Thread Rating:
  • 13 Vote(s) - 3.15 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi
Flashback 972

Ham unko chup kar dek rahe the.
Manda-dek kaise tuze dund raha hai.
Pooja-tu chup rahe ,muze dekne de
Manda-dekne se kuch nahi hoga, chal mere sath
usne mera hant pakad liya aur muze vapas market me le gayi.
mere market aate ramesh ki ankhoin ne muze dund liya .is bar wo muze dekte
rahne ki jaga mere pass aa gaya
ramesh-maf kijiye,main ne suna hai gaon me ek mandir hai ,aap bata sakti hai
wo kaha hai.
Pooja-(ye kya puch raha hai, muze laga mera naam puchenga) wo
Manda-wo yaha se sidha chalte jav, samane jo jungle hai vahi par hai mandir
mandir ka pata chalte ramesh vapas jane ke liye palat gaya.par kuch soch kar
vapas hamare taraf dekne laga.
ramesh-jungle ,vaha to jungli jaanwar hoge,
Manda-haa, (zut)
ramesh-kya aap hame mandir tak le ja sakti hai. wo kya haina ham jungle me
kho gaye aur jungli janwar mil gaye to
Pooja-(ye to rakesh se bhi bada fattu hai)
Manda-kyu nahi, chaliye ,aap mehmaan hai gaon me ,hame aapko mandir
dikane me kohi problem nahi hongi
main apni saheli ko baju me le gayi.
Pooja-tu ye kya kar rahi hai. wo to tere bhai se jada fattu hai
Manda-ham bas unko mandir dika denge ,aur kya ,chal ab
Manda ke vajase muze ramesh aur uske dosto ke sath mandir me jana pada
pahale to main apni saheli ke sath chal rahi thi .aur ramesh apne dosto ke sath
pir achanak ramesh aage aakar mere sath chalne laga.
aur hamse bat karne laga
ramesh-aapki madat ke liye sukariya
Pooja-ye to hamara farz hai. gaon me aaye huye logo ko mandir dikane
ka,isme sukariya kahne ki jarurat nahi hai
ramesh-aap hamari madat kar rahi hai aur main ne aapko apna naam bhi nahi
bataya. mera naam ramesh hai.aur aapka
Pooja-pooja,pooja naam hai mera
ramesh-pooja ,pyara naam hai
meri saheli naam bata rahi thi ki uske dost ne chot lagne ka natak kiya .aur
meri saheli uski madat karne chali gayi. main bhi jane vali thi ki ramesh ne rok
liya
ramesh-wo unko sambal lengi,
meri saheli unke pass jate uska dost tik ho gaya.aur muze uske sath chalte
rahna pada
ramesh-main ne graduation kiya hai .aap kaha tak padi hai.
Pooja-ye kyu puch rahe ho
ramesh-safar lambha hai aur bat karte huye jayenge to pata nahi chalenga ki
mandir kab aa gaya.
Pooja-main 12th me hu
ramesh-aap yahi rahti hai,
Pooja-haa, meri family yaha se belong karti hai
ramesh-main 2 saal se job kar raha hu, meri age 24 saal hai. mere ghar me
meri maa aur meri bahan hai.uski shadi bhi ho gayi hai.
Pooja-(ye pagal to nahi hai)muze kyu bata rahe ho
ramesh-aapne bataya to main ne bhi bataya diya.
Pooja-yaha kaise aana hua
ramesh-yaha shahar me company ke kaam se aaya tha ,pir is gaon ke bareme
suna to dekne aa gaya ,bada pyara gaon hai aapka
Pooja-haa, is gaon me ek bar jo aata hai yahi ka ho jata hai
ramesh-main bhi yahi ka hoke rahna chahta hu.
Pooja-kya matlab
ramesh-soch raha hu yahi ki kisi ladki ko pasand karke shadi kar lu
Pooja-(ye to muze indirect line mar raha hai) mandir aa gaya.
mandir aate wo bat vahi par khatam karke ham mandir me chale gaye.
mandir me jate sab ne darshan kiye, ramesh mere baju me khada hokar
darshan karne laga.
achanak ramesh ke dost ne pani pine ka bahana kiya
suresh-yaha kahi pani milenga.
