03-02-2019, 06:08 PM
Kahin nahi beta yahin bahar hi tothi bas road tak gayi thi seema ko gadi chalana sikha rahi thi – main boli
To aap ne mujhe kyun nahi jagayamain bhi aap logon ke sath chalti – wo boli
Koi baat nahi dear aaap so rahithi is liye maine aap ko disturb nahi kiya ab kal aap bhi chaliyega – main boli
Tab tak seema chai banakar leaayi thi seema ke sath hum log chai peene lage
Din yunhi beet gaya Shaizan kemsg aa rahe the mujhe msg bhejna uski wajibat me
shamil tha raat ko jab main sone ke liye gayi to bed pe main unhi jungle walon ke bare
me hi soch rahi thi aurunki har harkat rah rah kar meri ankhon ke samne ghoom rahi thi
Tuesday 28 march 2006
Subah main roz ki hi tarah uthiaur apne daily work ke bad main chai bana hi rahi thi ki seema nazil ho gayi
Maine shahnaz ko jagaya is liyeki kal shahzadi naraz ho gayi thi aurmain nahi chahti
ki main uske baghair chali jaun aur aaj fir wo naraz ho
Shahnaz uth gayi uar thori der kebad hum log nikal gaye piche maidan me seema ne
chalayi aur kafi der tak uske sath main aur shahnazrahe fir hum log wapas aa gaye
Baki ka din yunhi ghuzar gaya dinab garam hone lage the aur shiddat se dhoop hone
lagi thi aur mujhe garmi me main bilkul ghr se bahar nahi nikalti thiis liye sara din ghar me hi beet gaya
Sham ko seema fir aa gayi thi main uthi aur shahnaz aur seema ke sath chhatpe chali
gayi aur kafi der hum log baithe rahe rat hum logon ne dinner kiya aur dinner ke badseema chali gayi.
Shahnaz apne room me sone chaligayi aur main apne room me aa gayi maine ek book le li aur parhne lagi
Kuch der ke bad mere mobile pemsg aaya maine dekha shaizan ka msg tha uske baad
kayi msg aur aye kuch msg pe maine reply diya wo batkarne ki request kar raha tha
lekin maine bat nahi kii mible off karke main firparhne lagi parhte parhte kafi waqt ghuzar gaya aur mujhe nind aane lagi
Maine book rakh di time dekha to2: baj rahe the main room se bahar aayi aur pani piya
firshahnaz ke room me gayi usko dekha wo so rahi thi bed ke bilkul kinare padi huithi
aur uski tange niche latak rahi thi aur chadar zamin pe padi hui thi Maine uskokhinch kar beech me kiya aur chadar usko urha dii
Kitni bekhabar so rahi hai – mainbarbarayi hamesha isi tarah sukoon sesoti rahe meri
bachchi ye kahte hue mainroom se bahar aa gayi aur room band kar liya
Fridge se pani ki bottle nikalkar main apne room me aa gayi bottle tabl pe rakh kar main
toilet chali gayi toiletse nikal kar main bed pea a gayi aur fir kuch soch kar main uth
gayi aur tahltihui lawn ki taraf ka door ke pas gayi door open kiya aur lawn me aa gayi
March ka month bas vida leta huanazar aa raha tha din bahut garam ho chuke the lekin
raat abhi bhi shabnami thilawn me aate hi khunk hawa mere mathe ka bosa lene lagi
Maine aasman ki taraf nazar uthakar dekha to kahkashaon me sitare apni bazm me
munawvar the main lawn metahalti hui garage room me aa gayi
Maine socha chalo udhar ki tarafdekhte hain aur ye sochte hue bina kisi aahat ke maine
halke se khirki me thorise daraz banayi aur jungle ki tarafdekhne lagi