Thread Rating:
  • 16 Vote(s) - 3.25 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi
Update 1188

pata nahi raat me kya hua
subha jab ankhion khuli to main nayi jaga par tha
sar duk raha tha
muze to kuch bhi yaad nahi hai
aur main yaha kaise aa gaya aur ye kis ka ghar hai
par bed se utte muze peshab lag gayi
aur main ne apna pet pakad liya aur ut kar bhagte huye bathroom dundne
laga
main bhag kar pass vale kamre ke bathroom me chala gaya
aur bina kuch deke peshab karne laga
main befikar hokar peshab kar raha tha
jaise meri najar aaurat par gayi jo bath ka intzam kar rahi thi to main ne apna
lund chupane laga jis se meri paint gili ho gayi
aur main vaise bahar aa gaya
meri aawz sunte ek aur aaurt kamre me gayi
muze ko aise dek kar wo aaurat shocked ho gayi
par main ne us aaurat ko pahchan liya
aur main bhag kar rani ki mummy ke pass aa gaya
R mummy- kya hua Avi
Avi- aunty aap, aap yaha kaisi aur main yaha kaise aa gaya aur wo aaurat ko
khon hai
docter aunty - ek sath itne sawal
R mummy- ye meri saheli laxmi hai , ham inke ghar pe hai ,
Avi- main yaha kaise aa gaya
R mummy- batati hupaahale tum baito aur batav ki tume kaisa lag raha hai
main bed par baita gaya
muze thoda thoda dard ho raha tha
par main confuse tha ki mere sath kya ho raha hai
R mummy- ab batav kaisa lag raha hai
Avi-muze kya hua main tik hu aaaaaghhhhhhhhh
R mummy- kya hua
Avi-hanto me dard ho raha hai sar bhi dukh raha hai aur pair bhi dukh rahe
hai
R mummy-jada dard hai
Avi-nahi par dard ho raha hai
R mummy- wo bhi khatam ho jayenga
Avi-lekin muze hua kya tha
R mummy- ye to muze tumse puchna chaiye
Avi-kya matlab
R mummy- tumne drugs khana suru kar fiya hai
Avi-drugs aur main , main to alcohol bhi nahi pita
R mummy- aur ye kya hai tumari blood me drugs aur alcohol mila hai
Avi-what
R mummy- muze tumse ye umid nahi thi
Avi-meri to kuch samaj nahi aa raha hai
laxmi- Avi ko jada stress mat do
R mummy- sahi kaha , ek kaam karo tum fresh ho hav pir bat karte hai
Avi-nahi pahale pahale bat karte hai , varna muze chain nahi aayenga
R mummy- tum batav tume raat ka kya yaad hai
Avi-kya matlab
R mummy- tum raat ko kaha gaye the
Avi-main main , haa yaad aaya
R mummy- kaha gaye the
Avi-rohan sohan muze apne sath bachler party me le gaye
R mummy- aur vaha tumne drugs liya daru pi
Avi-aunty main apne jijai ke samne daru kaise pi sakta hu
R mummy- to tumari blood me daru kaha se aa gayi
Avi-muze sochne dijiye , yaad aaya
R mummy- kya
Avi-main party me gaya tha , aur sohan ke ek dost ne muze bear di, aur main
ne wo bear pi
R mummy- us ke bad kya piya
Avi-uske bad bhi main ne kuch nahi piya
R mummy- to us bear me drugs honga
Avi-ho sakta hai kyu ki uske bad main ne kya piya wo bhi yaad nahi hai
R mummy- khon hai wo dost
Avi-uske sath mera zagda ho gaya tha si liye usne muze durgs pilai hongi
R mummy- uski main khaber leti hu
Avi-wo to main sohan se bat katunga ,par main yaha kaise aaya
R mummy- tum muze raste me mile
Avi-raste me
R mummy- main ek meeting karke shahar2 ja rahi thi ki bich raste me tumari
bike padi huyi mili , pir tum rani ke naam se chila rahe the ki main ne tum.ko
pahchan liya
Avi-muze to aisa kuch yaad nahi hai
R mummy- kuch bhi yaad nahi hai
Avi-sohan ki party ke alawa kuch yaad nahi hai , bas itna yaad hai ki main bear
pi kar dance karne laga tha aur ankhoin kholi to aap ko deka , mera sar fat
raha tha
R mummy- acha hua tume kuch yaad nahi hai
Avi-kyu ?
