Thread Rating:
  • 13 Vote(s) - 3.15 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi
Flashback 1019

suman 6
chhotu ki bat dunte jaysingh ko shocked laga
jaysingh- kya kaha tune
chhotu- main shadi kar raha hu
shalini- sach , tu shadi kar raha hai
jaysingh- par achanak kaise
chhotu- bhaiya main bada ho gaya hu
jaysingh- chhotu bada ho gaya hai
shalini- chhotu to ab ghodi chadenga
chhotu- haa
jaysingh- ladki deki ki nahi
chhotu- ladki bhi deki hai aur shadi ki date bhi fix ki hai
jaysingh- muze bataya nahi
chhotu- batane to aaya hu
jaysingh- mera matlab tha ki ek khat to kar deta
chhotu- khat ki jaga main khud aaya hu , pahala invitaion aapko dene
shalinu- ab aap apna mood off mat kijiye , chhotu aapko pahala invition dene
aaya hai is se badi bat kya hai
jaysingh- khon hai wo ladki , naam kya hai , kis gaon ki hai
chhotu- muze to bhabhi jaisi ladki chaiye thi , par bhabhi to aapki hai to main
ne unki jaisi ek dund li
shalini- meri jaisi, kya naam hai
chhotu- aapka aur uska naam "s " se suru hota hai , suman naam hai uska ,
phool ki tara sunder hai
shalini- muzse bhi sunder
chhotu- aap se kam sunder
shalini- mera pyara devar ,
jaysingh- suman ko kaise dund nikaala tune
chhotu-pitaji ke dost ki ladki hai , piraji ne pasand ki aur muze to dekte pasnd
aa gayi
shalini- tumare bhaiya ko bhi main pahali bar me pasand aayi thi
jaysingh- tuze pasand haina ya pir pitaji ke kahne se shadi kar raha hai
chhotu- main ne khud kaha ki meri shadi hongi to suman se nahi to kisi se
shadi nahi karunga
shalini- aapke bhai ko pyar ho gaya hai
jaysingh- ye to achi bat hai
chhotu- aur pitaji ne kaha ki pooja neha aur neeta se pahele aapko ye
khushkabri suna du , aur shadi ka pahala inivition du
jaysingh- zut mat bol
chhotu- aap mere dost se puch lijiye
jaysingh- aisa tha to pitaji kyu nahi aaye ,
chhotu- wo to pooja neha aur neeta ke shadi ke samay bhi yaha nahi aaye the
, aur aapke shadi ke samay bhi aapko gaon bhulaya tha
shalini- sahi to kah raha hai chhotu
jaysingh-tik hai , maa ne mere liye kuch bheja hai
chhotu-haa, 2 dibbe bhar ke laddu bheje hai maa ne khud banaye hai
jaysingh ne laddu liye
jaysimgh- shalini ek bhi laddu gayab hua to muzse bura kohi nahi honga
shalini- main Avi ko de rahi thi
shalini- Avi laddu lo , aur chacha ko thakns bolo
Avi- thannnku
jaysingh- aur bata na gaon me kya chal raha hai
chhotu- pahale shadi ki bat to puri karte hai
jaysingh- tune invitation diya, ho gayi shadi ki bat
chhotu- invition to post se bhi bhej sakta tha , main khud kyu aaya hu
shalini- kyu aaye ho
chhotu- ye batane ko ki muze ghodi pe bhaiya bitayenge ,
jaysingh- kya kaha
chhotu- aap nahi aayenge to main shadi nahi karunga
jaysungh- kuch bhi mat bol
chhotu- muze meri shadi me sab chaiye , aur wo bhi haste huye
shalini- main to shadi ke pahale aa jaungi
jaysingh- main dekta hu
chhotu- main shadi karunga to samun se aur aap nahi honge to shadi hi nahi
karunga
jaysingh- tik hai main tere shadi me aa jaunga , kis gaon me hongi shdi
chhotu- muze pata tha ki aap yahi kahenge , aapko meri shadi ke 2 hafte ahale
aana honga aur shadi ke bad bhi rukna honga
jaysingh- msin kohi vada nahi karunga
chhotu- tik hai pir meri mayat pe aa jana
jaysingh- kya bak raha hai , dubara aisi bat ki to thppad marunga
shakini- sahi to kah raha hai , bina bade bhai ke chhotu shadi kaise karenga ,
log kya kahenge ki bada bhai shahar3 jate chhote bhai ko bhul gaya
jaysingh- tume pata haina main aisa kyu kah raha hu
shalini- muze kuch nahi sunna hai , aap lahte the ki yaha kohi nahi aata hai ,
aaj chhotu aaya hai to aap usko aise rulake bhejenge ,kya is liye aap sabko
yaha bhulate the
jaysingh- tik hai , par muze kohi pareshan nahi karenga kisi bat se
shalini- chhotu tere bhaiya ko main lekar aaungi
chhotu- bhabhi aak bahot achi hai
jaysingh- ab jada khush mat ho , ja fresh ho ja , pir main tuze shahar3dikane le
jaunga
chhotu- bhaiya pahale aapka ghar to dekene do , ye dekte dekte pura din nikak
jayenga
jaysingh- tuze pasand aaya
chhotu- haa
jaysingh- to tu yaha hamesha ke liye rahne ka mat sochna
chhotu- kyu?
