Thread Rating:
  • 13 Vote(s) - 3.15 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi
Update 926

Rani ka birthday hai.
Pichale birthday ke din ham ek ho gaye the.
1 saal ho gaya hamare relation ko
Kis tara ham pass aaye aur ab ek 2 jism ek jaan ban gaye.
Aaj bhi wo din yaad hai jab ham ek huye the.
Wopal main kabi bhul nahi sakta tha.
Aisa laga tha us din kohi bichda sathi mil gaya ho.
Rani ko pyar karta huye aisa lagta hai ki main rani ko bachpan se janta hu.
Rani ki hasi ,uska rutna ,uska pyar karna jaise pahale bhi mere sath ho chuka
ho aisa lagta tha
Par kuch bhi ho rani ne mere life me aakar khushiya se bhar diya.
Main khud ko jitna nahi janta utna wo muze samajti hai.
Rani ne seema chachi ko bhi apne pyar ke jaal me fasa diya.
Seema chachi jo pahale rani pe guass huyi thi wo ab rani ke jadu me aisi dub
gayi ki maa beti jaise pyar karne lage.
Rani sabke dil jit kar meri jivansathi ban jayengi to acha rahenga.
Pata nahi rani aur seema chachi me kya bate ho rahi hogi.
Rani to ek ek karke meri chachi ko apni chachi bana rahi hai.
Aur main akela yaha rani ke sapne dek raha hu.
Is birthday pe pichali bar ki tara pyar karne ko mil gaya to
rani-kya soch rahe
Avi-tumare bareme .pichale birthday ke bareme
rani mere pass aa gayi.
rani-aisa vaisa sochna bhi mat
Avi-socho pichale birthday pe kya hua tha.
rani-muze ye neckels diya tha tum ne
Avi-tumne abi tak pahan raka hai
rani-tum ne to kaha tha ki is khud nikaal kar mangalsutra pahanayoge
Avi-aisa kaha tha. muze to yaad nahi
meri bat sunte shikayat vale mukke mere cest pe mare
rani-kya kaha tum ne
Avi-kab hamari shadi hongi
rani-tum hamesha masti karne ke bareme sochte ho
Avi-tume dekte pyar karne ka dil karta hai. aur birthday ka mokka ho to kya
kahne
rani-tum bas sapne deko main yaha family ko milane ka soch rahi hu.
Avi-tumari family me tumari mummy aur tum hi to ho
rani-ye mister, meri family bahot badi hai par mummy papa ke bhag kar shadi
karne se sab ne rista thod diya
aur rani thodi senti ho gayi
Avi-ab pir se big family ka hisha ban rahi ho. meri family jaldi hamari family
hongi.
rani-usi ke liye birthday pe sabko invite kiya hai.
Avi-idea acha hai. tumari mummy chachi se mil lengi.
rani-yahi to reason hai.
Avi-smart ho .par aunty ko batana ki hamare bareme sirf choti chachi aur
seema chachi ko pata hai. varna gadbad ho jayengi
rani-mummy ko sab pata hai. main mummy se kuch nahi chupati
Avi-to tour pe hotel ki chhat pe barish ke bareme bataya
rani-tume maar chaiye , ye bat kaise bata sakti hu.
Avi-mazak kar raha tha
rani-to tum aa rahe ho na
Avi-apni GF ke birthday pe na aakar sandal thodi khani hai
rani-smart ho rahe ho. acha thode jaldi aana ke khosish karna
Avi-main puri family ko lekar aaunga. bas kuch gadbad na ho iska dyan rakna.
aur apna dusara vala room lock karke rakna.varna
rani-tum tension mat lo sab plan karke raka hai.komal ko bataya hai ki us
room me mere papa ki yaade hai jis se wo room safe rahenga
Avi-aur khana khud banana
rani-main kar lungi.
Avi-sweat .ice crema
rani-tum aise nahi maannge
aur rani ne muze kiss karke mera muh band kiya.
wow isi ka intzar kar raha tha.
ir kiss ke badalme me main apni jaan de du
Avi-yahi to muze chaiye tha.
rani-tum badmass ho.
