Thread Rating:
  • 13 Vote(s) - 3.15 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi
Chapter 1082

Neha bua ko khana khila kar ham asitaya lane chale gaye.
Neha bua ke khana khane se har kohi khush tha.
Komal aur kavita muze ghar me na pakar pir se rone lagi.
Ham astiya lekar pahale ghar aa gaye .aur sab ko lekar astiya bahane ke liye
chale gaye.
Neha bua ne mere hant se khana to kha liya par abi tak usi halat me thi.
Main ne astiya nadi me bahane ke bad to neha bua pagalo jaisi rone lagi.
Neha bua ke vajase komal bhi rone lagi. Ye neha bua bhi na ,kal kitne mushkil
se dono ko santh kiya tha .
Ghar jakar komal aur kavita se bat kar lunga.
Astiya bahane ke bad ham ghar aa gaye.
Ghar aate sabko nahana jaruri tha. Komal aur kavita dono manaa kar rahi thi.
Avi-kavita naha lo , fresh hoke tume acha lagenga.
Kavita-muze nahi jana ,main gayi to aap chale jayenge
Avi-muze to jana hoga.
Kavita-aap bhi hame chhod kar chale jayoge.
Avi-jana to padenga, par puchogi nahi main kyu ja raha hu.
Komal-muze bhi chhod kar jayoge
Avi-main to uncle ne laya hua gift lane ja raha hu.
Kavita-papa ne,
komal-papa ne kya laya tha
Avi-tum dono ke liye ek sundar sa dress laya hai.
Kavita-kaha hai ,do muze
Avi-aise nahi dunga. pahale fresh hokar mere sath khana khana hoga.
Kavita-do na bhaiya
Avi-tum ne apna kya haal bana kar raka hai. aise me uncle ne laya hua dress
dunga to wo ganda ho jayenga.
Kavita-main abi naha kar aati hu
aur Kavita bhag kar bathroom me gayi
Avi-komal tum nahi gayi.
Komal-tum zut bol rahe ho
Avi-main tumse kabi zut bol sakta hu
Komal-muze dress dikav
Avi-uncle ka samaan pooja bua ke ghar me hai vahi se lekar aaunga.
Komal-pir zut
Avi-tum naha lo jis se tumara dimag fresh ho jayenga.
Komal-dress kaha hai.
Avi-uncle itne dino bad aa rahe the aise me tumare liye gift to layenge hi na.
Komal ne haa me gardan ghuma di
Avi-tumare papa ne tum dono ke liye gift laya tha ,main vahi dunga ,tume kya
laga main kharid kar tume uncle ke naam se dunga.
meri bat sunte Komal mere gale lag gayi.
Avi-komal tume khush rakne ke liye main zut bhi bol sakta hu par is bar jo
sach hai vahi bol raha hu
Komal-papa ke jane se ...
Avi-main samaj sakta hu , uncle ke jane se tumko kitna dukh hua hoga.
Komal-papa muze akela chhod kar kyu gaye
Avi-tum khud ko akeli kyu samajti ho, main hu na ,mere hote huye tum khud
ko akela mat samajna
Komal-tum mere sath hamesha rahoge na
Avi-haa, main tumara sath kabi nahi chhodunga. promise
Komal-papa ne bhi promise kiya tha
Avi-uncle ne promise thoda kaha hai.
Komal-papa hame chhod kar chale gaye
Avi-aisa tum kaise kah sakti ho, kal tak main tumara bhai tha ,aaj se main
tumare papa jaisa bhi hu. uncle ne muze kaha tha ki komal ka dyan rakna
,komal ko bhi pyar ki kami mahsus hone mat dena,
Komal-papa ne aisa kaha tha
Avi-haa,
Komal-aur kya kaha tha
Avi-komal ko kabi meri kami mahsus mat hone mat dena,
Komal-papa muze itna pyar karte hai to muze chhod kar kyu gaye.
Avi-uncle kahi nahi gaye hai ,wo tumare dil me hai. abi bhi wo tume dek rahe
ho gaye
Komal-papa ke bina main kaise rah sakti hu
Avi-main hu na ,mere sath to rah sakti ho ,main kabi tume akela nahi
chhodunga.
Komal-par maa to tume dekna bhi nahi chahti.
