Thread Rating:
  • 1 Vote(s) - 3 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Fantasy Pegulta Aaasmaan ( by mm778/mass7878 ) - Sci-Fic - Complete
Hum waha say Zel22 System ke turaf burhay yea elaqa Gojla kay border area kay sath tha yaha Sorgal nay apnay resurch lab bunai huwi thee or key bohut important matel factrys bhi thee lakin sub ke sub planets pay thee hum is system kay target planets pay pohunch gay thay hum nay pahlay planetry diffance ko nesana bunaya or pher Bomber lunch kurdeya Dharka missile kay sath kuch kay sath main nay Caspion missile bhi deya thay hum nay abhi pahlay planet ko he hit keya tha kay comm officer nay jasay chonkty huway kaha



Comm officer my lord enemy wing approaching lakin yea Gojla forces hay



Main contact detail



Comm officer 4 heavey croser Kark type 5 light frigates Mosaly class 11 Mona missile frigate baring 1K click light mark fast inbound


Main all ships how much fighter we have left detail

Capton Zolo we have 2 sqad with 8 STRIKER ATRs and 5 Raptor Elin


Captan Tarka we have 3 Sqad 6 Striker ATRs and 3 Raptor Elin


Captan Zolo 3 Sqad 9 Striker ATRs and 6 Raptor Elin


Capton Dofa 1 Sqad12Striker ATRs and 8 Raptor Elin


Captan Hasa nil only 15 Striker ATRs



Comm officer My Lorad another contact bering Azo3341 2 wing Sorgal force repadly covring distance Contact detail 8 battlship Kardha class 12 light SONA class destroyer 16 light croser NIKA class distance 3 light year and closing


Main great Capton Hasa aap kub tuk hum ko join kur sukty hoo



Capton Hasa my lord mujh ko mazeed 10 Mint caheya



Main make it in 5 aglay 5 mint main kaam khatam karay or apnay sub birds ko jama kuraoo


Capton Hasa as you order my lord


Main ok so Lounch all fighters with 2 Holo3z3 Strikers and Reptor with there standerd amonation load all missile tube with Holo3z3,and Riper missile and fire breader tarpidos load new ammo magzeen in all guns Capton Hasa aap planet kay pass he rukay gay baki sub maray sath aay

Or hum aanay wali force ke turaf chul paray wo hum say ab serf 10 karor mils pay aachukay thay or wo apnay missile locking pay lay ja rahay thay hum nay shield up ke huwi thee or unho nay 1Karor mil pay aaty he hum pay first voly of missile fire kurdeya thay hum apni tarteeb bunay aagay burhrahay thay jasay he missile hum say 10Kmil pay pohnchay hun nay tazi say decoy lounch keya or apni position change kur lee tamam kay tama missile decoy pay lock hu gay thay seway chund aak kay joo shield say tukray lakin koi nuksan nahi huwa wo ab humary taraf mazeed tazi say aarahy thay ab durmeyan ka fasla 10lakh mil rah gaya tha all guns open first voly of fire main nay command dee or hum nay un pay pahla gun fire keya rosin ke kay lakeray tazi say un ke turaf burhi un ho nay humaray gun fire ko apni shield pay roka humara fasla ab serf 50K Mil ka thaa hum nay dusra voly of Gun Fire ka order deya hum nay dusra guns fire keya un kay missile frigate is baar buri turha say hit huway thay nuksan huwa tha lakin wo burh rahay thay Capton Dofa bolay



Capton Dofa mylord hum missile kun nahi fire kurty



Main muskuraty huway ju aap kahay fire all missile sluton with fighters or is kay sath he fighters say Holo3z3 rosni ke tazz lakeray bunaty huway dusman ke turaf burhay fasla bohut kum thaa wo decoy kay pechay wasay na chup sakay jasay hum nay khud ko bachaya tha kun kay jub hum nay missile lunch keya tu durmeyan ka fasla serf 20Kmil thaa nateja tawaqa kay mutabiktha un ke guns ko aak fire kurna ka bhi moqa na mela ships buri turha say phut rahay thay ab un kay fighters or humaray fighter ke aapus main laray suru hu chuki thee un kay fighters tadad main hum say bohut zyada thay qareeb 1 kay samnay 4 ka faraq thaa humaray fighters bohut bayjigry say lur rahay thay lakin wo nuksan bhi zyada utha rahay thay