Avi-to kaho birthday gift me kya chaiye
rani-ek promise
Avi-kaho
rani-promise karo ki chachi ke batane tak tum apne atit ke bareme kabi
puchoge nahi.
Avi-ye promise nahi kar sakta.
rani-mera birthday gift nahi doge muze
Avi-kuch aur maang lo ,
rani-tik hai. jab jada jarurat ho to tabi puchoge
Avi-par tum aisa promise kyu karvana chahti ho
rani-tumare jaane ke bad seema chachi royi thi. agar wo bata deti aur choti
chachi ko pata chalta to kya hota ye soch kar wo ro rahi thi.
Avi-ye bat tum ne pahale kyu nahi batai
rani-pir to tumare rahte jada rone lagti.
Avi-par aisa khonsa raaz hai jo muze bataya nahi ja raha.
rani-muze nahi pata ,par chachi ne kaha ki tume jaldi pata chal jayenga.
Avi-jane do. muze kuch nahi pata karna. jaisa hu vaisa main khush hu.raaz ke
vajase meri chachi ke ankhoin me aasu aaye aisa raaz jaan kar kya karunga.
aaj ke bad main apne mata pita ke sath kya hua tha ye bat kissi se nahi
puchunga.
rani-tum ne sahi faisala kiya, main tumare sath hu .
Avi-thanks, ab chachi kaisi hai
rani-jab main kaha ki main Avi ko samaja dungi tab jake unke chehare smile
aayi.varna choti chachi ko pata chalne ki bat se dar gayi thi seema chachi.
Avi-chalo seema chachi se milte hai
aur ham seema chachi se milne chale gaye
seema chachi ko dekte main unke gale lag gaya.
aur thodi der emotion drama chalta gaya.
pir rani ne hasi mazak ne mahol ko mazakiya bana diya.
Pir komal ke aate ham pir se hasi mazak karne lage.
Choti chachi ne muze ishara karke bahar bhulaya.
c chachi-Avi
Avi-ji chachi
c chachi-ye family ko milane ka idea tera tha
Avi-nahi
c chachi-tu gadda hai. rani ne acha idea lagaya
Avi-chachi ,
c chachi-kya chachi, main bhi yahi soch rahi thi ki rani ki mummy se mil liya
jaye
Avi-pahale kyu nahi bataya. main mila deta
c chachi-tuze batana padta hai. rani ne khud se ye socha .
Avi-aap meri chachi hai ya rani ki
c chachi-dono ki, ab rani ne plan banaya hai to uska sath dena
Avi-ji
c chachi-muze kohi gadbad nahi chaiye
Avi-meri perfect chachi ko sikayat ka mokka nahi dunga.
c chachi-to kya socha hai
Avi-kya?
c chachi-gift ke bareme bareme bol rahi hu
Avi-main ne to de diya.
c chachi-hame bhi gift dena hai. hame shahar leke jana
Avi-ji
c chachi-kya ji ,paise khon denga.
Avi-main
c chachi-kya main
Avi-main dunga paise
chachi ke bato se mera mood off ho gaya.
par chachi ne ek kiss kiya.
c chachi-tere sath mazak karne me maza aata hai.
Avi-aap bhi na
c chachi-chalo ab
pir chachi ne sabko garama garam tea pilai
aur rani ne sabko birthday pe aane ke liye pir se invite kiya
aur rani hamare chote din me khushiya lakar apne ghar chali gayi.
______________________________
Chapter 926A
Rani ka birthday ,
2 family me mulakat
Har kohi tayyari me laga hua tha.
Neha bua to kuch jada khush hokar planning kar rahi thi.
Neha bua rani ko apni beti maan ne lagi thi. Unka pata chal gaya tha ki komal
ke smile ke piche rani ka hant hai.
Main ne ek free din dek kar chachi aur bua ko gift lene ke liye shahar le gaya.
Chachi aur bua ne 2 gift lene ki jaga paise collect karke neha bua ki pasand ka
neckles le liya.
Bahot pyara sa neckles tha.jis se dek kar rani khush ho jayengi.
Vidhya kavita leena aur raj ko sham me gift lene ke liye shahar le gaya.
Vidhya ko main har mahine kuch paise deta tha par wo manaa kardeti jis se
main me uske naam ka account khol kar usme paise add karne laga. Aaj wo
ATM vidhya ne istmal kiya .
