Thread Rating:
  • 13 Vote(s) - 3.15 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi
flash back 1022

suman 9
jaysingh ko komal ko pyar karte huye dek kar sab ko acha laga
jaysingh ka dil pather ka nahi hai
neha ko uska jawab mil gaya
shalini ne apne hi andaz me jawab diya
jaysingh ne jis tara komal ko pyar kiya wo sab kuch baya kar raha tha
jaysingh khud ko rok hi nahi paya komal ko rota hua dek kar
kohi bhi itna kator dil ka nahi hota jo bache ko rota hua chhod de
par jaysingh ko komal ko pyar karte huye nanni neha ki yaad aayi ye imp tha
neha ko jaysingh aaj bhi pyar karta hai ye sabko pata chala
par neha ki shadi me bat hi aisi huyi ki thodi narazgi to chalengi
shalini ne sahi socha
jitni bar neha jaysingh samne aayenge utne jaldi ye guass khatam honga
jaise socha tha vaisa nahi hua
kisi ne jaysingh ko kumar ya neha ke shadi ke bareme bat nahi ki
sab ne decide kiya tha ki kohi us bat ka is harme jiker nahi karenga ,, aur
jaysingh ke samne to bilkul hi nahi ,,
pitaji ne sabko bata diya ki is bat ko yaad rakna
pitaji nahi chahte ki galti se wo bat nikale aur jaysingh ke dil ko chot lage
2 saal se jaysingh neha se mila nahi varna ye guass kab ka khatam ho jata
par ab shalini ko wo rasta dik gaya jis se neha jaysingh me pir se pyar honga
dono ko aapne samne lanr se sab kuch apne aap ho jayenga
komal ke liye jaysingh ka pyar ne shalini ka josh bada diya
ab to shalini neha aur jaysingh ko pir se mila dengi
neha ko bhi ye pata chala ki uska bhai uske bareme kya sochta hai
neha ko apne bhai ke bareme galat sochne se khud pe guass aa gaya
maaji ko apne bete ko aur jada pyar karne ka dil kar raha tha
ager pitaji yaha hote to apni muchho pe hant ghuma dete jaysingh ko komal
ko pyar karte huye dek kar
is tara haste khelte shadi ka din pass aa raha tha
chhotu to sapno me khoya tha
par uske shadi ke vajse sab khush the , chhotu ko pata nahi usne kya kiya hai
chhotu ko suman ke sapne dekte huye dek kar neha neeta tang karne lagi
neha- chhotu , kya bat hai din me sapne dek raha hai
neeta- kiske sapne dek raha hai
chhotu- kisi ke bhi nahi
neha- suman ke sapne dek raha hai
chhotu- main ne suman ka naam nahi liya
neeta- to suman ke saone dek raha hai
chhotu- maa deko neha muze tang kar rahi hai
pooja-mere chote bhai , ab maa ke pallu me chupna band kar , sumam ke pallu
me chupna honga tume
chhotu- maa deko pooja bhi tang kar rahi hai
mmaaji- chhotu tumari didi sahi kah rahi hai , ab muze nahi suman ko aawz
dena shik le
chhotu- maa tum bhi
maaji- tere bhai ko dek , pahale mera naam leta tha , maa khana do maa kapde
do , aur ab shalini ko bolta hai
neha- maa , chhotu kaise bolenga , suman deko neha muze tang kar kar rahi
chhotu- neha main maarunga tuze
maaji- chhotu ab tu bada ho gaya hai ye bacho jaisi aadat band kar de
chhotu- aise achanak kaise band hongi
shalini- kya ho raha hai
chhotu- bhabhi deko na neha muze tang kar rahi hai
shalini- kya kaha neha ne
