Thread Rating:
  • 13 Vote(s) - 3.15 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi
Update 1144

hamari party to achi huyi
jitna socha us se jada maza aaya
hamare bachpan ke samne baki party fiki hi hongi
par ab to sham.ho gayi
suraj dal gaya tha
ab hongi meri bahno ki party
kavita- sham.ho gayi
sweta didi- pata hi nahi chala ki kab sham.ho gayi
Avi- to party kaisi lagi didi
sital didi-best thi , acha laga pir se bachpan ji kar
rani- bachelor party ki jaga party honi chaiye "bachpan pir jiyo party"
komal- sahi kaha , bachelor life to jawani pe base hoti hai par us se pahale
bitaye apni bhai bahno apne family ke sath samay ko jina chaiye
sweta didi- tumari bat yaad rakungi
kavita- main to bachelor party nahi dungi , ham aise hi party karenge
sital didi- tume abi padna hai
leena- padai aapki bhi to baki hai
sital didi- mera kya hai , main to shadi ke bad bhi padai puri kar lungi , aur
sohan se pyar karne se time hi nahi milenga kuch aur karne ko
rani- sohan jiju hai hi aise
kavita- muze to dono jiju pasand hai
komal- pasand hai to shadi kar lo
kavita- mera wo matlab nahi tha
komal- pata hai , par yaad rakna ki tum aadi ghar vali ho puri nahi
sweta didi-koomal kyu kavita ko tang kar rahi ho
komal- main is liye kah rahi hu ki kahi jiju ke samne galti se kuch bol diya to
sital didi- komal sahi kah rahi hai tum yaad rako ki ab tum.badi ho rahi ho
sweta didi+ ab to hamare jane ke bad komal badi ho jayengi . komal , kavita
leena ka dyan rakna
komal- didi aap befikar raho main hu na
rani- main bhi hu didi , main aur komal mil kar aapki kami puri kar dengi
sital didi- pir to ham tension nahi le sakte
vidhya- bate to hamari kabhi khatam nahi hpti
sital didi- chalo ghar3 me , baki bate aur party vahi karenge
raj- matlab didi ham raat bhar yahi rahenge
raj ko ye bat nahi batani thi
sweta didi- nahi raj , abi yaha bahar macher haina to under jane ki bat kar rahe
the
raj- to chaliye jaldi
Avi- rajesh tum ek kaam karo , raj ko shahar ghuma kar laav , aur raj ko jo
chaiye eo khila do
raj- main to yahi rahunga
Avi- raj tum rajesh ke sath jav , aur ham sabke liye khana pack karme lana
rajesh - chalo raj , main tume bike chalane dunga
raj- sach bhaiya
sweta didi- reajesh ye kya bol rahe ho
rajesh - didi raj bada ho gaya hai usko bas thodi bike chalana shika deta hu
sweta disi- abi andera hai , tum kal ground par lekar jana
raj- pir to main rajesh bhaiya ke sath jaunga
aur rajesh raj ko lekar pur ho gaya
plan ye tha ki raj ko is sab se dur rakne ka
rajesh aur raj ke jate meri bahane to ghar3 ki taraf jane lagi
aaj unka din tha
to yaha ka saman muze utana pad gaya
sabi excite thi aaj raat ki party ke liye
main bhi unke piche piche jane laga
jaise ghar3 aaya to sab palat kar muze dekne lagi
komal- tum kaha aa rahe ho
Avi- madat karne
rani- kisi madat ki jarurat nahi hai ,
kavita- bhaiya ab aap ja sakte hai
Avi-what
leena- bhaiya ye ladies party hai
Avi- main bas dek raha hu ki kya kya karne vali ho
kavita- bhaiya aapko aaj ki party ke bareme kohi nahi batayenga
komal- tum dur hi raho
Avi- tum sabko badme dek lunga
sital didi-Avi to naraz ho gaya
