uncle ke liye galatfaymi paida hoti to kyaho jata
wo kahna mushkil hota
par sab kuch tik ho gaya
neha bua suresh uncle ke gale lag kar rone lagi
______________________________
Anyone who has never made a mistake has never tried anything new
Update 1239
neha bua ko suresh uncle ne sab kuch bata diya
kuch bhi nahi chupaya
neha bua ka dil jit liya
neha bua ka dil kah raha tha ki suresh uncle aisa kar hi nahi sakte
neha bua aaj khush thi kyu ki wo galat sabit huyi
neha bua ko khud pe bahot guass aa raha tha jo wo suresh uncle ko galat
samajne ki galati kar rahi thi
neha bua kuch jada hi ro rahi thi
suresh - neha , ab bas karo , bahot ro liya
neha bua- main bahot buri hu jo aapko galat samaj liya
suresh - tumne kaha galat samja , tumare dil ko haarne kaise deta is liye main
aa gaya ,
neha bua- galti meri hai
suresh - galti meri hai jo main tume khone ke dar se kuch bata nahi paya
neha bua- hamari kismat hi aisi likhi ho
suresh - lekin tumara pyar jit gaya jo main tumare pass vapas aa gaya hu ,
neha bua- ab main aapko khud se alag nahi karungi
suresh - main bhi tumse ab alag nahi hone vala , jab bhi tume muze milna ho
to full moon ki night ko aawz dena
neha bua- muze pata hai , lekin Avi ko bahar padai karne ja raha hai
suresh -to kya hua
neha bua- pir main aapse mil kaise paungi
suresh - neha , jenny ke sath jo hua usne bhale galti meri na ho par uska
pachatap muze karna honga
neha bua- kya karna honga
suresh - wo sab bad me bataunga , aaj jitna samay hai hamare pass wo sath
me bitaye hai , muze batav komal kaisi hai , kavita ko kaise sambala , sweta ki
shadi kaise huyi ,
neha bua- aapko to pata honga ,aapne deka honga na
suresh - main tumare muh se sunna chahta hu
neha bua- wo sab badme bataungi , aaj main aapko pyar kiye bina jane nahi
dungi
aur neha bua ne suresh uncle ko bed pe gira diya
suresh - neha ye kya kar rahi ho
neha bua- aapko pyar kar rahi hu
aur neha bua ne suresh uncle ko kiss karna suru kiya
to suresh uncle ne neha bua ko dhakka de di
neha bua ko alag karke khade ho gaye
suresh - tum pagal mat bano , ye Avi ka sharir hai
neha bua- pyar aatma se hota hai , aur Avi ke sharir me aapki aatma hai
suresh - tum samaj nahi rahi ho
neha bua- aap ko kya ho gaya , aap to kabhi pyar karne ko mana nahi karte
suresh- tum samajne ki kosish karo , ye galat hai , jab main zinda tha tab ye tik
tha par ab
neha bua- main aap se pyar karti hu , Avi ki aatma aate Avi se dur rahungi ,
suresh - to pyar dikane ki jarurat bahi hai , hamare dil ek hai itna hi kafi hai
neha bua- aap suresh nahi ho sakte , suresh hote to aisa kabhi nahi kahte ,
suresh to muze pyar karne se kabhi nahi rokte
suresh - neha meri bat to suno
neha bua ne dusari taraf muh kiya aur jor jor se rone lagi
suresh - neha , meri bat ko samaj ne ki kosish karo
neha bua- aap aaye hi kyu , sirf apni begunai sabit karne , aap nahi the to main
ne khud ko us hishab se daal diya tha , khud ke dil ko pyar karne se rok diya
tha , aur ab aap aaye ho to main aap se kaise dur rak sakti hu , aapke rahte
huye main bina pyar ke kaise rah sakti hu ,
suresh - neha , tumari bat sahi hai par
neha bua-jaiye us jenny ke pass ,
suresh - meri pyari neha ,
neha bua- main aise akeli tik thi ,aap vaps aaker muze tadfa rahe ho
suresh - to tum chahti ho to main vapas jata hu , ab vapas nahi aaunga
neha bua- jaiye
aur suresh uncle pata nahi kaha chale gaye neha bua chup chap baiti thi
suresh uncle ki aawz na aane se neha bua ne piche mud kar deka vaha suresh
uncle nahi the
neha bua bhul hi gayi ki suresh uncle ab is duniya me nahi rahe
wo to is tara zagda kar rahi thi jaise hamesh karti thi
neha bua suresh uncle ko na dek kar dar gayi aur suresh ko idar udar dekne
lagi
neha bua- suresh
par kohi jawab nahi aaaya
neha bua buri tara se dar gayi pir se suresh uncle ko khone ke dar se
neha bua vahi zameen par baite kar rone lagi
neha bua rote rote huye suresh uncle ko vapas bhula rahi thi
suresh uncle door ke pich chupe huye the
neha bua ka rona sunte bahar aa gaye
suresh - neha ro mat ,, main kahi nahi gaya
neha bua suresh uncle ki aawz sunte upar deka to samne suresh uncle ko
dekte unko thappad maar diya aur unke gale lag kar rone lagi
suresh - ab kyu ro rahi ho ,, tume rulane nahi aaya hu
neha bua- na pyar karne dete ho aur na rone dete ho , karu to kya karu , aapke
bina rah bhi nahi sakti
suresh - mere pass ek idea hai
neha bua- kya ?