chhotu ne shalini ko sab kuch bata diya
shalini- chhotu neha sahi kah rahi hai , ab tume suman ke sath rahna honga ,
ab usko aawa dena aur maa ko aaram karne dena , deko maa kitna thak jati hai
kaam karke
chhotu- bhabhi aap kah rahi to kosish karunga ,
neha- wa re bhabhi ke pyare devar , maa ne kaha to bol raha tha achanak laise
honga aur bhabhi kahte haa bol diya
cchotu- maa maa hai , bhabhi bhabhi bhi hai aur maa bhi hai
pooja- chhotu to bada ho gaya hai
shalini- chhotu kuch socha ki nahi shadi ke bad kya karenga
chhotu- kheto ne kaam karunga
shalini- mera matlab hai suman ke liye kya socha hai
chhimotu- aapko kaise batau , muze to sharam aa rahi hai
neeta- chhotu to sach me bada ho gaya hai jo sharmana shik gaya hai
shalini-bata to kya socha hai
chhotu- pyar karunga
shalini- kahi ghumane le jayenga ki nahi
cchotu- ye to socha hi nahi
shalini- suman ko ghumane shahar3 lana aur shahar2
chhoyu- ji bhabhi
maaji- ye sab bad me bat karna , pahale haldi lagana kab hai wo socho
chhotu- maa haldi lagaye bina nahi chalenga
maaji- tere bhaiya ko to tune bahot lagai thi bhul gaya
neha- chhotu tuze to main pila pila kar dungi
neeta- chhotu ko aaj chhodenge nahi , bahot complaint ki hai hamari aaj to
sara badalaa lenge
cchhotu- bhabhi
shalini bhabhi-chhotu ek din to milta hai , isme maza aata hai ,
aur aise hasi mazak ke sath chhotu ke shadi ki tayyari hone lagi
chhotu dulhan lane ko tayyar tha
jaysingh ne chhotu ko ghodi pe baita diya
lekin is bich jaysingh ki pagadi thodi tedi ho gayi
ye pitaji ne dek liya
aur wo jaysingh ke pass aaye
pitaji ko apne samne dek kar jaysingh soch me pad gaya ki pitaji kya kahenge
lekin pitaji ne kuch nahi kaha
aur jaysingh ki pagadi tik ki
chhotu ghodi pe chad kar suman ko lane ke liye tayyar tha
kaise baand bajna suru hua vaise neha pooja aur shalini ne apne pallu ko
kamre se baand diya
aur chhotu ki barat me naachne lagi
4 betiyo ko naachta hua dek kar pitaji ne paiso ki barish kar di
4 betiya ek aur beti ko lane ja rahi thi
chhotu ki khushi ka to kohi tikana nahi tha
pitaji to shadi ke din bhi Avi ko apne kandhe pe bita kar naach rahe the
puri family chhotu ki khushiyo me sath de rahi thi
sare mehamaan aaye the
jiske ji mehmaan wo uski khatirdari kar rahe the
kaisr shakini ke mata pita ka dyan shalini ne raka ,pooja ne apni family ka
suman ke ghar vale to aise barat dek kar dekte rah gaye
suman ka vahi haal tha jo chhotu ka tha
naye ghar jane ka chota dar
chhotu ki biwi banne ki khushi
naye mata pita milenge
nayi family ka hisha banegi
nayi jimmedari aayengi
kaise honge sasural vale is bat ka dar
kaise nibayengi ye naya rista is uljan me thi
par chhotu jaise suman ko bhi chhotu se pyar ho gaya tha
jaisa chhotu ka haal tha vaisa suman ka tha
shalini apni devrani ko nahi apni bahan ko laane aayi thi
ajib family thi
suman ne socha nahi tha us se achi family milne ja rahi thi
shalini jis tara shadi karva rahi thi us se dulhan valo ko laga ki shalini is ghar