Capton tarka nay apnay anty craft guns ko estamal kurna suru kurdeya sath he hum sub nay apni anty craft guns ko estamal kurna suru kurdeya hum dusman kay jahazoo ko taak taak kay nesana buna rahay thay likh is beech muharay jahaz bhi kabhi kabhi nesana bun rahay thay akher dusman nay qareeb apnay adhay say bhi zyada fighter tabah kurwanay kay baad bhagna suru kurdeya wo pechay hutnay lagay main nay furan apnay fighters ko wapsi ka hukam deya or pher khul kay apni sub guns ka rukh dusman ke turaf kurdeya wo bhagty bhagty bhi qareeb apnay fighter ka aak bara hisa khoo chukay thay lakin hum ko nuksan fighter kay tur pay bohut zyada huwa thaa humaray qareeb aadhay fighters tabah hu gay thay recovery party nay kafi saray pilets ko recover keya thaa lain hum kafi nuksan utha chukay thay itnay main Capton Reef dubara hum say aamilay planet attak fighters bombers wapis aana suru hu jay thay hum majmoi toor pay bareeb 25% fighters Bombers khoo chukay tahay or budlay main humnay Sorgal kee sari High teck Labs resurch facility war factory’s ka us system say khatma kurdeya tha sath he bohut bari tadad main un key fighters troops or bahir hum nay fight main in ka aak wing khatam kurdeya thaa lakin Sorgal ke aanay waly force ab serf hum say 1 light year kay faslay pat aachuki thee



Main relod all fighters and bomber and all Striker ATR and reptors Elin qareeb 10 mint baad hum ko all rady ka signal melgaya Dusman ab 5 Karor mil pay aachuka thaa or jasay aak dum maray deman main aak khyla aaya or main nay furan order deya all ship take Shroud take shroud and armed only Holo3z3 or dusman ke turaf chaloo hum nay tazi say khud ko Shroud keya or hum dusman kay sencer aray say gayab hu gay hum rtazi say un ke turaf jhupty thay us waqt khud ko chupa kay attack kurna humary majbori thee hum serf 5 battleship thay or dusman hum say dugnay say bhi zyada upper say hum pabhi abhi apnay 25% fighters Bombers khoo chukay thay Dusman humaray Shroud hutay hee hulka pur gaya thaa ab humara durmeyan ka fasla 50lakh mil thaa main nay us waqt order deya lock all ships and fire Holo3z3 or maray order kay sath he qareeb 60 Holo3z3 rosni ke taaz lakeray bunaty huway apnay target ke turaf chul paray or hum nay apna mojuda resta chor kay tazi say dusman kay lift side pay aagay aglay bareeb 3 mint kay under missile apnay targets pay thay un kay decoy fail hu gay thay or main harut say apni jagah say khara hu gaya her missile jasay apni target kay elawa kahi or jana he na sekha thaa sub kay sub nay target hit keya or death reatio 100% thaa hum khusi say cheek uthay thay humaray missile attack nay he dusman ko khatam kurdeya thaa hum waha say khusi main jhomty huway apnay aglay sekar ke turaf chul paray