R mummy-kyu ki tumne muze bahot tang kiya
aunty ki bat sunkar main chouk gaya
Avi-kya kiya main ne
R mummy- batayi hu pahale tum hot bath lo jis se tumara dard khatam ho
jayenga
Avi-aunty muze bhuk bhi lagi hai
R mummy- tum bath lo main khana lagati hu aur tume batayi hu kya hua raat
ko
Avi-ji
aur main bathroom me chala gaya
hot bath se muz ko bahot aaram mila
main ne fresh hone ko bahot time liya
muzko garam pani se aaram jo mil raha tha
muzko raat ka kuch yaad nahi tha
j
jab bhi main kuch yaad karnaa chahta to mere ke sar me dard hota
muz ko party ke bad ki bate yaad nahi thi
muzko auny ne jada sochne se manaa kiya
main pahale apna dard khatam karna chahata tha is liye chup chap naha raha
tha
main fresh to ho gaya par mere kapde kharab jo gaye the
R mummy- Avi ho gaya nahana
Avi-haa aunty , par mere kapde
R mummy- ruko main kuch karti hu
aunty ne ne apni saheli se bat ki
aunty ke saheli ke bete ke kapde muzko to fit aa jayenge
aunty ne muzko kapde diye
mera dard kam hua pir bhi aaram ki jarurat thi
mera sar dard bhi kam ho gaya tha
mere fresh hote aunty ne muzko khana khilaya
main to khane pe tut pada
muze bahot bhuk lagi thi
khana hote muze bhi acha mahsus ho raha tha
R mummy- Avi ab kaisa lag taha tha
Avi-acha lag raha hai par dard abi bhi hai
R mummy- dard dire dire khatam ho jayenga
Avi-ji
docter aunty - main tumare jakham par malam laga deti hu ,
Ahi- ji
aunty ki docter saheli ne ache se dressing kar di mere jakhamo ki
pir mera bp aur baki check bhi kiya
aur green signal de diya
dicter aunty-ab Avi fit hai
R mummy- thanks
Avi-aunty muze kya hua tha
R mummy- tume drugs aur alcohol diya gaya tha jis se tum hosh kho baite
docter aunty - us drugs ke vajase tume kuch yaad nahi aa raha hai
Avi-iska asar khatam ho gaya na
docter aunty- haa , par aaj aaram karoge to kal tak fit ho jayoge
Avi- baki kohi problem nahi hongi na
docter aunty - nahi
Avi- aunty aapne bataya nahi ki main yaha kaise aa gaya
R mummy- chalo mere sath upar tume batati hu
Avi-upar kaha
R mummy- chalo to
------------------------------
main Avi ko lekar upar ke kamre me le gayi
upar ka kamra dekte aunty ki saheli aur main dono shocked ho gaye
Avi-ye kamre ki halat kisne ki
R mummy- kisne kya tune kiya
Avi-main ne
R mummy- raat me pure kamre ki halat kharab kar di thi
Avi-muze to kuch yaad nahi aa raha tha
aur main apna sar pakad lar baite gaya
R mummy- Avi jada mat socho main tume batati hu kya hua tha
Avi-par main ne
R mummy- aisa ho jata hai , tum nashe me the
Avi-muze sab jaana hai aunty
R mummy- baito , tume sab batati hu
jaisa ki main ne bataya ki main deal karke shahar2 aa rahi thi
socha ki deal fix ho gayi to ab shadi me hisha lungi
lekin raat jada hone se main kothi aane ki jaga apne hotel jane lagi
main ja rahi thi ki raste ke bich me ek bike giri huyi mili
main ne apni speed kam ki thi to tum rani ke naam se chila rahe the
Avi-kya kah raha tha main
R mummy- i love you rani
main ruk gayi , aur bike ke pass aayi to tumari bike pahchan li , pir main ne
tume call kiya to tumara phone aur pocket muze zadiyo me mila
pir main tume dundte huye under gayi to tum ek ped ko rani samaj kar usko
prorpose kar rahe the
Avi-what
R mummy- yahi sach hai , muze to hasi aa rahi thi par tum ped ko rani samaj
rahe the , pir main tume vahase badi mushkil se tume car tak le gayi
Avi-aur aap muze yaha lekar aa gayi
R mummy- suno to , tum car me bhi masti kar rahe the