suresh - roj main tume pyar karta tha aaj tum pyar karo , main kuch nahi
karunga , jaisa main tumare sath karta tha vaisa tum karo mere sath ,, main
dulhan banta hu tum dulha ban jav
neha bua- sach
suresh - haa , wo purani yaade taza kar do jo hamne sath me bitai thi , wo pyar
karo jo ham karte the
itna kahte neha bua khush ho gayi
unko suresh uncle ka pyar milenga
______________________________
Update 1240
suresh uncle= main
neha itna sunte muze kiss karne lagi
neha ke gulab ke pankudiyo jaise rasile hont jab mere honto se mile to meri
aatma swarg ka sukh mila ho aisa feel ho raha tha
is se pahale jab neha ne kiss kiya to main uske liye tayyar nahi tha
par tab bhi lagta ki main neha ke kiss ka respaone du
par main chah kar bhi vaisa nahi kar paya
par ab ham dono apne tan man aur aatma ki khushi ke liye pyar kar rahe the
neha ko khon pyar nahi karna chahenga
neha to rati ka dusara avatar thi
uske ankhiono se lekar pairo tak , khubsuarti ka dusara naam neha hai
neha jis tara mere honto ko kiss kar rahi thi wo pal mere life ka best palo me
se ek tha
aisa kiss ab tak main ne nahi kiya tha
kiss matlab bas honto se hont mila do , ya suck karo , ya jor se daba lo aisa
nahi hota
aaj neha ne muze jo kiss uski kalpana main sapno me bhi nahi kar sakta
sapna to apne hanto me hote hai , jaisa chaho imagine kar sakte hai jaise
chahe best bana sakte hai , pir bhi sapne neha ke kiss ke samne kuch nahi
the
main to statue ban gaya
kiss me itna pyar ho sakta hai kabhi socha nahi tha
ager neha ke kiss me itna jadu hai to aage aage to main sach much swarg me
na chala jau
tabi sochu main ki har kohi neha ko pana kyu chahta hai
neha aur neeta dono judawa hai par jo bat neha hai wo neeta me nahi hai
neha ka wo sharamana ,
neha ka bachpana
neha ke adaye
beha ki khubsuarti
neha ka bholapan
aur bahot kuch
ye sabi bate neha ko swarag ki apsara bana deti hai
neha ne jab muze kiss kiya to mea dil itna pyar sambal nahi paya
neha ke under kitna pyar chupa hai ye aaj dekne ko mila
bhale itne dino bad usko ye mokka mila tha pir bhi kohi jaldbazi nahi thi kiss
karne me
abi bhi jis softness se kiss kar rahi thi us se wo kisi ki bhi jaan le lengi
jaan leva kiss tha
mera dil to is kiss ko feel karne ko apne ankhion band karne ko bol raha tha
neha ke hont mere honto pe makan jaise move ho rahe the
neha ka ye pyar dek kar mere ankhion se aasu nikalne lage
(ab main samaja ki choti chachi kyu kahti hai ki neha bua kabhi nafrat nahi kar
sakti , unko bas pyar karna aata hai )
aaj neha ka ye rup dek kar main neha ke pyar me pad gaya
neha se muze pyar ho gaya
neha ke ek kiss ne muze khud ko bhulne pe mazboor kiya
is vajse main bhi neha ko kiss karne laga
main bhi neha ke honto ko choosne laga
to neha ne apni ankhion khol di
aur muze ishara kiya ki main bas is pyar ko feel karu
par main bhi ankhion band kiye huye tha ye dek kar neha ke chehare pe
khushi zalak rahi hongi
neha pir muze kiss karna shikane lagi
ham dono jis tara kiss karne lage us se lag raha tha jaise ham 2 jism ek jaan
ho
hamari aatma aaj ek dusare ko pyar kar rahi hai aisa lag raha tha
hamari aatma yo ka milan ho raha tha
neha se aaj main pyar karne shik raha tha , aaj tak jo pyar kiya main ne wo
neha ke pyar ke samne chay kam pani jada tha
neha ke pyar me jo aasu mere ankhion se nikal kar hamare honto se ja mile to
ye milan triveni sagam jaisa tha
neha ke hont jo shukhe the usme mere aasu prem ras bharne lage
mere aasu se neha ke honto ka rasila ras vapas aane laga
hamara kiss to ab aur pyar se bharne laga
