flashback 832 !
pooja neha neeta ne uske sapne ko thod diye
chhotu ne bhi usko bura kaha
jaysingh ko samajne vala kohi nahi tha
uski tara kohi sochne vala nahi tha
jaysingh puri tara se bikar gaya tha
ab wo yaha kaise rahta
yaha to usko kisi ko fikar hi nahi hai
usne pooja ke bhale ka socha par yaha to sab ulta ho gaya
pitaji ne bhi jaysingh ko thappad maar diya
itni pyar karne vali maa ki najaro se utar gaya ga jaysingh
jaysingh ka rasta galat tha ki nahi ye usko batane vala kohi nahi tha
jaysingh kuch bhi to galat nahi kiya
haa wo thoda guasse me aakar kuch bhi bol gaya par itna to hota hi hai
jaysingh yaha rukenga to kis ke liye
jaysingh ka dimag kah raha tha ki yaha se vapas shahar3 chalte hai
jaysingh ka dil kah raha tha ki ye hamare apne hai
apno me aisi bate to hoti rahti hai iska ye matlab nahi hai rista hi thod diya
jaye
jaysingh apne dil aur dimag ke bich me fas chuka tha
ager wo yaha se vapas chala gaya to kya honga
shahar3 me hamesha ke liye rah payenge
wo apne bache huye sapne ko pura kar payenga
ek aazad panchi ban jayenga
pitaji ki tension khatam ho jayengi
par yaha se jane ke drwaback bhi the
jaysingh chala gaya to log kya kahenge
shadi me bade bete ko naa dek kar log kya kahenge
pooja ke sasural valo ko lagenga ki pooja ki family achi nahi hai
pooja ko ye taana mara jayenga ki uska bhai shadi me nahi aaya tha
badd bete ke hote huye pitaji kaam karenge ye kaisa dikenga
jaysingh ko jo karna tha wo soch samaj kar karna tha
wo pahale itna bhara bhula kah kar sabki najro me utar gaya tha
ab aur wo aisa kuch nahi karna chahta ki uski shakal dekna bhinkohi passnd
na kare
jaysingh ne rukne ka faisala kiya
pitaji ko lagi ki jaysingh vapas chala jayenga
maa jaysingh pe guass to huyi par unko dar lag raha tha ki jaysingh guasse
me ghar chhod kar gaya to
pooja apne bade bhai ke bina shadi kaise karengi
neha neeta shadi ke mahol me royengi to kya acha lagenga
chhotu tayyar tha shadi ko apne kanfo pe utane ko
saghai me kaam karke usne itni tarif jo suni thi
par hua sabki soch ke ulta
jaysingh bhi tak khud ko bhula nahi tha
wo tha to yogendrasingh ka beta
yogendrasingh ka beta khel ke maidan se bhag nahi sakta
apni jimmedari se dur nahi bhag sakta
usko sab kaisa bhi samaj le par wo vaisa nahi tha
wo apne family ki ijajat ko kuch hone nahi de sakta
jaysingh apne bag lekar store room me chala gaya
baki kamre to book the
chhotu ko bhi ab hall me sona honga kyu ki pooja didi ki shadi jo thi
jaysingh store room me chala gaya
pitaji aur maa jaysingh ko dekte rah gaye
itna kuch ho jane ke bad to jaysingh ko vapas jana chaiye tha
par jaysingh chup chap store room me chala gaya
jaysingh ne store room me jate khud ko band kar liya
door band hote jaysingh itna roya ki wo apne sare aasu khatam kar dena
chahta ho
baki sab bhi chup chap apne apne kamre me chale gaye
jaise kisi ki death huyi ho aur sab usi dukh se bahar nikalane ke liye akela
rahne chahte ho
pitaji ko neha nerta ki bate sunkar garv mahsus hua ki unki betiya jaysingh
jaisi nahi hai
neha neeta achi bachi ki tara apni pooja didi ke sath unke kamre me gayi