ki bahu nahi beti ho
jaysingh ko bhi jo maan saman mil raha tha us se ki gardan uchi jo gayi
dulhe ki taraf se shadi me aaye ho to jo maan milata hai uska experience
hamesha yaad rahta hai
chhotu ne jaise suman ko mangalsutra pahana diya vause shalini ne sabko
kubarak bat di
suman chhotu ki ho gayi
chhotu ko uske sapno ki rani mil gayi
chhotu ke shadi me suresh nahi aa saka
remesh aur jatin ek din pahale aa gaye the , par suresh nahi aaua
ramesh ne zut kaha ki wo shadi vale din aayenga
par shadi vale din bhi suresh nahi aaya
suresh ki maa ki tabiyat kharsb thi jis se usko hospital sift kiya tha , is vajse
se suresh aa nahi saka
ramesh ne sham ko neha ko bataya ki uski saas hospital me admit hai jis se
suresh shadi me nahi aa saka
aur kal ramesh ne suresh ke kahne pe zuta kaha kyu ki suresh nahi chahta tha
ki neha apne bhai ki shadi miss kare , wo maza masti miss kare
ye bat sunte neha ko suresh ko pyar karne ka dil kar raha tha ,pitaji bhi suresh
ki is bat se khush the
shadi ache se jo gayi
neha ne chhotu ki shadi me maza masti ki
ab neha ko bahu ka farz bhi nibana tha
neha subha hote shahar2 chali gayi komal ko lekar ,
neha ko chhotu ki shadi me bahot kuch karna tha par kuch bate wo kar nahi
payi
suhagraat me chhotu ko pareshan karna tha par suresh ki yaad me neha wo
bhi nahi kar payi
dusare din chhotu ko suhaagraat ke bareme puch kar tang karna tha par neha
ko shahar2 jana pada
neha gayi to kya hua , shalini thi
vaiae shalini ne socha tha ki shadi ke bad neha aur jaysingh ke sath kuch
experiment karengi
par neha ke jate shalini ne wo plan cancel kiya aur suman ke welcome ki
tayyari me lag gayi
pitaji ko neha ka jana acha nahi laga par ye dek kar acha laga ki neha dono
ghar ke farz niba rahi hai
aur neha ki suresh jaisa jivan sathi mila hai
______________________________
Flashback 1023
suman 10
chhotu ki shadi suman se ho gayi
chhotu ko to jaise uski aatma mil gayi ho itna khush tha
suman naye logo ke bich me thodi sahami huyi thi
par chhotu ka jo pyar mila suhagraat me wo kafi tha suman ka dar khatam
karne ko
chhotu to raat ki thakan nikaal raha tha der tak sote huye
par suman ut gayi ,
shalini bas suman ke door kholne ka intzar kar rahi thi
.shalini-lagta hai raat me der se soyi thi
suman ne shalini ki taraf deka aur apna gungat ud liya aur sharam se sar
niche kar liya
suman ke ghar ke halat kuch aur the
suman ke ghar ka enviroment alag tha
suman ko is tara hasti khelti family ki aadat nahi thi
is liye suman ne pallu od liya
shalini- suman , pata hai main khon hu
suman ne bas haa me gardan ghuma di
shalini- tum gungi ho
suman- nahi to
shalini- to bat karna shik lo , yaha chup kohi nahi rahta
suman- ji
shalini- tumara pahala din hai is liye samaj sakti hu ki tume kaisa lag raha
honga
suman bas sun rahi thi
shalini- main jab yaha aayi thi to tumari tara ulajan me thi , par pata hai mera
dar kaise kam hua ,
suman- kaise
shalini-.apna pallu sar se nikaal kar
suman-kya ?
