09-02-2019, 12:11 PM
Aur phone band ho gaya naha kar aane ke baad main waise hi binakapron ke leti hui
nahane aur fir shaizan se bat karne ke bad main kuch gusseme a gayi thi jis se mood
bilkul change ho chukka tha raar bahut ho chuki thi fir main so gayi .
Suah main uthi aur apne kamon memasroof ho gayi maine shahnaz ko jagaya wo uth
gayi thori der ke bad seema aagayi aur aaj wo khud bike lekar bahr nikal gayi
Kuch der ke bad wo wapas aayi tomaine kaha ki ab tum kal khud chalakr college jaogi
Nahi didi – wo boli itni door takmain nahi le ja sakti mujhe bahut dar lagta hai – wo boli
Dekho agar darogi to hameshadarti rahogi jab bahut zyada chalaogi to expert ho jaogi bilkul chuzi ki tarah– main boli
Thik hai didi – wo boli aur baithkar apni study karne lagi next day uska paper tha aur shahnaz ka bhi
Mera dhyan bar bar usi jungle kitaraf ja raha tha aur main soch rahi thi ki akhir ab kya
kiya jaye wo log kaunhain ye kaise pata karun kyunki bahut din ho gaye hain in logon ka ye tamashachal raha hai
Kayi bar zahan me ye bhi aaya kimujhe kisi ko batana chahiye kyunki bahut dino se
maine un ko dekha nahi thaaur main bhool bhi gayi thi
Lekin ab sawal ye tha ki akhirbataya kis ko jaye zahan me sab se pahle khyal razia aunty
aur surjeet aunty kaaaya maine socha dono aunty ko bata deti hun aur fir wo apne
husband sebatayengi to wo log zarur pakre jayenge
Main isi pashopesh me thi kibataya jaye ya na bataya jaye kahin kuch ungliyan mere
upar na uthne lagen yahisoch kar main razia aunty ke pas gayi lekin wo mili nahi unka ghar lock tha
Surjeet aunty se pucha to wo boli- kahin gayi hogi jhalli aayegi sham tak
Main wapas apne ghar me aa gayi .
Seema apni stidy kar rahi thi aurshahnaz bar bar usko tang kar rahi thimaine usko daante
hue kaha ki ye kya kar rahi ho to wo bolisorry bibbi
shahnaz ke hisab se kisi ko apnepaper ke pahle bilkul parhayi nahi karni chahiye uska
matlab hota hai kiparhayi ke liye to pura saal hai fir exam se ek din pahle kyun tension le jaye
lekin wo ye nahi janti ki har bathar ek pe lagoo nahi hoti wo nadan kya jane ki koi kaise
aur kin hallat meparhayi kar raha hai aur khud ko stand karne ki koshish kar raha hai
seema apni study karti rahi aurhum logon ne sath me lunch kiya shahnaz apne room me
chali gayi main bhi apneroom me aake thori der so gyi main sham ko uthi to dekha
seema sofe pe baithihui so rahi thi maine usko sofe pe hi lita diya aur shahnaz ke room
megayi shahnaz apni puri bed pe apni dressfailaye hue almari me kuch talash kar rahi thi
kya ho raha hai – main andar jakeboli
kuch nahi bibbi main ek roll dekhrahi hun wo mil nhi raha – wo boli
kaisa roll aura b layi thi –maine pucha
bahut din pahle aap ne dilaya thalekin wo use nahi hua pata nahi kahan gaya mil nahi raha – wo bahut pareshandikh rahi thi
koi baat nahi beta lekin ye aapne sara saman faila diya ek roll ke liye – main boli
bibbi mera roll nahi mil raha –wo boli
roll milega bhi nahi kyunki mujhepura uakeen hai roll aap ne use kar dala hoga aura b aap bhool rahi hain – mainboli
nahi bibbi – maine rakha tha
chalo choro usko main aap ko newroll la dungi – maine kaha aur ab aap ye sab saman almari me rakhiye
wo khamosh khari hui ek hasratbhari nigah se meri taraf dekh rahi thi ki main kahun tum rahne do aur mainrakh dungi
ye sab sahi karke bahar aaiyemain chai bana rahi hun – main boli aur bahar aa gayi bahr aakar mai sidhikitchen me chali gayi aur chai banaanelagi
main chai lekar bahar aayi todekha seema sofe pe nahi thi
ye kahan chali gayi main sochnelagi abhi to so rahi thi mujhe laga shayad toilet gayi ho
main sofe pe baithgayi aur shahnaz ko awaz dii lekin won aaayi aur na hi koi jawab diya
mujhe laga princess naraz ho gayihain maine un ko Almari set karne ke liye kah diya
shayad is liye main uthi auruske room me gayi to dekha seema uski almari sahi kar rahi thi aur wo bata rahithi ki ye aise rakho wo waise karo
main bhi jakar us ke sath laggayi jis pe shahnaz muskurakar boli – thank you bibbi
ye bataiye ki aap kab apna kaamkhud karna seekhengi – maine pucha
mujhe kya zarurat hai karne ki wokandhe uchkate hue boli – meri bibbi to hai na mere pas ye kahke wo he he he hekarte hue hansne lagi
shahnaz ka room sahi karne ke badhum log bahr aa gaye aur sab sath me chai peene
lage chai ke baas hum teenothori der ke liye bahar ghoomne chale gaye kyunki next day shahnaz
ka paper tha is liye unko thora ghumana zaruritha