Thread Rating:
  • 13 Vote(s) - 3.15 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi
Update 1169

lunch karke main ne apni thkana dur ki
kuch der chair par baite baite so hi gaya tha
aisi neend 10 minute ki bhi mili to fresh lagta hai ..mere sath bhi yahi hua
ek choti neend puri karte main double speed se kaam karne laga
mehmano ka swagat karna unki khatirdari karna
rohan sohan ka khayal rakna
aaj se funtion start honge to rohan sohan ke bhi friends aaye the
shahar2 pass hi tha to sham me jada hi log honge iska andaz muze aur
anushka ko ho gaya tha
rajesh main ramesh uncle jatin uncle chachaji sab apne apne kaaam ache se
pure kar rahe the
raj to is shadi ko photo khich raha tha
is bich komal mere pass aa gayi
komal subha se muzse bat karna chahti par sangit ke vajse kohi usko jane
nahi de raha tha
par ab lunch karke wo muzse milne aa gayi
komal- Avi
Avi- kya hai komal jaldi bolo muze bahar jana hai
komal- Avi jack ke bareme bat karni thi
jack ka naam sunte main ne apne hant ka kaam rok diya
Avi- usne pir se batmizi ki
komal- aisa hi kuch hai
main komal ko apne room me le gaya
Avi- ab batav kya hua
komal- tum khud dek lo
aur komal ne muze apna mobile dikaya
kisi unknown number se 100 ke aas pass massage the
Avi- ye kiska number hai
komal- jack ka honga
Avi- tumne call karke deka
komalk- massage dek kar main samaj gayi ki usi ke massage hai , to call kiya
ye samjane ko main interested nahi hu
Avi- to kya kaha jack ne
komal- wo damki de raha tha ki wo muze paa kar eahenga
Avi- usne aisa kaha , usko chhodunga nahi main
komal- wo raat bhar tang karta raha maasge bhej kar
Avi-dikav muze
main ne maasge deke ,
i love you likh bheja tha
is bat ka muze guass aaya
main bas guass karne ke siwa kuch nahi kar pa raha tha
pooja bua ke vajse mere hant bande the varma usko acha sabsk shikata
bhale wo boxing champion kyu na ho main bhi pahalvan ke khandan se hu
utak lar patak deta to dubara aisi harkat nahi karta
manaa ki kohi ladki pasad aati hai to usko i love bol diya lekin ager wo ladki
kah rahi hai ki usko interet nahi to is bat ka kya matlab hai
pir to isko harrasmemt kaha jayenga
main me massage deke to muze guass aa gaya
Avi- ye to raat bar aaye rahe
komal- ye to switch off karne se pahale the par subha switch on karte massge
aate gaye
Avi- main dekta hu us jack ko
komal- main raat bhar so nahi payi
Avi+ tum sangit ke program par dyan do aaj jack ka kissa khatam hi kar
dunga
komal- kaise du wo vvaha bhi honga , uske hone se main foucs nahi kar
paungi
Avi-tum sangit ka deko main jack ko dekta hu wo sham ke program me nahi
honga
komal- rohan jiju ko batana
Avi- ab kisi ko batane se kuch nahi honga muze kuch karna honga, main kuch
karta hu tum apna mobile yahi par rako
konal- zagda mat kar na , bas sohan jiju ko batana wo sambal lenge
.Avi- ab tum muzko mere tara se handle karne do
komal- kya karoge
Avi- tum bas sangit par dyan do ,
komal mere kahne ke bad vaha se chali gayi
is jack ka kuch karna honga
bina vaja komal ke piche pada hai
komal ke piche pad kar usne galti ki
aur is tara tang karke aur bura kiya
ab muze kuch karna honga
ab pooja bua ki ek bat bhi nahi sunnuga
par ek bar bata detq hu pooja bua ko
main ne pooja bua ko call kiya
Avi- bua aap mere room me aa sakti hai
pooja bua- kya hua
Avi- ek bat hai , aapka aana jaruri hai
pooja bua- abi aati hu
thodi der bad pooja bua aa gayi
pooja bua- kya hua Avi aise kyu bhulaya , main samdan ke sath thi
Avi-bat hi aisi thi ki aapko bulana pada
pooja bua-kya hua ab
Avi- ye dekiye komal ka mobile
pooja hua mobile ke masage dekne lagi