Avi- aaj ki raat aapki hai ,
sweta didi- Avi is sab ke liye thanks
Avi- meri pyari didi ke liye kuch bhi kar sakta hu
Avi- par tum dono ko bad me dekunga
kavita aur leena ne muze tenga dikaya
muze door se vapas bhej diya
pata nahi aaj raat kya karengi
main chahu to kuch setting karke pata laga sakta hu
par rahne do , unko bhi ek din milna chaiye unke marji se jine ke liye
ghar3 me jate muze dur se music ki aawaz aane lagi
matlab aaj to inki asali party hongi
vaise bhi suna hai ladko se ladkiya unki party me jada enjoy karti hai
unki party suru hote main ne chachi ko call kiya
choti chachi ne kaha ki wo vapas aa rahi hai
pir rajesh ko call karke bataya ki kya karna hai ,
raj ko rajesh ko apne sath sulana hai pir khana yaha laker dena hai
bada mushkil hota hai maneage karna
bua aur uncle se chupana mushikil hi tha
aue main chupane vala bhi nahi tha
subha unka bata hi dunga
main vahi khet me apna bister laga diya
unko kohi bhi problem ya mushkil ya pareshani huyi to main tha hi
ab music hasi mazak ki aawze aate rshi
rahesh ne khana aane ke bad to aur dhamaal suru ho gayi
raat ke 4 baje tak unki party chali
socha nahi tha ki itni lambhi chalengi
kabhi bich me music band ho jata to lagta ho gayi party
par bad me pir se unki masti chalu ho jati
bich me to jor se chilane ki aawz aayi to main ne jaker pucha to unke hasne ki
aawz aa rahi thi
pir to main ne unpe dyan hi nahi diya
subha meri neend der se khuli
khet ke worker ne aaker jagaya
deka to pooja bua ka call aa raha tha
pooja bua- Avi kaha ho tum
Avi- main to bahar hu
pooja bua- sweta sital aur baki sab kaha hai
Avi- khet me
pooja bua- wo subha subha vaha kyu gayi
Avi- bua wo to raat bhar yahi ruki thi
pooja bua- kya ?
Avi- wo party kar rahi thi
pooja bua- muze bataya bhi nahi
Avi- bua aapne hi to kaha tha ki shadi se pahale apne marji se ji li
pooja bua- tik hai par muze bata deta
Avi- main tha unke sath
pooja bua- ab wo sab kaha hai
Avi-so rahi hai
pooja bua- wo ut jaye to ghar lekar aana
Avi- abi thodi der bad aata hu , vaise raj ne aapko batana nahi ki kya kiya
hamne kal
pooja bua- wo to so raha hai abi puchti hu usko
aur main ne pooja bua ko sab bata diya
pir meri angel ko inki sweat neend se jagaya
pura room kharab karke raka tha
sabne muze thanks kaha
aur ham galiya khane ghar chale gaye
ab to shadi tak aisi hi masti mazak hongi
______________________________
Update 1145
shadi ki sari tayyari ho gayi
shopping , sari kharidi , aarengment , shadi me kya kya karna hai iski sari
planning ho gayi
khon kab aayenga , kitne mehman kaha rukenge , kisi ko kya dena hai , sab
kuch plan kiya tha
kavita leena ne list hi banayi thi ki shadi ke har din kya honga aur khon kya
karenga
muze bas us list tik se huyi ki nahi wo dekna tha
us list ki ek copy pooja bua aur ek ramesh uncle ke pass bhi thi
udar shahar2 me jisko shadi ki tayyari ka contract diya to woto khoti ko sajane
me lage the
rohan ke family ki khoti
ab hame bhi rohan ke gaon jana tha
dono family ek sath rah kar shadi karvane vali thi
ye idea acha tha
is se dono family ek dusare ko jaan payengi
abi to bas ham hi ja rahe the par dire dire log judate jayenge vaha par
