Thread Rating:
  • 13 Vote(s) - 3.15 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi
Update 1156

match badiya huyi
natch hote ham vapas kothi me aa gaye
is bahtarin match ki bate khatam nahi nahi ho rahi thi
sab ne bahot mehnat ki
rohan ke papaa-suna ek minute , is match me sab bacho ne bahot mehnat ki ,
to ham ne hi is match ka hisha bane ka socha ,
jatin uncle- ab match ka presentation honga
rohan ke papa- to is match me man of the match hai rohan , rohan beta aage
aav
rohan ke aage aate ramesh uncle hanto se gift mila
jatin uncle- is match ki man of the woman hai sweta
aur sweta didi ko madubalaji ne gift diya
poojabbua- is match me best patnership kavita leena ne ki to usko bhi gift
diya ja raha hai ,
kavuta leena to is se khush huyi
B chachi- is match me bahtatin over dalne ke liye sohan ko gift mil raha hai
neha bua- sangitaji ko best catch ke liye gift diya ja raha hai ,
sangta bhabhi- wo to bas aise hi
neeta bua- best fileding ke kliye raj ko gift mil raha hai
madubalaji- aur dono team ke captain ko bhi gift diya ja raha hai , aur baki
teamember ko isatch ka hisha banne ke liye gift diye ja rahe hai
sabko gift mile hai
yaha tak ki choti chachi seema chachi aur anushka bhi bhi support karne ko
gif mile
match khelne se sabko inam mile
anushka- ye meatch bahot achi huyi muze pata hai is match ko aap sab nahi
buulenge
kavita- ye match hamesh yaad rahengi
anushka- us behtarin match ko main bhulne bhi dungi aap sabko , main ne
charo taraf camera bhi lagaya rha , uski shooting karke is match ki cd aap
sabko mip jayengi
ye sunte sab ne anushka ko sukriya kaha
sweta didi- shadi ki cd se is match ki cd dekenge ham
pooja bua- chalo ab sab fresh ho jav pir lunch bhi karna hai
sab idar udar janr lage
main bhi sabke sath sidiyo se upar jane laga
par muze komal kahi dikai nahi de rahi thi
Avi- rani komal kaha hai
rani- yahi to thi
main ruk gaya
rani- kya hua
Avi- tum chalo main abi aata hu
aur main sidiyo se niche jane laga
muze upar se komal aur jack dikai diye
jack komal se bat karne ki kosish kar raha tha par komal us se bat nahi kar
tahi thi
komal kal ki tara has bhi nahi rahi thi
komal ke bat na karne se jack ko akkal aa jayengi
dekta hu ki kya karti hai komal
main vahi sidiyo se unko dekne laga
komal ungli dika kar jack se bat kar rahi thi
matlab komal jack par guass hai
komal ne bhi dek liya tha ki kack seetiya baja raha tha match khelte hute
komal bhi jack ke is tara seetiya bajane aur shor sharab karne uske naam se
pasand nahi aaya
jack ki shakal dekne layak thi
komal guasse se bat kar rahi thi
ab jack se komal se dur rahenga
komal jack se gusse se bat kar palat gayi idar aane ko
par ye kya
jack ne komal ka hant pakad liya
komal ka is tara jant pakad ne se muze guass aane laga
komal ne bhi jack ke aisa karne se guass aaya honga
komal ko touch karne ka hak sirf muze hai
komal.ne jack ka hant zatk diya
aur palat kar jack ko samjane lagi ki ye jo wo kar raha jai wo tik nahi hai
komal thappad bhi maar sakti thi par nahi maara
par muze is bat se guass aa gaya
main sidiyo se niche jane laga taki jack ke kaan ke niche do thappad maar
saku
main guaase se sidiya utar raha tha
muze is tara dek kar pooja hua mere samne aa gayi
Avi- bua alag ho jaiye
pooja bua- aise guasse se kaha ja rahe ho
Avi- kisi ka muh thodne
pooja bua- soha n ke dost ka
Avi- aapne deka usne kya kiya
pooja bua- haa ,komal ka hant pakada usne