jaysingh- tu yaha aa jayenga to pitaji aur maa akeli pad jayengi vaha par
chhotu- pir aap kyu yaha rahte hi
jaysingh- main to sabko yaha lana chahta tha , main sabke sath yaha rahna
chahta tha , muze akele rahna pasand nahi hai yaha par
chhotu- par kuch bhi ho bhaiya , aapki mehnat ka ghar dek kar main khush hu
, bhabhi ko rani bana kar raka hai aapne
shalini- tu to achi achi bate karne laga hai
jaysingh- chhotu ab bada ho gaya hai
chhotu- bhaiya , main bhi aapke jaisa ghar banaunga
jaysingh- aisa ghar banana chahta hai tu
chhotu- haa , par gaon me banaunga aisa ghar
jaysingh- sach me banana chahta hai
chhotu- haa , aap meri madat karoge
jaysingh- ruk ek minute
aur jaysingh ne almari se ek file nikali
jaysingh- ye file rak , jab bhi tuze aisa ghar banana ho to is file ko padna ,
chhotu- kya hai isme
shalini- is file me ek map hai , tere bhaiya gaon vale ghar ko mahal banana
chahte the , usi ka map hai isme ( gaon me company khulti to gaon ke ghar ko
mahal banane ka socha tha )
chhotu- pir banaya kyu nahi
jaysingh- tu bate bahot karta hai , ja fresh ho ja pir bat karrnge
jaysingh banana to chahta tha gaon vale ghar ko mahal par ye ho nahi saka ,
neha ki shadi me sab kuch bikar gaya
lekin chhotu ki bato se jaysingh ko acha laga
jaysingh kahi dino bad aaj khush tha
shalini ye dek kar relax ho gayi
shalini ne jaisa kaha tha vaisa pitaji ne kiya
chhotu ko shahar3 bhej kar to aur bhi acha kiya
.ab jaysingh ko shalini gaon lekar jayengi
chhotu bhi kuch din rahne aaya tha ye jaysingh ko acha laga
chhotu jitni ghar ki tarif karta ye sun kar jaysngh ko lagta ki khas ye pitaji ne
kaha hota
aaj chhotu shahar aaya hai to kal pitaji bhi aa jayenge
jaysingh to chhotu ke aane se bahot khush tha
jaysingh ne is khushi me chhotu ko pura shahar3 dikaya
alni company dikai
jab chhotu ko pata chala ki ye company use bhaiya ki hai to wo shocked ho
gaya ,
itni badi company bhaiya ki hai .