ab bas last me kuch chize dekni thi jis se sabko pooja bua ke ghar bhulaya
tha
kuch bate ham decide karna chahte the
ham nahi chahte the ki mehmano ke samne hamara popat ho
ya pir rohan ki family ke samne ham.chote pad jaye
chachi chacha bua uncle aur ham.sab ek sath last meeting ko jama huywe
pooja bua- ham.kal shadi vali jaga ke liye nikalne vale hai
remesh uncle- to vaha kohi gadbad nahi honi chaiye
neha bua- nahi hongi jijijaji
ramesh uncle- main asbki bat kar raha hu
kavita leena- ham shikayat ka kohi mokka nahi denge
neeta nua- deko tum dono , yaha ghar me tum.masti mazak karti ho wo chal
jata hai par vaha dyan rakna
leena-maa aapko hamare taraf se kohi takrar nahi aayengi
pooja bua- pir bhi sab is bat ka dyan rakna ,
ramesh uncle- sirf kavita leena ke liye nahi ham sab ke bol raha hu
Avi- ji uncle , main us bat ka dyan rakunga
pooja bua- aur haa , ladke vale ke taraf se kohi bhi kuch kahe to sun lena , aisa
smjana ki ek kaan se suna aur dusare se nikaal diya
ramesh uncle- aur is intzar me mat rahna ki kohi aaker wo kaam karenga , jo
dike wo kaam bhi karna
pooja bua- kisi ko pani chaiye to waiter bhi ban jana
neha bua- didi aap kuch jada hi tension le rahi hai
pooja bua- tu jab meri jaga aayengi to tu bhi yahi karengi
ramesh uncle- ab main batata hu ki kis ko kya kya karna hai
ramesh uncle- jatin
jatin- haa
ramesh uncle- tum ladle vale ke mehmano ka dyan rakonge
pooja bua- suman aur neeta tum aaurto ka dyan rakna
ramesh uncle- saale saab tum.khane ka dyan rakonge , sabko unke
manpasand chize mili ki nahi
chacha- ye main kar lunga
ramesh- rajeah tum madat karna apne maa ki
rajeah - main helper ban jata hu , main sabki madat karunga
Avi- ye to acha rahenga
ramesh uncle- neha aur seema tum.apne mehmano ka dekongi ,
neha bua- ji
pooja bua-komal rani tum dono ko sweta aur sital ka khayal rakna hai , unke
khane se lekar unke makeup , unko har function ko ready karna , unko jo
chaiye wo dena , sab kch
rani komal- ham is ke liye tayyar hai
pooja bua- vidhya tum in dono ki madat karna ,
vidhya- main inki parchai ki tara rahungi
ramesh uncle- kavita leema , tum dono ye dekna ki sab kaam sahi aamay par
ho raha hai ki nahi , jinko shadi ki tayyari ka kaam diya hai wo tik se kar rahe
hai ki nahi , tume jaisa arrengmemt rakna hai rak sakti ho ,
kavita leena- ham bhi yahi kahne vale the uncle
pooja bua- meena tuze to kuch batana hi nahi padenga ,
choti chachi ne bas smile ki
choti chachito sab kuch dekengi ye sabko pata tha
ramesh uncle - aur kisi ko kuch bhi pareshani huyi ya paise lage ya kuch
bhulana ho ya kharidi karna ho to muze pooja ko ya Avi ko batana
pooja bua- Avi tuze rohan sohan uske dosto aur puri shadi ka dyan rakna hai
Avi- ji bua
Avi- main ne apne dosto ko hotel meehno ke rukne ka intzam ka kaam diya
hai
pooja bua- to sabko apna apna kaam pata chala
raj-main bach gaya
pooja bua- raj tu na photo video ka dekna , aur rajesh ke sath rahena
rajesh- tu mere sath rahna
raj- ye mere layak.kaam tha
pooja bua- rani tumari mummy kaha hai
rani- wo aane vali thi par unko urgent project mila to wo husy ho gayi lekin wo