neha neeta jitni masti karti thi utni hi wo samajdar thi
neha neeta ab bachi nahi rahi ye sabko pata chal gaya
kab kaha kaise rahna hai kya bolna hai unko pata tha
neha neeta ko pata tha ki ye wakt pooja didi ke liye thoda mushkil honga , is
liye wo apni didi ke sath rah kar usko himmat de rahi thi
chhotu to bahar chala gaya apne dosto se milne
chhotu bhi kamal ka ladka tha
uske 2 dost the
ek ki shadi ho gayi thi , dusara sarpanch ka beta us se bada tha ,
chhotu unke sath khub masti karta rha
aur bahot kuch shik raha tha
pura din us ghar me sanata raha
na kisi ne khana khaya aur na kisi ne kuch ek dusre se bat ki
maa ka bhi bahot bura haal tha
apne jaan se pyare bete pe guass karke bas roye ja rahi thi

pitaji chaire pe baite kar family ke future ke bareme soch rahe the
aise me neha neeta pir se aage aayi
din bhar to khana nahi khaya to chal jayenga
par raat me khana to padenga
neha neeta ne rashoi ghar ne jaker khana bana liya
.chhotu to khana bante khane laga
chhotu jaisa hona chaiye , kohi kuch bhi kahe , khane pe khabi guass bahi
nikalna ,
neha neeta ne sabke liye ek ek plate bana di
pooja ne to khane se maana kiya
par neha neeta ko pata tha ki pooja didi ko khana kaise khilana hai
neha - neeta pata hai jijaji ne muze bataya ki unko bhendi ki sabji bahot
pasand hai ,
neeta- acha
neha - haa , aur kaha ki ager pooja didi bhendi ki sabji khayengi to wo bhi
bhendi ki tara achi figure vali ban jayengi pir to jijaji pooja didi ko jada pyar
karenge
neha neeta ne jijaji ki bato se pooja didi ko khana khila diya
pir neha neeta pitaji aur maa ke pass gayi
neha pitaji ke pass khana lekar gayi
neha - pitaji aapne subha se kuch nahi khaya , kuch kha lijiye
pitaji - tum kha lo ,muze bhuk nahi hai
neha - jab tak aap nahi khayenge tab tak main bhi nahi khaungi ye aapko pata
hai
pitaji- tu kha le
neha - ek nivala aap kha lo pir main bhi kha lungi
pitaji- tune khana khaya to mera pet bhar jayenga, jav tum kha lo
neha - aaj to main bhi kuch nahi khaungi , subha se kuch nahi khaya hai abi
bhi nahi khaungi , raat bhar pet pakad kar so jaungi
pitaji- tune kuch nahi khaya
neha - aapke bina muze khana jahar jaisa lagta hai
aur neha ne ek nivala pitaji ke samne le gayi
neha - pitaji kha lo na
neha ki bat sunte pitaji ke ankhoino me pani aa gaya aur pitaji khana khane
lage
neha pe apne tarike se pitaji ko khana khilaya
neha ne apne pitaji ko ek maa bete jaise khana khilaya
ab bari thi maa ki
neeta maa se bat kar rahi thi par kohi faiyada nahi hua
maa thi ki bas gumsum si baiti thi
neha - neeta chhotu kaha hai usne khana nahi khaya hai
neeta - chhotu to bed par let kar ro raha hai
neha - ro raha hai kyu
neeta - chhotu ko bhuk lagi hai
neha - khana to diya tha na chhotu ko pir
neeta- chhotu kah raha tha ki jab tak maa nahi khayengi wo bhi khana nahi
khayenga
neha - pir to maa ko khana khana honga
neeta- maa chottu ke liye khana kha lo
maaji- main teri maa hu muzse zut bolke tuze kuch nahi milenga
neha - maa kha lo na khana
maaji- apne bhaiya ko diya hai
neha - wo store room me band hai