Panditji-mera ghar hai piche vaha mil jayenga.
jatin-main akela nahi jaunga. aur piche to jungle dik raha hai
suresh-kya tum bhi
Manda-chalo ,main dikati hu , muze bhi pyass lagi hai
meri saheli ramesh ke dosto ke sath panditji ke ghar jane lagi.
mandir me main ramesh panditji aur thakur ke 3 aadmi jo mandir ki dek rek ke
liye rake gaye the
main ramesh ke sath mandir me akele rahne se ajib sa feel ho raha tha.
kahi ramesh jaanbuz kar to muze yaha lekar nahi aaya ,kahi wo muze akele me
bat karna chahta ho
hua bhi aisa hi.ramesh ne mera hant pakad liya.
ramesh-pooja,main ramesh ,yaha BHAGVAN ke ghar me tume apne dil ki bat
kahna chahta hu,main tume se shadi karna chahata hu, muzse shadi karogi.
ramesh ke is tara propose karne se main kuch sochne samajne ki sakti kho
chuki hai.
ye kya pagalpan hai
direct shadi ki bat
na pyar na pahchan aur direct shadi ki bat
main kya kahu use ,muze laga wo pyar karne ki bat kahenga par direct shadi.
shadi ke bareme to abi main ne socha nahi hai.
ramesh ne sahi jaga select ki thi ,propose karne ke liye .
BHAGVAN ke ghar me propose karne se uski sachai aur uske pyar ko feel kar
rahi thi main
ramesh mere haa ya na karne ka intazar kar raha tha.
panditji muze ache se jante the unko laga ki shahar ka aawara ladka muze
pareshan kar raha hai.
Panditji ne thakurji ke aadmiyo ko aawaz di.
Panditji-ye ladka hamare gaon ki ladki ko pareshan kar raha hai ,is yaha se
bhaga do
Aadmi-kya hai be ,chal nikal yaha se
Ramesh-pooja ,kya tum muzse shadi karogi.
aadmi- beti tum jav isko ham dekte hai
ramesh- pooja
Aadmi-ye aise nahi maanega.
Aur thakurji ke aadmi ramesh ko vahase uta kar bahar le gaye .aur ramesh ko
maarne lage
Ye log to is fattu ko maar denge .muze rok na hoga varna bevaja wo pitta
jayega.
Main un logo ko rokne vali thi ki ramesh ne un thakurji ke aadmiyo ko maarna
suru kiya.
Ramesh akela unko maar raha tha .ramesh ke dost panditji ke ghar pe the.
Ramesh akela thakurji ke 3 pahalvan par bhari pad raha tha.
Main to ise fattu samaj rahi thi. Ye to hero nikala, ek sath 3 pahalvan ko patak
raha tha.
Kahi is ne fattu bankar muze mandir laya ho .aur muze propose kiya .aisi jaga
ki ,jaha kohi zut nahi bolta ,kahi aur propose karta to main manaa kar deti ,par
yaha.
Shor sharaba sunkar ramesh ke dost aa gaye .unke aate main ne apne saheli
ko bhagne ko kaha
Kya pata wo teeno kuch bhi kar sakte hai.
Main apni saheli ko lekar bhagne lagi. Ramesh bhi hamare piche bhagne laga
apne sawal ka jawab dund ne
Uske dost bhi uske sath bhagne lage. Wo hame kabi bhi pakad sakte the par
ramesh ne aisa nahi kiya.
Usne aisa kyu nahi kiya ye dekne ke liye main ne piche deka to wo hamare
pass hi tha.
Ham kaha tak bhag sakte hai, thak kar dire dire chalne lage. Ramesh utni duri
bana kar chalne laga.
Ramesh karna kya chahta hai. Muze pakad sakta hai par ,main isi soch me
chalti ja rahi thi.
Gaon aa gaya .aur ramesh ne apne dosto se kuch kaha ,wo vaha se dusare
taraf jane lage.akela ramesh mere piche aa gaya.