shalini-.kyu ki pallu rakna yaha manaa hai
suman-par saas sasur ke samne to rakna honga na
shalini-.kaha hai saas sasur
suman-wo vaha baite hai
shalini-.kisne kaha wo sass sasur hai , wo maa hai aur wo pitaji hai
suman bas sunti rah gayi
shalini-chhok gayi na , yaha aisa hi hai , iski aadat daal do , tum bahu nahi beti
ho is ghar ki
suman ko to apne ankhoin pe vishwas nahi ho raha tha
suman ka sahi sun rahi thi
sunan ki bahan ne to kaha tha ki sasural me bahot tang karte hai par yaha to
sab alag tha
sabi shalini aur suman ki bate sun rahe the
ager neha hoti to aur acha hota par neha ko subha jana pada
chhotu to so raha tha
suman bichari shalini ki jib ajib bate sun rahi thi
suman ko lag raha tha ki aisa thode hota hai , ye sapna hai
saas sasur maa aur pitaji kaise ho sakte hai
maaji apni dono bahu ko dek rahi thi
shakini ko pahala hak diya welcome karne ka
shalini ghar ki badi bahu jo thi
shalini-.kya hua kya soch rahi ho
suman-aap mere sath mazak kar rahi hai
shalini-.main to hasi bhi nahi aur kohi nahi hasa pir tume mazak kyu laga
suman-aap jo kah rahi hai wo real me nahi hota
shalini-.muze deka pallu lete huye
suman-aap badi hai ,
shalini-.tume main dire dire shika dungi
suman-ji
shalini-.vaise tume mere bareme kya pata hai
suman-aap shalini bhabhi hai , ghar ki badi bahu , meri jethani
shalini-.galat main tumari jethani nahi hu
suman-pir
shalini-.main tumari badi bahan hu , aur tum meri choti bahan ho
suman ko to badi bahan se mnafrat thi
shalini ne ye kya bol diya
suman ko maanti thi ki uski kohi bahan nahi hai
shalini-.apni badi bahan ke gale nahi lagogi
suman-meri kohi bahan nahi hai , aap bhi meri bahan naHi ho
aur sumsn rote huye samne jo kamra tha vaha chali gayi
shalini ko dekti rah gayi
baki sab bhi khade ho gaye
ye kya ho gaya , sab kuch to acha chal raha tha , pir nayi bahu ko kya hua
maaji- sjalini kya hua , suman rone kyu lagi hai
shalini- kuch nahi usko apni bahan ki yaad aa gayi , main dekti hu ( kuch to
bat hai jo muze jaanni hongi )
shalini suman ke pass gayi
suman bed pe let kar ro rahi thi
baki sab bahar baite kar bate kar rahe the
shalini suman ke pass jaker suman ke sar pe pyar se hant ghumane lagi
shalini-.suman
suman-aap muze akela chhod dijiye
shalini-.main apni choti bahan ko akela kaise chhod sakti hu
suman-main kisi ki bahan nahi hu , aap meri badi bahan nahi hai
shalini-.itna kya guass karna hai , apni bahan ko dur jane ko.kohi nahi bolta
suman-meri kohi bahan nahi hai
shalini-.meri to choti bahan hai suman naam hai uska
suman-muzse kuch galat ho jaye us se pahale aap yaha se jaiye
shalini-.choti bahan ko aisi halat me chhod kar badi bahan nahi jati
suman-aap bhi mera sath chhod dengi , aa bhi muze jine nahi dengi
shalini-.batav muze kisne aisa kiya tha tumare sath , ham milke use sabak
shikayenge
suman-aap jaiye yaha se
shalini-.kaise jau ,ager tum meri jaga hoti to kya apni choti bahan ko aise halat
me akela chhodti
suman ut kar baite gayi , aur shalini ke gale lag kar rone lagi
shalini-.mere samne jitna rona hai ro lena , par bahar mat rona ,, maa aur pitaji
ko acha nahi lagrnga ki unki beti ro rahi hai
suman-aap mere sath kohi dusara rista jod lijiye par meri badi bahan mat
baniye
shalini-.ab to main tumari badi bahan hi banugi