maaji-ja pahale jay ko khana khila
neeta- bhaiya ne aapko itna kuch kaha aur aap bhaiya ke bareme soch rahi hai
masji- tu bahi samjengi , jab tu maa banegi tab samaj jayengi
neha - maa main khila dungi bhaiya ko khana ,neeta maa ki plate de muze
neeta- maa ke liye dusari plate lati hu main
neha - maa main bhaiya ko khana khiilalati lati hu aap bhi khana kha lo
maaji- neha neeta tum choti ho kar kitni samajdar ho , aisi hi rahna
aur neha jaysingh ke pass chali gayi
______________________________
Flashback 832J
neha jaysingh ke pass chali gayi
.subha se jaysingh store room me band tha
neha ko pata tha ki ye door kholna aasan nahi hai
neha bhi apni masti se bahot kuch shikh gayi thi
neha store room ke door ke pass aa gayi
neha - bhaiya jaldi door kholo maa ki chhati (chest) me dukh raha hai , bhaiya
aur neha ne idar udar bhagne ki aawaz ki
neha - neeta pitaji kaha jaa rahe hai
neeta- vaidya ko bhulane gaye hai
itna sunte jaysingh ne door khola
jaysingh- kaha hai maa
neha - hatiye , muze undar aane dijiiye
jaysingh- kya hua maa ko
neha - maa ko kuch nahi hua ager aap kuch kayenge nahi to aapko kuch ho
jayenga
jaysingh- tuze kuch akal hai , main kitna dar gaya tha
neha - aapke paas akal hoti to meri bato me nahi aate
jaysingh - aisa mazak nahi karte ager kisi di sach me maa bimar ho gayi to
kohi madat karne nahi aayenga
neha - aap aayenge itna muze pata hai
jaysingh - itna yakin hai muzpe
neha - aap.mere bhaiya ho ,aapko main ache se janti hu
jaysingh - acha , pir apne bhaiya ka sath kyu nahi diya
neha - bhaiya aap se bade pitaji hai
jaysingh - to tu galat ka sath dengi
neha - pitaji galat nahi the , abi ham maa ke pass gaye to pata hai maa ne kya
kaha pahale bhaiya ko khana khila do pir wo khayengi , hamne pucha ki
bhaiya ne to galat kiya pir bhi aap aisa bol rahi ho to pata hai maa ne kya kaha
, maa ne kaha ki tu jab maa banegi tab samajengi , yahi bat aap pe bhi lagu
hoti hai aap jab pita banage tab aap pitaji ko samajoge
jaysingh - muze to pata hi nahi tha ki tu itni samajdar ho gayi hai
neha - bhaiya aapki bato se to lagta hai ki aap ko kuch farak hi nahi pada
jaysingh - muze kaisa lag raha hai ye tum bhi nahi samaj sakti , aur main kitna
bhi dusaro pe guass karu par hu to is ghar beta na
neha - muzpe bhi guass kiya to
jaysingh - to samaj lena ki tumara bhai khud ko bhul gaya hai
neha - aisa hone mat dena bhaiya
jaysingh - kabhi nahi hone dunga
neha - bhaiya aapne acha kiya jo aap yaha se vapas nahi gaye
jaysingh - kaise jata pagli mere bina tu shadi me masti kaise karti , mere bina
pooja shadi kaise karti
neha - par bhaiya aapko pitaji ko aisa nahi bolna chaiye tha
jaysingh - dek muze abi bhi lagta hai pitaji ne galti ki hai
neha - ager kal aap pooja didi ka chehara dekte to aisa bikul hi nahi kahte , itni
khush thi jaise jannat mil gayi ho
jaysingh - sach
neha - haa
jaysingh - par ye sab hua kaise
neha - muze nahi pata , main to 2 din se mama ke ghar gayi huyi thi , neeta ke
sath , aur kal vapas aayi to deka ki pooja didi ki saghai ho rahi hai