Meri saheli dar ke maare apne ghar me ghus gayi . ab main aur ramesh rah
gaye.
Mera ghar bhi aa gaya par wo abi bhi mere piche tha,ye to yaha se maar kha
kar jayenga .thakurji ke aadimiyo ko maara tha
Main ne ek bar uski taraf deka aur apne ghar me ghus gayi.
Laga ki main ne us se picha chhuda liya hai.
Lekin uska kya hoga ,usne thakurji ke aadmi ko mara hai. Aadmi ko mara
,akele 3 logo ko mara hai.
Kafi himmat hai usme ,
Ek aisi jaga muze propose kiya jaha par uske sachai ka pata chal raha tha.
Muze use haa kar deni chaiye thi ,kya main vapas uske pass jau
Main hafte huye soch rahi thi ki pitaji ki najar muz pe padi .
Meri aisi halat dek kar wo gabara gaye ,mera badan pasine me bhiga hua tha
,meri saas tej chal rahi thi.
Pitaji-kya hua beti
Pooja-pitaji wo mandir me
Main pitaji se bat kar rahi thi ki ramesh ghar ke undar aa gaya.
Use ghar ke undar dekte mere pasine chhutne lage.
Pitaji kabi meri taraf to kabi ramesh ke taraf dek rahe the
Ramesh ne pitaji ki parva nahi ki,
Aur mera hant pakad liya.
Ramesh-pooja,main ramesh, tumare pita ke samane tume apne dil ki bat bata
raha hu ,muz se shadi karogi.
Main kya kahu, pir se vahi sawal, ab mere pitaji ke samane
Main ramesh ki ankhoin me dekne lagi.uske pyar ki sachhai dekne lagi.
pahali najar vala pyar hoga tha hame
Aur pitaji kabi muze to kabhi ramesh ko dekne lage.
______________________________
Flash back 973
pooja ramesh ki bato se uski taraf atract ho rahi thi
ramesh dikne me acha tha
ek sath teen aadmiyo ko maar giraya
pitaji ke samne datke khada raha
pitaji se dara bhi nahi
varna gaon ke ache ache ladke pitaji ke samne kade bhi nahi rah pate
pooja ramesh ki himmat dekti rah gayi
pitaji ke samne pooja ko propose kiya
yaha tak kaha ki ager pooja haa karengi to wo pooja ke pitaji ka samana karne
ko bhi tayyar hai
jaisa pooja ko rajkumar chaiye tha vaisa mil gaya
ramesh se pooja ko pyar ho gaya
par pooja bat karna chahti thi ramesh se
pooja ramesh ko lekar apne kamre me gayi
kamre me jate dono me jo bate huyi uske bad dono ek dusare ke hokar rahna
chahte the
pooja- tum ho khon ,aur ye sab kya natak hai
ramesh- main ramesh hu bhul gayi tum
pooja- kya ham pahale mil chuke hai
ramesh- haa , roj to milte hai
pooja- mazak muze pasand nahi hai
ramesh- sach ham roj milte hai , aur tum muze roj ek kiss deti ho
pooja- kiss aur main, pagal to nahi ho gaye ho
ramesh- tum to bhul gayi , roj to mere sapno ne aaker muze kiss deti ho , pyar
karti ho , pyari pyari bate katti ho
pooja- (ye sapne ki bat kar raha hai ) muze laga tha ki tum thode pagal honge
par tum to pire pagal ho
ramesh- sach kaha , kal tak main aada pagal tha par jab se tumare pyar me
pad gaya hu tab se pagal hota ja raha hu
pooja- tume doctor ki jarurat hai
ramesh- sahi kaha , muze aise doctor ki jarurat hai jis ke pass pyar vali
medicine ho , aur wo doctor tum ho ,
pooja- tum kya movie jada dekte ho
ramesh- nahi , par tumare liye dek lunga