suman-aap samaj kyu nahi rahi ho
shalini-.to samaja do
suman-aapko kya batau ,mere sath kya kya hua hai , muze apni badi se bahan
se nafrat ho gayi hai
shalini-.apni is bahan ko bata do , dukh baatne se kam hota hai , aur riste
judne se khushiya milti hai
suman-aap sun nahi payengi
shalini-.tum meri choti bahan ho , tumara dard kam karna mera farz hai
suman-to suniye
aur suman ne apni sari kahani bata di
suman ki kahani sunkar shalini ke ankhoin me aasu aa gaye
suman-aap ro rahi hai
shalini-.main is liye ro rahi hu ki meri choti bahan ne ab tak itne dard zele,
main ne tume pahale kyu apni bahan nahi banaya
suman-kya
shalini-.deko tumare sath jo hua us se tumara najariya aisa ban gaya hai ki
tume bahan ke riste se nafrat ho gayi hai
suman-haa
shalini-.to main tume teen bahano ki kahani batati hu , pir batana ki har badi
bahan aisi hoti hai kya , jaisa tum socti ho
suman-ji
aur shalini ne pooja neha neeta ki kahani bata di
kaise neha ne apni choti bahan ke liye apni shadi thod di
kaise pooja ne apne sare farz pure kiye
kaise teeno bahan ek dusare pe jaan chhidakti hai
shalini ki kahani sunkar suman shalini ke gale lag gayi
shalini-.deko suman ,, tum ne ab tak jis bahno ke sath rahi ho unko bhul jav ,
aaj se hame apni bahan bana lo 0, pir deko tume kitna pyar milta hai
suman-muzse nahi honga
shalini-.pooja neha neeta ko ek bar apni bahan to bana kar deko ,
suman-muzse nahi jonga
shalini-.sach batana ki meri kahani sunkar tume aisa nahi laga ki khas pooja
neha neeta tumari bahan hoti
suman-haa laga tha
shalini-.bas use pura kar lo , kuch dur ke rise itna pyar dete hai ki apno ki di
huyi nafrat uske samne haar jati hai
suman-ji
shalini-.tumari bahan ne jo kiya wo galat tha , par uska ye matlab nahi ki tum
us riste ko galat samjo , vahi rista neha neeta ka deko , character galat hote
hai rista nahi , ab tum le hai ki tum naya rista judna chati ho ya usi gum me
dubi rahna chahti ho
suman-aap mere sath rahengi
shalini-.tumari badi bahan hu , tumare sath kabhi nahi chhodungi
suman-par main aapko didi nahi kahungi , shalini bhabhi kahungi
shalini-.ye huyi na bat , ham dono ki khub jamegi ,
suman-ji
shalini-.mere sath ji ji najhi chalenga , free hoker bat karo
suman-mera pahala din hai
shalini-.aise excuse de kar piche hatna mat , aisa kaha ki aaj se nayi suruvat
karungi
suman-aaj se nayi suruvat karungi
shalini-.naye riste jodungi
shalini-.un riste ko apne pyar se baandh kar rakungi
suman-un risto ko baandh kar rakungi
shalini-.risto ko nibaungi , is ghar ka ek hisha ban kar rahungi
suman-ye mera ghar hai
shalini-.ye hamari family hai
suman-ye meri family hai
shalini-.ye huyi na bat ab khud ko tik karo , neeta pooja tumara intzar kar rahi
hai
suman-aur neha didi
shalini-.didi sirf pooja hai , baki sab tumari saheliya hai
suman-ji , neha nahi hai
shalini-.uski saas ki tabiyat kharab hai jis se usko subha jana pada
suman-main ne suna hai aap shahar3 me rahti ho matlsb aap bhi vapas
jayengi
shalini-.main 1ahina ruk kar jaungi , tumare sath naya rista joda hai use kaise
nibate hai wo shikana bhi to hai , muzse shikna chahogi a
suman-aapke bareme kal unno bahot kuch bataya , aapse shikana to kismat
valo ka kaam hai
shalini-.kal kya sirf bate karte rahe ya luch kiya bhi mere devar ne
suman-aap bhi na , bato ke sath pyar kiya