jaysingh - tere liye bhi nahi ruke pitaji
neha - vahi to , iska matlab aap samaj lo ki pitaji ne itni jaldi faisala kyu liya
hai
jaysingh - matlab main galat hu
neha - bhaiya ke najariye aap sahi ho aur pita ke najariye se pitaji sahi hai
jaysingh - tu achi bate karne lagi hai
neha - aisa kuch nahi hai
jaysingh - teri shadi ham aisi nahi hone denge ,, sab se badiya karenge teri
shadi
neha - bas aap pitaji se pyar se rahna pir jo karna hai kar lena
jaysingh - ja ab tu bhi khana kha le
neha - aur aap
jaysingh - main bhi kha lunga , ja ab
neha - bhaiya
jaysingh - haa
neha- aapko.meri aur neeta ki bato ko bura to nahi laga
jaysingh- tumne kuch galat nahi kaha , hant ki paacho ungli alag hoti hai , na
main chhotu jaisa ban aakta hu aur na chhotu mere jaisa ban payenga , sabke
sapne alag hote hai sabki soch alag hoti hai ,
neha- pir bhi aapne aisa kyu kiya
jaysingh- main bada hu na to main ne apne sath tum sabke liye bhi kuch
sapne deke the , aur unke tutne se main conttol me nahi raha , aur ye bhul
gaya ki jaise pitaji ne mere liye kuch socha honga par main ne apne sapne
pure karne chaiye , vaise hi main ne tum sabke liye kuch socha tha par tumare
sapno ke bareme bhul gaya ,
jaysingh-pitaji ne apni soch ko khatam kiya aur mere sapne pure hone diye
par jab main pitaji ki jaga pe gaya aur tum sabke bareme socha to main ne
apni soch ko khatam nahi kiya aur tum sab pe apni soch dalni chai,
jaysingh-tumne sahi kaha tha ek bhai ki jaga main sahi tha aur pitaji ki jaga
pitaji sahi the , jab main pitaji ki jaga jaunga to main bhi vahi karta jo aaj pitaji
ne kiya hai apne bacho ki khushi ke bareme sochata
jaysingh- main galat tha , kyu ki aapko kisi aur ke liye sapne dekne ka adikar
hota hai , par wo pure karna unpe hota hai jiske liye sapne deke jate hai , aap
unpe dabav nahi daal sakte ,
jaysingh- pitaji ne mere liye socha honga ki main unka warish banunga , par
mere sapno ke liye pitaji ne apne sapne thod diye aur meri khushi ke bareme
socha , vaise aaj pooja ke liye bhi socha honga pitaji ,
jaysingh-chatmangni pat biya aisa suna tha aaj dek bhi liya ,ager ham pahali
najar me aisa soch lete hai ki ye mera janam janam ka sathi hai , to ek din me
saghai kyu nahi ho sakti , aaj tak hamne aisa deka nahi tha jis se hamko lagta
hai ye kaise ho sakta hai , par hone ko kuch bhi ho sakta hai ,karne ko kuch
bhi kiya ja sakta hai , kuch alag lagta hai to uska virod hota hai par bad me usi
ka sath dete hai ,
neha- bhaiya ye aap kya bol rahe hai
jaysingh- hamne kabhi aisa deka ki ,ek din me ladka deka aur saghai ho gayi ,
nahi , isi liye apne aap ham us bat ko maane ko tayyar nahi hote ,
neha- ye aap sahi kaha
jaysingh- hamne hamesha deka hai ki mandap me ek dulha aur ek dulhan hoti
hai , par pichale saal samuhik vivah hua tha , jaha par 50 couple the , pahale
sabi panchayat ne virod kiya , kyu ki choti aur uchi cast ki ek sath shadi ho
rahi thi par bad me sabne isko apna liya
neha- aapki bate badi badi hoti hai
jaysingh- tu bhi badi badi bate karne shik gayi hai
neha- aapko ek bat batana to bhul hi gayi
jaysingh- kya ?