pooja- kya matlab mere liye
ramesh- biwi ki khawishe puri karni paditi hai
pooja- khon kis ki biwi
ramesh- bhul gayi , kal sapne me to hamne shadi ki thi
pooja- (ye mera dimag kharab kar denga) mazak bahot ho gaya ,
ramesh- serious bat karte hai
pooja- tume pata main khon hu
ramesh- pooja , meri biwi
pooja- mazak nahi , varna mere pitaji ko bholungi to is jungle me gayab kar
denge
ramesh- main to tumare pyar me gayab hona chahta hu
pooja- kaha na mazak nahi
ramesh- serious bat karte hai
pooja- tume pata hai mere pitaji khon hai
ramesh- haa , mere sasur hai
pooja- pahalvan hai , tume uta kar fek sakte hai
ramesh- to kya hua main ut kar vapas aa jaunga , sirf tumare liye
pooja- tum sach me pagal ho
ramesh- tumare sawal khatam huye
pooja- tumse to bat karna hi bekaar hai
ramesh- ab main kuch sawal puchu
pooja- pucho , par mera dimag khana suru mat karna
ramesh- tum kya bachpan se itni sunder ho
pooja- aise bakwas sawal ka jawab main nahi deti
ramesh- main to tumare tumare sawal ka jawab diya hai
pooja- main bachoan se aisi hi hu
ramesh- pir to hamare bache bhi tumare jaise sundar honge
pooja- tumse shadi nahi karne vali main
ramesh- kyu ?
pooja- jaan na pachan main tera mehmaan
ramesh- main to tume dekte shadi karne ka faisala kar diya hai , ager tum na
kahongi to tumari photo se shadi kar lunga
pooja- wo vaha photo hai lekar jav
ramesh- ab photi se shadi kyu karu , tum tayyar ho na
pooja- main aur tumse shadi karungi , bhul jav
ramesh- tume bhul jau ye ho nahi aakta , aur tum muze bhuk jav ye hone nahi
dunga
pooja- tumne to kaha ki movie nahi dekte pir ye movie ke dailoge kyu maar
rahe ho
ramesh- ye to dimag me aaya aur bol diya
pooja- isi tara ye bat bhi dimag me dal do ki main tumse shadi nahi karne vali
ramesh- kyu , ?
pooja- tum khon ho main nahi jaanti aur aise kaise shadi ko haa kar du
ramesh- shadi nahi karni hai to ab tak mere gale kyu lagi ho
pooja- main kaha , tum.mere gale lage ho
ramesh- dek lo , tumne muze pakad raka hai
pooja- bade chalu ho tum , pahale khud gale lagaya aur ab muz pe ilzam laga
rahe ho
ramesh- tum haa to kaho , aise zindagi bhar rahunga
pooja- pagal ho tum ,
ramesh- tumare pyar me pagal ho gaya hu
pooja- par main tumse pyar nahi karti
ramesh- kyu ?
pooja- tumare jaise shahar ke ladko ka kya bharosa , badme muze bhul jayoge
to
ramesh- main alag tara se sochta hu
pooja- kya matlab
ramesh- pahale shadi karte hai pir pyar karenge , matlab problem khatam ki
main pyar karke dhokka dunga
pooja- kya pata shadi karke dhokka donge to
ramesh- aisa lag raha hai to ab tak tume kiss kar raha hota
pooja- kiss karte ko muh noch leti
ramesh- pura ka pura kha lo
pooja- tum kya aise hi ho
ramesh- haa ,
pooja- tume ho khon ye to batav
ramesh- main ramesh hu , engineer hu , shahar2 me rahta hu ,
pooja- tumare ghar me khon khon hai
ramesh- ek maa , jisko tumari jaisi bahu chaiye , aur ek bahan jyoti , jiski shadi
ho gayi hai ,
pooja - kya ?