shalini jaysingh aur chhotu ki sath dek kar plan banane lagi ki aur kya karna
vhaiye
shalini ne jaysingh ko idea diya ki chhotu ke shadi ke kapde yahu se lete hai
jaysingh ko idea pasand aaya
chhotu ki shadi me jo jo lagenga wo sab jaysingh ne chhotu ko khaarid kar
diya
shahar3 se dulha bana kar bhejana chahte tha jaysingh
chhotu apne bhaiya bhai ke sath rah kar khud ko nayi duniya me mahsus kar
raha tha
Avi ke sath khelne se to chhotu ko din ka pata hi nahi chal raha tha
3 4 din kaise 1 hafte ne badal gaye ye chhotu ko bhi pata nahi chala
din bhar bhaiya bhabhi ke sath shahar3 me ghumna
raat me bhaiya bhabhi ke sath der raat tak bate karna
chhotu ko yaha sab automatic dik raha tha
chhotu ko to yaha ki aadat lag rahi thi
chain ki zindagi me chhotu khush tha
par chhotu ko maa ki bat yaad aa gayi
chhotu ne apne sar se shahar3 ka bhoot nikaal diya
aur bhaiya bhai ka aasirvad lekar gaon aa gaya
jaysingh ko chhotu ka jana acha nahi laga
par chhotu ne jaysingh ko wada kiya ki wo vaoas shahar3 me jarur aayenga
chhotu ne shalini bhabhi ko wada kiya ki suman ke sath wo unse milne jarur
aayenga
shalini chahti thi ki chhotu yaha nahi wo gaon aa jaye hamesha je liye
jaysingh aur shalini ne kuch gift ke sath chhotu ko alvida kiya pitaji aur maa
ke liye naye dress the
chhotu jis vajse shahar3 gaya tha wo pura ho gaya
jaysingh aur shalini gaon jane ki tayyari karne lage
______________________________
Flash back 1020
suman 7
chhotu ki shadi suman ke sath tay ho gayi
chhotu ne socha nahi tha ki use suman se pyar ho jayenga , chhotu to ab
suman se hi shadi karne ki zidd karne laga
chhotu ko bhi pyar hua matlab unki shadi suda zindagi achi chalegi iska yakin
ho gaya sabko
chhotu ki shadi , ye sunte sab me ek ajib hi josh aa gaya
hamara chhotu shadi karenga , ye bat dimag me aate sab ko jaldi se jaldi gaon
aana tha
pitaji khud apne damad ko invitation dene gaye
pooja to usi wakt pitaji ke sath gaon aa gayi sweta sital ko lekar , neha neeta
bhi tayyar ho gayi ,
par damadji ko itni lambhi chhuti nahi mil sakti thi jis se sirf pooja neha aur
neeta shadi ke 2 hafte pahale gaon aa gayi
apni betiyo ke aane se pitaji khush the aur ghar me pir se neha ka naam aur
uski masti sunai dene lagi
chhotu to apni shadi se naye naye sapne dekne laga
pooja neha neeta chhotu ki khichai lene lagi
maa ye dek kar neha ko rokne ki jaga unke sath chhotu ko pyar karne lagi
pitaji ko intzar tha shalini aur jaysingh ke aane ka
sabko shalini ka intzar tha , sath me Avi ka , ab to Avi bada ho gaya tha
neha to thodi dar rahi thi kaise apne bhai ka samna karengi
par neeta ne usko himmat di aur bhabhi se bat karne ko kaha
dusari taraf shalini sari tayyari karke jaysingh ke aane ka intzar kar rahi thi
jaysingh company ka kaam kumar ko samja kar shalini ke sath gaon ke liye
nikal pada
shalini ne bus se jane ka dicide kiya , jaysingh ne car le li thi , par gaon me car
le jane se isaa bhi ho sakta tha ki jaysingh car se shahar3 bhi aa jaye kisi din ,
ya pir car se subha jaye aur sham me vapas aa jaye , ager jaysingh ke pass
car nahi rahi to jaysingh ko ghar me hi rukna honga ,
shalini yahi chati thi ki jaysingh sabke samne jada se jada rahe taki unse dur
rahne ka dard jaysingh ko hota rahe , kya pata jaysingh pigal jaye
jaysingh to bas chhotu aur uski shadi ke bareme soch raha tha , ye socha hi
nahi ki neha bhi jongi vaha par ,
shalini ne jaysingh ko neha ke bareme sochne hi nahi diya , pure travling me
chhotu ke shadi me ye karene eo karrnege ye bol rahi thi , jis se jaysingh ka
dimag shalini ke bato ke bareme soch raha tha
bahot chalak thi shalini
aur ye lo gaon aa gaya
gaon me pair rakte jaysingh ko neha ke shadi ke din yaad aa gaya
jaydingh ke dimag me neha ka khayal aate jaysingh piche hatne laga , wo
kaise is ghar me jayenga , kaise sabka samna karenga ,
