03-02-2019, 06:07 PM
Us jagah ko dekh kar aisa lagtatha jaise kisi ki khas meharbani hai is par koi dekhbhal rakhta ho iski
Main jhariyon ke pas ki jagah peaakar wahan ko dekhne lagi sab kuch normal tha lekin fir bhi main us jagah kodekhti rahi
wahan ki zameen jo puritarah khushq thi aur name ka namo nishan na tha wahin par kuch pani ka bahao kanishan zameen par tha
Jo ki ek thore se daire me bahahua tha jiski wajah se khushq zamin par uska nishan
aaya hua tha kafi sochne kebad main is natije par pahunchi ki yahan jo log aate the wo
aaj kal bhi aa rahethe aur ye zamin par nishan kisi ke peshab karne ki wajah se the Jo
kisi janwar ki wajah se nahitha balki insane harkat ka ek namoona tha
yahi sochte hue main jhariyon ki taraf bhi dekhne lagi jhariyon ke andarki taraf mujhe kayi used condom pare hue dikhe
Hmmm to in logon ka silsila abhichal raha hai itne dino se – main apne aap se boli –
lekin ye log hain kaun yepata nahi chal paya main soch rahi thiaur sochte hue main
wahan se bahar ki taraf chal dii jhariyon se bahar aakarmain fir maidan me aa gayi
dekha seema meri taraf hi aa rahi thi mere pas aakarwo boli jee didi ab kya karun batao
Maine socha acha hua jo ye ustaraf nahi aayi
Ab kaisa lag raha hai koi dikkat– maine pucha
Nahi didi yahan to bahut ache sechalaya ab road ka pata nahi
Koi bat nahi road pe bhi chalanelagogi – main boli aur piche baithte hue boli ab chalo yahan se
Wo chalati hui maidan se bahar kitaraf chali bahut ache se chala rahi thi lekin jaise ho
road pe aayi fir uskehath jaise kanpe aur gadi lahrane lagi
Maine kaha dhyan se chalao aunikalo yahan se wo bahut halke halke darti hui hanfti kanpti ghar tak aayi
Ghar ke andar pahunch kar maineus se kaha bas 2 din me tum bahut achi tarah chalane lagogi
Lekin didi main road pe bahut darrahi thi – seema boli
Koi baat nahi abhi thora darlagega lekin kuch hi din me tum achi rider ban jaogi meri
baat pe wo hansnelagi aur main lounge ka door open karte hue andar pahunchi andar
jate hi dekha ki shahnaz table pe beechme palti mare hue baithi thi
usne lowerke upar sirf samiz pahni hui thi wo humlogon ko lagatar ghoor kar dekhe ja rahi thi aur kuch nahi bol rahi thi
Aap uth gayi rani – main us seboli
Lekin wo bina jawab diye hi mujheghoor rahi thi jaise ki main insane na hokar khuda ki koi dusri makhlook hunjis ko usne aaj pahle kabhi dekha bhi na ho
Main samajh gayi ki meri pyarigudiya mujh se naraz hai wo uth gayi aur main ghar me nahi thi is wajah se ranika mood off tha
Kya hua aise kya dekh rahi ho –main us ke pas baith kar uske gale me bahen dalti hui boli
Kahan chali gayi thi aap mujhechor kar wo kisi beil ki tarah mujh se lipatti hui boli