ramesh-meri ek bahan hai , mere pita ki death ho chuki hai , meri maa ko
tumari jaisi bahu chaiye , aur muze tum chaiye tum aadi pagal aur main aada
pagal, shagar2 me mera khud ka ghar hai , meri bahan ki shadi ho chuki hai ,
mere 2 khas dost hai , unke sath hi ek company me kaam karta hu , shahar me
ek project ke vajse aaya hu , aur yaha aaker muze meri jivan sathi mil gayi
pooja- tumne us se pahaale kitni ladkiyo ko pyar kiya hai
ramesh- roj alag ladki se pyar karta hu
pooja- what
ramesh- har raat sapne me jis ladki ko pyar karta hu uski shakal hi nahi dikti
thi jis se aisa lagta ki roj nayi ladki se pyar kar raha hu , par aaj tume dek kar
samaj gaya ki sapne me jis se pyar karta tha wo tum ho
pooja- tumari bate ajib hai
ramesh- tum bhi ajib ban jav , kya tum mere sapne nahi dekti ho
pooja- main apne rajkumar ke sapne dekti hu
ramesh- main hi hu tumara rajkumar
pooja- bhul jav , tume aisa kya hai jo tumse shadi kar lu
ramesh- acha khasa kamata hu ,, khud ka ghar hai , ek maa hai , itni takat
rakta hu ki apni family ki raksh kar sakta hu , aur jitne chaiye utne bache paida
kar sakta hu aur kya chaiye
pooja- ye to kohi bhi kar sakta hai
ramesh- tum batav ki kya karu jis se tum meri ho jav
pooja- (main to kab ki tumari ho gayi hu) mere pitaji ko kusti me hara do
ramesh- ye nahi kar sakta , muze lal langhot pahana pasand nahi hai
pooja- jeans pahan kar kusti khelo
ramesh- tumare sath khusti khelne ke liye tumare pitaji ko harana honga
pooja- unko hara do main apna dil haar jaungi
ramesh- tumare liye ye bhi kar lunga
pooja- ab tak mere pitaji haare nahi hai
ramesh- to kya hua , ab tak muze pyar bhi nahi hua tha
pooja- hara do mere pitaji ko
ramesh- tum mazak nahi kar rahi ho
pooja- main serious hu
ramesh- to apne upar se utne to do
pooja- kya ?
ramesh- deko ham kaha hai
pooja bed par leti huyi thi aur ramesh uske upar tha
pooja- ham kab bed par aaye
ramesh- muze kya pata ,
pooja- uto mere upar se
ramesh- meri biwi ke upar hu
pooja- main tumari biwi nahi hu
ramesh- tumare dil me kya hai main dek chuka hu , ab bol bhi do , main ne
apni maa ko bhulayana hai
pooja- tumari maa ko kyu bhilayana hai
ramesh- tumare pitaji se bat karne ko ,
pooja- pahale muzse to bat kar lo
ramesh- mere dost ko bheja hai , meri maa sham tak aa jayengi ring lekar
pooja- ring
ramesh- aaj tume apna banana hai , aaj hi saghai karte hai aur ek mahine bad
shadi
pooja- ruko , tum kaha se kaha tak soch rahe ho , kya pata bacho ke naam bhi
soch liya ho
ramesh- wo tumare pasand se rakenge
pooja- tum pagal ho
ramesh- tumare pitaji se tum bat karogi
pooja- muze nahi karni tumse shadi
ramesh- mat karo , par ek kiss milenga kya
pooja- bhul iav
ramesh- to tum apne honto pe jibh kyu ghuma rahi ho
pooja- main to
ramesh- bolo jaldi haa ki nahi
pooja- naa
ramesh- soch lo , tum na karogi to tumari saheli se bat karunga
pooja- aisa thappad padenga ki muze yaad rakonge
ramesh- thapaad kyu marogi tum
pooja- pahale muzse bat puri kar lo
ramesh- tumari saheli tumse bhi achi hai
pooja ne ramesh ki dhakka diya
ramesh bed se niche gir gaya
pooja- kya kaha , abi tume main sundar dik rahi thi aur ab meri saheli ki bat
kar rahe ho
rsmesh- main ne to mandir me BHAGVAN se yahi duva maangi ki shadi
karunga to isi gaon me