log kya kahenge jaysingh ko
jaydingh vapas bus me baite kar shahar jana chah raha tha ki bus chali gayi
shalini- bus chali gayi , air pair aage chalne ke liye diye gaye hai na ki dar ke
vajse piche hatne ke liye
jaysingh - shalini tume pata haina ki mere pair piche kyu ja rahe hai
shalini- haa , us din main aapke sath thi aur aaj bhi aapke sath hu , us din
main aapko gaon se bahar lekar gayi thi aaj gaon me lekar aayi hu , us din
aapne jo kaha wo main ne kiya aaj main jo kahungi wo aapko karna honga ,
jaysingh- main nahi kar paunga pitaji ka samna
shalini- pitaji kha nahi jayenge , aur pitaji ne hi chhotu ko shahar3 bheja tha
invitaion lekar , matlab wo chahte the ki aap vaha aaye , pir pitaji se kis bat ka
dar hai aapko
jaysingh- tum mere sath rahna ,
shalini- main to aapke sath hu , kuch kadam aap chalo kuch kadam main
chalungi ,aur hamari majil hame mil jayengi
jaysingh- neha ke bareme muze kohi bat nahi karni hai aur na tum karungi
shalini- par abi to aap neha ke bareme bat kar rahe ho
jaysingh- meri smart biwi , chale
aur shalini jaysingh ka dar kam karke ghar lekar aa gayi
shalini Avi aur jaysungh ko door ke pass khada dek kar sab khush ho gaye ,,
unki ankhoin bata rahi thi ki unko dekne ke liye unko kitna intzar karna pada
hai
Avi to shalini ke piche chupa hua tha ,
pitaji ne Avi ko apne pass bhulaya
shalini- Avi daro mat wo tumare dadaji hai ,
Avi hichakate huye pitaji je pass gaya
pitaji Avi ka hi intzar kar rahe the ,
Avi ko ghod me uta kar choomna suru kar diya , Avi ko upar uta kar gol ghum
kar apni khushi jahir karne lage
maaji ne to apne bete ko gale lagaya , jaysingh ko apne maa ke gale lag kar
sukun mila jiska liye wo teen saal se tadaf raha tha
shalini jaysingh ki khushi ko feel kar rahi thi
shalini ke aate neha neeta pooja apne kamre se bahar aa gayi ,
neha to bhag kar shalini ke gale lag gayi
neeta aur pooja kaha piche rahti ,
ye scene dekne layak tha , ek dada apne pote ko pyar kar raha tha , rk maa
apne bete ko pyar kar rahi thi , nanand bhabhi se shikayat kar rahi thi itne dino
bad unki yaad aayi
ye sab chhotu ke vajse ho paya hai ,
sab chhotu ko dil se sukariya kah rahe the .
jaysingh bas apni maa se pyar se mila baki sab se thoda hichka raha tha milne
se
neha ki taraf to deka bhi nahi jaysingh ne
neeta ko jaysingh ne shadi suda zindagi khushi khushi bitte iski duva di
neha jaysingh ke kuch kahne ka intzar kar rahi thi
par uska number aate jaysingh apna saman lekar apne kamre me gaya
neha udass ho gayi
par shalini ne uske khande pe hant raka
neha- bhabhi ,
neha ke ankhoin me aasu the
shalini- tu ro rahi hai neha , jane de main vapas jati hu
neha- bhabhi , bhaiya ne meri taraf deka bhi nahi
shalini- neha ye to hona hi tha ,
neha- meri kya galti hai
.shalini-jo savhai ke sath chalte hai unke sath yahi hota hai
neeha- kya natlab
shalini-main ne tume kaha tha ki mere neeta pooja aur tumare bhaiya ke bich
me se kisi ek ko select karo ,
tumne ham sabko ko select kiya , aur suresh se shadi ki ,
aise me jaysingh ki beruki ka samna to tume karna honga ,
tumare bhaiya ko tum par guass to aayenga , tumne jo kiya hai unke sath
neha- aapne hi to kaha tha ki kumar se shadi mat karo
shakini- haa , par ye bhi kaha tha ki us se kya honga ,muze khushi hai ki
tumne kunar se shadi nahi ki hai , tu ye dek ki tere sath khon khon khada hai
neha- muze bhaiya ki beruki achi nahi lag rahi hai
shalini- ye to char din ki chandni jaisa hai ,,
neha- kya matlab
shalini- dek tere shadi me itna kuch ho gaya , uske bad kohi soch bhi nahi
sakta tha ki tumare bhaiya is gaon me vapas aayenge , main main le aayi na
neha- to
shalini- vaise tere bhaiya ki narazgi bhi ek din khatam kar dungi
neha- kab aayenga wo din ,
shalini- jaldi aayenga ,muz pe vishwas rak
neha- aap pe to khud se jada vishwas hai