Avi- aap usko thappad marne ki jaga muze rok rahi hai
pooja bua-main usse hi bat karne ja rahi thi ki tuze guasse me deka
Avi- uski himmat kaise huyi komal ka hant pakadne ki
pooja hua- teri tara muz bhi guass aa raha hai par tum bhul rahe ho ki ham
khon hau
Avi- aap kahna kya chahti hai
pooja bua- wo sohan ka dost hai , wo ladke vale hai
Avi- iska ye matlab nahi hai ki wo kuch bi kare
pooja bua- tum abi chota ha is bat ko samajne ko , ham ladki vale hai
Avi- pir bi main usko chhodunga nahi
pooja bua-Avi shadi ka samay hai , yaha drama karke us ladke ka kuch nahi
jayenga par hmara sab kuch lut jayenga , dek abi kaise sab khush hai vaise
rahna chaiye
Avi - to kya wo kuch bhi kar sakta hai
pooja bua- main bat karti hu , main sohan se bhi bqt karti hu par aise guassr
me asker bat bigad jayengi , wo to bahar ka hai , uska kya bigadenga shadi tut
bhi gayi to , oar hamara to sab kuch lut jayenga , aur aise me shadi ho gayi to
to sweta sital khush nahi rahengi
Avi- to kya uske liye komal ki bali dengi , ager neha bua ye dekti to pata hain
kya karti
pooja hua-neha bhi us ladke ko samjati ,
Avi- to samja dijiye us ladke ko ,dubara komal ke pass deka to main usko
maar dunga
pooja bua- tu apna guass khatam.kar de
Avi- tik hai
poojabbua- muze vada kar ki shadi ho jane tak tu guasse me aaker kuch ulta
sida nahi karemga
Avi- main uska muh thod dunga dubra komal ke pass deka to
pooja hua- Avi apni bua ke liye itna nahi kar sakta , bas shadi tak tu maar pit
nahi karenga iska vada kar
Avi- aapki kasam khata hu ,
pooja bua- bas shadi tak uske bad main tuze nahi rokungi ,
muze bua ki bat pasand nahi aayi
par unki bat bhi sahi thi
shadi tutengi to us jack ko kya farak padenga , barbad to ham dono ki family
hongi
mzse bat karke pooja bua jacj ke pass gayi
pooja bua ke aate komal vaha se meri taraf aa gayi
poojabbua jack ko samajne lagi
Avi- komal kya kah raha tha jack
lomal- tum sahi the , bada batmiz hai wo , main ne to bol diya usko ki muzse
dur rahe varna uske liye acha nahi honga
Avi- usne hant kyu pakda
komal- wo jaana chahta tha ki mere is tara badal jan ki vaja kya hai
Avi- tumne usko samja diya na
komal- haa
Avi- main to uska hant thodne aa raha jis se tum ko chhu liya tha par bua ne
tok liya
komal- main bhi thappar maarne vali thi par ruk gayi , bina vaja drama karma
til nahi hai
Avi- tum na rani ke sath hi raha karo taki wo pareshan na kare
komal- haa , main to bas usko samajne ko aakri bar use bat kar rahi thi
Avi- jav fresh hone
aur komal chali gayi
aur pooja bua jack ko samajne lagi
jack pata nahi kya kah raha tha
par sohan ne deka li uski saas jack se bat kar rahi hai
.sohan ko pata tha ki jack kaisa ladka hai
sohan bhi pooja bua ke pass gaya to main bhi pooja bua ke pass gaya
pooja bua- sohan tumare friend ko kaho ki mehman hai to mehnan ki tara
rahe
sohan - kya hua mummy ji
pooja bua- kuch nahi , jis tara ye komal pe comment kar raha hai wo muze
oasand nahi aaya
sohan- amummyji main iske taraf se maafi maangta hu ,
pooja bua- tum kyu maafi maang rah ho main bas bata rahi hu ,
sohan- jack dubara shikayat nahi milni chaiye muze
jack ne us pe kuch nahi kaha ar wo vaha se chala gaya
sohan- jack ne kuch galati ki ho to usko maaf kar dena ,
pooja bua- aisi kohi bat nahi hai bas bat clear ho to acha haina , ham to do
nahi ek family ki tara rah rahe hai aise me bahar log iska faitada uta lete hai
sohan- jack bas mazak karta hai
