09-02-2019, 06:53 PM
Fir chuzi seemashahnaz hum sab log baten karte rahe chuzi shahnaz se boli ki apne camera leaao aur photo lo chuzi ki bat sunkar maine usko buri tarah se ghoor kar dekhalekin wo mujhe isharon me chirhati rahi , shahnaz ko photo lene ke liye kahdiya ab shahnaz pura din bita de to kam hai
Shahnaz camerale aayi aur chuzi ne khob meri dressnikal kar change kar kar ke khoob pose diye bedroom me lounge me lawn mekitchen yahn tak ki bathroom me bhi lunch time tak un logon ka tamasha chaltaraha fir hum logon ne lunch kiya aur seema apne ghar chali gayi
Chuzi boli kimujhe ab thora aram karna hai mujhe nind aa rahi hai , to maine shahnaz se kahaab tum bhi thora rest lo aur apne room me jao shahnaz apne room me chali gayi aur main chuzi ke sath apne roomme aa gayi
Chuzi bahutbahut khamosh baithi hui thi , maine us se pucha kya hua tum aur is tarahbaithi ho , to wo boli han kyun ?
Kuch nahi lekintum is tarah itni serious baith tinahi ho na aur achi bhi nahi lagti ho istarah se – main boli
Arey yarsharafat se chup baitho to bhi tum sab logon ko problem hoti hai aur jab boloto bhi problem main kya karun – wo irritate hote hue boli
Kuch mat karoaur ye batao ki kya soch rahi ho – main ne pucha
Kuch nahi yarbas main wahi soch rahi hun jungle ke janwaron ke bare me ye kahte hue chuzi fir button ko dekhne lagi
Main us ke hathse button ko chinte hue boli , hatao fenko is ko tum bhi na is button ko lekarapne ko CID officer samajh rahi ho
Samajh nahirahi hun ye button bahut kuch kar rahahai lo isko dekho aur is pucho – wo button mujhe dete hue boli
Chuzi dear main aap ki tarah pagal nahi hun jo isbejan button se baten karun – main boli
Is liye to kahtihun ki apni in sadi hui kitabon ki duniya se bahar aao agar tum in kitabon kijagah agar wo kitabe parhti to bahut kuch pata hota tum ko – wo fir se ek behuda ishara karte hue boli
Acha apni bakwasband karo aur mujhe pareshan mat karo –main boli
Pareshan kaunkar raha hai tum ko tum to pahle se hi pareshan aatma ho , acha ye button kodekho wo button mere munh ke samne karke boli
Haan dekh rahihun – tum bolo kya kahna chahti ho – maine kaha
Ye button kischiz ka hai – us ne pucha
Arey ab mujhekya pata , aur ye zaruri to nahi ye button un me se hi kisi ka ho piche to logkooda kachra bhi fenk dete hain – main boli
Lekin ye kudekachre se nahi mila ye us jagah se mila jahan pew o log game baja rahe the – woboli aur hansne lagi
Uske in alfazope hansi aana lazmi hai to main bhi hans rahi thi
Dekho is tarahke button zyada tar branded gents patloon me lagaye jate hain ya fir security officer kiya aur kisi tarah ki uniform me – wo boli
Uski is bat komaine suna aur fir us button ko dekha aur itni der me pahli bar maine uski batko serious hote hue liya
Ab ye buttonkisi patloon ka nahi hai kyunki branded pant me job hi button lagaye jayte hainun pe company ka ya product ka name hota hai lekin is pe kisi ka naam nahi hai –wo button ko dekhte hue boli