hum nay us aak din main Sorgal kay pechay kharay qareeb 7 fleetGroups ko khatam kurdeya thaa or taqreebun us ke sari main hangers shipyard or miltry installation karkhanay resurch faciltys factreya basamol Gojla kay force ko tabah kur deya thaa Sorgal nay kumak kay leya ju 2 fleet group bhajay thay wo jumpgate kay tabah hunay ke wajah say bech main he tabah hu gay jub kay maray force kay 10 ship or qareb 40% fighter and bomber tubah huway thay is kay sath he main nay apni main attack force ko attack ka order day deya Tarkiwa main emlan humaray burtary saaf nazar aarahi thee us puray elaqay main hum ko challenge kurnay wala koi na tha or ju force thee wo is waqt humary main force say lur rahi thee hum sub ekhatay huway or hum nay humary force say lurty huway un ke force pay pechay say humla kurdeya hum nay jasay endha dhun un pay Caspion missile or Holo3z3 or hur wo missile ju humaray armory main thaa wo un pay day mara dusray din ke raat suru hunay say pahlay Sorgal kaa serf ½ fleet apnay kuch baki buchay huway troups ko lay kay waha say bhaga maray force nay tazi say aagay burh kay Tarkiwa pay qabza jumana suru kurdeya tha yea bohut bari haar thee Sorgal kay leya ab waqi us ke taqut adhi hugay thee hum nay kuch nahi tu un kay qareeb 14 ya 15 fleet groups ko tabah keya tha pher ground pay mojud force ke baat kuray tu abhi tuk un ke tadad qareeb 78 lakh hu chuki thee yani un ke qareeb 780 division force mit chuki thee baki ju bachi thee us nay na hunay kay baraber mazahimut kee thaa aglay 2 din hum nay sakon say tarkiwa sec ko apnay qabzay main kurnay kay baad aaj main sakoon say batha tha kay central nay muhj ko bataya kay Dad baat kurna cahty hay main nay uya baat cheet kisi kay samnay bhi nahi kurna cahta tha main apnay room main aagay


Main nay central ko link bunanay ko kaha link buna or sath he Dad mom Sumerchacha or kuch surmenda surmenda see Sadi khuray thay Mahak or Shonal kay cahray chmak rahay thay


Dad maray shar tum nay wo kurdekhaya ju koi sadyoo na kur paya thaa Tarkiwa ka puray ka pura sec main haran hun beta waqi main haran hun


Main muskuraty huway aap ke mohabat hay Dad wurna such tu yea hay kay Uzair bhai kay bena tu yea huna na mumkin thaa bhai nay ju new caspion missile bunay hay with DD or ju Holo3z3 qasam say Dad yea dono tu jasay qasam khaty kay chulty hay ka jaha yea hit kurnay gay us jaga ya ship ko koi dusra missile dekh bhi nahi sukta aak Holo3z3 or aak ship cahay wo battleship hu heavey crouser hu koi bhi ho or pher bhai or Worsa bhabhi kay wo gravity pullser generator kya baat hay un ke Dad


Mom aak mint aak mint beta abhi tum nay Uzair kay sath kis bhabi ka ziker keya wokuch tajasus say boly


Main apni roo main wo Worsa bhabhi kun bhai aap nay bataya kun nahi


Uzair bhai aak thandi seanse laty huway thanks for intro choty wasay main kuch or chezo pay bhi kaam kur arha hun juld he tum ko caspion ka new proto type melay gaa pher sub nay mujh ko bari bari mubarikbaad dee Sadi bhi surmenda surminda see boly


Sadi aap ko fata mubarik hu


Main aray ha myhigh queen kasey hay aap ab aap apnay edrak kay baray main kya kahay gee aap kay hesab say tu mujh ko aak adha planet jetna thaa woo bhi aak doo mahenaymain yea kasay huwi kay main aak pura sec jeet gaya wo khamos thee sur jhukay huway pher wo aatakty awaz main boly


Sadi mujh say g g galty hu gay main apnay kahni baat pay surmenda hun


Main jaan jee aak baat mahun gaa bura mut mana bivi hu bivi rahoo mara baap bunay ke kosis na karoo bulandeyoo nay mujh ko iysay he or is say bhi muskil tareen kamoo kay leya khud chuna hay yea baat samjh lo mujh ko pata hay kay aap Sumer Chacha koo doo baar buri turha say zaleel kur chuki hu kay wo forun Gravity puller wapis mungway maray pass say Sadi aak baat achay say jaan lay aap main wo Khalka hu jis ko bulandeyo apnay khass kaam kay leya bunaya hay maray rustay main aainda kantay na dalna wurna main Sholanzay ka huk estamal kurty huway tum ko koi bohut sukth saza bhi day sukta hun sumjhi