Komal ne to saturday ko rani ke ghar jane ka plan banaya.
Jis se main usko chhodne shahar chala gaya.
komal-Avi mere birthday pe muze kya gift doge
Avi-tum kya chaiye
komal-tumara ek din
Avi-oh to tum pir se jungle vale zarna dekne jana chahti ho
komal-haa
Avi-to ham is bar kavita aur leena ko sath lekar jayenge
komal-nahi. sirf ham dono , vaha pura din rahenge
Avi-par tumara birthday ke samay exam hote hai
komal-muze yahi gift chaiye
Avi-to ham pichali bar ki tara exam ke bad jayenge. summer me bhi vaha
haryali hoti hai
komal-promise
Avi-tume promise karne ki jarurat nahi hai. tume to main busy hone ke bad bhi
lekar jaunga.
komal-thank you
aur komal ne muze piche se gale lagaya.
uske aisa karne ki aadat ho gayi hai. par kabi kabi uske aisa karne se acha
lagta hai. uska pyar mahsus hota hai
Avi-komal tik se baito
komal-main to aisi tik hu.
Avi-par log kya kahenge
komal-muze kya karna hai logo se .logo ko tumko sambalna hoga.
tabi ek bike jis pe 2 ladke baite the wo hamare pass se gujarne lagi.
bike boy1- kya chhamiya hai
bike boy2-ye chamak challo vaha kya kar rahi ho .hamare bich me aakar baito
puri duniya ghuma denge
komal unki bat sunte tik se baite gayi.
Avi-komal tum unpe dyan mat do ,ye dedh footiya bhag yaha se varna ghar
nahi sida hospital me jayenga
bike boy1-abe lallu ,ladki hai to shana banata hai.
komal-Avi jane do ,
bike boy2-ye chamak challo ,usko bhaga kar acha kar rahi .chal hamare sath
bike boy1-lagta hai saali ko paiso chaiye.
bike boy2-saale ek number ka mall hai ,chal ham ise randi banate hai.bol kitna
lengi
ye sunte komal ko unki bato se dar lag raha tha.
par mera to dimag apni jaga se hat gaya tha.
Muze kuch bolte to main maaf kar deta par komal ke liye aise word ,mera
khoon ubalne laga.
Inko main ne ache se apne raste jane ko kaha par wo hai ki apni batmeezise
baaz nahi aaye
Wo apni bike se hamare sath sath aa rahe the.
Wo mere right side the
Avi-komal muze kas ke pakdo
komal ne jada socha nahi aur muze pakad liya.
komal ki safty ka intzam hote main ne unki bike ko ek jordar lath mari .
wo iske liye tayyar nahi the.
unka balance bigad gaya aur dono bike ke sath niche gir gaye
jo bike chala raha tha uske pair pe bike gir gayi.
komal ko iski umid nahi thi. par unke girte komal ka dar khatam hua.
aage jakar main ne bike rok di.
komal-Avi jane do
Avi-aise kaise jane du. unki himmat kaise huye tume aisa ganda bolne ki
komal-Avi unko saja de di hai ab jane do
Avi-chup ,unki himmat kaise huye tume aise bolne ki. tume kuch kahe ye main
bardast nahi kar sakta.
aur main un ladko ke pass chala. komal muze rok rahi thi par main uski bat
maanne vala nahi tha.
mere unke pass aate dusara ladka jise jada chot nahi aayi thi wo khada ho
gaya .aur muze maarne ke liye bhag kar meri taraf aane laga
aaj mere kasarat karne ka faiyada utane ka samay aa gaya tha.
wo bhag kar mere taraf aa raha tha jis se wo apne war ko control me nahi rak
paya .
jaise main ne uska mukka miss kiya wo girne laga aur uske girte huye main ne
ek jordar lath uski gand pe mari.
wo itne jor se zameen pe gira ki uski hadiya tut gayi hogi. uski jordar chikh
nikal gayi.
uske girte main ne usko sida kiya aur uske muh pe mukke maarne laga.
uske chehare se khoon nikalne laga.
uske teeth tut gaya ,uski halat patli kar di.