car se sar bahar nikalna , achanak gear dal dena , tumare aisa karne se meri
car ped se takra gayi aur tum pir gayab ho gaye
Avi-aap ko kuch hua to nahi na
R mummy- nahi main tik hu , tum vapas muze ped se bat karte huye mile ,
tum hosh me nahi the is liye tume hotel le jane ki jaga meri saheli ke yaha
lekar aa gayi
par yaha bhi tum ne masti ki
main door kholne gayi thi ki tum vapas car se gayab ho gaye
aur pata nahi kab chhat oar gaye , shayad pipe se upar gaye honge
Avi-main me aisa kiya
R mummy- haz pir tume chhat se niche niakalne me badi mehnat lagi , tume
jab main kamre me layi to tum rani ke pass jane ki bat karne lage
majn ne manaa kiya to tum guass ho gaye aur kamre ki thod fod kar di muze
apne pyar ka dushman bol rahe the aur behosh ho gaye
Avi-muze to kuch yaad nahi hai
R mummy- ye drugs ke vajase hua honga jo tume kuch yaad nahi hai
Avi-pir kya hua
R mummy- pir main bhi so gayi par raat me muze tumare rone ki aawaz sunai
di , main tumare pass gayi to tum murti ke pass ro rahe the
main ne pucha to tumne kaha ki rani tumse bat nahi kar rahi hai
aur rote huye vapas behosh ho gaye
tum pir se ut kar kahi chale na jayo is liye tume baand kar raka
aur subha saheli ke aate tumara ilaj suru kiya
ye thi tumare raat ki kahani
Avi-muze to kuch bhi yaad nahi hai
R mummy- jada socho mat sar dard karne lag jayenga
Avi-ye sab us sohan ke dost ke vajase hua hai usko chhodunga nahi
R mummy- chhodna bhi mat , ager tumara accident kisi truck se hota to
Avi-haa , meri kismat achi hai jo aap mil gayi varna mera kya hota
R mummy- main apne damad kuch hone nahi deti
Avi-thanks aunty
R mummy- apno ko thanks nahi kahte
Avi-sorry
R mummy- ab tum so jav
Avi-par ye sab
R mummy- iski chinta tum mat kato
docter aunty - rani meri bhi beti jaisi hai matlab tum mere bhi damad ho ,, tum
tension mat lo
Avi-sorry aunty
docter aunty - kohi bat nahi ab tum aaram karo
R mummy- haa tume aaram ki jarurat hai
Avi-ji , par time kya hua hai
R mummy- 4 baj rahe
Avi-what
R mummy- dopehar ke 4 baj rahe hai
Avi-bahot der ho gayi
R mummy- kyu kya hua
Avi-kal sweta didi sital didi ki shadi hai , aur main yaha aaram kar raha hu
R mummy- vaha baki ke log hai
Avi-par aunty sab mere vajse pareshan honge
R mummy- ye to main socha hi nahi
Avi-muze jaana chaiye
R mummy- par tume aaram ki jaryrat hai
Avi-apno ko dekte muze aaram mil jayenga
R mummy- tum hi batav kuch isko
docter auntyi- Avi ke vajse sab vaha pareshan ho rahe honge , Avi vaha na
dek kar sab jada pareshan honge
Avi-muze jana chaiye
R mummy- tik hai par main bhi chaltu hu tumare sath ,,
Avi-aap ko to aana hi honga
R mummy- tum thoda aaram karo main tayyar hoti hu
Avi-mera mobile milenga
R mummy- abi on mat karna varna sab puchtache karenge , ham direct chalte
hai
docter aunty - main bhi chalti hu
Avi-par sab se kya kahunga
R mummy- meri car se chalte hai, sabko kahenge ki tumre bike ki light off ho
gayi jis se meri car se takker ho gayi
kismat achi thi ki car meri hai aur main tume apni saheli ke pass le aayi
Avi-ye tik rahenga
main yaha kaise aaram kar sakta hu
vaha muze na dek kar pareshan honge
aur sohan rohan to jada tension me aa gaye honge
muze aunty ke sath jana honga taki kuch problem na ho
aunty ka sath hone se chachi to jada tension nahi lengi
aunty mere sath jane ke liye tayyar hone lagi
aunty ki saheli bhi mere sath aane lagi
______________________________
Update 1189