neha - aapki khaber jab pitaji ne newspaper me deki thi na tab pure gaon me
laddu batte the , apne hanto se ghar ghar jakar meetai di thi , kitne khush the
pitaji ki aapki photo news paper me aayi thi , par dukh bhi tha ki aapne zut
kaha tha
neha ki bat sunkar jaysingh ko.zatka laga
oitaji ne use itna kuch ksha par usi bat oe khush hokar gaon me meetei di
aur jaysingh pir se apne khayalo me kho gaya
neha neeta ne apne pyar ke jadu se sabko khana khila diya
_____________________________
Flash back 832K
par jaysingh maa aud pitaji ke ankhoin me neend hi nahi aa rahi thi
jaysingh neha ki bate se soch me pad gaya tha
jaise jaysingh santh hua use samaj me aa gaya ki usne kya kiya
wo samaj gaya ki neha sahi thi
neha ki bate jaysingh ke dimag me ghum rahi thi
jab neha khana lekar aayi aur jaysingh ne neha se pucha ki wo uske sath
shahar3 chale
neha- bhaiya aap khana kha lena varna maa bhi bhuki rah jayengi
jaysingh- main khana kha lunga , vaise neha tu teacher banna chahti hai
neha- haa
jaysingh- doctor banogi
neha- nahi , muzse takleef deki nahi jati , main emtional ho jati hu aise me
main doctor ban gayi to ilaj kaise karungi
jaysingh- wo bad me shik lena
neha- nahi bhaiya , main to teacher hi banungi
jaysingh- acha to shahar3 chalogi , vaha tume main teacher bana dunga ,
neha- nahi bhaiya , main yahi rah kar teacher ban jaungi
jaysingh- shahar3 me ache ache college hai
neha- bhaiya main vahi rahna chati hu is gaon me
jaysingh- kyu
neha- kyu ki ye hamara gaon hai
Bada Bhola Bada Sada Bada Sachha
Hai,
aapke Shahar Se To Mera Gaanv
Achha Hai,
Wahan Main Mere Pita Ke Naam Se
Jani Jati Hu,
Aur Yahan Makan Number Se
Pahchani jati hu,
Wahan Fate Kapdo Mein Bhi Tan Ko
Dhanpa Jata Hai,
Yahan Khule Badan Par Tatu Chhapa
Jata Hai,
Yahan Kothi Hai Bangle Hain Aur
Kaar Hai,
Wahan Parivar Hai Aur Sanskaar
Hain,
Mat Samjho Kam Hamein Ke Hum
Gaanv Se Aaye Hain,
Tere Shahar Ke Bazaar Mere Gaanv
Ne Hi Sajaye Hain,
Wahan Ijjat Mein Sar, Sooraj Ki
Tarah Dhalte Hain,
Chal Aaj Hum Usi Gaanv Mein
Chalte Hain,
Usi Gaanv Mein Chalte Hain…
jaysingh- ye tumne likha hai
neha- nahi , news paper me pada tha
jaysingh- achi poem hai
neha- aap samaj gaye na
jaysingh- muze pta tha ki tum nahi aayogi shahar3 pir bhi main ne puch liya
neha- bhaiya , aap yaha aapna shahar3 kyu nahi basa lete
jaysingh- basa lunga ,
jaysingh neha ki bato ke bareme soch raha tha
maa aur pitaji bhi jaysingh ke bareme soch rahe the
teeno ek dusare ke bareme soch rahe the
pitaji aur maa me kohi bat nahi huyi
jaise maa guass ho pitaji se
pitaji ne bhi khud ko akela rakna tik samja
varna wo aise mood me haweli jaate hai
raat kafi ho chuki thi
pitaji sochte sochte so gaye
par maa ko jaysingh ki cinta sata rahi thi
achanak maa ko ek aahat sunai di
maa ko dar tha ki kahi jaysingh ulta sida na kar de
jawan khoon hai
is liye maa dekne aayi ki jaysingh kaha hai
maa ne deka store toom ka door khula hai
maa store room me gayi to vaha jaysingh nahi tha