pooja- to kya manda se shadi karoge
ramesh- tum manaa kar rahi ho to manda se bat karni hongi , wo ek zatke me
haa kar dengi
pooja- khaberdaar jo manda se bat ki to
ramesh- tumne to manaa kiya hai mere pass time nahi hai , sham tak maa aa
jayengi
pooja-muze sochne do
ramesh- tum sochti raho main chala manda se puchne
aur ramesh kamre se bahar aa gaya
pooja ko khud pe guass aa raha tha
ramesh ko mana kyu kiya
aur ramesh bina pooja ka jawab sune manda se bat karne ja raha tha
pooja- ye main kya kar rahi hu , mere rajkumar ki sari khubiya hai ramesh me ,
main ramesh se pyar karne lagi hu , main ramesh ko kho nahi sakti
pooja ne khud apne baal noch liye khud pe gyass aa raha tha usko aur bhag
kar kamre se bahar aa gayi
ramesh bas ghar se bahar jane vala tha ki pooja ne uska hant pakad liya aur
kamre me vapas le jane lagi
pitaji maa ye sab dekte rah gaye
pooja kar kya rahi hai
pooja ka ramesh ko is tara kamre me le jana pitaji ko pasand nahi aaya pitaji
ko guasss aa raha tha
unke hant me gun thi
ager guass badh gaya to kch bhi ho sakta tha
shayad rameah manda ke naam se pooja me jalan paida karke pooja ke pyar kj
bahar lana chahta hai
aur shayad ramesh is me kaamyab bhi ho gaya hai
______________________________
Flashback 974
Ramesh ne apne dil ki bat pooja ko batai
ramesh ke pyar karne ka tarika alag tha
wo jo bolta usme uska pyar dikai dene laga pooja ko
ramesh jo bota wo sab sach bolta
ramesh ne apne bareme pooja ko sab kuch bata diya
pooja se kitna pyar karta hai wo bataya
shadi ke bad wo kitna pyar karenga wo bhi bataya
ramesh ki bato me pooja kk sirf pyar hi pyar dik raha tha
ramesh ne pooja ki aisi jaga propose kiya jaha har ladka propose karne se
darta hai
ramesh ne pahale pooja ko mandir me propoae kiya pir pooaja ke pitaji ke
samne propose kiya
ramesh ko kisi bat ka dar nahi tha aur wo chup chup kar pyar karne pe
viahwas nahi rakta tha , usne jaan buz kar pooja ko uske pitaji ke samne
propose kiya
rameah me itna confidence tha ki wo pooja ki raksha kar sake
achi job par tha
khud ka ghar tha ,
dikane me acha tha jaisa pooja ko chaiye vaisa tha
pooja ke sapno ke rajkumar jaisa tha ramesh
ramesh ki har ek bat pooja ko pasand aayi uska propose karna pooja ko pyar
karne ke liye manaana
pahale pyar ko naam dema chata hai ramesh pir pooja ko zindagi bhar pyar
karna chahata hai
pooja ko bhi ramesh pasand tha par wo haaa kyu kah rahi thi
ye bat ramesh ne bhi notice ki , pooja ka usko gale lagana usko oyar karna ,
ramesh manda ka naam lekar pooja ko jala raha tha taki pooja ke dil ki bat
jubaan par aa jaye
ramesh ne zut mut ka kamre se bahar jane k natak kiya
ramesh ke bahar jate pooja ko laga jaise uska sab kuch lut gaya wo
uski aatmauysse dur ja rahi ho
pooja ko khud le guass aa gaya
pooja ne guasse me khud ke baal noch liye aur bhag kar kamre se bahar aa
gayi
pooja-----
Main vaise ramesh ke piche gayi.
Mere baal bikare huye the ,kapde murjaye huye the.
Mera duppata mere badan pe kam zameen par jada tha.
Jaise main bahar aayi ramesh ghar se bahar jane vala tha ki.main ne ramesh
ka hant pakad liya
ramesh ruk gaya
main rsmesh ka hant pakad kar vapas kamre me le jane lagi
meri bat abi puri nahi huyi thi
Pitaji ne meri halat deki to guasse me unki ankhoin lal ho gayi.