shadi me jarur aayengi
pooja bua- wo aa jati to , kohi bat nahi
komal-mousi ham haina , aur vaha to poonam didi hai
sital didi- maa hamne vaha ke beauty paler me pahale booking karle raki hai
aap hamare liye befikar rahiye
ramesh unclw - poonam ko to main bhul hi gaya tha
ramesh uncle- pooja tum na mehmano ke gift ka dekna aur samdan ko dekna
pooja bua- wo main sambal lungi
ramesh uncle- aur main samdi ko dekunga
pooja bua- neha tum rohan ki bhabhi ka khayal rakna aur neeta tum rohan ki
bahan ka , seema suman tum.rohan ke taiji tayajii ka dyan rakna
ye meeting to bahot lambhi chali
sabko unke kaam bata rahe the
ye to bade kaam the par chote kaam bhi karne the
iske bad aur bhi bate ramesh uncle ne hame batai
ramesh- hamare yaha jitni bike hai aab lena , taki vaha madat mile
ramesh uncle-ham ek hafte se jada dino ke liye ja rahe hai to sab teen teen
bag lena , kuch chhutna nahi chaite
kavita - hamare liye char bag
pooja bua- tum ko.limit nahi hai tum pura ghar le lena
ramesh uncle- aur hame jitne room milenge vaha kaise rahna hai pata haina
kavita- uncle main ne lidt banayi hai
sweta didi sital didi
, komal rani ,mama mami ko do room , mousi aur maa , raj vidhya , aap aur
uncle ,rajesh bhaiya aur Avi bhaiya, jatin uncle ,
pooja bua- to sab ki tayyari puri huyi na
lavita- haa
leena- kab kya pahna hai yaha tak socha hai hamne
pooja bua- ye achi bat hai
Avi- bua aap jada tension mat lo main ne sab maneage kiya hai , aap bas aoni
kadoos samdan ko sambalna
pooha bua- Avi aisa vaha mat kahna
sweta didi- unko shadi ke bad main badal sungi
Avi-( shadi se pahale main badal dunga)
ramesh uncle- to ham.kal nikalenge to aaj sab pir se check karo ki kuch bacha
ki nahi
rani- kavita leena raj tum pir check lkarna
B chachi- bus se jayenge
pooja bua- haa , tour ke samay jo layi thi us se
ranesh- bus me sirf saman honga aur jisko bus se jana hai wo ja sakta hai kyu
ki vae bike bhi hongi sath me
leena-ham to bus me jayenge , abi aaram kareng to shadi me jada enjoy kar
payebge
aise idar uder ki bahot bate uyi
saman bahot tha lekin jada din rahne the vaha par
vaha jaker to pahale din se bhagdoud suru hongi
ab bas dekna hai ki ladke vale kaise hame tang karte hai
sab is shadi se excite the
bahot saalo bad shadi ho rahi thi
nayi generatuon ki 1st shadi thi
pooja bua to us raat so hi nahi payi
ramesh uncle ko ham sab par vishewas tha ki shadi ache se ho jayebgi
poojab ua ko bas muzse jada umide thi
kyu ki bade ghar me shadi ho rahi thi
dekte hai kal se kya hota hai
gaon ke log to chahte the ki shadi yaha se ho par unka bhi khayal raka tha
main ne
thakur aur thakurain bhi jaldi aane vale the , unka vaha par bangala tha
shahar2 me to wo vahi rahenge
ab meri kasarat start hongi
muze to diye kaam se bhi jada kaam karna tha
pata nahi honga ki nahi
meri madat karne vale bahot log the
main ne sara zoya ko call karke bataya ki meri madat kare
unke vajase shadi ka contract unke bataye huye company ko diya tha
wo dono meri bahot kaam aayengi
bas kal ka suraj nikal jaye
pir to ham apne apne kaamo me lag jayenge
______________________________
sweta 20