Sadi jee belkul sumjh gay wo wasay he gurdan nechi keya huway jawb deya main nay soch bohut hu gay


Main wasay jaan jee maraywapsi pay hum aak khass jusan munay gay is fatah ka kun theek or maray baat say jasay wo khil uti


Sadi main aap ke wapsi ke rah dakh rahi u maray malick bus juldi say aakay apni is gulam ko apnay khusboo main bhegoo day us kee ankhay jasay tarap rahi thee


Main bus kuch din ke baat hay main waha wapis hun gaa wasay Sorgal ka kya haal hay buray baba main nay Sumer Chacha say kaha


Sumer chacha muskuraty huway tum nay is waqt Sorgal ko pagel kurdeya hay wo Tarkiwa kee turaf kuch force bhajraha hay


Main jumpgate ke bena un ko yaha aanay main qareeb 3 mahenay lugay gay or hum tub tum both sakoon say aak bahtareen diffence buna chukay hoo gay


Sumer chacha maray khyal say hum apnay diffance platforums ko ab Tarkiwa kay borders pay establish kurdety hay


Main aap mujh say laakh guna bather janty hay ab aap khud deffances ko establish kurwadejay main us waqt tuk aak kaam kar lun Tarkiwa ka defa naqabelsikust bunalun Gojla walo say helo hi kur lun kya khyal hay aap sub ka


Dad kuch sochty huway beta aak kaam karoo un ke forces ko aak turha say khatam kur do or unkay under kay jump gates ko tabah kur doo pher un ko aak saaf paygam day doo kay wo apnay elaqay say koi bhi hurkat humaray khelaf kuray gay tu wo khaatam kurdeya jay gay or us kay baad un kay sath ke surhad ko bund kurdo main Uzair ke new mine fields or kuch nay defance platforum yaha say tumhari taraf rawana kurdeta hun



Sumer Chacha kuch soch kay bolay wasay Sorla Alliance kun itna khamos hay yea baat kuch hazam nahi hu rahi hay wo kuch sochty huway bolay



Main tu iysa kurty hay kay Gojla ko tu hum nay pahlay bhi hit keya thaa or bohut zyada nuksaan bhi deya hay ab ke baar pahlay Sorla Alliance say na hello hello kur lay



Dad Sorla walo ka zyada rujhan trade ke turaf hay wo kabhi bhi aak war power nahey rahay hay wo zyada say zyada apnay karoobar pay tawajah danay walay hay mara khyal hay kay Sorgal ke hemayat bhi unho nay isleya he kee thee un kay sath bhi isleya huway thya kay un ko khud ka aak muhafiz caheya tha jub Tarkiwa pay Sorgal nay qabza keya tu wo is leya he forun Sorgal kay etahadi bun gay kun kay unko khood ka aak muhafiz caheya thaa so ab yea protection hum un ko day sukty hay un ke logical choice hum say aak mazboot etehad huna caheya tum un say rabta karoo main Mom ko bhejta hun aak sandar muhayday kay leya kya khyal hay bhaisahab



Sumer Chacha hum aap kahty tu theek hay lakin main pher bhi yea cahun gaa kay Arwan tum aak humla un kee diffances pay karootakay woo hum say baat cheet kay leya koi daar na kurty huway tayar hu jay