Avi-komal ko gali deta hai madarchod ,aaj ke bad tere muh se gali na nikale
aisa band karunga.
Wo mere maar se chatpata raha tha. Apni maa ko yaad kar raha tha.
Komal-Avi wo mar jayenga.
Avi-mar jane do .tume isne gali di kaise tume kohi kuch bole main bardast
nahi kar sakta.
komal-Avi ab ruk jav
Avi-isko to maar dalunga .tabi sabko pata lagenga ki meri komal ki taraf
ankhoin utane ka kya natiza hota hai
komal-meri komal, Avi bas bhi karo .mere liye ruk jav
Avi-tumare liye kuch bhi kar sakta .par inko chhod nahi sakta
komal-(itna pyar karte ho) Avi tume meri kasam chhod do ise ,ye mar gaya to
tume jail ho jayengi. tumare bina mera kya hoga.
mera hant use last mukka marte huye ruk gaya.
main komal ki taraf dekne laga.
komal-tume kuch ho gaya to mera kya hoga.
komal ki bat pe dyan dete pahala ladka jo bike chala raha tha usne apna pair
bike ke niche se nikaal liya.
aur meri piche aakar meri gardan pakad li.
______________________________
Chapter 926B
meri gardan uske hant pe aate komal dar gayi.
main apni gardan uske hanto se chhudane laga
komal chilane lagi .
komal-Avi ,chhod do Avi ko
main apni gardan chuda raha tha par uski pakad mazboot thi.
usne dono hanto ki madat se meri gardan pakad li thi.
komal meri halat dekte rone lagi
komal-Aviiiii
aur bhag kar us ladke baalpakad liye.
aur muze chhudane lagi.
ladkiya baal pakad kar aise war karti hai ki pahanvan ko hara de
komal chilate huye uske baal nochne lagi.
komal-Avi ko marenga. chhod Avi ko
aur komal ne itne mazbooti se uske baal pakad the ki uski puri mundi ghum
rahi thi.
uski pakad dili pad rahi thi.
main uski pakad se chhutne vala tha ki komal jor se chikh padi.
komal-Aviiiiiiiiiiiiiiiiiiii
Aur komal ne uske sar ke baal ukad liye
Usko itna dard hua ki usne muze chhod diya aur zameen par gir ke thadpafne
laga.
Komal itne par hi nahi ruki .
Apne sandal hant me lekar us pe tut padi
Komal muzse bhi jada guasse se usko mar rahi thi.
Wo ladka komal se bhikh maang raha tha
Par komal use aise maar rahi thi jaise uske jaan se pyari chiz ko usne
nukasaan pahochaya ho
Komal ka ye DURGA ka rup dek kar main bhi dar gaya tha.
Har ladki me DURGA chupi huyi hoti hai ye main ne pada tha aaj dek bhi liya.
Komal ne aaj tak machher nahi mara hoga wo aaj ek ladke ki pitai kar rahi thi.
Wo ladka komal ko bahan bol kar mafi maang raha tha
Par komal ko to kuch sunai nahi de raha tha. Komal ne uske gaal ko lal kar
diya tha itne sandal pade the use gaal pe
Komal thodi der pahale muze rukne ko bol rahi thi par ab khud KALI ka rup me
aakar us ladke ki pitai kar rahi thi
Avi-komal ruk jav ,bahot ho gaya.
Komal-isne tume maarna chaha. Main isko chhodungi nahi
Avi-aur kitna marogi use uska sabak mil gaya.
komal-use main maar dalungi .isne tume hant kaise lagaya
ye komal to guasse me meri tara dailog bol rahi hai.
komal ko rokne ke liye main ne use kaske gale laga liya.
mere gale lagte komal rone lagi.
main samaj sakta hu ki use kaisa laga hoga jab usne meri gardan pakadi thi.
komal ko gali dene pe muze guass aaya to muze marne pe komal ko guass
aana tha.
Avi-wo behosh ho gaya. ab rona band karo
komal-tume kuch hua to nahi na
Avi-ye to muze tume puchna tha.tum tik ho na
komal-tume kuch hua to nahi na
Avi-main tik hu
komal-tume kuch ho jata to ,mera kya hota socha nahi tum ne
Avi-muze kuch nahi hota.
komal-usne tumari gardan pakadi thi.