next day
pooja bua- sweta tumari tayyari ab tak kyu nahi huyi
sweta didi- time hai maa
pooja bua-jaldi kar , aur ye raj kaha chala gaya
sweta didi- vidhya ke sath shahar gaya hai
pooja bua- raj aise time par shahar kyu gaya , usko pata haina ki aaj hame
nikalna hai
sweta didi- pata nahi
poojabbua- tu call karke puch aur jaldi bhula
---------
neha bua- kavita ye saman kyu nikaal rahi hai bag se
kavira- dek rahi hu ki sab kuvh raka hai ki nahi
neha bua- to yaad karti , ab pir se saman rakna honga
lavita- majn kar lungi aap bas didi ka deko
neha bua- komal rani
rani- haa aunty aapne aawaz di
neha bua- tumari tayyari ho gayi hongi to jav sweta aur sital ki madat karo
rani- aunty safar hi to karna hai to main aise hi aane vali hu
neha bua- tik hai par jaker sweta ki madat karo aur ye konal kaha hai
komal- main naha rahi hu ,
neha bua- jaldi kar ,
komal- maa aap aaram se baite jav ,
neha bua- ab kaha aaram kar sakti hu , ye Avi kaha chala gaya
Avi- bua aapne yaad kiya aur main aa gaya
neha bua- Avi sabka saman hall me rak de , bahot bhari hai bag
Avi- abi karta hu
aur main ne saman tik se rak diya
---------
jatin uncle- neeta , make up kyu kar rahi ho , ham bas us jaga par ja rahe hai
neeta bua- tume to kuch samjta hi nahi , vaha par samadan samdi to honge na
sawagt karne ko , unke samne aise kaise rahu
jatin uncle- acha baba , vaise tum na mera saman alag raka na
neeta bua* haa , main to neha ke sath rahungi
jatin uncle- suresh hota to
neeta bua- suresh jiju nahi hai , aur aise me main tumare sath rahi to neha
alkeli oad jayengi , isi liye main uske sath rahungi
jatin uncle- muzE to kohi problem nahi hai , main to aaram se akela rahunga
neeta bua- aap ki tayyati ho gayi hongi to dekiye rajesh kaha hai
jatin uncle- wo to bus laane gaya hai
neeta bua- rajesh bike se aayenga ,
jatin uncke- vaha par bike ki jarurat pad sakti hai , tum tension mat lo , rajesh
bada ho gaya hai aur Avi bhi hai iske sath
neeta bua-pir bhi tum kahna ki dyan se aana ,
jatin uncle- bol dunga , aur tum na pooja bhabhi ko kaama karne hi mat dena
neeta bua- tum se jada samajdar hu
jatin uncle- tum to sab se jada samajdar ho , vaise main kah raha tha kyu na
ham hamare shahar2 vale ghar bhi hoker aaye
neera bua- tum , ye bat neha ko pata chali to usko pichali bat yaad aayengi ,
aur tim chahte ho ki shadi ka mahol kharab ho
jatin uncle- main bas sujav de raha tha
neeta uncle- shadi ho jane do pir ham na kuch din ke liye vaha chale hayenge
,
jatin uncle- ye kahi samajdari vali bat
neeta bua- tum na bas bate karne me time waste karte ho , sara saman haal
me rak do , bus kabhi bhi aati hongi
-----------
c chachi- didi ham kab se tayyar hoke baite hai
B chachi- meena jaldi kaam ho jane se aaram hi milta hai
M chachi- tayyatri karke baitna muze pasand nahi hai
B chachi- deko seema , shadi ke samay aisa vaisa mat kahna , aur hame jada
se jada kaam karne hai shadi me
C chachi- didi aap badi hai , aap bas bacho aur samdan ko dekna , baki aap
ham par chhod dena
m chachi- aapko sikayat ka mikka hi nahi denge
B chacgi- Avi ke chacha kaha gaye hai