pooja bua- ye kiska numbe hai jo komal ko aise massge bheje hai
Avi- khon ho sakta hai
pooja bua- jack
Avi- jack hi hai , raat bhar komal ko tang karta raha , komal raat bhar so nahi
payi
pooja bua- uske pass komal ka number kaha se aaya
Avi- number nikaalna mamuli bat hai
pooja bua- main bat karti hu sohan se
Avi- abi bhi aap bat karengi
pooja bua- tu guass thuk do
Avi- kal bhi us jack ne kya kiya aapne deka na
pooja bua- deka main ne
Avi- madubala ko meri chugali karne gaya , acha hua na bat vahi khatam.ho
gayi
pooja bua- is jack ne to pareshan karke raka hai
Avi-bua uska kuch karna honga , pata hai komal ko kya kaha
pooja bua- kya
Avi-komal ne call kiya to kaha ki wo komal ko kisi bhi kimmat par pa kar
rahenga
pooja bua- ye to kuch jada hi ho raha hai
Avi-jada nahi bahot jada ho raha hai
pooja bua- isko roka nahi to ye kuch bhi karne se sochenga nahi
Avi-vahi main kah raha hu
pooja bua- par ye shadi
Avi-komal bhi aapki beti ki tara hai ye yaad rakiye , ager neha bua ko.thoda bhi
pata chala to us jack ko sabke samnemaarengi bua
pooja bua- neha ko kuch pata chalne mat de a
Avi-tabi to main ne komal ko neha bua ko batane se roka hai
pooja bua- muze kuch sochne de
Avi-abi bhi sochti rahengi
pooja bua- tum samaj nahi rahe hai
Avi-to samjaiye
pooja bua-ye itna simple nahi jai
Avi-to komal ki bali dek kar kijiye sweta didi ki shadi
pooja bua- mera wo matlab nahi hai
Avi-aapko ek ek bat pata hai ki jack kya kar raha hai
pooja bua- to main kya karu ,
Avi-aapne kaha tha ki aap kohi rasta dund lengi
pooja bua- to sochne de
Avi-aapke pass sham tak ka time hai ,uske bad main apne tara se handle
karunga jack ko
pooja bua- sham tak se kya matlab hai
Avi-sham me sangit hai , aur vaha komal ka dance hai , komal ke dance par
jack kohi commmt jarur karenga , pir to komal sidhe neha bua ke pass jayengi
, pir main bhi kuch nahi kar paunga
pooja bua- main kohi rasta nikaalti hu , muz pe bhartosa rako , komal meri bi
beti hai
Avi-tik hai , sham tak , varna aapko pata ha rajeah bhi kitna guase me hai kal
ki vajase
pooja bua- main dekti hu , kabhi kabhi bat karke bhi hal nikaalna padta hai
Avi-kijijye ho karna hai , lekin ab usne kuch kiya to main kuch nahi dekunga
pooja bua- tu samajdar hai Avi ,
Avi-usne mera bhu mazak udaya hai aur komal ko bhi tang kiya itna lafi nahi
hai aapke liye
pooja bua kuch sochne lagi
Avi-kya soch rahi hai
pooja bua- sweta ne bataya ki tum kamzor hai , tuze dood diya kaju badam
vala
Avi-haa wo thodi kamzori thi
pooja bua- to tu niche ja main dood lekar aati hu
Avi-aap bat badal rahi hai
pooja bua- muze apni maa manta hai
Avi-haa
pooja bua- muzpe bharosa rak , ja niche main tere liye dood lati hu
Avi-sham tak , yaad haina
pooja bua- haa , sham tak ki nobat nahi aayengi ,
Avi-tik hai
main niche hall me aa gaya
pooja bua ko ek last chance de raha hu
ager pooja bua ne kch nahi kiya to main uske ghar jaker uski pitai karunga
boxing champiin hai to sabko darake rakenga
bas ek bar pooja hua kahe ki Avi tu apne tara se handle lar pir to usko nani
yaad dila dunga
______________________________
Update 1170
jack ne ab limit cross ki
komal ko tang karne ki saja usko mil ke rahengi
jack ki hasi gayab kar dunga main
par pooja hua kya karti hai wo dekna hai
main ro kothi me kuch nahi karunga
lekin bahar jack ko dund kar uski halat kharab kar dubga
abi to main pooja bua ko sab kuch bata kar niche aa gaya
niche to sab apne apne kamo me busy the
main bhi gardan me jajer bate karne laga logo se
mere pass hi sohan rohan aur uske friend gappe maar rahe the .