Maa ko to heart attack aate aate rah gaya
Pitaji ke kuch kahne ya karne se pahale main ramesh ka hant pakad kar apne
kamre me le gayi pass chali gayi
pahali bar door khula raka tha
par is bar ramesh vapas manda ke pass na jaye is liye main ne door under se
band kiya
ramesh muze dekta rah gaya , aur under hi under has raha tha , usko pata lag
gaya ki main usko mil gayi hu
main ne door band kar diya aur door ko apni pit laga kar khadi ho gayi jaise
muze dar ho ki ramesh kahi muzse dur na chala jaye
ramesh- muze yaha kyu lekar aayi ho ,, aur door kyu band kar diya
pooja- meri bat puri nahi huyi hai
ramesh- tumne bat suru kab ki hai
pooja- tumne muze bolne kab diya
ramesh- pucha na ki tum muzse shadi karogi , aur tumne kaha ki nahi
pooja- main ne aisa kab kaha
ramesh- zut mat bolo
pooja- main ne kaha muze sochne do
ramesh- tum scho tab tak main manda se milke aata hu
pooja- yaha se bahar jake deko , tang thod dungi
ramesh- meri biwi to guass vali bhi hai acha hua pata chala ,,
pooja- main tumari biwi nahi hu
ramesh- khon ho tum
pooja- pooja naam hai mera , 12th me padti hu ,
ramesh- tumare ghar me khon khon hai
pooja- mere pitaji jinke hant me gun hai jo ek second me tumati jaan le sakte
hai , meri maa , mere bade bhaiya , meri do choti bahane aur ek pyara sa chota
bhai
ramesh- 2 saliya milemgi , acha hai mere liya
pooja- kya kaha
ramesh- meri sali.ka naam to batav
pooja- neha neeta , wo tumari sali nahi hai
ramesh- matlab tume main pasand nahi hu
pooja- sochne do
ramesh- ab kya buddi hone tak sochogi , meri maa sham tak aa jayengi ,
manda to aaj hi shadi bhi karne ko tayyar ho jayengi
pooja- tum mere pitaji ko khusti me hara donge na
ramesh- kya ?
pooja- wo kya haina ki main ne apne piraji se kaha tha ki jo unke samne khada
rah payenga use shadi karungi
ramesh- bas itni si bat hai , ek zatke me hara dunga
pooja- mere pitaji ab tak bas ek bar haar chuke hai khusti aur wo bi jaanbuz
kar haar the
ramesh- what
pooja- wo pahalvan hai
ramesh- tumne kaha fasa diya
pooja- isi liye main soch rahi thi
ramesh- tum ye batav tum muze pyar karti ho ki nahi
pooja- tum dukane me ache ho ,, body bhi achi dik rahi hai ,engineer ho , saf
dil ke ho ,
ramesh- to main tume pasand hu
pooja- tumare propose karne ka andaza muze pasand aaya
ramesh- aaj kal pyar ka naam sunte khoon kharaba hota hai , ek galatfaymi se
khoon kar dete hai is liye main chata tha ku hamare bich kohi galatfaymi ya
zut ya chupana chupana na ho , us liye BHAGVAN ke samne tume propose
kiya
pooja- yahi to tumara style pasand aaya
ramesh- aur tumare pitaji tumse pyar karte hai to unko bhi lagenga ki muze
kuch to bat hai jo unke samne unki beti ko propose kiya , gun se bhi nahi dar a
, tumse kitna pyar karta hu ye pata chal gaya honga tumare pitaji ko
pooja- wo sab to tik hai , par tum haar gaye to
ramesh- pyar karne vale haarte nahi hai
pooja- ye movie nahi real hai
ramesh- tume muzpe vishwas haina
pooja- tumse abi to mili hu
ramesh- kabhi kabhi kisi ke bareme jaane ko puri zibdagi kam pad jati hai aur
kabhi kabhi ek pal me sab kuch pata chal jata hai
pooja- tume vishwas to hai par apne pitaji pe tumse jada vishwas hai
ramesh- kya matlab