Dad theek hay Arwan tum pahlay humla Sorla pay he karo



Main ju hukam pher main nay kuch daar baat kur kau mahak wagyra say link khatam kurdeya or Sorla janay ke tayari suru kur dee main nay apnay sath2fleet leya or hum tazi say Sorla alliance kay area ke turf burhay Sorla ke boarder pay aakay hum ruk gay samnay Sorla alliance ke securtyforces apnay area main mojud thee Sorgal walay baykhabry main maray gay thay lakin is waqt ju surathal thee wo belkul mukhtalif thee aaj kabhi hum nay direct Sorla alliance say larai nahi kee thee un kay ships kasay hugay is kee koi tafseel na thee samnay wo kharay thay main nay Dorwat ko aagay ke detail kay leya aagay bhejna bather sumjha or hum khud border area pay he rukay rahay 2 din baad Dorwat ke wapsi huwi hum us waqt aak meeting room may thay samnay Captan Nagar nay apni surch ka detail kholy huwi thee or wo hum ko breefing day rahy thay


Captan Nagar un kay fleet ke formation kafi mukhtalif hay un kay fleet kay 50% hisa un kay heavy battleships pay mustalmil hay or her fleet main 4 ships serf fighters and bombers lonchers kaa kaam kurty hay aak lonching ship qareeb 2000 fighters or 1500 bombers carry kurta hay us kay sath chotay missile ships hi hay ju serf missile fire kurtay hay wo qareeb 1 loncher kay sath 15 missile ships hay pher un kay heavy croser hay light frigates hay un kay aak fleet qareeb 300 ships ka hay jis main say 150 serf heavey battle ships hay baki chotay ships hay un kay ships ke armer Sorgal kay muqablay main mazboot hay or is waqt hum un kay qareeb 3 fleet groups ka samna hay wasay aak baat or bhi hay wo yea kay wo khud bhi hum say koi larai nahi cahty hay ya yun kahay kay wo koi pahel nahi kurna cahty yaha mojud teen planets say un ko bake saport melay gee kisi humlay ke surat main yaha planetry guns hay sath he long range missiles hay or choty fighters hay Captan nagar khamos hu gay



Main mazay daar info hay kun dosto main nay apnay sath mojud apnay main command staff say kaha



Admiral Roj my lord hum aak bari fight dekhrahay hay hum ko un kee heavy ships ko pahlay hulay main tabah kurna hu gaa ager hum un pay bhari purna cahty hay tu



Captan Higar my lord hum ko humlay say pahlay un say aak baar baat tu kurni caheya kya kahty hay aap



Main ha kun nahi zaroor any way sub ships ko kahay kay wo primrey weapon kay tur pay Holo3z3 load kur lay guns ko new emo say load kuray ju hum ko mela hay or sub fighters pay air to air fighting kay leya missile or firing salution deploy kurday sub bombers ko Caspion with DD aak aak load kurdeay baki emo kay sath or hum ko border kay belkul entaha pay lay chalo and or waha ja kay communication code deploy karo maray baat kay sath he sub nay yes my lord kaha or link khatam hu gay kuch hee daar baad ships pher say hurkat main aai or hum apnay border kee entaha pay ja rukay or sath he hum nay communication code deploy kurdeya code deplay hunay kay qareeb 5 mint baad maray comm. Officer nay butaya kay wo aak transmition received kur raha haymain nay transmition ko trow kurn a kaha



Sorla alliance yea Sorla alliance kaa border hay Harmad force or aap logo ka rukh sedha humary area ke turaf hay rukay or apny aanay ka muqsad batay hum aak non war state hay



Main kya main jaan sukta uun kay main kiss say baat kur raha hun main nay kaha or ager hum khulay kay samnay aakay baat kuray tu kya munasib nah u gaa kun kay us waqt tuk waha say serf audio transmittion hee kee gai thee maray baat kay aa do lumhay baad he aak admi kaa sakel nazar aai holo communicator pay or wo bola



Sorla alliance may admirel Thuga hun Sorla tarkiwa area commander aap kon hay wo bohut sakoon or suljhay huway undaz main baat kur raha tha



