06-01-2020, 02:30 PM
ye ek choti si tamil kahani hai , jo kisi ne english mein translate ki thi , mai use hindi mein pesh kar raha hun.)
Ye baat tab ki hai jab mai 19 saal ka tha. Mera Chennai ke ek bahut acche college mein admission ho gaya tha , lekin wahan mera koi friend nahi tha. Khuskismati se meri didi , jiski 2 saal pehle shadi ho chuki thi , un dino Chennai mein hi thi. Mai apni didi se bahut pyar karta tha. Waise umra mein wo mujhse 6 saal badi thi. Hum sath sath khela karte the aur wo jahan bhi jati thi mujhe bhi apne sath hi le jati thi.
Mai Chennai mein uske ghar pahuncha to wo mera intzar kar rahi thi kyunki pitaji ne phone karke use mere aane ki khabar de di thi. Mujhe dekhkar wo bahut khush hui aur usne mujhe apne alingan mein bhar liya. Phir wo mujhe andar le gayi. Wo do kamre wala chota sa ghar tha.

जिंदगी की राहों में रंजो गम के मेले हैं.
भीड़ है क़यामत की फिर भी हम अकेले हैं.