pooja bua- deko beta meri ek bat maanoge to jack se dur raho , mera anibhav
kah raha hai ki wo tik ladka nahi hai
sohan- ji mummyji , aapki bat yaad rakunga
pooja bua ne jack ko samjaya par muze nahi lagta ki wo samja honga
par pooja bua ne sohan ko bata kar acha kiya
pooja bua aur main vaha se nikal gaye
pooja bua- sohan usko samaj denga
Avi- muze nahi lagta
pooja bua- ager pir bhi wo nahi samaj to main kohi aisa rasta nikaalungi ki
saap bhi mar jaye aur lathi bhi na tute
Avi- jaisa aap tik samaje
pooja bua- jav fresh ho jav , lunch bhi karna hai
poojabbua pata nahi kaise saap maarengi aur kaise lathi nahi tuengi e
marengi
jack samaj jaye ye hi uske liye tik honga
______________________________
update 1156A
Update 1156 A
aaj ka din best ban gaya
is cricket match se dono family pass aa gayi
rohan ke na haarne se madubalaji khush thi
sath hi sabko gift bhi mile
puri dopehar usi me chali gayi
sham me puri mandali chhat par jama ho gayi
sohan aur rohan khush the is tara shsdi karne se
sohan jack ke incident ko seruously na lekar hamarr sath hi enjoy kar raha
tha
dopehar me outdoor game khelne se ham mast ho gaye the
aur sham tak bato ko silsila aisa chala ki rukne ka naam nahi le raha th a
bate chechad , ek dusare ko tang karna milker samay bitana ,
aisi shadi kisi ne nahi sochi thi
bache kya bade bhi is shadi ko enjoy kar rahe the
badi achi bate ho rahi thi unke bich bhi
pooja bua aur badi chachi madubhalaji ka pura khayal rak rahi thi
unko khush rakne ki puri kosiah kar rahi thi
rohan ke papa to roj apne family friend ko laker sweta didi sital didi aur ham
sabki pahchan karva dete
dopehar me aaj yahi hua
ye didi ke liyw jaruri bhi tha
2 din se yahi ho raha tha
ramesh uncle apna kaam kar rahe the aur main aona
sab anushka ne tnne ache se manage kiya ki hame kuch karne ki jarurat nahi
padi
jab function start honge tab to anushka ka kaam.dekne layak honga
aur aaj to dinner me chinease honga jo sabko pasand aayenga
par chacha ko ajib khana vaha bhi lag gaya , cinese ke sath zunka bhaker bhi
raki gayi
ye to raat ke dinner ki bat hai ,
ham.to sham se chhat par jama ho gaye the
rohan- kavita tumare ek idea ne sab kuch badal diya
sohan- match me maza aa gaya , kal bhi ek match ho jaye
kavita- jiju kal kuch naya karenge
rohan- kyu nahi , tum bas batana sabko manna ham lenge
sohan - aur sital tum to beauty paler jane vali thi
sital didi- poonam didi ne mistke kar di thi , unko laga aaj ki appointment hai
par date kal ki hai
rohan - tum dono aise khubsurat ho tume beauty paler jane ki kya jarurat hai
komal- abi to didi ja rahi hai par shadi ke bad aapko le jana honga
sohan- main to jannat bhi le jau ,
rani- jiju to romantic ban gaye hai
Avi- main bhi romnce ke kuch tips le lunga
mere kahne par ek sath sabne kaha
"kohi jarurat nahi"
aur sabne ek sath kaha to hasne ki aawz aane lagi
rohan -sab ne ek sath kaha , ye six sence tha ya kuch aur
sweta didi- Avi ko bigadne ki jarurat nahi hai
rohan- main to bas aise bol raha tha
sweta didi- raj ko bana do apne jaisa ,
rohan - kyu raj mere sath rahoge
raj- kyu nahi ,
rekha- aap sab bas bate karoge , deko main kya lekar aati hu , garam garam
jalebi aur bhajiya
rajesh - iski to sabse jada jarurat thi , jalebi kha kar tedi bate kohi nahi
karenga
rekha- tum na karo to sabke liye acha honga
sohan- rajesh kyu rekha ko tang karte ho ,
rajesh - main to bas aise hi , vaise rekha meri choti bahan hai usko tang nahi