muzko raat ki kohi bhi bate yaad nahi thi
ye acha nahi tha mere liye
aunty ke vajase muze sach to pata chala
aunty ki bat sunker muze hasi aa rahi thi
muz ko pata chal gaya ki kal kya hua tha
lekin ab is bat se pareshan tha ki mere is tara se achanak gayab hone se vaha
kya ho raha honga
shadi ki sari jimmedari mere upar thi
aise me mera vaha na hone se sab pareshan honge
khas karke sohan aur rohan
ager mere gayab rahte sab muze dund rahe ho aur unko meri bike mili hongi
to wo to aur jada pareshan honge
sari jimmedari sohan ko leni hongi
muzko ko jald se jald vaha jaker sab sambalna chahata tha
mera mobile bhi swich off tha
acha hai aunty aur unki saheli mere sath aa rahi hai
ager durgs ka kohi asar dika to aunty ki saheli jaldi ilaj kar sakti hai
aunty ke tayyar hone tak main ne bhi thodi der aaram kiya
aur ham.kothi ki taraf jane lage
main abi bhi soch me duba hua tha
raat ki bat ke bareme soch raha tha
R mummy- Avi kya soch rahe ho
Avi-aunty , kuch nahi
R mummy- kya hua batav muze
Avi-main ye soch raha tha ki chachi ko kya batau ki main itni der se bahar kyu
ruka tha
R mummy- accident vali bat batana
Avi-accident ka naam sunte sab chinta karne lagenge
R mummy- to
Avi-muze kuch aur batana honga
R mummy- ek kaam karo mere accident ki bat batana aur tum muze hospital
lekar gaye aisa kahna
Avi-pir to rani tension me aa jayengi
R mummy- rani ko main samja dungi , wo samajdar
Avi-pir yahi batana honga
R mummy- chale
Avi-haa
muze raat ka kuch yaad nahi tha
bas itna yaad tha ki sohan rohan muze apne sath party me le gaye
party ek farmhouse par thi
vaha par sohan ka vahi dost aaya tha jo komal ko pareshan kar raha tha
jiske liye main ne usko sabak shikaya tha uska hant thod diya tha
usi ne is zagade ko khatam karne ke liye muze bear offer ki aur main sohan ke
kahne pe pi gaya
muze nahi pata tha ki usme drugs tha
pir pata nahi kya hua raat me
subha jab ankhoin khuli to sar me dard ho raha tha
pir aunty ne ijection de kar sula diya
pir muze sabkuch bata diya
muze sohan se bat karni hongi
sohan ko bolna honga ki aisa dost ka sath chhod de
main aunty ke sath shadi vali jaga jane laga
raste me aunty ne car rok di
Avi-kya hua
R mummy- yahi par tumari bike giri huyi thi
Avi-aapko yaad hai
R mummy- haa par wo deko headlight tuti hai is se andaza lagaya ki yahi par
tum mile the
Avi-headlight hai to baki ki bike kaha gayi
saheli- wo deko uder kohi dik raha hai
Avi- aunty chalo dekte hai
R mummy- sambalke
Avi-kya aunty, ab main tik hu
aur main car se niche utar gaya
main ne apne jakhamo ko shirt se chupa diya tha
car se utar kar jis taraf kuch ladke dik rahe the udar jane laga
muze wo kuch jaane pahchane lag rahe the
main udar hi dek raha tha ki meri najar sohan par gayi
sohan bhi un ladko me tha
shayad kisi ko dund rahe the
shayad muze hi dund rahe honge
meri bike mil gayi hongi
isi liye muze yaha dund rahe the
shayad muze hospital me bhi deka honga par main to ghar par tha
to sohan ko laga honga ki main jungle me ho sakta hu
R mummy- Avi wo to sohan haina
Avi-haa aunty ,
R mummy- wo yaha kya kar raha ha
Avi-muze dund raha honga
R mummy- dundne do chalo yaha se , inko saja milne do
Avi-aunty sohan mere jijaji hai , main usko saja kaise de sakta hu uski saja
dene ka matlab hai sital didi ko saja dena
R mummy- tum itne ache kyu ho
Avi-mere sath jo hua aunty wo sohan ko pata nahi honga varna wo muze
drugs lene nahi deta