shalini- main mazK kar rahi thi , mera dever kuch kam nahi hai , usko na
tumare pyar ki jarurat padengi, uske sath hamesha rwhna usko oyar karte
rahna , deko tumse pyar karke kitna badal gaya
suman-ji main unke sath rahungi chahe kuch bhi ho jaye
shalini-.chale maa aur pitaji se milne
suman-haa unka aasirvad lena hai
shalini ne suman ko apni bahan bana liya
jo nafrat suman ke dil me thi usko ek zatke me nikaal diya
naye riste pyar se bane the jis me nafrat ko jaga nahi thi
______________________________
Flash back 1024
suman 11
shalini ke pyar ne suman ke dil me bhi ek nayi umag bhar di
suman ko andere se bahar nikaal kar ye dikaya ki duniya vaisi nahi hai jaisa
wo samajti hai
suman ne to maan liya tha ki bahane bahot buri hoti hai
par shalini se milte suman ki soch badal gayi
neha pooja ki kahani se pata chala ki badi bahan kaisi hoti hai
suman ne ab to jo deka wo coin ki ek baju thi aur aaj shalini ne suman ko coin
ki dusru baju dika di
shalini pe suman ne vishwas kiya
shalini se naya rista jod liya pyar vala rista
shalini ko apni badi bahan bana liya
par suman pir se chot khane ko tayyar nahi thi jis se suman ne bol diya ki wo
shalini ko shalini bhabhi kahengi
shalini ko suman ka sach jaan kar dukh hua
shalini badi bahu thi uski ghar ko tutne se bachane ke liye sab kuch pata hona
jaruri tha
suman ki nafrat khatam karni hongi
suman ki nafrat khatam hote chhotu ke liye pyar hi pyar milenga
suman bahot bholi hai , par khule dil vali hai , , wo ek bar rista jod leti hai yo
kabhi khatam nahi karti
suman ko shalini ka sath milte ye dunyia achi lagne lagi
shalani ne apni choti bahan suman ko ghar ke sabi member se mila diya
neha hoti to aur acha hota par neeta ne neha ki kami mahsus hone nahi di
suman ka welcome usi tara kiya jaise neha karti
shalini ne suman ko tea aur nasta banabne ko kaha
pahala nasta soecial hota hai
suman ki madat karte huye shalini ne suman ko sabki tarif karne pe mazboor
kiya
chhotu sabko suman ko pyar karte huye dek kar relax ho gaya
chhotu ke aate suman ke samne sab chhotu se ijajat se bat kar rahe the
par jaise suman under gayi sab chhotu le tut padte
chhotu ko sabka tang karna acha laga
shadi ke dusare din sabi gaon valo ko davat di
pir uske agale din jaysingh jane ki tayyari karne laga
shalini ne jaysingh ko bata diya ki wo kuch din aur rukengi taki suman us ghar
me adjust homenme msdat kar sake
jaydingh shalini ki har bat manta tha
jaysingh ko pata tha ki shalini jo karrngi wo uske family ke liye acha honga
jaysingh akeka shahar3 chala gaya
Avi to bas dadaji ke ghod me lada rahta
sweta sital bhi apne chote bhai ke sath khelti rahti
vaha shahar3 me Avi ko sirf apni maa ke sath khelna padta
yaha to dadaji hai dadi hai , bua hai , bahane hai , chacha chachi hai , Avi to
yahi rahne ki zidd kar raha tha
sab dire dire apne apne ghar chale gaye
bas shalini aur Avi gaon me ruke the
Avi apne dadaji ke liye ruka tha aur shalini suman ke liye
shalini suman ko kisko kya pasanad hai kisko kab kya chaiye ye sab bata rahi
thi
suman ache bache ki tara shalini ki bate sunti
shalini suman ko batati ki pitaji ko kab kya vhaiye khane me kitni mirch chaiye
, chhotu ko kya pasand hai , maaji kaise khush hongi ,
nayi bahu ke liye ye chalenging kaam hota hai