jack bhi vahi tha
main kyu usko dar ke dur jau , main vahi bate karne laga
sangita bhabhi aur unke kuch mehmaan vahi par the
ye kya komal rani kavita leena vidhya gardan me aa rahi thi
ye kyu yaha aa rahi hai
inko to raat ke program ke liye practice bhi karni thi
komal ka aana muze samaj me nahi aaya
meri bahane mere sath aaker baite gayi aur bate karne lagi
komal ke aate jack kuch jada hi flash maar raha tha
apne kisse batane laga dosto ko
uske boxing champion ke kisse suna kar komal ko impreessed kar raha tha
rani ke expresaion dek kar lag raha tha ki komal ne usko jack ke bareme
bataya hai
rani to kha jane vali najar sejaack ko dek rahi thi
sangita bhabhi aur chachi bi vaha aa gayi
sab yaha gardan me kya kar rahe hai
meri kuch samaj me nahi aaya
sohan ke group ki bate ham sun sakte the aur hamri bate wo sun sakte the
is bich pooja bua dood ka glass lekar aa gayi
Avi- tum sab ko pracitce nahi karni
kavita- bhaiya ham to gaon se practise karke aaye hai
Avi- pir bi jav didi ki madat karo
rani- unki saheliya aayi hai , ham to thoda relax hone aaye hai
sangitaji- sham ke liye thoda aaram bhi jaruri hai
Avi- dekna bhabhi , meri bahne jitengi
sangitaji- lag to yahi raha hai , jaha ladkiya jada vaha jit hoti hai
sangitaji- ye rohan kuch karta nahi hai , isko kaha tha ki dance kare par manaa
kiya
rohan- bhabhi muze nahi banna bali ka bakra
kavita-jijaji aap bhi dance karte to maza aata
rohan- tumari shadi me karunga
ham bate kar rahe the ki pooja bua aa gayi
Pooja bua- Avi tum yaha ho aur main tume kothi me dund rahi thi
Avi- kuch kaam tha bua
pooja bua- tumne dood bhulaya tha na , ye lo main lekar aayi hu
main ne dood la glaas le liya
jack - abi bhi bacho ko tara dood pita hai , ale ale mera rajaaa betaaaa
jack ki bat par uske dost hasne lage
sohan me jack ko chup rahne ko kaha
kavita- dood to sehat ke liye acha hota hai haina bhabhi
sangitaji- haa , dood to har umar ke person ko pina chaiye
jack- bhabhi dood to bache pite hai ,
leena- sport person to roj dood pite hai
jack- main nahi pita , mard ko to sharab chaiye aur jo sharab nahi pite wo
mard nahi hota
sangita bhabhi-sohan tumara dost to mard ban raha hai
sohan - jack ye sab kya hai
raj- dood se hi body banti hai , sharab se to liver kharab hota hai
rohan- raj ne sahi kaha
raj- maa muze bhi dood dena
pooja bua- abi laati hu
jack- shadi me sab bache hi aaye hai , lagta hai guda gudi ki shadi ho rahi hai
jaha har kohi bacha hai
sangita bhabhi- jackkkkkk
sangita bhabhi ko guass aa raha tha
par jack tha ki chup nahi ho raha tha
wo muze nicha dikana chahta tha
aur usko lag raha tha ki bazi wo jit jayenga
jack - ye deko body ,
aur jack ne apni shirt nikaal kar body dikai
sohan jack ko rok raha tha
Avi- acha , under se poker hongi, baloon ki tara fully huyi hai ek pin lagate fat
jayengi booooooom
aur mer bat par sab hasne lage
jack ko is bat par guasss aaya
aur guasss storng insaan ko kamzor bana deta hai
jack- is mukke se tere jaise kitno ko nani yaad dila chuka hu
Avi- mere jaise hote to tume nani yaad aa jati
thakurain - kya ho raha hai yaha , badi badi bate sunai de rahi hai
pooja bua- thakurain baitiye ,
thakurain- kya bat ho rahi hai
pooja bua- kuch nahi , gaon vale kahte hai ki dood pina acha rahta hai aur
shahar vale kah rahe hai ye age sharab pine ki hai dood to bache pie hai
thakurain - to is ladke ne shirt kyu nikaala hai
sangita bhabhi- ye to aise hi aap dyan mat dijiye
kavita- to ham kya bat kar rahe the
kavita ki bat bich me kaat di jack ne
jack- dar gaye body dek kar
Avi- darna ye word meri dicitionary me nahi hai
jack- to sabit karo
sohan ye sab rokna chahta tha
sohan- jack limit me raho
pooja bua- sohan beta ham bate karne ko jama huye hai yaha par
kavita- haa , aur debate me to maza aata hai