karubga to kise karunga , leena se puch lo wo to pareshan ho jati hai
.leena-pareshan to hoti hu par kya karu bhai hai to acha bhi lagta hai
rekha- muze ab tang kiya to garam garm bhajiya ke sath hari mirch dungi
khane ko
komal- bate to hoti rahengi
rohan- to jalebi ki tara sabki life ghumti firti hongi
sohan- to tum me se kisi ne apni didi ki tara boyfriend dunda ki nahi
kavita leena- ham bachi hai
komal- muze docter banna hai
rani-muze apni mummy ka khayal rakna hai
sohan- ye kya bat huyi , kuch bhi nahi hai kisi ko like karti hongi
sweta didi- leena kuch socho ki kya karna hai varna tumwre jijaji tum sabko
bhor karenge
sital didi- kuch to socho ki kya kiya jaye
leena- abi to kuch kar nahi sakte , shadi ke function start honge to bahot maza
aayenga ,
rani- ham aapke hai khon movie se cricket match ka idea aaya , kyu na usi
movie ki tara pillow passing khelte hai aur jiske pass pilloow ruka wo gana
gayenga ya dance ya acting karenga
poonam didi - acha game hai ,
rekha - main pillow lekar aati hu
vidhya- gane ke liye mobile to hai
aise bakwas game bhi khelne pad rahe the
ab kya karu ladkiyo ki majority thi
unko to aise hi game pasand hai
acha hua antakshri nahi bola varna muze apne besure aawz me gana padata
meri aawz sunkar to murda bhi jaag kar galiya dete ki marne kr bad to chains
se sone do
ek taraf uncle ki drink party chal rahi thi dusari tarqf ham dhamal kar rahe the
kohi gana gata to kohi dance karta
raj to kuch bhi karne ko bolta
is sab me chachi bua aur sangita bhabhi samil huyi
par kajol aur trisha to alag hi thi
bada maza aata hai jab puri family sath hoti hai
aise sath me khelna hasi mazak karne se pyar badta hai
aur ham apna game khelne lage
jab bari rohan jiju ki aayi to unoo propose karne ko bola didi ko
rohan to is liye tayyar hi yha
sweta didi sharma rahi thi
par rohannjiju ke propose karte taliya bajne kagi
sohan jiju ko to sital didi ke sath dance karne mila
usi tara fun hota gaya
sab ne acha sath diya
is game me jit huyi rekha ki
rekha ke jite rajesh uska mazak udane laga
pata nahi rajesh kyu rekha ke piche laga hai
shayad try kar raha honga
karne do
aaj ka din to match ke naam raha
aur kal ka last din honga
uske bad to shadi ke funtion start honge
kal dono family ka get together complete honga
aur rasme suru ho jayengi
______________________________
Update 1156B
ye hamara 3rd day tha kothi me aaker
socha nahi tha ki dono family itne karib aa jayengi
ye acha idea tha ki dono family ek sath milkar shadi karvayengi
gaon me shadi hoti to apne jijaji ke sath saliya itni free nahi hoti
didi ke liye unke dream se bhi best thi shadi
pooja bua ko is tara apni betiyo ko khush dek kar unka future bi khusiyo se
bhara hua dik raha tha
badi chachi to ham sabi bhai bahannko sath dek kar khush thi
neha bua bhi av suresh uncle ke yaado se bahar aa gayi thi
pir se usi tara din ki suruvat huyi
masti mazak aur bato ka silsila suru ho gaya
rohan sohan to subha hi shahar2 chale gaye
Avi- to girls aaj ka program kya hai
kavita- kuch nahi
Avi- ye tum kya kah rahi ho
kavita-aaj to aaram karenge aur practice karenge
Avi- kis bat ki practice
leena- kal sangit hai to vaha dance karne vale hai
Avi- tum aur dance , nice joke
leena- aap ko kya lagta hai ham dance nahi kar sakte
Avi- tum to kar longi main bakiyo ka bol raha hu
komal- kal dek lena
Avi- tum bhi kar rahi hodamce
komal- haa kyu main dance nahi kar sakti
Avi- kar to sakti ho par kuch khas nahi honga