shalini- to dek main kaise tere bhaiya ko tuze mafi mangvaungi
neha- bhaiya mafi kyu maangenge , bhaiya to komal ko dekne bhi nahi aaye
shalini- ek minute tuk , chhotu idar aa
chhotu- bhabhi aapne bhulaya
shalini- tu shahar3 me hamare ghar aaya tha na
chhotu- haa
shalini- kya kya deka vaha par wo neha ko bata
chhotu- bhaiya ki compamy , shahar3 , bhaiya ka ghar
shalini- mere pyare devrji , neha ko ye batav ki hamare ghar me kisi ki photo
deki tune
chhotu- neha suresh jiju aur komal ki
neha- meri photo
chhotu- bahot badi thi ,
shakini- chhotu ab jaa
neha- meri photo ,, main kuch samji nahi
shalini- main ne wo photo lagai taki tunare bhaiya komal ko dek sake tume
yaad kar sake ,
neha- aapne lagai par kyu
shalini- main dekna chahti ki tumare bhiya ke dil me tumare liye kitna guass
hai , photo dekte fek denge aisa muze laga , par aisa nahi hua , tumare bhaiya
ne phito nahi feki , aur roj mere kicten me jate us photo ko dekte rahte hai
neha- sach
shalini- haa , tumare bhaiya bas thode naraz hai , kitne din rahenge , ek din to
unka gusaa kam ho jayrnga
neha- aap jaldi guass kam kar dijiye
shalini- usi ke liye to chhotu ki shadi me layi hu tumare bhaiya ko , tume kya
lagta hai chhotu ki shadi ka idea kiska tha
neha- aapka
shalini- haa , ab samji
neha- bhabhi aap bahot achi hai
shalini- par tu mera khayal nahi rakti
neha- abi tea lekar aati hu
shalini- tea nahi , ye bata meri beti kaha hai , komal kaha hai
neha- aapko hi yaad kar rahi hai , vhaliye
aur shalini ne sabko samja diya ki wo kyu aayi hai
pitaji to bas Avi me khush the
pitaji Avi ko apne khando pe bita kar gaon dikane le gaye
.Avi ko apne dadaji ke kando pe baite kar maza kar raha tha
maaji apne bete ko nasta de rahi thi
shalini komal ko pyar kar rahi thi
shalini- neha , tuzse na jalan hoti hai kabhi kabhi
neha- muzse jalan , wo kyu
shalini- kitni pyari beti ko janam jo diya hai , khas Avi ki jaga komal muze hoti ,
main to komal ko khud se dur hi nahi karti ek pal ke liye bhi
neha- komal bhi to aapki beti hai
shalini- dek main tuze aaj bata rahi hu ki komal ko main ne zindagi bhar apne
pass rakne ka socha hai ,
neha- main samji nahi aap kah kya rahi hai
shalini- komal badi hongi tab bata dungi , tab tak mere liye tuze komal ka apni
jaan se jada khayal rakna honga
neha- ye bhi kohi batane ki bat hai , komal meri beti hai uska khayal to main
rakungi hai , par ab aapne kaha to aur jada khayal rakungi , vaise aapne socha
kya hai
shalini- bata dungi , itni jaldi kya hai ,
neha- ji
shalini-vaise ye bata suresh tera khayal to rakta haina
neha- unka bas chale to duty pe na jaye
shalini- tu khush haina unke sath
neha- triple khush hu , ek to wo muze mile hai , dusara ye ki neeta mere sath
hai , tisara ki pooja didi bhi usi shahar2 me rahti hai , aisa lagta hai jaise apne
gaon vale ghar me hi hu
shalini- aise khush rahna
neha- ji
shalini- vaise ek bat tuzse kab se kahna chati thi
neha- kya
shalini- ramesh aur jatin se suresh handsome hai , teri aur suresh ki jodi
perfect lagti hai , tu itni pyari aur suresh itna handsome
neha- bhabbi main aapko ek bat batai hu , suresh ne kaha tha ki college me
unke piche ladkiyo ki line lagti thi ,, ek ladki ne to suicide karne ki kosish ki thi
suresh ke liye
shalini- kya bat kar rahi hai
neha- unno ne muze sab kuch bataya , unke liye to ladkiyo ki line lagi huyi thi
par unko apne pyar ki talash thi ,, jo muzpe aaker tuk gayi ,
shalini- to suresh ko uske sapno ki rani mil gayi
neha- haa , wo bahot ache hai , mera bahot khayal rakte hai ,, jab ham bahar
ghumne jate hai to ladkiya to unko dekti rahti hai par suresh unki taraf dekte
bhi nahi hai
shalini- acha haina wo sirf tumara ban kar rahna chahta hai
neha- ye sab aapke vajse hua hai , aap us din meri himmat nahi badati to
suresh muze kabhi nahi milta
shalini- to ab sambal ke rakna suresh ko , apne pallu se chupa kar rakna