Avi-neha bua ko chhodo ,tum kya sochti ho
Komal-main tumare bina nahi rah sakti ,
Avi-to neha bua ki bato ko dil me mat lena.
Komal-par maa tume aisa kyu kah rahi thi.
Avi-kohi apna chala jata hai to bahot guass aata hai. neha bua uncle ke jane
se wo guass mere upar nikaal rahi thi.
Komal-par tum hi kyu
Avi-kyu ki wo muze bahot pyar karti hai.
Komal-zut bol rahe ho
Avi-tum hi ne to ek din kaha tha ki neha bua muze pyar karti hai.
Komal-kaha tha par kal jo hua
Avi-wo bhi mere liye neha bua ka pyar tha
Komal-tum muze bahala rahe ho
Avi-tum khud dek lena ,neha bua muze ek din apne bete ki tara pyar karengi.
Komal-tumare papa ne kaisa kya kiya tha
Avi-kuch nahi ,
Komal-kuch to hua hoga tabi maa aisa bol rahi thi.
Avi-abi ye batane ke liye sahi samay nahi. tum muz pe barosa rako ,main tume
ek din jarur bata dunga.
Komal-tum pe khud se jada bharosa karti hu,par maa tumare sath jaise bate
karti hai us se muz se deka nahi jata.
Avi-neha bua kuch bhi kahe to maan lena par unko duki mat karna
Komal-maa kahengi tum se dur raho to main kaise rahungi
Avi-main ne kaha na, main tumara sath kabi nahi chhodunga.
Komal-par maa to kah rahi hai
Avi-neha bua guasse me aisa kah rahi hai, ek din wo khud muze ghar layengi.
Komal-sach
Avi-haa, ab rona band karo
Komal-nahi kar sakti , maa ko dekte khud ko rok nahi paati
Avi-neha bua tume dek kar khud ko rok nahi paati.
Komal-tum maa ko tik kar do na
Avi-tum ne kaha aur main ne nahi kiya ye ho nahi sakta ,
Komal-tum maa to tik kar do ,aur muze akela chhod kar mat jana.
Avi-deko neha bua ke kahne ke bad bhi main gaya kya
Komal-nahi
Avi-main tumare liye nahi gaya. neha bua ke thappad kha liya sirf tumare liye.
Komal-mere liye
Avi-haa,
Komal mere gale lag gayi.
Avi-ab naha lo ,main tumare liye gift lata hu.
Komal ne muze kas ke gale laga liya.
Avi-main sirf pooja bua ke ghar jakar aata hu.
Komal muzse alag ho gayi. aur bathroom me chali gayi.
Komal ke bathroom me jate main pooja bua ke ghar chala gaya.
Ghar me sweta didi thi.
main ne suresh uncle ka bag kholo .aur usme rake huye Komal ka kavita ke
gift nikaal kar vapas aa gaya.
main neha bua ke ghar me ja raha tha ki thakur ki car ghar ke samane aakar
ruk gayi.
thakur ke sath thakurain, ranjitsingh aur kamini bhi thi.
thakur ko dekte muze unke hamare family pe ki gaye ahsan yaad aa gaye.
thakur ne dadaji ke liye jo kiya uske badale me main ne unke sath kya kiya.
choti chachi kahti hai ki main ne kuch galat nahi kiya.
par main jab tak thakur se mafi na maang lu muze chains nahi aayenga.
par ya sabke samane muze mafi maangna tik nahi rahenga.
bina vaja sab puchte rahenge. ki kya hua,
par main ne thakur ko dekte unke pair chhu liye.
thakurji ne muze is mushkil samay me ladne ki himmat di.
thakurji ke aane se sab ko acha laga. wo kal kuwarsingh ke pass gaye the aise
me wo kal aa nahi sake.
par thakurain ne jo madat ki uske liye main ne unke pair chhu kar aashirvad
liya.
is mushkil samay me sab mere sath the.
sab ko lag raha tha ki main neha bua ka dard kam kar sakta hu.
meri family ka sath milne se muze bhi lag raha tha kimain neha ki nafrat kam
kar sakta hu.
______________________________
Chapter 1083
Thakurji se milne ke bad main komal ke kamre me gaya.
Komal aur kavita towel me mera intazar kar rahi thi.