Avi-main khud sambal leta
komal-dubara aisa mat karna ,tumare bina mera kya hota
Avi-hona kya tha tume scooty se college jana padta.
komal-maar dungi agar dubara aisakaha tha.
Avi-ab to muze tumse dar lagne laga hai
komal-kyu?
Avi-tumara naya rup dek kar main dar gaya tha.
komal-wo to
Avi-tum DURGA lag rahi thi
komal-is tara ke aawara ladko ke liye apne undar ki DURGA ko jagana padta
hai
Avi-kya?
komal-DURGA mandir me nahi hoti wo har ladki ke undar basi huyi hoti hai jab
us pe is tara ke aawara saithan hamla karte hai to ladki ko apne undar ki
DURGA ko jagana padta hai. aur in aawara saithan ko sabak shikana padta
hai.
Avi-tum to
komal-kya?
Avi-tumara jawab nayi.naari sakti ho tum
ham bat kar rahe the ki ek car aakar hamare pass ruk gayi.
komal-Avi car kyu ruki .khon hoga isme
Avi-meri naari sakti daro mat ,ye ranjitsingh ki car hai
car se ranjitsingh utar gaya. aur mere pass aa gaya.
ranjitsingh-kya hua Avi. aur ye ladke khon hai
Avi-kuch nahi. ham shahar ja rahe the ki ye ladke komal ko pareshan karne
lage to hanthpayi ho gayi.
ramjitsingh-tum tik ho na
Avi-haa ham tik hai.par ye behosh ho gaye
ranjitsingh-main apne aadmi ko bol kar inko hospital me fikva deta hu. aur aisi
warning dunga ki dubara aisa karenge nahi,
komal-Avi chalo yaha se
Avi-main chalta hu. and thanks
ranjitsingh un ladko ko sambal lenga.
main komal ko lekar shahar jane laga.
Komal pir se muze chipak kar baite gayi. Aur ham shahar ki taraf jane lage
Avi-komal ek bat puchu
komal-haa pucho
Avi-tum achanak itni bhadak kyu gayi.
komal-wo tume maarna chahta to muze guass aa gaya.
Avi-par itna guass
komal-tume usne hant lagate main kuch sochne samajne ke halat me nahi
thi.aur us pe tut padi
Avi-par tume kuch ho jata to
komal-(tume kuch hone nahi deti) tumari halat dekte main khud ke bareme
kaise sochti. tume kuch ho jata to
Avi-tum ne mere liye uski pitai ki
komal-aur nahi to kya
Avi-tumara naya rup dek kar main ek pal ke liye dar gaya tha.
komal-tum se jada main dar gayi thi jab usne tumari gardan pakadi aur jab
usko maarne ke bad hosh me aayi tab bhi dar gayi thi
Avi-chalo muze bachane vala kohi to hai
komal-tumne muze bachaya aur meri undar ki DURGA ko jagane me madat ki.
tum suru na karte to main khud apna ye rup dek nahi paati
Avi-usne tume kitna kuch kaha aise me main usko jaane kaise deta.
komal-par tum ne to uske teeth thod diye
Avi-aur kya karta. tume kuch bì bol kar wo chala jata. main neha bua ko kya
bolta ki main komal ke liye kuch nahi kar paya.
komal-maa ko batana mat
Avi-nahi bataunga. tum bhi chachi ko mat batana
komal-nahi bataungi. vaise tume na bachati to main mami ko kya kahti.
Avi-mera dialog muze maar rahi ho
komal-main pahale vali gaon ki komal
nahi hu.