Main main admiral Arwan commander harmad first frount division



Admiral Thuga so admiral jasa kay main nay kaha hum aap ke or Sorgal ke jung ka koi hesa nahi hay hum aak azad khudmuktar star govermint hay or Galactic court kay member hay tu aap ke force humaray area main kun dakhil hu rahy hay humary aap say kabhi bhi jung nahi rahi hay



Main Admiral Thuga aap janty hay kay Tarkiwa sec abhi kuch din pahlay he hum nay Sorgal say wapis leya hay or aap Sorgal kay etahadi hay soo humaray yaha aanay ka aak tu sedha muqsad hay kay hum aap say Galactic Court zamanut kay sath yea guaranty cahty hay kay aak apnay speace ko humaray khelaf estamal nahi hunay day gay Sorgal ko apnay area say koi rusta nahi day gay or na hee khud say humaray elaqoo main kisi bhi kisam ke durandazi kee koi kosis kuray gay



Admiral Thuga mujh ko kuch waqt dejay main apni high command say baat kur lun wo kuch sochty huway bolay



Main theek hay aap khosi say jetna cahay utna waqt lejay main sakoon say bola or transmition end hu gay sath he main nay deep shourd ka order deya kun kay hum kisi bhi shourd main nahi thay jub hum in area kay qareeb aai tahay or apnay sath mojud sub ships captions ko humlay ke pury tayari main rahna ka order day deya thaa qareeb 1 ghuntay baad dubara Sorla ke turaf say transmition mosoul huwi



Admiral Thuga Admiral Arwan hum is muhaiday kay leya tayar hay huimray high minister khud is muhaiday ko mark kuray gay aap ke turaf say hum us ke level ka insurance cahty hay



Main theek hay as a crown Prince Harmad Empire main apnay walid kay behaf pay is muhaiday ko khud mark karun gaa maray baat pay Admiral Thuga chook gaya



Admiral Thuga aap nay apna taruf pura nahi kurwaya your highness



Main jetna taruf us waqt caheya thaa wo us waqt kurwa deya jetnay ke aap ko ab zarurat thee wo ab kurwa deya wo muskura deya pher kuch hee darr main un kay High minister area Galactic Court kay High Majistrat nay link join keya taruf kay baad High Majistrat nay muhaida khud draft keya or pher hum nay us ko mark keya or wo muhaida Galactic Court kay record main Chula gaya or aak aak copy doo hakomto ko chuly gay jis kay sath he Galactic Court kay high Majistrat link say chulay gay tu High Minster nay kaha



High Minster hum cahty hay kay humaray achay tijarty taluqat bhi hun hum aak dusray say achi tejarut kuray humaray pass bohut kuch hay ju aap ko pasand aai gaa or aap kay pass bohut kuch hay ju hum kharedna cahty hay



Main jee belkul High Minster main Dad ko is baray main aagah kur dunga or hum juld he aap say is selselay main baat cheet suru kuray gay lakin is say Sorgal kay sath aap kay muhaiday pay koi asar tu nahi puray gaa



High Minster aak gahri seanse laty huway hum nay jasa muhada aap say keya hay abhi kuch is qesam ka hee muhaida Sorgal say hay hum kisi ke bhi coloney nahi hay us waqt Sorgal es elaqay ke aak bohut bari taqut thaa tu belawajah koi jhugra na hu is leya hum nay un say mohada keya sath he humara un say karobari taluq bhi hay wo hum say or hum un say bohut kuch kharedtay hay


Main munasib khar hum juld he pher melay gay nay muhaido kay sath aak achi dosti bunanay kay leya or link khatam hu gaya main nay Dad ko tafseel butai wo bohut khuss thay



Dad Bohut sandar main aaj he mom ko kahta hunk ay wo Sorla kay High Minister say mamlat dekhay wo aak sandar muhada bunanay main khass salahiyat rukty hay ab tum kya kurnay ja rahay hu



Main Gojla next stop
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Pegulta Aaasmaan ( by mm778/mass7878 ) - Incest & Sci-Fic Story - by hirarandi - 02-03-2020, 02:48 PM



Users browsing this thread: 3 Guest(s)