Muze der hone se dono ro rahi thi.
Mere aate dono bhag kar mere gale lag gayi.
Kavita-kaha gaye the bhaiya aap ,muze akela chhod kar
Main iske sawal ka kya jawab du,
Avi-ye deko ,uncle tumare liye kitne ache dress laye the.
mere hant se apna apna gift dono ne aisa chhin liya jaise kal chocolate liya
tha.
Avi-kholo ab
Komal ne apna gift open kiya. uncle ne komal ke ek red colour ki sari layi thi.
komal apne papa ne layi huyi red sari ko dek kar rone lagi. aur sath me apne
papa ki pasand ki sari dek kar khush bhi huyi.
red sari dek kar muze laga ki uncle ko pata tha ki unke sath kuch bura ho
sakta hai is liye komal ke liye shadi ki sari lekar aaye.
jatin uncle ne kaha tha ki unko pahale bhi ek bar heart attack aa chuka tha.
komal ko uski shadi ki sari de kar uncle khushi khushi BHAGVAN ke pass
chale gaye. apni komal ke liye BHAGVAN ka aashirvad laane
komal sari lekar kavita ke kamre me chali gayi. aur kavita apna dress dekne
lagi.
kavita ke liye ek sundar safad rang ki dress layi thi. use pahan kar kavita pari
lagengi.
uncle kavita ko pari jaisa dekna chahte the is liye wo BHAGVAN ke pass jakar
kavita ko sach much ki pari banane ki fariyad karne lage.
kavita ne dress dekte ek zatake me apna towel nikaal liya.
kavita ne mere vaha hote huye dress pahan li.
kavita ka bachpana abi tak uske sath tha.muze use badi banana hoga.
kavita ko tan se badi bana diya hai ab man se banana hoga .taki jab main
engineering karne jau to wo khud ko sambal sake
kavita ne jaldi apni dress pahan li aur khud ko mirror me dekne lagi.
kavita mirror me dekte hi apne aasu rok nahi payi
Avi-hamari kavita to pari lag rahi hai.
Kavita ne mere taraf deka aur apne papa ne laye huye dress ko dekne lagi.
Avi-uncle ne kaha tha ki hamari kavita ek pari hai. ye dress de kar usko pari
bana dena
Kavita-ab pari ban kar kya hoga. Papa to hai hi nahi muze dekne ke liye
Avi-aisa kaise kah sakti ho, uncle abi bhi tume dek rahe hai. tume pata hai
uncle BHAGVAN ke pass kyu gaye hai.
Kavita-kyu gaye hai
Avi-is liye gaye hai ki wo BHAGVAN se kah sake ki kavita ko sach much ki pari
banaye, papa ki pari banogi na
Kavita-haa
Avi-neha bua ko dika ke aav ,papa ki dress,
Kavita-main nahi jaungi, maa ne aapko mara hai
Avi-main unka beta hu, muze nahi marengi to kise marengi.
Kavita-aapne kya kiya tha jo maa ne aisa kiya.
Avi-main ne unko kaha ki uncle ne layi huyi gift unko nahi dunga .is liye muze
mara
Kavita-aapko de deni chaiye thi.
Avi-abi deta hu.
Kavita-maa ne mama ke bareme aisa kyu kaha tha.
Avi-kyu ki main jaise tume gale laga raha tha unko bhi apne bhai ko gale lagna
tha ,merepapa to hai nahi is liye muz pe unka guass nikaal rahi thi.
Kavita-main maa se bat karu
Avi-nahi. main khud kar lunga .tum apna dress dikav maa ko
kavita kamre se bahar jane lagi.
Kavita-aapko zut bolna bhi nahi aata,
itna kah kar kavita kamre se bahar chali gayi.
aur komal red sari pahan kar mere pass aa gayi.
Avi-uncle tume is sari me dek kar bahot khush hoge.
Komal-wo yaha hote to
Avi-wo aisi jaga hai jaha se uncle tume kabi bhi dek sakte hai.aur tumara dyan
rak sakte hai.
Komal-kya wo abi bhi muze dek rahe hoge
Avi-haa
Komal-wo muze jaisa dekna chahte the main vaisi dik rahi hu na
Avi-haa, tume dek kar wo abi tumari shadi karva dete
Komal-main kar leti
Avi-aur tumare doctor ban ne ka kya
Komal meri taraf aise dek rahi thi ki wo muze apne dil ki bat kahna chahti ho
Avi-komal tume dulhan ki tara dek kar uncle ki icha puri ho gayi.