neha- muze unpe pura bharosha hai , wo mere siwa kisi ki taraf nahi dekenge
,
shalini- ab kya sari bat aaj hi karengi , main to yaha bahot dino ke liye aayi hu ,
suman ko apni bahan bana kar jaungi main yaha se
neha- suman ko aapki jaisa bana dena
shalini- bana dungi , ab muze fresh hone jane de , ye kya acha lagta hai maa
vaha nasta ban rahi hai aur ghar ki bahu bTe kar rahi hai
neha- aapko to kohi kaam karne denga bhi nahi ,
shalini- tu to bate khatam karne ki jaga nahi bat suru kar rahi hai ,main ja rahi
hu
aur shalini ne neha se itni sari bate ki jis se jaysingh ki naragi ke bareme neha
bhul gayi
______________________________
Flashback 1021
suman 8
chhotu ki shadi ko shalini ke aate jaise us ghar me nayi jaan aa gayi thi
pir se hasne ki aawazo se ghar khil gaya tha
neha ke naam ki aawze ghar me gunj rahi thi
sweta sital Avi ke bhagne , masti karne se pitaji thakna kise kahte hsi wo bhul
gaye the
pitaji ko to jaise unka bachpan vapas mil gaya tha Avi ko dek kar
pitaji ko chhotu ki shadi se jada Avi swata sital ke sath khelna acha lag raha
tha
pitaji kabhi ghoda ban jate to kabhi train ban jate
AVi ko to aisa lag hi nahi raha tha ki wo ane ghar me na ho , Avi to apne dadaji
ke pass hi rah raha tha
dadaji ke sath khana khana unke sath khelna unke sath sona , dadaji se
kahani sunana ,
pitaji 3 rd time apna bachpan ji rahe the , pahali bar khud ka bachpan , pir
neha jaysingh ka bachpan , aur ab Avi sweta sital ke sath bachpan ko pir se ji
rahe the , ager komal chalne lagti to kitna scha hota ,
maa ne bhi sare kaam pooja aur shalini ke bharose chhod kar bacho ke sath
wakt bita rahi thi
chhotu jaysingh ke sath to jada se jada samay bita rahi thi maaji
shalini to apni nanad ke sath kush thi ,
kabhi pooja shalini ko pakad kar apne kamre me ke jati aur bate karti , to kabhi
neha shalini ke sath wakt bitati to kabhi neeta , shalini ko samay hi nahi mil
raha tha jaysingh ke liye
jaise har kohi busy tha
chhotu to suman ke sapno me busy tha
jaysingh jadatar samay apne kamre me rahta
par pitaji bacho ke sath khelte jis se chhotu ki shadi ke kaam jaysingh ko
karne pad rahe the
pitaji aur jaysungh me bat nahi huyi
jaysingh ko gon n aaye huye 1 hafta ho gaya tha par jsysingh ki pitaji se kohi
bat nahi huyi , pitaji khud ko bacho me busy rakte jis se wo khud ko jaysingh
se dur rakte
jab tak jaysingh neha ko maaf nahi karenga ya neha jaysingh komaaf nahi
karengi tab tak pitaji kaise bat karte jaysingh se
jaysingh ki is bat ka pata chal gaya par ye bhi lag raha tha ki pitaji bacho me
busy hai
par kya unke pass ek minute nahi hai apne bete ke liye , jaysingh bas is liye
chup tha ki usne shalini ko promise kiya tha ki wo kohi scene crete nahi
karenga
chhotu se wada kiya tha ki wo shadi hone tak gaon me tukenga
jaysingh ki ghar me sab se bat huyi bas neha aur pitaji se kohi bat nahi huyi
shalini ne bhi dek liya ki pitaji kya kar rahe hai
shalini ko ye acha laga , shayad is se jaysingh ko ye lagenga ki wo kya miss
kar raha hai , jaysingh ko ahsas ho jayenga
jaysingh bhi khud ko shadi ke kammo me busy rakta
jaysingh ne komal ko bhi pyar nahi kiya
neha ko ye pasand nahi aa raha tha
ek taraf shalini komal ko apna samjti thi to jaysingh uski taraf dekta bhi nahi
isi bich neha ne pir se shalini ko jaysingh ki shikayat ki
neha - bhabhi
shalini- kya hai neha
neha - bhaiya mere sath aisa kyu kar rahe hai
shalini- ab kya hua
neha - unko lagta hai ki main ne galat kiya hai to muze saja de par nanni jaan
komal ne kya guna kiya
shalini- bas itni si bat se tu pareshan ji gayi
neha - muze kitna bura lag raha honga jab bhaiya komal ki taraf dekte bhi
nahi
shalini- tumare bhaiya ka dil bhi komal ko pyar karne ka kar raha hai par wo
bhi is bat se dur bhag rahe hai
neha - kya matlab
shalini- tuze dikana padenga
neha - kya?