sangita bhabhi sohan ko kuch ishara kar krahi thi k jack kuch jada hi bol raha
hai
jack- sirf bate karna hi jante ho ,
Avi- bato ke sath hant chalana bhi janta hu
thakurain- jawan khoon aisa hi hota hai
jack- mere under to khoon hai iske under dood bhara honga
thakurain ko jack ki bat pasand nahi aayi
kavita- kis ke body me dood hai aur kiske body me khoon ye to body se
nikalne ke bad hi pata chalenga
leena- ager ye debate khatam karni hai yo kyu na ek kusti ka match ho jaye
sangita bhabhi -leena iski kohi jarurat nahi hai sohan jack ko lekar jav
sangita bhabhi samajdari dikate huye bat ko suru hone se pahale khatam
karna chahti thi
sohan-chalo jack
jack- sohan yaar main ek champion hu aur challege muze pasand hai
thakurain - idea to acha hai , bahot din ho gaye kohi kusti nahi deki
pooja bua- pahale gaon me hoti thi par ab to band hi ho gayi
raj- bhaiya haa kar do
jack- wo kya ladenga muzse , main apne college ka boxing champion hu ,
shayad uska dood pani ban gaya hai
main ne pooja bua ki taraf deka
pooja bua ne haa me ishara kiya
to ye pooja bua ne jaanbuz kar kiya
kavita leena ko bataya honga ki kya karna hai kyu ki pooja bua bolti kusti ki
bat to unko hi galat maante , par kavita leena ko kohi kuch nahi kahenga
komal aur rani bi yahi chahti honi ki kusti ho
Avi- ho jaye khusti ka ek mukabala
jack to yahi chahtha tha
.uske chehre ki khushi dika rahi thi ki wo iska hi intzar kar raha hai
wo boxing champion hai , aur khusti me wo mukke maar kar muzse badla
lenga hi
main kabhi kusti kheli hi nahi
par ab komal ke liye khelunga
thakurain - pir to sabka manorajan ho jayenga
sangita bhabhi- iski kya jarurat hai , panja lada lete hai
jack- bhabhi ek bar bat bol di to piche nahi hatte , abi to khusti hi hobgi ager
Avi ko dar lag raha honga ki main uski haddi thod dunga to wo haqr maan
sakta hai
thakurain - ab to muze khusti dekni hai ,
is pe sangita bhabhi kuch bol hi nahi payi
rohan sohan jack ko kuch kah rahe the
par jack unki bat nahi sun raha tha
khusti ki bat kothi me fail gayi
raj sabko batane laga ki ab thodi der bad khusti hongi
rekha ne bataya ki khusti akhada hai maidan me
ye to achi bat thi
jack aur ham.sab us taraf jane lage
jack muze maar dalenga aise ishare kar raha tha
main khud ko cool hi rak raha tha
pooja bua- Avi main ne tere hant me lathi di hai , ab saap ko maarna hai ya
kathi thodni hai ye tere hant me hai
Avi- dadaji ka khoon hai mere rago me ,lathi to tutne nahi dunga
komal- Avi acha sabak shikana usko
rani- uska to hant thod dena jis se komal ko chhuha tha
Avi- tume komal ne bataya
rani- main to guaas hu ki muze pahale kyu nahi bataya , lekin ager tum jack ka
hant thod kar muze donge to guass santh honga
kavita- bhaiya acha sabak shikana
Avi- neha bua ko mat batana
kavita- kya , ham to mousi ne kaha ki aapki aur jack ki kusti aarenge karne ko
kaha
leena- kya hua bhaiya
Avi- kuch nahi uski aur meri purani dushmani hai isko aaj khatam karna hai
ham maidan me aa gaye
mehamaan bhi kothi se maidan me aa gaye
thakurji aur sabke liye chair lagayi gayi
thakurji- ab to maza aayenga shadi me , khusti dek kar purane din yaad
aayenge
rohan ke papa- khusti ko shouk muze bhi hai , chalo dekte hai bacho ki khusti
thakurain - muze to dekna hai Avi yogendrasingh ka pota hai ki nahi
thakurji- kyu nahi hai ye khusti Avi jitenga , usko jitna hi honga
sab khusti kyu ho rahi hai iske bareme bat kar rahe the
main to tayyar tha
jack bhi tayyar tha meri haddiya thodne ko
chachi aur bua aate unko to meri fikaer hone lagi
___
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.


Messages In This Thread
RE: Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi - by sandycruz - 24-11-2018, 06:20 PM



Users browsing this thread: 21 Guest(s)