par shalini ne suman ke liye ye kaam asan kiya
suman ko shalini ka sath milte wo to apne mayake ko bhul hi gayi
suman ko to sasural apme mayake se acha lagne laga
shalini jaldi jaldi kaam samja kar suman ko gaon aur khet dika deti
thakurji ne naye jhod ko davat par haweli bhuya
suman itna maan saman dek kar khush thi
suman ne jitna socha tha us se jada mil raha tha
.suman ko chhotu ka pyar mil raha tha
chhotu to khet se sida ghar aa jata pahale dost ke jata tha par ab dost ke pass
jana kam nahi band hi kar diya tha
ghar me aaurat ki jarurat kitni hoti hai ye ssbko pata chal gaya
pitaji ko apni dono bahu pe naaj tha
maaji ko devi jaisi bahu mil gayi
suman ko raat ne chhotu ke sath pyar karna aur din bhar shalini ke sath bat
katna acha lagta
shalini sirf ghar aur family ki bate nahi batati thi , kuch gyan ki bate bhi bTa
deti
jaise ki dusare ko bareme sochna chaiye
kab khud ki khushi se jada dusaro ki khushi ki parva karni chaiye
kab balidaan dena chaiye
kaise ghar ko ek karke rakna chaiye
kaise apne sath dusaro ko hi apne vicharo se khush rakna chaiye
suman is 1 mahine me bahot kuch shik gayi thi
suman to shalini ko apni maa maanne lagi
.jaise maa apne bacha ko duniya ki bate batati hai vaise shalini suman ki bata
rahi thi
shalini ki bat hi kuch alag thi
apne pati ko alag jane diya aur yaha kyu ruki apne devrani ke liye
ab to suman ko jaldi rahti kaam khatm karne ki.kyu ki usko shalini se bate jo
karna tha
maaji ko to ab aaram tha , bahu jo aayi thi
pitaji ko bhi aaram mil raha tha kyu ki chhotu kheto me ja raha tha uski apni
jimmedari ka pata chal gaya tha
ek bahu ke aate kaise sab kuch badal gaya
shalini aur suman ise ghar me rahe yahi pitaji ki icha thi
dono bahu ko bahano ki tara rahta hua dek kar maaji khush thi
ye sab shalini ka jadu tha
varna aajkal ki bahu to , puchi hi mat , ghar aate saas sasur ko bahar nikaal
deti hai
suman ne shalini se bahot khch shikh liya
suman-bhabhi aaj khet me chale
shalini- chhotu se milna hai
suman-aap bhi na , main to khet dekne jane ki bat kar rahi thi
shalini- dopehar me jayenga , chhotu tume dek kar jada josh se kaam khatam
kar denga
suman-bhabhi aap muze bahot tang karti hai
shalini- pir bhi tu muzse tang hone aati hai
suman-chalo na khet me chalte hai ,
shalini- dopehar ka khana aaj khet me khayenge ,„
shalini pitaji aur maaji ko bhi khet me le gayi
sab aaj khet me samay bitane vale the
Avi to khet me aate ped pe chadne ko bol raha tha dadaji ko
pitaji Avi ko lekar aam ke bhagiche me chale gaye
maaji aaram se baite kar sab dek rahithi
jaise chhotu ki najar suman pe gayi wo apna kaam chhod kar uske pass aa
gaye
cchotu- suman tum yaha ,
shalini- devrji ham bhi hai yaha , tume to bas suman hi dik rahi hai
chhotu- bhabhi main to wo
shalini- rahne de , hame pata hai tu bas suman ko dekne aaya hAi
suman sharma gayi
maaji- ja apna kaam kar , raat bhar to suman ke pallu me chupa rahta hai ab
kya din me bhi
aur sab hasne lsge
chhotu is pe kya bolta wo chup vhap aona kaam karne laga par uska dyan
suman par hi tha
shalini- suman chalo pure khet ka chakker lagate hai
suman- haa chalo
pir shalini suman ko aam ke baghiche ki kshani sunanr kagi
kaise neha ne ye aam ka bhagicha lagya tha
kaise sab ne apne pyar se aam ka baghicha banaya tha