mere aaaasu ko jab neha ne apne honto pe feel kiya to uske ankhion se bhi
aaasu nikal aaye
pyar jitna dil se karo utne jada aasu nikal aate hai
jitna jada pyar karo utna jada aasu jama ho jate hai dil me
neha ne bhi is milan ko aur madur ke sath namkin banane ke liye apne aasu
mila diye
ham dono kisss bhi kar rahe the
ham dono ro rahe the
ham dono ke dil mil rahe the
ham dono ki aatma mil rahi thi
ham dono ek ho rahe the
khas ye kiss kabhi khatam na ho
khas ye raat kabhi khatam.na ho
zindagi aise hi neha ke baho me bit jaye
is duniya me bas neha aur main hi rahe
hamari khud ki alag duniya ho jaha pyar hi pyar ho
jitne sapne main ne life me nahi deke us se jada khayal is ek kiss se aa rahe
the
neha ek hont sukhe the , na lipstich tha , pir bhi neha ke honto me jo pyar
chupa tha wo mere liye lafi tha par hamare aasu ne hamare honto ko aise jod
diya ki ye kabhi alag hi na ho
pir main ne kiss karna band kiya to neha bhi ruk gayi
neha meri ankhion me dek rahi thi jo lal ho chuke the
neha ke nashe me dub gaya tha main
neha bua- kya hua
suresh- i love you
aur main neha ke gale lag gaya
neha bua- kya hua
suresh - neha muze aaj tum pyar karna shika do , itna pyar karo ki main
hamesha ke liye tumare pass rahu
meri bat sunte neha ke ankhion me khushi ke aasu aa gaye
aauart chahe to BHAGVAN ko apne samne zuka sakti hai
aaj neha ko bhi vahi karna honga
suresh - main ne kaha na ki tum pyar karo , main kuch nahi karunga , muze
apne pyar ke rang me rang do aaj neha
neha bua-pyar akele nahi kiya ja sakta .
suresh - tum muze shikav , tum bhul gayi ki main dulhan hu , ye hamari
suhagraat hai , aaj is raat me ham pir se mil gaye , aaj isko hamari suhagraat
bana do , aaj se hamari nayi suruvat ho
neha bua- to aisa kaho na , sach kaha aapne , aap muze vapas mile ho to
hamari nayi suruvat huyi hai ,
aur neha ne muze ko bed pe lita diya
aur khud apna pallu alag karke kadi ho gayi
suresh - ye kya kar rahi ho
neha - tum jaise shirt nikaalte ho vaise main ne pallu hata diya
aur neha ne apni sari nikaal di aur mere upar aa gayi
neha- kya hua , dar lag raha hai
suresh - muze kyu dar lagenga
neha bua- tum dulhan ho
suresh - haa thoda dar lag raha hai
neha - main kiss se suruvat karti hu , jaha lage ki rukna hai to rok dena main
ruk jaungi
suresh - tum sach me ruk jaungi na
neha bua- aisa bolte hai , tum bhi kaha ruke the ,, kitna dard hua tha suhagraat
me
aur neha bua ne kiss karna suru kiya
neha ne mere ankhion pe kiss kiya jaise bata rahi ho ki muze darne ki jarurat
nahi hai muze aaj raat bas pyar hi pyar milenga
kiss bhi ajib hote hau honto pe karo to kuch aur aur ankhion pe karo to kuch
aur
par ye kisss neha ke the jisme bas pyar hi pyar tha
jab ankhion pe kiss karte hai to samne vale ka vishwas jit lete ho
pyar karne ki suruvat vishwas se ho to pyar kabhi tut kar bikar nahi jata
pir neha ne bade pyar se mere naak ko kaat liya
suresh - ooouchhhh
meri chikh sunkar neha ke chehare pe hasi aa gayi
aaj neha ki hasi kuch alag thi
aaj vahi neha mere samne thi jisko main deka karta tha , jisko sab jaante hai
main apne naak ko sahalane laga
to neha ne mere naak ke top par kise karke malam laga diya
aur muze gurne lagi
aise dek rahi thi mere honto ko kiss karne se kitna ras se bhar gaye hai
neha ne muze gurte huye apne honto ke apni jibh ghuna di
aaj sach me meri suhagraat ho rahi thi
is se main khush tha
neha ko pir se kiss karne ko mere hont bhi fadfada rahe the
unko to bas ab neha ke honto ke siwa kuch aur nahi chaiye tha
neha ne bhi muze jada der tadfaya nahi
aur pir se hamare honto ka milan ho gaya