Komal-main is sari ko apni shadi me pahanungi
Avi-haa. is sari me tumari shadi karvaunga. chalo bua ko dikate hai.
main komal ke sath hall me aa gaya jaha par kavita rote huye sabko apne papa
ki dress dika rahe the.
kavita ke dress dikane se sab ro rahe the.
kavita jis tara dress dika rahi thi us se wo apne papa ko kitna yaad kar rahi hai
ye pata chal raha tha.
neeta bua ne to kavita ko gale l
neeta bua ne to kavita ko gale laga kar uske dardko kam karne khosish ki.
kavita ki jaisi halat thi vaisi leena ki thi.
leena kavita ko rota hua dek kar khud ko rok nahi pa rahi thi.
leena kal kavita se jada ro rahi thi. usko sambalna mushkil tha.
aise me use aaj kavita se dur raka gaya. leena ko rota hua dek kar kavita jo
mushkil se khud ko sambal rahi thi ,wo pir tut jati.
kavita ne sab ko rote huye apna dress dika diya aise me uski ankhoin leena ko
dund rahi thi.
leena ko na dek kar wo apne bhavanayo pe control nahi rak pa rahi thi.
aise me main ne sweta didi ko kavita ko leena ke pass le jane ko kaha. dono
kopass raka to problem thi dur raka to problem thi.
sweta didi kavita ko apne sath le gayi sath me sital aur poonam didi bhi gayi.
main ne komal ko aage jakar neha bua ke samane khada kiya.
komal ke aate neha bua ne uski taraf deka
komal-maa
neha bua komal ko dulhan ki sari me dek kar rone lagi.
Komal-papa ne layi hai
neha bua ne komal ko gale laga liya .aur dono rone lagi.
neha bua khud komal aur kavita ko rula rahi thi .
neha bua aise to khud ka aur komal aur kavita ka nuksan karengi
muze neha bua ka kuch to karna hoga.
ye ham sab ke liye tik nahi tha.
neeta bua aur pooja bua bhi ye samaj gayi thi ye jo neha bua kar rahi hai wo
tik nahi tha.
komal.aur kavita ko dire dire pahale jaisa banana chah raha tha
badi chachi muze komal ka dyan rakta hua dek kar khush thi
par main itne pe khush kaise ho sakta tha.
main history ko repeat karne ki puri khosish kar raha tha jis se neha bua ko
asliyat ka pata chale
______________________________
Chapter 1084
Neha bua aur komal gale lag kar ro rahi thi.
Main ne neeta bua ko ishara kiya aur apna sath dene ke liye kaha.
Main ne komal ko neha bua se dur kiya.
Neha bua muze guasse se dek rahi thi.
Avi-neha bua to ro rahi hai.
neeta bua-tume pata hai kyu ro rahi hai
Avi-haa,
neeta bua-muze bhi batav
Avi-hamari komal ko dekiye
neeta bua-wo to dulhan ki tara dik rahi hai
Avi-vahi to vaja hai jis se bua ro rahi hai.
pooja bua-muze samaj nahi aaya
Avi-neha bua is liye ro rahi thi kyu ki unko lag raha hai ki komal ki vidai ho
rahi hai
neeta bua-tum ne sahi kaha, komal ko vidai ki tara ro rahi hai.
komal aur neha bua hamari bate sun kar ek dusare ki taraf dek rahi thi.
neeta bua-neha khitani khush nasheeb hai
pooja bua-haa, neha ko komal ko dulhan ki rup me dekne ko mila hai. kitni
pyari lag rahi hai komal
Avi-neha bua to komal ke vidai karne ko mil rahi hai.
neeta bua-wo maa bahot khushnasheeb hoti hai jise apni beti ki vidhai karne
ko milti hai
Avi-lekin har kohi itna khush nasheeb nahi hota.
neeta bua-kis ki bat kar rahe ho
Avi-tha ek bhai jo apni bahan ki shadi ko chup kar dek raha tha.
neha bua samaj gayi ki main unke bhai jaysingh ki bat kar raha hu
neeta bua-us bhai ko kitna dard hua hoga
Avi-us bhai ka dard vahi jaan sakta hai jo usko pyar karta hoga.
neeta bua-uski bahan ne uske dard ko samaja hoga.