pooja- muze pitaji pe vishwas hai ki wo kabhi nahi haarnege
ramesh- main to tume paane ke liye puri jaan laga dunga
pooja- tume samaj nahi rahe ho
ramesh- tum muze pyar karti ho aur muzse shadi karna chahti jo na
pooja- haa , par main ye nahi chati ki tum haar jav pir muze tume bhulna
honga
ramesh- daro mat , tum haa kaho pir deko ,man kya karta hu
pooja- kya karoge
ramesh- tumse shadi karunga
pooja- ye bhul jav ki main bhag kar shadi karungi
ramesh- tumare pitaji hamari shadi karenge , aur main bhag kar shadi karne
pe vishwas nahi rakta , mata pita ke aashrivad se shadi honi chaiye
pooja- tik hai main bat karti hu pitaji se
ramesh- kya kahogi
pooja- yahi ki muze mere sapno ka rajkumar mil gaya hai
ramesh- oh no , ab manda ko bhulna honga
pooja- kya kaha
ramesh- mazak kar raha tha , tum guasse me bahot sunder dikti ho
pooja- jada maska mat lagav , khusti khelne ko tayyar ho jav
ramesh- khusti ki jaga panja ladana nahi chalenga
pooja- nahi , aur main tumare jitne ke bad bataungi ki main tumse shadi
karungi ki nahi
ramesh- jaisa tum tik samjo
main ramesh se bat kar rahi thi bahar pata nahi kya ho raha tha
Pitaji bahar khade sochte rah gaye ki ye ho kya raha hai.
Pitaji ne gate par knock kiya
pitaji- pooja kya ho raha hai under
Pooja-pitaji rukiye 2 minute
ramesh se bat karne ke bad ham bahar aa gaye.
Pitaji-pooja ye kya ho raha hai, tum under kya kar rahi thi
Pooja-pitaji ramesh muzse shadi karna chahta hai .
pitaji- kya , ye khon hai kaha se aaya hai kuch pata nahi hai ,, iski himmat
kaise huyi
pooja- pitaji ramesh aapse khusti khelna chata hai
Pitaji-kya kaha
pooja- ramesh aapko harake muzse shadi karna chahata hai
pitaji- ye tum kya kah rahi hai
pooja- pitaji main ne kaha tha na ki jo aapke samne khada honga us se shadi
karungi ,
maaji-pooja ye sab kya ha , aise thodi hot hai shadi
pitaji- tum ek.minute ruko
pooja- ramesh ne muze apne bareme sab kuch bata diya hai ,
pitaji- pooja tuze pata haina tu kya kah rahi hai
pooja- ramesh acha ladka hai , aap khusti kheliye ager ramesh jit gaya to bat
karenge varna ye yaha se chala hayenga , us gun ki jarurat nahi padengi
pitaji- tik hai ,
maaji- bina bat kiye shafi nahi hongi pahale bata de rahi hu
pooja- maa jaisa tum chahogi vaisa hi honga
pitaji- chalo aakade me
pooja- pitaji yahi aangan me khete hai bina vaja pure gaon ko pata chal
jayenga
pitaji- tik hai
pitaji khusti ki tayyari karne lage
ramesh me confidence to tha par pata nahi kya honga
pooja ko pata tha ki uske pitaji kabhi nahi haarenge , usko ramesh ko bhulna
honga , isi liye usne ramesh ko haa nahi kaha ,
par ramesh ke haarte pooja ko dil tut jayenga
pooja pahali bar duva kar rahi thi ki uske pitaji ye khusti haar jaye
uder maa pitaji se bat kar rahi thi
maaji- ye sab kya hai
pitaji- tu tension mat lo , is ladke ko haara dunga , ye chup chap yaha se chala
jayenga , khoon kharabe se yahi acha hai
maaji- aapki bat sahi hai , par pooja kya chati hai ye pucha aapne
pitaji- pahale khusti ho jane do pir dekte hai ,
pitaji aur ramesh tayyar ho gaye khusti khelne ke liye
_________________
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi - by sandycruz - 23-11-2018, 02:46 PM



Users browsing this thread: 4 Guest(s)