neha apne rashile honto se mere honto ko choosne lagi aur apne hont
choosva rahi thi
neha ne make up karna band kar diya tha pir bhi unke gulabi honto me bahot
ras bhar gaya tha hamare aasu ke vajse
pir se neha ke gulabi ki pankudiya khil uti thi
pir se vahi mahak aur tajagi neha ke chehare pe chamak rahi thi
ab to neha ne muze kiss karna bhi shika diya tha
neha ke honto ko chhosne me main bhi sath dene laga
main neha ke honto ko choosne laga
muze aisa lag raha tha ki neha bua ke honto ko chhossta rahu
itne soft hont kisi aur ke ho hi nahi sakte
main bahot lucky hu jo neha muze mili hai
neha to aaj muze pyar ki nayi paribhasha shika rahi thi
main to neha ki khubsurati me khoya tha
kiss karte huye mere hant neha ke pit par nahi gaye na hi badan ko sahalaya
kiss me hi itna aanand mil raha ho to kahi aur aanad ki talash karna bevkufi
hongi
aur aaj to neha muze pyar karna shika rahi thi
neha ki khubsurati ki tarif karu to MAHABARAT se badi kitab ban jayengi
tabi to har kohi neha ko itna chahata tha
jitna tan sundar ho utna man bhi sundar hai neha ka
jitna man sundar tha utni hi jada pavitra thi neha ki aatma
ye bat dimag me aate mere ankhion se aasu ki kuch boonde nikal gayi
(
aur suresh uncle bhi kuch kam nahi the
unke piche bhi ladki lagi rahti thi
par dono the hi ek dusare ke liye bane the
)
neha aur neeta judawa hai par neha ki bat hi kuch aur thi
sweet pari jaisi thi
sabse sweet chocolate thi
sabse sundar phool thi
ankhoin aisi thi ki jisme dub jane ka dil kare
hont itne nasile ki nagin ka jahar bhi uske samne pani maang le
is honto ka ras pina jaise amrit pine ke barabar tha
inpe lipstic lagi nahi thi pir bhi gulab ki tara gulabi the
neha muze dono honto ka ras pila rahi thi
main bhi ek ek karke honto ko chhoosne laga
neha bhi mere kiss karne se puri tara se kho gayi thi
main neha ka pyar paa kar bhul gaya ki main khon hu
sach me ye kiss kabhi khatam hi na ho
aisa best kiss tha
na neha ruk rahi thi aur na main ruk raha tha
hamare hont aise mile the jaise wo isi liye bane the aur ab ye milne kabhi
khatam hi na ho
ek ek pal me itna pyar bhar gaya tha ki kya batau
is kiss ki , is pyar ki takat dek kar moon bhi badalo ke piche chup gaya tha
pir ya kahu , neha ke rup me moon dharti pe aaya hai
is kiss ne to dil jit liya
tabi to neha ko sab pyar karte hai bahot pyari hai neha
neha ka pyar kabhi khatam hi nahi hota
neha aisi hi thi pyar karti hai to dil laga kar karti hai aur nafrat karti hai to kohi
kami nahi rakti
is kiss me vasana dik hi nahi rahi thi
aisa lag raha tha ki kiss se dono ki aatma ek hona chahti ho
ab to neha honto ke sath sath jibh ke sath khelne lagi thi
hamari jibh jab is kiss ka hisha bani to ye kiss aur pyara ban gaya
honto aur jibh ka milna hote ye kiss pyar ki uchai ko chune laga
neha ko itne salo ka intzar khatam ho gaya
unko mera ka pyar mil gaya
neha to bas mere honto ko choos rahi thi aur neha ke hishe ki saase main le
raha tha
kitna madur tha ye milna
khas kalidas yaha hote to neha ke upar ek upnas likh dete
neha ka dil is kiss ko khatam karne ki ijajat nahi de raha tha
par pyar ki next step par jane ke liye is kiss ko khatam karna hi honga
neha ko yaad aaya hi uske pass bas ek raat hai
ye kiss khatam karte huye aisa lag raha tha ki sharir se aatma dur ho rahi ho
kiss khatam karte neha aur main aise saase le rahe the ki hamko jaldi normal
hoke pyar ke nayi uchai pe jana hai
____________________
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi - by sandycruz - 24-11-2018, 10:21 PM



Users browsing this thread: 9 Guest(s)