Avi-to khon ho
komal-Avi ki komal hu
Avi-kya kaha.
komal-Avi driver bike chalane pe dyan do
Avi-tum ne last me kya kaha
komal-hawa jada chal rahi hai is liye tume kuch bhi sunai nahi de raha
Avi-rani ke ghar chalke bat karte hai
aur ham pahale apna mood tik karne ke liye coffee shop me chale gaye.
coffee pi kar ham rani ke liye gift lene chale gaye
komal ne rani ke liye makeup box liya jisme makeup ka naye design ka
samana tha sath me naya design ke sath mulifuction vala tha.
main rani ke bracelet dek raha tha ki muze aisa bracelet mila jis pe friend likha
hua tha.
ye 4 bracelet leta hu. unke friend group ke liye.
main ne bracelet liya aur ham rani ke ghar chale gaye .
main ne rani ko madat karni chaiye .par rani ne kaha ki wo 5 din se is sab me
lagi huyi hai. sab kaam
main ne rani ko madat karni chaiye .par rani ne kaha ki wo 5 din se is sab me
lagi huyi hai. sab kaam usne step ay step kiye
rani aur aunty ke madat ke liye komal ko unke pass chhod kar main gaon aa
gaya.
______________________________
Chapter 927
Komal ne to kal kamaal kar diya.
Komal ko aise hi self depand hona chaiye.
Komal ne jis tara us ladke ki pitai ki wo kabile tarif thi.
Komal ne jo badlav aa rahe hai wo komal ke bahot kaam aayenge. Ab komal
sirf padai kida nahi rahi. Smart girl ban gayi.
Komal padai ke sath ghar ke kaam ,dusaro ki madat, enjoyment bhi karne lagi
hai.
Komal ka ye naya rup dek kar neha bua bhi khush thi jis se mera faiyada ho
raha tha.
pae ek dar bhi lag raha ki komal mere kareeb aana chahti ho , kabi kabhi
komal ki bato se dar bhi lagta hai , wo jis tara apna hak batati hai us se main
sichne pe mazboor ho jata hu ,
uski mere liye fikar , mere sath rahna , bina soche samaje gale lagana ,main jo
soch raha hu wo bas meri galat faymi ho to acha honga ,
lekin komal ke chehare ki smile dekte ye bate jaise main bhul hi jata hu ,
Komal to rani ki madat karne ke liye pahale hi rani ke ghar chali gayi.
Chachi ne ghar ke kaam jaldi kar liye aur chacha ke liye khana bana kar rani
ke ghar jane ko tayyar ho gayi.
Main ne chachi bua ke liye taxi ka intazam kiya aur ham nikal pade rani ke
ghar uski davat me samil hone
Chachi ne kaha tha ki ham jaldi rani ke ghar jayenge taki unko rani ki mummy
se bate karne ke liye jada samay milenga
Aur ham akele mahemaan the to aaram se apne ghar jaisa enjoy kar payenge.
Kavita leena aur raj to jada excite the .rani se unki friendship jo itni strong ban
chuki thi.
Rani ne sweta didi ,poonam didi aur sital didi ko bhi invite kiya tha par wo
apne college aur personal life me busy the .
Muze rohan ne bataya tha ki sohan ne company join kar li hai isi khushi me wo
sunday ko celebrate kar rahe hai. Wo itfak se wo sunday aaj hi tha. To sweta
didi sital didi ka aana mushkil tha.
Par kahte haina technology pass lati hai. Didi ne rani ko wish kar diya.
Main ne rani ko phone karke bata diya ki ham aa rahe hai. Taki achanak aane
se unko bhagdoud na karni pade.
Ham subha 10 baje rani ke ghar pahoch gaye.
Rani ke ghar chachi pahale bhi aa chuki thi. Tour ke samay par jada der ruk
nahi payi thi.
Aaj ache se ghar dek kar chachi aur bua impresed huyi.
Bina rani ke papa ke rani aur aunty ne itna acha ghar jo banaya tha.
Hamare aane ki news sunte rani aur aunty bahar aa gayi.
Aur chachi bua ka swagat kiya.
Rani ne to pair chhu kar swagat kiya jis se chachi aur bua rani ke saskaro se
prabhavit huyi.
Rani ko pata tha ki kiska dil kaise jita ja sakta hai.
Rani ne sirf dil jitna sikhaya tha .dil thodna usne pata nahi tha
R mummy- aaiye undar aaiye,ise apna hi ghar samajiye
Aunty ne hame samdiyo jaisa samaan de kar apne pyar ke mahal me bhulaya.
B chachi-aap se milne ki bahot dino se icha thi.rani jo apne sanskaro se sabke
dil jit leti hai aisi beti ki maa ko milne ki icha thi. Jo aaj puri ho gayi.