komal- challenge kar rahe ho
Avi-nahi bas bata raha hu
rani- to kal dek hi lena ham kya karti hai
Avi- lo ab tum bhi dance karne vali ho ye mat kahna varna meri hasi nikal
jayengi
komal - lagta hai aaj Avi khud ka chehra dek kar uta honga tabi aise pagalo
jaisi bat kar raha jai
Avi- kal pata chal jayenga ki khon pagal hai
sweta didi- Avi jav tum ab yaha se
Avi- main to chala jaunga lekin
sital didi- lekin kya
Avi- ye dance karengi , muze hasi aa rahi hai , yakin nahi ho raha hai
poonam didi- Avi pagal ho gaya
vidhya- Avi ham sabka maza le raha hai
kavita- jaiye aap yaha se hame pracitc karni hai
Avi- karo par tik se karna varna meri tara kal sab hasenge
rani- aisa kuch nahi honga
aur muze nikaal hi diya room se
Avi- raj tuze bhi nikaal diya
raj- aapke vajse ,
Avi- chal tuze shahar2 ghuma laata hu
raj- main maa ko puch kar aata hu
Avi- dek ab tu bada ho gaya hai , tuze bua se puchne ki jarurat nahi hai
raj- to chaliye
aur main raj ko lekar ghumne chala gaya
idar udar ke kaam bhi kar liye
main alag se kuch karna chahta tha shadi me wo kar raha tha
raj to ghumne pirse khush tha
kuch ganto bad ham kothi ki taraf vapas jane lage
rajesh khud se bahot kaam kar raha tha
raj ko main ne bike chakane di to kahne laga ki usko bhi bike shikni hai
rajesh raj ko bike shika denga
ham dopehar me kothi aa gaye
kothi me aate muze rajesh mil gaya
rajesh guasse me dik raha tha
rahesh itna guasse me kyu hai
main ne rajesh ko rok diya
Avi- kya hua aise guass kyu ja rahe ho
rajesh-udar dekiye aapko bhi guass aayenga
main ne rajesh ki batayi huyi jaga ki taraf deka
to udar komal aur jack the
komal maidain se kothi me aana chah rahi thi
par jack rasta rok kar khada tha
aur komal se bat karne ki kosiah kar raha tha
muze bhi ye dek kar guass aa gaya
lekin muze pooja bua ki bat bi yaad aa gayi
shadi ke mandap me zagda karke ladko vslalo ko bolne ke liye jaga nahi de
sakte the
muze santh rahna honga
mere hyper hote rajesh to guasse me kuch hi kar denga
muze rajesh ka guass santh karna homga
Avi- tu apna kaam kar main dekta hu
rajesh- aap ko kuch nahi lag raha
Avi- dek guass karne se kuch nahi honga
rajesh- wo komal didi ko tang kar raha hai
Avi- guass muz bhi aa raha hai lekin ye jaga sahi nahi hai guass karne ko
zagda karne ko
rajesh- main usko abi sabak sikaata hu
Avi-tuze jane ko kaha hai to ja , main dek lunga uska kya karna hai
rajesh- muze aapse ye umid nahi thi , komal didi ki madat karne ki jaga muze
jane ko kah rahe hai
aur rajesh muzpar hi guass hoker vaha se chala gaya
rajesh ko pasand nahi aaya ki main ne kuch nahi kiya
kis kaam ki ye body jo komal ki raksha nahi kar sakri
rajesh ko ab main kaise samajau ki pooja bua kya chahti hai
kal muze bhi guass aaya tha par pooja bua ne rok liya vaise aaj rajesh ko
guass aaya
main rajesh ko badme samaja dunga
main komal ki taraf jane laga
jack uska rasta rok kar khada tha
komal ne dek liya ki main aa raha hu to wo chup chap khadi rahi
jack ka dimag to tikane lana hi honga
main jack ke pass se gujrate huye uske sar par 2 undli ko mod kar ek khattu
diya
jack ko is se dard hua
jor se lagti hai 2 ungli
jack dusari taraf se piche palatkar dekne laga
air main dusari taraf se khoyi se bahar maidan me aaya
par usko piche kohi dika nahi
main komal ke pass khada ho gaya
jack vaise sar ko khuja raha tha
main ne pir se uske sar par war kiya
is bar khoti ke bahar khada hoker uske sar par war kuta
wo pir se palat gaya .