Avi-may be ,par wo bhai to ped ke piche chup kar apni bahan ko shadi karke
jate huye dek raha tha.
neeta bua-tum sach kah rahe ho
Avi-haa, wo bhai apni bahan ke samane bhi nahi ja sakta tha kitna banaseeb
tha wo ,sab ko lag raha tha ki wo galat hai.
neeta bua-aisa tha
Avi-haa, aise me usne apni bahan se dur rahna tik samaja
neeta bua-kitna dard hua hoga
Avi-dard to sabko hota hai ,par dard ko jitni jaldi khatam kiya jaye utna acha
hota hai.
neha bua mera ek ek word sunkar ro rahi thi.
komal ko kuch samaj nahi aa raha tha.
neeta bua-pir kya hua us bhai ke sath .
neeta bua ro rahi thi.
Avi-pir kya tha wo bhai dur se apni bahan ko khush dek kar khush ho jata ,
neeta bua-kya us bahan ne apne bhai ke pyar ko samaja
Avi-haa, wo samajti thi ,tabi to aakari bar unko rakhi baandi thi.
neeha bua ab apne bavanayo ko rok nahi payi
unke ankhoin se aasu nikalte gaye.
komal muze aise dek rahi thi ki wo puchna chahti hai ki main kiske bareme
bata kar raha hu.
meri bate aisi thi jise samaj me aati wo rone lagta .aur jise samaja me nahi aati
wo meri taraf dekta rahta,
neha bua apne bhai ke bareme sunkar apna dard aasu ke rup me bahar nikaal
rahi thi.
itne saalo bad purane jakhamo ko khuradne se dard to hoga hi.
par purane jakham ko hamesha ke liye tik karna jaruri tha.
neha bua ke sath sath neeta bua aur pooja bua bhi ro rahi thi.
apne bhai ke chup kar shadi dekne ki bat sunkar neeta bua bhi ro rahi thi
neeta bua control nahi kar pa rahi thi to neha bua kaise karti.
mera ek ek word unke sine me tear ki tara chub raha tha
neha bua meri bate aur nahi sun pa rahi thi aur wo vaha se ut kar apne kamre
me chali gayi.
Neha bua ke kamre me jate main komal ko uske kamre me le gaya.
komal-Avi
Avi-haa bolo
komal-tum kiske bareme bat kar rahe the
Avi-mere papa ke bareme
komal-tumare papa , to kya wo bahan meri maa hai
Avi-haa
komal-kya hua tha
Avi-kuch nahi thoda family drama hua tha.
komal-kaisa drama
Avi-kisi din aaram se bataunga.
komal-batav na
Avi-abi nahi, bas muz pe bharosa rakna
komal-tum hi pe to bharosa hai ab
Avi-pir bas, muze kuch mat puchna.aur neha bua se bhi nahi,
komal-nahi puchungi.
Avi-ab to dress change karo
komal-nahi, papa ne di hai aaj pahan kar rahungi.
Avi-jaisa tum tik samajo
pir kavita ke aate main ne komal aur kavita ko khana khila diya.
kavita ko tik karne ke liye muze leena ka sahara lena hoga.
aur neha bua ke jakhmo ko bahar nikaalna honga
______________________________
Chapter 1085
Suresh uncle ke jane ka dard sab ko tha.
Neha bua dire dire uncle ke jane ko accept kar rahi thi.
Neha bua ko jis tara main handle kar raha tha us se unka jaldi normal hona
mushkil tha.
Par neeta bua mere sath thi. Neeta bua neha bua ka pura dyan rak raì thi.
Neha bua ne khana khana suru kiya, thode kaam bhi kar leti par jadatar samay
wo apne kamre me baiti rahti thi.
Neha bua muzpe guass thi. Jis tara main unko rula raha tha aise me unka
guass kabi bhi bahar aa sakta tha.
Main uske liye tayyar tha.
Neha bua gumsum si apne kamre me baiti rahti thi.
Main unke kamre me jakar unke dard ko aasu ke rup me bahar nikaalta tha.