R Mummy-ye aapka badhpan hai ,rani to aisi hi sabka dil jit leti hai.
Pooja bua-nahi bahanji, har maa yahi chaiyengi ki uski beti rani jaisi ho
R Mummy-rani to kahti hai uski ek nahi 7 maa hai.
M chachi-7 .par hame to sirf aap dik rahi hai
Rani-chachi, aap bhi to meri maa ho, aur bua bhi to meri maa hai.
Neha bua-main to tume komal ki bahan hi maanti hu
Neeta bua-komal aur rani to bahano se jada gahara rista hai dono ka
C chachi-dono me tulna kar hi nahi sakte
R mummy-main to chahti hu ki rani komal jaisi ban jaye.
M chachi-shayad aap ulta bol rahi hai
Pooja bua-komal rani jaisi ban rahi hai.
R mummy-komal to heera hai ,aur rani....
Neha bua-lekin komal hai kaha wo dikai nahi de rahi
Komal-maa main yaha hu
Aur komal ne kitchen se hall me entry maar li.
Komal ke dress pe aata, sabji lagi huyi thi. Lagta hai komal khana banane me
madat kar rahi thi.
Komal kitchen se apne hant me pani ka tray lekar aa rahi thi.
R mummy-dekiye main aate bato me itni kho gayi ki pani ke liye puchna bhul
gayi.lekin komal beti ko yaad raha. Varna rani to yahi khadi hai.aur aap hai ki
rani ki tarif kar rahi thi.
C chachi-rani ke sath rahne se komal bahot badal gayi
Neeta bua-neha ye hamari komal hai ya komal ki hamsakal hai
Komal-Mousi main aapki komal hu. Lijiye juice pikar aaram kijiye
Pooja bua-komal badi ho rahi hai. Aise hamara naam banaye rakna
Aunty komal ki tarif kar rahi thi aur bua rani ki tarif kar rahi thi.
Aisa hi hota hai apni beti ko perfect banane ke liye dusaro ki tarif ki jati hai
Par komal ki tarif sunkar neha bua ka sar ucha ho gaya.
Har maa yahi chahti hai ki uski beti unka naam ucha kare. Aur komal ne aaj
kar diya.
Rani-bua main nasta lekar aati hu. Main ne aapke liye special banaya hai.
M chachi-kiske liye banaya hai.
Rani-Sorry sorry, seema chachi ke liye special nasta banaya hai.
Aur sabke chehare pe smile aa gayi. Seema chachi kaise na kaise karke sabko
hasa deti hai.
R mummy-aapke bareme jaisa suna tha vaisahi paya.
M chachi-abi to hame aaye kuch pal hi huye hai. Sham tak ek dusare ko jaan
lenge.
R mummy-ji bilkul, isi liye to ye davat raki hai.
Neha bua-main to aap se milne ke liye kabse komal ko bol rahi thi. Aaj acha
laga aap se milke
R mummy-aap se milke main bhi khush hu. Rani ne bataya ki aapne mele me
usko maa jaisa pyar diya. Wo to muzse jada aapki bat karti hai.
Neha bua-rani ke rup me muze ek aur beti mili hai.
Neeta bua-komal ye tum ne apna kya haal bana raka hai.
R mummy-ye dono to meri sunti nahi. Muze subha se kuch karne nahi diya
,sab kaam dono milke kar rahi hai.
B chachi-betiya badi ho jati hai to maa ko aaram karne dena ,unke sanskaro ka
asar hota hai. Varna aajkal to ladkiya rashoi ghar me pair nahi rakti.
C chachi-rani aur komal to apne bado ka samaan karne valo me se hai. Deko
kaise bhag doud kar rahi hai
R mummy-komal aaram se ,
Rani-seema chachi ye raha aapka special nasta.
Komal-maa ye samoshe main ne banaye hai
Neeta bua-pir to main ek aur lungi
B chachi-main bhi ek samosha lungi.
Neha bua ke khushi ka kohi tikana nahi tha.
Kavita-chalo leena ham vapas chalte hai
Leena-haa chalo
Raj-main bhi aapke sath chalunga.
Pooja bua-tum ko kya ho gaya.