wo right side se palat gaya aur komal aur main left side se nikal gaye
jack ko kuch samaj nahi aaya
is bar uske sar par kis ne maara
aur ab komal bi gayab hai
jab jack ne piche palat kar deka to komal mere sath kothi me ja rahi thi
muze komal ke sath dek kar samaj gaya ki usko kisne mara honga
abi to bas ye bataya ki main kya kar sakta hu
uska sar fod dunga agali bar komal ke pass dika to
komal khush thi ki main ne jack ko sabak shikaya
par ye kuch nai tha
jack ko us bhi jada kimmat chukani hongi
rajesh to ab guasse hai muzpar
pata nahi usko kaise samajunga
par us bhi vadi problem ye jack tha jo sohan ke samne acha banta hai aur pit
piche oir se bura ban jata hai
kuch kar Avi
komal ke sath sath kab tak rahenga
idar jack ko bhi guass aa raha tha muz par
komal se usko dur rak raha tha
upar se usko.maar kar bhi chala gaya lekin wo kuch nahi kar oaya
______________________________
Update 1156C
jack aur mere bich to pange ki suruvat ho gayi thi
jack pe war karne se wo bhi muzpe war jarur karenga
main ne komal ko vapas uske room me chod kar apne kaamo me lag gaya
jack udar kuch soch raha honga ki muze kaise nicha dikaye
main to rohan se bat kar raha tha
Avi- rohan ye jack tumara dost kab se hai
rohan- wo sohan ka dost hai, to mera bhi dost ban gaya
Avi- wo kya bachpan se sohan ka dost hai
rohan- haa , tum kyu puch rahe ho
Avi- aise hi , vaise tumare dost bahot aaye hai shadi me
rohan- mere gruop ki pahaki shadi hai to sabi aaye hai , aue sweta main ek hi
college ke hone se aana to tha hi
Avi- acha to aur kaho kya plan hai shadi ke bad
rohan- ek long hoonymoon uske bad family business dekunga , aur sohan to
kuch saal job karenga pir khud ki kohi company khol lenga
Avi- plan to acha hai
rohan- tum kya karna vale ho , engineering
Avi- haa , form fill kiye hai dekte kaha admission milta hai
main aur rohan aise idar udar ki bat kar rahe the
udar jack madubalaji ke sath bat kar raha tha
jack- aunty shadi ka intzam to badiya kiya hai
madubalaji-chote log hai par acha intzam acha kiya hai .