suman ye sab sunkar aur bate jaane ko utjit ho gayi thi
shalini suman vahi bate batai jo usko aage jaker bahot kaam aayengi
kyu ki shalini ko shahar3 jana honga aise me suman ko is ghar ko akele
sambalna honga uske liye kuch bate suman ko pata honi chaiye
shalini- suman pata hai , kabhi kabhi khud ki khushi se jada apni family ki
khusji ke bareme sochna padta hai
suman-aapne ye pahale bhi bataya tha
shalini- kabhi kabhi apno se bhi ladna padta hai
suman-ye aap kya bol rahi hai
shalini- tuze main neha i shadi ki kahani batati hu tuze pata chalenga ki main
ne kaise apne shadi ko daav par laga kar neha ko uski khusiya di
aur shalini ne neha ki kahani suman ko bata di
kahani sunte suman samaj gayi ki shalini kya batana chahti hai
suman ne to kahani sunte shalini ko gale laga liya
shalini- kya hua
suman- aap
shalini-kya hua
suman-aap me itni himmat kaha se aayi thi
shalini- sabke pyar ke vajse itni himmat juta payi thi
suman-jaysingh bhaisaab ne kya kaha tha uske bad
shalini- itna hi ki unko acha laga ki main neha ko apni bahan maanti hu
suman-sach ne aapke jaga kohi aur hoti to ye kar hi nahi oaati
shalini- par tume karna honga
suman-kya matlab
shalini- kal main shahar3 jane vali hu
suman-kya
shalini- mera ghar vahi hai jaha Avi ke papa rahenge , ab tume is ghar ko akele
sambalna honga
suman-main kaise kar paungi akele
shalini- isi liye tomain tume roj aisi bate batati thi jo tume aage jaker kaam
ayrngi
suman-par aap yaha bhi rah sakti haina
shalini- main to yahi rahna chahti hu par Avi ke papa vaha nahi rahna chahate
suman-aap unko yaha lekar kyu nahi aati
shalini- vahi to kar rahi hu ,, pivhali bar ek rasta tha par neha ki shadi ke vajse
wo rasta band ho gaya , par main jaldi unko yaha lekar aaungi aur ham sab
sath me rahenge
suman-us din ka intzar rahenga
shalini- tab tak tume is ghar ko is family ko sambalna honga
suman-main puri kosish karungi , aap ko nirash nahi karungi ,,
shalini- suman chhotu ka khayal rakna , wo bhale bada ho gaya honga par
uski soch bacho jaisi hai , usko pyar se handle karna
suman-ji
shalini- aur baki bate to tume bata di hai , usko yaad karna aur muze har
mahine khat likhna ,
suman-wo to bina bhule likhungi .
shalini gaon me jab tak rukti ,usko ek din to jana hi tha
jaydingh vaha akela tha
jaysingh shalini ko pyar ki vajse kuch kahta nahi tha
par shalini ko pata tha ki jaysingh uskk kitna yaad kar raha honga
pitaji to Avi ko jaane dene ko tayyar hi nahi the
Avi bhi apne dadaji se dur jane ko tayyar nahi tha
par alag to hona hi tha
pitaji ne shalini ko rokne ki bahot kosish ki par jaysingh ke liye shalini ko jana
hi pada
shalini ne pitaji ko wada kiya ki wo jaldi jaysingh ko lekar gaon aayengi
maaji ko ab shalini pe aur jada vushwas ho gaya ki wo jaysingh gaon lekar
aayengi
suman ko kuch bate bata kar shalini apne shahar3 chali gayi
pir se ghar suna ho gaya
Avi ke vajse pitaji ka dil laga raha tha par ab pitaji ko yahi lag raha tha ki
chhotu ko jaldi se bacha ho jaye
taki ghar me pir se bavho ki kilkiru sunai de
maaji ko bhi dadi banke ka sab se jada intzar tha
par aaj ke liye to ghar me bahu ke aane se ghar me thodi chalpal thi
_____
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi - by sandycruz - 23-11-2018, 03:01 PM



Users browsing this thread: 8 Guest(s)