shalini- komal ke dood pine ka samay hua haina
neha - haa
shalini- komal ko dood mat pila , mere pass lekar aa
neha - aap karna kya chahati hai
shalini- tuze dikana chahti hu ki tere bhaiya komal ke bareme kya sochte hai
neha - muze to kuch samaj nahi aa raha hai
shalini- tu konal ko mere pass lekar aa
neha ko kuch samaj nahi aa raha tha
neha komal ko lekar shalini ke pass aa gayi
shalini ne komal ko lekar neha ke piche aane ko kaha
shalini apne kamre ke pass gayi aur neha ko khidaki se under dekne ko bol
kar komal ko lelar under chali gayi
neha ko kuch samaj nahi aa raha tha ki bhabhi kar kya rahi hai
shalini komal ko pyar karte huye kamre me aa gayi jaha jaysingh bed pe
aaram kar taha tha
jaysingh ne shalini ke hanto me komal ko deka par wo aise leta raha
shalini- aap aaram kar rahe hai
jaysingh- haa , wo chhotu ke dost ko bol diya hai shahar jake ghiodi vale se
bat kare
shalini- baand acha bhulana main to chhotu ki shadi me naachungi
jaysingh-tume jo karna hai wo karna par muze bich me mat lana
shalini- nahi laungi , lagta hai komal ko bhuk lagi hai
jaysingh-hmmmm
shalini- deko mere doood ko muh laga rahi hai
jayaingh ne deka ki komal kaise shalini ke dood ke sath lhel rahi hai
shalini- aaahhhh
jaysingh- kya hua
shalini- pet me gas ho gayi hai , lagta hai muze jaana honga
aur shalini komal ko bed pe rak kar kamre se bahar bhag gayi
jatsingh- shalini shalini , isko iski maa ke pass to le jav
par shalini kaha kuch sunne vali thi ,
shalini to bhag kar neha ko apne sath bathroom me le gayi
jaysingh - ye shalini bhi na
komal ko bhuk lagi thi , ager wo jada der bed pe rahi to to dengi
jaysingh ne ek bar door ki taraf deka aur pir komal ke pass aaker usko dekne
laga
jaysingh- kitni pyari hai ,
jaysinhh ne door ki taraf deka aur kisi ko na dek kar komal ki puppi li
jaysingh ke much lagne se komal rone lagi
jaysingh- ye to ro rahi hai , ye shalini bhi na , muze kaha fasa kar bhag gayi
komal rone lagi
jaysingh- ab main kya karu , kaisi hai neha , komal ka rona sunkar bhi nahi
aayi
komal ka rona banf nahi ho raha tha
jaysingh- kya karu , maa ko bhulata hu
jaysingh bhag kar rashoi ghar me gaya ,
par vaha maa nahi thi , maa to neeta aur pooja ke sath mandir gayi thi
pitaji Avi sweta aur sital ko lekar haweli gaye the tiger ke sath khelne ke liye
jaysingh ne chhotu ko puch ki neha kaha hai
jaysingh- chhotu sab kaha hai
chhotu-maa mandir gayi hai , pitaji haweli gayi hai
jaysingh- neha kaha hai uski beti to rahi hai
chhotu- muze kya pata neha kaha hai
jaysingh- chal mere sath aur komal ko chup kara
chhitu- deko bhaiya , muze bache sambalne nahi aate , main vaha aaya yo bhi
luch nahi kar paunga , aur aapko to expetience bhi hai ,
jaysingh- tik hai , par kohi aaye to muze batana
jaysingh vapas apne kamre me aaya
komal ro rahi thi
jaysingh- kaha fasa gayi shalini muze
jaysingh- meri maa chup ho ja
shalini neha ko lekar khidaki ke pass aaker under dekne lagi
jaydingh- kya karu , komal ko aisa rote huye dek kar muze acha nahi lag raga
hai ,
jaysingh- maa bhi nahi hai , aaj hi sabko bahar jana tha
jaysingh- shalini ne kaha tha ki kohi bacha rota haito usko god me uta kar
khelana chaiye
jaysingh ne komal ko uta liya
komal jaysingh ke ghod ne aate susu kar di
jaydingh- bas yahi baki tha
shalini dire dire has rahi thi , neha ko komal ka rona dek kar control nahi ho
raha tha
jaysingh- ab kya karu , pahale to iske kapde change karta hu
jaysingh komal ko lekar bahar aa gaya
shalini aur neha chup gayi
jaysingh- neha ke kamre me kapde honge ,
jaysingh komal ko chup kartae huye , neha ke kamre me chala gaya
shakini neha us kamre ki khidaki ke pass aa gayi