jack- sab kch badiya hai ,aapka to naam honga shahar2
madubalaji- ab kya kam naam hai
jack- mera wo matlab nahi tha , main to ye kah raha tha ki baki sab to aapka
naam badane me lage hai par ek hai jo aapka naam duba denga
madhubalaji- kis ki bat kar rahe ho
jack- dulhan ka bada bhai
madhubalaji- usne to shsdi ki itni badiya tayyari ki hai ,
javk- paiso se kya hota hai aunty , rohan sohan ki kohi ijajat hi nahi uske
samne
madhubalaji- ye tum kya kah rahe ho
jack- rohan sohan uske jijaji hai par deko kaise bat karta hai , tu kah ke
bhulata hai aur naam se bulata hai jaise rohan sohan kohi ho hi nahi ,aisa
kahta hai kisi chalte pirte ladke se bat kar raha ho ,yaha tak ki sohan le khande
par hant rak kar bat karta hai jaise sohan uska saala ho
madhubalaji- wo naam se bhulata hai
jack- aur nahi to kya , akele me nahi char logo ke bich me naam se bulata hai ,
mahlotraa to kah rahe the ki aapne shadi to achi ki hai par apne beto ki ijajat
kho di hai,
madhubalaji- itni badi beijajti
jack- aapko us Avi ko is bareme bat karni chaiye
madhubalaji- bat nahi usko is galti ki saja milengi uski humnat kaiae huyi apne
hone vale jijaji se aise bat karte huye , sabke samne hamari beijajati karenga ,
usko iski mafi maagni hongi
aur jack ne madhubalaji ko mere khilafa badka diya
pahale madhubalaji hamse guass rahti hai aur upar se jack ke badakne se bat
bhagid hi jayengi
aur upar se main rohan ke sath bat kar raha tha
rohan bat karte huye kahi jane laga
Avi- rohan kaha ja rahe ho
rohan - sham me milte hai tab baat karte hai , abi to bachler party ko fix karne
ja raha hu
aur rohan chala gaya
jack- deka aunty , sabke sambe kaise bhula raha hai , aapki to ijajat hi nahi
madhubalaji ko is par guass aaya
aur madhubalaji mere pass aa gayi
madhubalaji- tum ho khon , khud ko samjte kya ho
madubalaji ki aawz sunte main dar gaya ki ab kya hua
Avi-kya hua aunty ,
madhubalaji- tum.khud ko samajte kya ho , hamari kya kohi ijajat nahi society
me
Avi-bat kya hai aunty , muzse kohi galti huyi
madhubalaji- jada bhole mat bano
madhubalaji ko mere sath dek kar pooja bua bhi aa gayi
madhubalaji- ham khon hai bhulo mat
Avi-bat kya hai aunty ,
pooja bua- lya bat hai samadanji
madhubalaji- aapko hamari socity ke samne beijajti karna acha lagta hai , sab
log ham par has rahe hai
Avi-kisne ki
madhubalaji- kisne kya tumari bat kar rahi hu
Avi-main ne kya kiya
pooja bua- Avi sorry bolo samdan ko
pahale pata to chale ki galti kya ki hai
pooja bua to kuch sunne se pahale sorry bolne ko kah rahi thi
pooja bua jada bat ko badana nahi chahti thi samdan ke samne
Avi- sorry aunty muzse dubara aisi galti nahi hongi
madhubalaji- ye galti tum bar bar karte ho , tum par to vishwas hi nahi hai kya
pata tumati bahne bhi aisi ho
bat kuch jada hu serious lag rahi thi
pooja hua- dubara Avi aisi galti nahi karenga main kah rahi hu , meri bat pe
vishwas rakiye , par kya jaan sakti hu isne kiya kya hai taki main isko saja de
saku
madhubalaji- aapke damad ki kohi ijajat hai ki nahi , rohan sohan khon hai
iske
pooja hua- iske jijaji hai
madhubalaji- jijaji ka maan janti hai aap , sar ankhion par baita kar raka jata
hai jijaji ko , aur aapka beta to sareaam rohan shan ko naam se bhulata hai
jaise wo kohi ho hi nahi , log has rahe hai ham par , itni badi beijajti kabhi nahi
huyi hamari , aur ye sab tumare vajase hua hai