Avi-bua ham kab se dek rahe ki hamari taraf kohi dyan hi nahi de raha.sab
komal aur rani ki bate kar rahe hai
R mummy-dyan to mehmano ka dena hota hai ye ghar to tumara hi hai. Kavita
leena aur Avi tum mehmaan nahi ho
Raj-par main to mehmaan hu aunty
R mummy-tum to khas mehmaan ho. Rani raj ka special dyan rakna. Shikayat
nahi aani chaiye raj ki.
Pooja bua-iski kohi jarurat nahi hai. Raj ye kya harkat hai
R mummy-nahi bahanji, raj to khas mehmaan hai aur khas mehmaan ke liye
ham ne naste me raj ki tara sweat se rasgulle banaya hai.
Raj-rasgulle ,didi jaldi ,
R mummy-rani inko tumare room me le jav .aur rasgulle dena taki raj sweat
sweat bate kare
Aur rani bacha gang ko apne room me le gayi. Aur unke Liye rasgulle lekar aa
gayi.
Neeta bua-didi raj ke to aaj maze honge
Pooja bua-kal raj muze tang karenga. Rasgulle ke liye
R mummy-main kuch rasgulle pack kar dungi
Pooja bua-nahi nahi. Iski kya jarurat hai
B chachi-bahanji bacho ke liye jaga ban jati to
Rani-chachi uska intzam kiya hai . Guest room me bacho ke khelne ka pura
intzam kiya.
C chachi-muze dika kya intazam kiya hai.
R mummy-rani
Chachi bacho ko lekar guest room me chali gayi.
Rani ne bacho ke liye bed pe safe jaga banake raki thi aur vaha khilone bhi
the.
C chachi-rani iski ka jarurat thi.
Rani-aap pahali bar mere ghar aayi hai. Main shikayat ka mokka nahi dena
chahti
C chachi-pahali bar me apni saas ko khush karna chahti hai
M chachi-main to khush hu
R mummy-kya bate ho rahi hai.
M chachi-rani ko hamesha ke liye apne ghar le jane ki planning ho rahi hai.
R mummy-aapki beti hai aap jab chahe tab lekar ja sakti hai
M chachi-ham to bahu banakar le jana chahte hai. Aur beti banakar rakna
chahte hai
R mummy-beti ,apne sasural me bahu ki jaga beti banke rahe yahi to har maa
chahti hai
C chachi-rani ko beti banane me hame khushi hogi
Neeta bua piche se aa gayi.
Neeta bua-kise khushi hogi
C chachi-hame aur kise, yaha aakar hame khushi huyi na.
Neeta bua-bat to sahi hai. Par ham yaha mehmaan ki jaga apna ghar samaj kar
aaye hai. To
C chachi-to pallu kamar ko baandh kar kaam me lag jate hai.
R mummy-aap bas aaram kijiye ,kaam ham kar lenge
M chachi-hamare yaha aisa nahi hota. Sabko kaam karna padta hai.
R mummy-lekin
Neeta bua-dekiye aap kaam karengi ham baite rahenge to bate kab karenge
C chachi-kaam karte huye bate karte hai.
M chachi-to chale rashoi ghar me
R mummy-aap mehmaan hai aur mehmaan se kaam karvana ,par mehmaano
ki bat ttalna bhi tik nahi hota.
Neeta bua-to chale
R mummy-chalte hai pae sumanji aur pooja ji kaam nahi karengi.
Neeta bua-hame paap thode karna hai ,jo hamare rahte wo kaam karengi
C chachi-wo bacho ke pass rukengi.
R mummy-aap sab bahot achi hai. Ek dusare se kitna pyar karti hai
Neeta bua-hame pyar karna shikaya gaya hai. Haina seema
M chachi-pyar se rahne se hamari takat badh jati haiye aisa hame bataya gaya
hai (shalini bhabhi)
R mummy-kis ki bat kar rahi hai aap
C chachi-pir kisi din bata denge. Chaliye pahale kaam karte hai
Aur suru ho gaya .hamare family me rani ki choti family ko add karne ki davat
Davat aisi ki jis se 2 family ek ho jaye.
______________________________
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi - by sandycruz - 23-11-2018, 02:08 PM



Users browsing this thread: 34 Guest(s)