Thread Rating:
  • 16 Vote(s) - 3.25 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi
neeta ne neha ke sath rahne ka faisala kiya
pitaji-kal damad aa jayenge. tum unse bat karna.
pooja-ji pitaji
Pitaji-bahu
suman-ji pitaji
Pitaji-tumari saas ki ek icha thi.
suman-ji
Pitaji-wo chhotu ko baap bana hua dekna chahti thi.
suman-muze pata hai
Pitaji-tume kya lagta hai.ki muze kya karna chaiye
suman-aap jo sahi samaje wo kijiye , aap jo sochenge wo sabke liye acha
honga
Pitaji-main soch raha tha ki chhotu ki dusari shadi karva du
suman-dusari shadi
pooja-pitaji abi to maa...aur aap shadi karvane ki bat kar rahe hai
Pitaji-muze pata hai main kya kar raha hu. suman tum kya kahti ho.
suman sochne lagi.
Pitaji-tum jaisa kahogi vaisa karenge. faisala tume karna hai
suman-jo family ke liye acha hoga vahi kijiye
Pitaji-main isko tumari haa samaju
suman-ji ,
suman ne apne dil pe pather rak kar haa kar di.
suman ko shalini ki bat yaad aayi. pahale family ke bareme sochna pir apne
bareme
suman ne shalini bhi ki tara sochte huye wo fasiala liya jo kkhi aaurat lena
nahi chahati
Pitaji-bahu ham sab ki balai ke liye kar rahe hai
suman-ji pitaji,
Pitaji-chhotu se main bat karunga.
suman-jaisa aap tik samaje
suman chhotu ki dusari shadi ke liye tayyar ho gayi.
suman ko pata tha ki wo kya karne ja rahi hai.
suman ne apne pati ko baap na banne ke dard se gujarte huye deka tha.sunan
to chhotu ki khushi ke liye kar rahi thi ( par chhotu ki khushi kisme hai ye kisi
ne pucha hi nahi)
suman ne maa ko kahi bar is bat se roka tha ki chhotu ki dusari shadi na ho.
pitaji ne uska sath diya tha.
par aaj pitaji ke kahte suman ko haa karni padi. suman ko pitaji pe pura
vishwas tha.
bas suman ko is bat se dar lag raha tha ki wo kya kahenge
chhotu suman se bahot pyar karta hai,aise me suman ke haa karne se chhotu
pe kya asar padenga.
pitaji ne sab ke liye kuch na kuch soch liya tha.
pitaji ne chhotu ke hanto se maa ki asitaya nadi me baha di.
aur apne damad ka intazar karne lage.
___________________________
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi - by sandycruz - 23-11-2018, 03:05 PM



Users browsing this thread: 7 Guest(s)