to ye bat hai
us bat se guass hai
pooja bua- aapki bat sahi hai , Avi tume aisa nahi karna chaiye wo tumare jijaji
hai , tume kohi hak nahi hai unko naam se bulane ka , mue tumse aisi umid
nahi thi , aisa hota shadi ka kaam , tumne mera sar zuka diya aaj ,
main ne pooja bua ki bat samaj li
main me apna sar niche kiya
madhubalaji- yaha sab rihan sohan ki shadi me aaye hai ,, unko kaise lagenga
ki unka saala sabke samne naam se bula raha hai , mere bete to bhole bhale
hai , lekin isko samjna chaiye
pooja bua- Avi muze tumse achi umid nahi thi , raj to tumse chota hai ,, use
kuch shiko ,
Avi-sorry bua , sorry aunty , muzse itni badi galti kaise huyi samaj hi nahi aa
raha ,
Avi-dubara muzse achi galti nahi hongi
Avi- isko meri pahali , nahi nahi , ye meri aakri galti hongi
Avi-main rohan jiju sohan jiju se bhi maafi maang lunga
pooja bua- dekiye Avi apni galti pe sharminda hai
madhubalaji- hona bhi chaiye , kohi apne jijaji se aise bat karta hai
pooja bua- raj ke papa deko kaise bat karte hai unke jijaji se kuch shiko unse
aur dubara main ne tumare nasm ne rohan sohan naam suna to sabke samne
thappad marungi yaad rakna , bhul jaungi ki tum mere bete ho
pooja bua ki bat se muze chot lagi lekin madhubalaji khush huyi hongi
Avi-aaj ke bad aisi galti nahi hongi
madhubalaji- na hi ho varna bahot kuch main bhu kar sakti hu .
pooja bua-main jaban deti hu ki dubara aisa nahi honga , aap pahali nahi nahi
aakri galti samaj kar maaf kar dijye ,
pooja bua- main Avi ke taraf se mafi mangti hu ,
madhubalaji- tik hai , aap kah rahi hai to maaf karti hu par dubara aisa na ho
pooja bua-bilku nahi honga
aur madhubdlaji muze guase vala look de kar vaha se chali gayi
par pooja bua ke bolne se main hurt ho gaya tha
pooja bua-Avi muze tumse ye umid nahi thi
Avi-bua main to
pooja bua-pata hai ki rohan sohan ne kaha ki tum unko naam se bulaye
Avi-unke kahne par hi main naam se bulata hu , wo muze apne dost ki tara
mante hai
pooja bua-par ye bat unki maa ko khon batayenga
Avi-hame batana chaiye tha ki
pooja bua-aise bat par jaban nahi ladate , galti maan leni chaiye
Avi-vahi to kiya
pooja bua-ab yaad rakna ki rohan sohan ko jijaji kahna
Avi-ji , aur muze maaf karna meri vajse aapko madhubalaji se mafi mangi padi
pooja bua-shadi me ye sab chalta rahta hai , tum iski tension mat li , aur tum
meri bat ka bura mat maana , wo sab madhubalaji ko dikane ke liye bola tha ,
ager main guass na hotu to madhubalaji ye bat pakad jar rakti jo aage jaker
aag me badal jati
Avi-acha hua aap aa gayi thi varna main sambal hi nahi paata
pooja bua- main to madhubalji par hi najar rakti hu , kuch hua ki main pahoch
jati huv
Avi- pir bhi muzse aisi galti nahi honi chaiye thi
pooja hua- jane do par ab dyan rakna
Avi- ji
aur pooja bua vaha se chali gayi
par jack mushkurate huye mere pass jane laga
uski evil smile se samaj gaya ki ye isi ne bataya honga
iske vajse aaj muze sharminda hona pada
pooja bua ko mafi mangi padi
iski to waat main jarur lagaunga
aaj nahi to kal par iski aauat dikunga isko
par ab main isi bat ke bareme sochunga to kaise chalenga
main sham ke bareme sochne laga
muze didi ko beauty paler bi le jana tha
______________________________
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi - by sandycruz - 24-11-2018, 06:16 PM



Users browsing this thread: 12 Guest(s)