jaysingh komal ke kapde change karne laga
gile kapde se komal jada ro rahi thi , kapde change karte komal ka rona kam
hua
jaysingh- komal ka rona to band ho gaya hai
jaysingh- ab kya karu , isko to bhuk lagi hai
shalini- neha tu apna dood katori me nikaal
neha- kya
shalini- apna dood katori me nikaal ka nipple vali bottle me bhar
neha ne vahi kiya
jaysingh- neha ke bina komal chup nahi hongi , thodi badi hoti to khana khila
deta , komal ko to uski maa ka dood chaiye
jaysingh- yaad aaya , shamiji ne laha tha ki dood na mile to sahad ki kuch
boonde pila dena ,
jaysingh komal ko lekar rashoi ghar me aa gaya
aur komal ke muh me 2 3 boond sahad daal diya
sahad ke vajse komal ka rona band hua par ye kitni der tak chalta
.jaysingh ko jaldi kuch karna honga
jaysingh komal ko sulane ki kosish karna laga
par komal to jaysingh ki muche pakad kar khich rahi thi
jaysingh- komal meri jaan lengi aaj to ,
jaysingh - kitni pyari hai komal , kaise khel rahi hai , ab to lag raha ki komal ko
niche raku hi na
jaysingh ki bate sunkar neha ko acha laga
shalini jaysingh ko is tara pareshan dek kar has rahi thi
jaysingh - ek kaam karta hu , usko zule me daalta hu , tab tak kohi na kohi aa
jayenga
jaysingh komal ko lekR neha ke kamre me aa gaya
kamre me aare jaysingh ki najar table pe raki huyi dood ki jottle pe gayi
jaysingh- main bhi na , gadda hu , bottle to yahi par thi
jaysingh ne komal ko dood ki bottle di ,
komal ne to pahale dood nahi piya par jaysingh ne komal ko pyar se dood
pilana suru kar diya
jaise jaysingh komal ki maa ho aur usko dood pila rahi ho
jaysingh ka komal ke liye pyar dek kar neha khush thi
komal apne mama ki ghod me aaker khel rahi thi
jaysingh ko komal ko khelana acha lag raha tha
tabi maa aa gayi
shalini ne unko chup rahne ko kaha aur kamre ke under ka najaya dikaya
maa jaysingh ko komal ko pyar karte huye dek kar khush ho gayi
maa samaj gayi ki ye shalini ka kaam honga
jaysingh to sab kuch bhul gaya
use bas itna yaad tha ki komal ki pyar karna hai
jaysingh kafi der tak komal ke sath khelta raha
jaysingh ko nanni neha ki yaad aa gayi
bacahpan me maa jab neeta ko dood pilati thi to jaysingh hi neha ko sambalta
tha usko khelvata tha
ye yaad aate jaysingh ke ankhoun me aasu aa gaye
neha ye sab dek kar bhauk ho gayi
jaysingh ke sath komal itne ache se khel rahi thi ki lag hi nahi raha tha ki
jaysingh ne pahali bar komal ko pyar kiya ho
komal to khelte khelte jaysingh ke ghod me so gayi
jaysingh- komal ko dek kar aisa lag raha ki ye nanni neha ho
jaysingh-vahi pyari hasi , vahi tej , vaise masti karna , komal jab badi hongi to
neha se bhi khubsurat banegi
neeta ne neha ko cimti kaat li acha hua neha ne chikh rok li
jaysingh- komal ko zule me sulata hu ,
jaysingh ne komal ko uske zule me daal diya
aur bed pe let kar zule ko hilane laga
jaysingh ye bhul hi gaya kimkohi aayenga aur usko neha ke kamre me
dekenga to kya kahenga
jaysingh ko to bas komal hi komal dik rahi thi
komal thi hi itni pyari ki jaysingh apne guasse ko khatam kar usko pyar kar
raha tha
photo me jaisi dikti thi komal use bhi pyari thi komal
komal to apne mama ke ghod me so gayi thi
zule ko hilate huye jaysingh bhi nanni neha ke sapne dekte huye vahi so gaya
bahar ye sab dek kar maa neha shalini khush thi
neha ne shalini ki gale laga liya
maaji ko apne bete ko pyar karne dil kar raha tha
par shalini ne rok diya , komal aur jaysingh ko sone diya aur sab apne kammo
me lag gaye
neha ko uska jawab shalini ne apne andaz me diya
___________
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi - by sandycruz - 23-11-2018, 03:01 PM



Users browsing this thread: 9 Guest(s)