C chachi- khet me , itne din dur rahenge to worker ko kaam batane gaye hai
B chachi- aur Avi
M chachi- wo to bas apne bua ke ghar hi rahta hai
B chachi- wo bhi to uska ghar hai ,
m chachi- ab to vidhya bhi vahi rahti hai
C chachi- main ne hi kaha , vidhya ke vaha rahne se pooja didi ko madat milti
hai
B chachi- acha kiya ,
C chachi- ye shadi ache se ho gayi to khusiya hi khusiya aayengi hamare ghar
me
B chachi- haa ,par ladke vale ko khush rakna honga
m chachi- main to madubalaji se bat bhi nahi karungi , kya pata galti se kuch
nikal jaye muh se ,madubalaji ka to kuch samaj me nahi aata
B chachi- seema tum na us se dur hi rahna ,
C chachi- Avi ne madubalaji aur sangitaji ke liye ache gift liye hai , unko dekte
khush ho jayengi
B chachi- sweta ki hone vali saas khush rahi to haMari betiya raaj karengi
M chachi- pooja didi ne socha nahi honga utne ache damad aur ghar mila hai
C chachi- unka jewellary ka business acha chalta hai ,
B chachi- utna hi nahi hai , sweta bata rahi thi ki unke ghar me kheti bhi bahot
hai , aur jadatar khet shahar2 ko lag kar hai
C chachi- pir to wo meeti ke khet nahi sone ke khet huye
B chachi- sweta ne bataya ki jaha shadi ho rahi hai wo khoti bhi crore ki hai ,
vaha ke zamidar the par bad me shahar2 aaker naya business suru lar diya
m chachi- suna to main ne bhi hai ki thakurji ki haweli jaisi hi hai rohan ki
khoti
B chachi- hongi par thakurji jaisa rutna nahi honga ,
C chachi- ham to bas bate karne me busy hai , main Avi ko call karti hu dekti
hu bus aayi ki nahi
----------
Avi- rajesh kaha hai
rajesh - bhaiya bas aap ghar se bahar niklo to bus dilai dengi
lo bus bhi aa gayi
vahi bus thi jo tour ke wakt istmal ki thi
bus ke aate sab bhagdoud karne lage
Avi- aise to kaam nahi banega
rajesh- saman mix ho jayenga , aur pir vaha jaker problem hongi
Avi- ek kaam kar pagale pooja bua ke ghar chal ,
pooja bua ke ghar aate sab bahar aa gaye
poojabhua ne bus car ki uja ki
unki ki tayyari puri ho gayi thi jis se main aur rajesh saman bus me rakne laga
yaha saman jada tha jis se time lagenga
5 member , mehmano ke gift , sara saman yahi par tha
raj bhi aa gaya tha to ham teeno milkar jaldi jaldi kaam kar rahe the
bus ke chhat par sara saman pooja bhua ke ghar ka tha , hamne decide kiya ki
yaha bas unka hi saman rhenga
pir neha bua ke ghar aur neeta bu ke ghar ka saman bhi bus me rakk diya par
aise raka ki mix na ho
jinko bus me rakna tha wo hus me baite gaye
ppoja bua- Avi suman tayyar haina
Avi- haa , chaliye
chachi to intzar hi kar rahi thi
tour ke samay jaisa aarengment kiyta tha ab bhi vaisa hi kiya
chachi vidhya aur mera saman car ke upar raka gaya
ppoja hua- deko sab yaad karo ki kuch chhut to nahi gaya , kyu ki ham.vapas
nahi aayenge
sab ne ek sath kaha ki nahi
ramesh uncle- to sab chalne ko tayyar hai
jatin uncle- saale saab aap na bus me baito ,vaha ka saman ka dyan bhi to
rakna hai
chacha- ye to main ne pahale hi socha tha ,
ramesh uncle- Avi aur rajesh kaha hai
Avi- hamari bike bhi tayyar hai
ramesh uncle- ab bus sidha shadi vali kothi me rukengi
raj- main ne to khane ka saman le liya hai
ramesh uncle- jisko bathroom jana ho abi jaker aav , kyu ki pahale der ho gayi