R mummy- wo to hai
Avi-sohan ko deko , uski halat deko , itna pareshan dik raha hai
R mummy- aawaz do usko
Avi-sohan ,sohan jiju
sohan idar udar dekne laga
sohan - ye to Avi ki aawaz hai
sohan - rohan tumne Avi ki aawaz suni
rohan- aawaz kya main Avi ko dek raha hu
sohan- kaha hai jaldi bata meri to jaan nikal rahi hai
rohan - wo udar road ki taraf deko
sohan ne meri taraf deka
dono bhai bhag kar mere pass aa gaye
sohan to mere gale lag gaya
rohan - Avi kaha chal gaye the tum , ham kitne pareshan ho gaye the
sohan- tumne to dara hi diya tha hamko , kya kya soch baite the tumare
bareme
Avi- tum dono yaha kya kar rahe ho
rohan- tume dund rahe hai
Avi-muze
sohan-tum to party se bina bataye gayab ho gaye the
Avi- main wo
rohan- aur aaj subha main shahar2 ja raha tha ki tumari bike mili road ke pass
padi to laga tumara accident ho gaya hai
sohan- tum tik ho na aur tum ab tak kaha the ,,,
rohan- hamne sare hospital dek liye par tumara kohi pata nahi chala , hame
laga kahi kisi jungli janwar to tume uta nahi le gaya , kitna dar gaye the ,
sohan- tum kal hamare kahne par aaye the party me , aur pir aise gayab ho
gaye ki, ham kya muh dikate tumari bahno ko
Avi- tum dono ko kuch pata nahi
sohan - kya pata nahi hai
ham bat kar rahe the ki sohan ke aur rohan ke dost aa gaye jo muze dund rahe
the
sohan ka dost me jack bhi aa gaya
rohan- Avi hame kya pata nahi hai
Avi- sohan apne dost jack se nahi puchoge ki kya pata nahi hai
sohan- bat kya hai Avi , paheliya mat banav
Avi - muzse ache se jack batayenga tume
aunty samaj gayi ki jack vahi hai jisne muze drugs pilai thi
aunty aage aa gayi aur jack ko jordar thappad mara
jack to aunty ke ek thappad se niche gir gaya
aunty ke thappad dek kar hi pata lagaya ja salta hai ki raat ko kya hua tha
rohan sohan shocked ho gaye
jack to aunty ke ek thappad me niche gir gaya muze to laga kahi peshab na
kar de paint me
niche girte vaha se bhagne laga
usne socha nahi tha ki.muze sab pata chal jayenga
jack ko is tara bhagte huye delk kar sohan shocked ho gaya
par sohan ke dusare dosto ne jack ko pakad liya
sohan jack ke pass gaya
sohan- jack kya kiya tumne
jack- sohan muze maf karna , main ne wo
sohan ne jack ko mukka mara
sohan to subha se pareshan tha mere liye aur ab mere gayab hone ke piche
jack ka naam aate sohan ko guass aa gaya , aur isi guasse me jo mukka mara
us se jack ke muh se khoon nikale laga
sohan- saf saf bata kya kiya tune
Avi- jack ne kaha tha na tume ki muze party me bhula lo
sohan- haa , jack kah raha tha ki wo tumse sorry kahna chahata hai
Avi- acha sorry kaha jack ne
rohan- Avi kya kiya hai jack ne wo batav bas ab , pir deko main kya karta hu
Avi- jack ne muzse badla lene ke liye meri bear me drugs milai thi , pir muze
bear ki jaga rum pila di, is se main apne hosh kho baita
aur party se nikalte drugs ki vajase mera accident ho gaya
acha hua accident jada bada nahi hua
main ne apne hanto ke jakhm rohan sohan ko dikaye
jis se dek kar roham sohan ne ek ek mukaa jack ko mara
Avi- ye acha hua ki rani ki mummy shadi ke liye aa rahi thi aur unno ne muze
pahchan liya varna meri lash pe tum ro rahe hote
ye sunte rohan sohan jack par tut pade
jack ka hant tuta hua tha pir bhi rohan sohan ne kohi daya nahi dikai
hack bale uska purana dost thapar ab ye dosti khatam
kisi ki jaan lena
aise dost kis ko chaiye
mazak mazak me bat jaan lene tak gayi