Kabi apne papa ke naam se to kabi apni maa ke naam se.
Papa ka naam lene se neha bua ke aasu nikal jate ,aur meri maa ka naam lene
se wo muze dekti rah jati.
Wo meri maa ke naam se na ro sakti thi aur na muze kuch kah sakti thi.
Shalini bhabhi ne unko rone se har bar manaa kiya tha.
Neha bua kabi bhi dard me hoti to unki shalini bhabhi unki himmat ban kar
unke dard ko kam kar deti.
Aise me meri maa ka naam kafi tha unko santh rakne ke liye.
Neha bua kuch bhi karengi par apne shalini bhabhi ko duki nahi karengi.
Main lagatar apne papa ke dard ko neha bua ke samane rak raha tha.
Ye kaam ab tak kisi ko karna chaiye tha par neha bua ka samana kohi nahi kar
sakta tha.
Sab ko mera intazar tha.apne papa ke galati ko unka beta sudaar denga.neha
bua ki nafrat ko pyar me badal denga.
Neha bua ko is tara dek kar muze bhi bura lag raha tha. Par ye karna jaruri tha.
Unke rone se mera dil bhi rone lag jata par mere ankhoin se pani nahi nikal
raha tha.
Mere aasu usi din sukh gaye the jis din choti chachi ne muze kahani batai thi.
Jitni der kahani sunta raha utni der main rota raha par bad me mere aasu sukh
gaye. Ab main rounga bhi to mere aasu nahi nikal sakte the.
Par neha bua ke aasu rokne ka naam nahi le rahe the.
Aasu aisi chiz hoti hai undar rahe to dard hota hai bahar nikale to dusaro ko
dard deta hai.
Main dire dire neha bua ko apne papa ke bareme bata raha tha
Jis tara neha bua dard ko sath lekar ji rahi thi. Usi tara mere papa bhi dard
koapne dil me chupa kar ji rahe the.
Mere papa ka dard sirf meri maa dek sakti thi.
Aaj us dard ke bareme muze pata chala tha aur kal neha bua ko pata chalenga.
Pooja bua aur badi chachi mere vajase khush thi. Jis tara main neha bua ko
sambal raha tha unko ek umid ki kiran dik rahi thi.
Pooja bua ghar me badi hone se main ne unki ijajat leke neha bua ko tik karna
suru kiya.
Pooja bua mere kaam se mere tarike se khush thi.
Neeta bua ki jaan thi neha bua.
Unke nakshe kadam par chal kar leena ki jaan ban gayi thi kavita .
Neeta bua neha bua ko is halat me nahi dek sakti thi.
Neha bua ke rote neeta bua ka dil bhi rota tha.
Neeta bua mera sath de rahi thi. Taki wo neha bua ko jald se jald tik kar sake
Neeta bua neha bua ke pyar ke vajase aage aakar mera sath de rahi thi.
Neeta bua ki madat ke vajase main neha bua ko jaldi unke dard se nikalne me
kaamyab ho raha tha.
Ramesh uncle aur jatin uncle mera pura sath de rahe the. Wo muze sirf neha
bua aur komal pe dyan rakne ko kah rahi the. Aur baki kaam wo khud dek rahe
the.
Is bich choti chachi muz se dur rah rahi thi. Unke pass aane se main apne
irade se bhatak na jau is liye wo muz se dur thi.
Choti chachi jo bhi karti hai wo sabke bhale ke liye karti hai.
Main rani se bhi bat nahi kar raha tha.
Rani ko lag raha tha ki muz uske sath ki jarurat hogi.
Par choti chachi ne use rok diya. Aur kuch din muze apne family ke sath rahne
dene ko kaha.
Rani muzse puchna chahati thi ki neha bua ne usdin muze mara kyu ,par choti
chachi ke vajase rani ne kuch nahi pucha.
Rani din me ek bar aakar komal se jaruri milti thi.
Rani ke aane se komal ko himmat mil rahi thi.
Is bich ham sweta didi aur sital ki shadi ke bareme soch nahi rahe the.
Rohan ki family bhi samaj rahi thi ki situation kya hai.
Rohan ki family ne aakar ramesh uncle se mulakat karke hamare dard ko
samajne ki khosish ki
Neha bua ki tara Komal aur kavita bhi normal ho rahi thi par unko puri tara se
normal karna jaruri tha.