, vaha samdi intzar kar rahe honge
kavita- uncle aap green signal dika do
ramesh uncle- pahale car pir bus iske piche bike , kuch samam gir gaya to
najar rahengi
rajesh- uncle , ab hame chalna chaiye
pooja bua ne ijajat dete ham nikal pade kothi ki taraf
meri bahne to bus me thi to unki bate suru ho gayi
sab decite the
shadi bole to excitement to hoti hi hai
aur do family sath rahe to kya kahne ,
main ache bache ki tara bus ke piche ja raha tha
shahar2 aate bus se kuch jada hi aawze aa rahi thi
car aur bus ko saja kar laya tha to shahar2 ke log hame hi dek rahe the
ham jyoti bua ke ghar jane vale nahi the , na rohan ke ghar par sidha kothi oar
bus rukengi
matlab hamara hi intzar ho raha hai
shahar2 se 15 km dur thi rohan ka gaon
us gaon me unke dadaji ki kothi thi jaha shadi hone vali thi
gaon aate dur se hi kothi dik rahi thi
ab colour aur maintnce ka kaam karne se cham chama rahi thi
bus ki khidakiyo se sabke sar bahar nikal kar kothi ko dek rahe the
achi kothi thi
mere paisa se hi achi banayi varna bhoot mahal tha
hamri bus aate huye dekte vaha kothi me bhi halchal suru ho gayi
rohan ke papa ne pahale bata dita tha ki kothi me bas family member hi
rahenge jada logo ko mat lana
isi liye to bas bua aur chachi hi thi
baki mehman to hotel me rukenge
kothi ke samne bada gardan tha aur uske piche bu bahot jaga thi ,
kothi dekte sab kush ho gaye
sweta didi aur sital didi to sapne dek rahi hongi
bus kothi ke samne rukte hamea sawgat karna suru ho gaya
wo ladke vale the pir bhi hamara sawagat ache se kiya
ramesh uncle to apne samdi ke gale lag gaye
rohan sohan bhu the , wo to bas didi ko dek rahe the
didi ko jab laga ki rohan sohan gur rahe the to wo sharmane lagi
sohan ke sath uske dost bhi the
abi to ham aaye hai ,
dire dire sab se pahchan ho jayengi
ham to pahale unki khatirdari ka lut utane lage
sohan aur rohan to muze apne pass bulaya aur apne dosto se pahchan
karwai
dire dire ham un sab me ghul milne lage
aaj ka din to bas pahchan aur yaha khud ko settle karne me jayenga
tea nasta hote muze rohan ke papa ne ek list di
hame north side di gayi thi aur ladke vale south side me rahenge kothi ke
matlab kothi ki north side hamri thi
ye acha tha , ab is se kohi problem nahi hongi ,
muze bas room ke hishab se sabko aarenge karna tha
idar sab bate karbe me busy the
aur main ne sabke liye room select ki
sohan aur rohan to apne dosto ke sath shahar2 chala gaya
unke jate main ne bus se saman room me pahochabe laga ,
bacha gang 1st flour oar aur bade log griund flour oar , pooja bua bua ka room
bhu 1st flour pe raka taki ham par najar bhi rahe
is lambe safer ke bad sabaaram karne chale gaye
aur main lag gaya apne kaam me
Note-----
Intro
rohan sister- kajol
kajol ki nanad- trisha
rohan bhabhi- sangita
rohan mom- madubala
rohan
sohan
Sohan friend- jack
rohan ke papa
rohan ke bade papa
rohan ki badi mummy
rohan ki cousin sister -rekha
rohan ka cousin brother
shadi mubarak - anushka
Sara
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi - by sandycruz - 24-11-2018, 06:12 PM



Users browsing this thread: 9 Guest(s)