jack ne linit cross ki to uski saja usko rohan dohan khud de rahe the
main bhi yahi chahta tha ki jack ko rohan sohan mare
jack ab sohan rohan ke zindagi se bahar chala jayenfa
jack ki acchi pitai ki
pahale hant tuta hua tha aur ab uske dost uska dusara hant thod rahe the
aur us se sab ne alni dosti thod di
sab ne jack ko bahot bura bhala kaha
sohan jack se dur rahe yahi main chahta tha
aur jack ko sohan rohan se dur to kar diya par mere sath jo hua uski saja main
badme usko jarur dunga
abi to jack ne apne dosto ko kho diya pir dekna main us se kya kya chinta hu
sohan rohan ruk hi nahi rahe the
jack ko dek kar lag raha tha ki uska dusara hant bhi tut jayenga
sohan ko uske dost ne rok liya
sohan- isko to main aaj chodunga nahi , itna samaja pir bhi kutte ki dum tedi
ki tedi rahti hai
sohan- aaj to isko maar maar kar iski jaan hi le lunga
sohan ko uske dosto ne pakad liya
dost- sohan tum shadi me jav , ham isko sifha karte hai
sohan- isko to main hi saja dunga
dost- sohan Avi subha se gayab hai , vaha kothi me sab pareshan honge ,tum
kothi me samblo aur ham is jack ko sambalte hai
dost- jack bed se 6 7 mahine bed se nahi utenga iski granty main leta hu
itna bol kar sohan ke dosto ne javk ke hanto aur pairo ko pakad kar uta liya
muze laga wo sab javk ko road ki tataf le jayenge lekin wo to jack ko jungle me
le ja rahe the
iska matlab jack ki aur dulai hongi
sohan-Avi muze pata nahi tha jack ke irade ke bareme , muze laga wo sorry
bolenga , par wo to sher ki khal me bhediya nikala
Avi-muze pata hai ki tum aisa kabhi nahi karte
rohan- party ne batana chaiye tha muze tabi us jack ka dusara hant tod deta
Avi- drugs ke bad hosh kaha tha muzeto ye bhi nahi pata ki raat me kya kya
hua ,, accident ki bat aunty ne batai
sohan- sorry Avi, jack ki taraf main tumse mafi maangta hu
Avi- jane do jo ho gaya so ho gaya , bas ab tum aise dost se dur rahna
rohan- Avi ne pahale kaha tha ki jack ko shadi me mat bhulav
sohan- galti io gayi muze kya pata ki wo sorry bolne nahi badla lene aa raha
hai tune jada chot to nahi aayi na
Avi- jada chot nahi lagi , aur aunty ke vajase mian bach gaya
sohan- thanku you aunty
R mummy- bacho jack jaise dosto se bach ke rahna chaiye , acha hua Avi ka
accident meri car se hua , ager truck se hota to
sohan- aunty main bahot sharminda hu
Avi- jane do is bat ko yahi bhul jate hai , is bat ko yahi khatam karke shadi ke
bareme sochte hai
rohan- par aunty aap aacident ke bad aap Avi ko kaha le kar gayi thi hamne
sare hospital dek liye the
r mummy- Avi ne drugs liya wo halat dekte samaj gayi thi , aise me mainAvi ko
hospital le jati to Avi pe security officer case ho jati is liye usko apni docter saheli ke
ghar le gayi thi
rohan- thank you aunty aapne Avi ko vapas laker hame bacha liya
R mummy- tum dono ache ho aise jack jaise dosyo se bach ke rahna
Avi- chale ab
sohan - haa chalo
rohan-sab bahot pareshan honge vaha par tumme na dek kar
Avi- tumne unko bataya kya
rohan- yahi ki Avi shadi ka gift lane gaya hai shahar me ,
Avi- ye acha kiya
ab sabko yahi bataunga
rohan sohan ne pir se muzse mafi maang li
aur ham sohan ke gaon jane lage
rohan sohan jack ke vajse sharmida tha
par achi bat ye thi ki ab rohan sohan jack jaise dosto se dur rahenge
jack ne jo kiya uski saja main alag se dunga hi
_____________
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi - by sandycruz - 24-11-2018, 06:24 PM



Users browsing this thread: 4 Guest(s)