maa ne main door ki taraf deka to wo under se band tha matlab jaysingh yahi
par hai
maa ko rashoi ghar se kuch jalne ki smell aa gayi
maa ne bina wakt gavaye rashoi ghar me pair rak diya
rashoi ghar me jaysingh kuch chize jala raha tha
maa- jay
jaysingh- maa ,
maa - ye kya kar rahe ho
jaysingh - kuch nahi maa , kuch chize jala raha hu
maaji - kaisi chize hai wo
jaysingh - ye jo book jal rahe haina wo neha neeta ke liye laya tha taki wo
doctor ban jaye
maaji - pir jala kyu rahe ho
jaysingh - ab ye kisi kaam ke nahi hai , pitaji ko mere sapne ache nahi lagte to
unko jala raha hu
maaji - aisa nahi hai , wo to khush hai
jaysingh - main unko aur khush kar raha hu , ye paper kya hai pata hai maa
maaji - kaise paper hai
jaysingh - pooja ko teacher banana chahta tha main , ye usi ka paper hai , par
uski to shadi ho rahi hai ab ye kis kaam ka ,
aur paper aag me daal diya
maaji - aisa kyu kar raha hai
jaysingh - ye chhotu ke liye book laya tha taki wo padai me tej ban jaye , raat
raat bhar jag kar main ne ye note banaye the , par ye bhi kisi kaam ke nahi hai
kyu ki pitaji chhotu ko shahar3 jane nahi denge
maaji - jay aisa mat kar
aur jaysingh ne wo notes bhi jala diye ,
maaji - aisa mat kar jay ,tu ab hosh me nahi hai
jaysingh - aaj hosh me aaya hu maa
maaji - aisi bat mat kar
jaysingh - maa muze maf karna , mera tumara dil dukane ka kohi irada nahi tha
, muze bas pooja ki fikar ho rahi thi

maaji - pata hai muze , tere jaisa bhai pooja ko mila hai, pooja kismat vali hai
jaysingh - muze itni achi bahane mili hai main kismat vala hu
maaji - tu in sab chizo ko kyu jala raha hai
jaysingh - kyu ki ye chize muze yaad dilayenge ki mere sapne tut gaye hai is
liye jala raha hu
maaji - jay , tu apne pitaji ko samajne ki kosish kar
jaysingh - unka samjna mushkil hai maa , is liye inko jala raha hu
maaji - tu is se kuch sabit nahi kar payenga
jaysingh - main bas aapka pyar vapas panna chahata hu , ye sapne uske
samne kuch nahi hai
maaji - tere sapne kya hai wo to bata
jaysingh - mere sapne , jane do unko to jalna hai
maaji - aisa mat bol tune unke liye bahot mehnat ki hai
jaysingh - wo mehnat kis kaam ki jo pitaji ki khush na rak paye
maaji - tere pitaji tere liye khush hai
jaysingh - neha ne bataya muze
maaji - tu kyu jala raha hai paper
jaysingh - maa pata hai ye file me kya hai
maaji - kya
jaysingh - ye hai mera sapna hai , mera sapna is file me band hai
maaji - jay ruk ja
jaysingh - inko jalne do maa ,
maaji jaysingh ke pass gayi jaysingh ko rok ne ke liye
par tab tak jaysingh ne us file ko aag me daal diya
aur rashoi ghar se bahar chala gaya
jaysingh ne apne sapne ko jala diya
.aur store room me jaker rone laga
.
jaysingh ne aisa kyu kiya
jaysingh ne jo mehnat ki wo aaj jal kar raak ho gayi
pooja ko teacher banana , neha neeta ko doctor banana , chhotu ko collector
banana , sab kuch jal ke raak ho gaya
pata nahi ab jaysingh kya karenga
kis liye jiyenga jaysingh
na kohi aim na kohi sapna ,
jaysingh karna kya chahta tha
wo to kal subha pata chalenga