Unke ke liye unke future ke liye jaruri tha.
Komal ki exam ho gayi thi. Par mbbs ki entrace exam abi baki thi.
Komal apne papa ke jane ke gum me dubi huyi thi aise me uska padai par
dyan nahi tha.
Usko kuch din aur apne papa ki yaado me rahne diya.
Uska dil jab tak ro kar halka na ho jata tab tak use padai se dur rakna jaruri
tha.
Komal ko main jaldi normal kar dunga .usko hasna muze aata hai.
Komal ke main itne pass tha ki wo muze aur main use ache se samaj sakte
the.
Komal apne papa ke jane ke bad mere vajase tut kar bikarne se bach gayi.
Main usko bikarne kaise deta ,wo meri friend thi, best friend thi wo meri.
Komal ko kaise bhi karke normal life jine ke liye tayyar karna tha.
Komal ka dil uske naam ki tara komal tha.uske komal dil ko main kaise aasu
ke tsunami me dubne deta.
main komal ki himmat ban kar uske sath tha.
Uski himmat main hone se wo mere baho me khud ko kamzor nahi samajti thi.
Main ne di huye uske papa ki chiz wo sambal kar rak rahi thi.
Agar main chala jata to komal ka kya hota is bat ko soch kar hi main dar raha
tha.
Uske papa ke jane ke bad komal ne muze apna sabkuch maan liya tha.
Komal ke dil me mere liye kya jaga hai ye main kabi samaj nahi paya par mere
bina wo soch bhi nahi sakti thi.
Komal ki tara kavita ke liye bhi main special tha.
Kavita ka hero tha main ,kavita ko sab se jada pyar karne vala uska bhai tha.
Uski har ek zidd puri karne vala bhai tha. Chahe kuch bhi ho uska bhai uski
bat puri jarur karenga.
Kavita ka vishwas main ne kabi tutne nahi diya.
Kavita komal se samajdar thi. Kavita ko society ki samaj komal se jada thi.
Komal padai me 1st thi par kavita real life me 1st aati thi.
Main ne kavita ko uncle ke jane ke bad himmat dena suru kiya.
Kavita ko bataya ki uska bhai abi jinda hai.
Uska bhai uske sath hamesha rahenga.
Kavita ko apne papa ke jane ka dukh tha to apne bhai ke pass aane ki khushi
bhi thi.
Kavita ko mere sath rahne se apne papa ke jane ke gum se bahar nikalne me
aasani ho rahi thi.
Par wo dire dire apne papa ke jane ko accept kar rahi thi.
Jo uske liye acha nahi tha.
Abi 10 th class ki exam chalu thi, kavita ke exam ko time tha.
Par wo aise papa ki yaado me khoyi rahengi to uski exam ka kya hoga
Kavita ke sath sath leena ka bhi vahi haal tha. Par rajesh kuch din ruk gaya
tha.
Rajesh ke rukne se leena ko himmat mili. Par rajesh jada din nahi ruk sakta
tha.
Uske college vale itne din exam ke samay ghar jane ki ijajat nahi dete the.
Aise me bhi mere kahne pe rajesh ruk gaya. Usko apne family ki ahmiyat pata
chal gayi thi.
Leena ko kuch din rajesh me sambal par uske jane se leena ,aur leena ke
vajase kavita duki ho gayi.
Uncle ko gaye huye 15 din ho gaye pir bhi main sab normal karne me
nakamayab tha.
Aise me muze jald se jald kuch karna tha .kavita aur leena ki exam thi agale
hafte me
Main ne is liye unko dila chhoda ki unko kuch din to apne papa ke liye rone du
Par ab bahot ho gaya.
Muze pahale kavita pir komal aur uske bad neha bua ko tik karna tha
Inke tik hote ham sweta didi ki shadi ke bareme to soch sakte hai.
Sital didi ko bhi apni exam de kar shadi karni thi.
Sab kuch ruka tha .
Sab pahale jaisa karne ke liye muze apne hant pair chalane hoge.
Muze kavita ko normal karna hoga.
____
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi - by sandycruz - 23-11-2018, 03:15 PM



Users browsing this thread: 10 Guest(s)