Thread Rating:
  • 13 Vote(s) - 3.15 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi
Chapter 813 E
chachi ne biwi friend aur GF ban kar muze manaa kar dek liya
girlfriend ban kar chachi ne har tara se try kiya
pahale pyar se try kiya pir hasi mazak karke try kiya
melody vale se pareshan kiya
melody vala powerfull step tha par ager chachi aur try karti to main haar jata
par chachi ki melody bhi fail ho gayi
aur last me chachi ek girl frirnd ki tara muzse dur chali gayi ,
sapne me bhi nahi aaungi
rani ki yaad dila gayi chachi
rani bhi sapne me pyar karne ki bat karti hai
ab dekta hu ki chachi kya bankar muze manaati hai
is bar jarur chachi kohi bhramstra istmaal karengi
lekin ab to bahot der ho gayi
kahi chachi sach me to apne kamre me chali gayi
main bed se utar kar khada ho gaya
jaise main door ki taraf jane vala tha to chachi kamre me aa gayi
aur main vapas bed pe baite gaya
chachi sari pahan kar aa gayi
C chachi- beta so gaye
Avi-(chachi maa ban gayi , mara matlab hai ki chachi maa ka character play
kar rahi hai )
C chachi- beta aise bhuke pet nahi sote , maa ki batoo ka bura nahi maante
Avi-aap abi tak soyi nahi
C chachi- bete ke soye bina maa ko neend kaise aa sakti hai
Avi-aap jaiye yaha se muze akela chhod do
C chachi- tumare papa zinda hote to wo tumse bat karte par maa aur papa ki
jimmedari muze nibani pad rahi hai
Avi-kya kaha
C chachi-jab teri maa aur papa tume chhod kar chale gaye tab tumne to jine ki
umid hi chhod di thi
Avi-( chachi to mere maa aur papa ki bat kar rahi )
Avi-(mere maa aur papa ki accident ke bad main to jinda lash ban gaya tha ,
hasna rona bhul gaya tha )
C chachi- tuze bed par pada hua dek kar tumare dadaji to tut gaye the , suman
didi ko to bas teri fikar rahti thi
Avi-(chachi to purani bato ko bata rahi hai )
C chachi- tumare dadaji to tume aise dek kar khud ko sambal nahi paye aur
unko heart attack aa gaya ,
Avi-chachi
C chachi- tumare dadaji ne tumari jimmedari muze di hai , tume unke jaisa
bana du
Avi-chachi ye aap bol kya rahi
C chachi- suman aur neha to din raat tere pass rahte thi , main to nayi nayi is
ghar ne aayi thi , muze to khud ko is ghar me adjust karne se pahale teri
jimmedari mil gayi , teri maa ban gayi
Avi-chachi
chachi pe to mere bato ka kohi asar nahi ho raha tha
wo bas bole ja rahi thi
C chachi- komal ke rup me BHAGVAN ne aaker tume hosh me laya tha , pata
nahi komal ne kya jadu kiya , aur uski ek aawaz se tum hosh me aa gaye , lash
se jinda ho gaye ,
C chachi- teri jimmedari kaise nibau ye soch rahi thi ki ek din tu komal.ki
aawaz sunkar hosh me aa gaya , us din ham sabke liye diwali ho gayi khushi
tere rup me vapas is ghar me aa gayi , tere muh se maa word sunte ham to us
din ko diwali ki tara celebrate karne lage the
Avi-chachi hosh me aav ,
C chachi- uske bad hame laga ki tu pir se normal tarike se jina suru kar denga
, par aisa nahi hua , tu hosh me to aa gaya par bhid me bhi akele rahne laga
Avi-chachi aalki bato se muze dar lag raha hai
C chachi- tu to ghumsum sa rah kar ji raha tha par tere aise rahne se ham har
din mar rahi thi , tuze akela dekte to ham khud ko akela samajti thi , tu rota to
aasu hamare nikal jate the
Avi-chachi bas bhi karo
C chachi- tere khush rahne ke liye hamne kya kuch nahi kiya , par tum ne jine
ki umid hi chhod di thi
Avi-chachi chup ho jav
C chachi- tere liye dadaji ko aasharam me le gaye taki tu unko dek kar roye na
, tuze jo chaiye wo diya , is ghar ko thod kar tere liye shahar jaisa ye kamra
bana diya
Avi-chachi
C chachi- par tuz me kohi change nahi aaya
Avi-chachi main aap pe guass nahi hu please chup ho jav
C chachi- suman didi upaas rakti , mandir me puja karti , naye naye vaidya ko
dikaya par tu to apne maa aur papa ke yaad karke ji raha tha
Avi-chachi aap meri maa ho
C chachi- lekin us madam ne pir se tum me nayi jaan fuk di
C chachi- us madam se milane ke bad main ne ek naye Avi ko deka , aise Avi
ko jaisa tumare dadaji dekna chahte the
C chachi- tume pir se hasta kheta huya dek kar aisa laga ki us madam ke pair
pakad kar sukariya kahu
C chachi- naye Avi ka janam jis din hua us din se hamare ghar me khusiyo ne
aana suru kiya , ham maa ban gayi , ghar me pir se bacho ki kilkilari sunne ko
mili
chachi ki bate sunkar main ro raha tha
C chachi- pir se tumari bua ke chehare pe khushi dekne ko mili tumare vajase
,
C chachi- pir se tum ne ghar ko ek naye daage se jod diya
C chachi- jiski kalpna bhi tumare dadaji ne nahi ki wo sab hame tumare vajase
mila ,
C chachi- hame apne bete ne pir se maa bana diya ,
Avi-chachi
C chachi- ham to aaj bhi tume apna bada beta maante hai , amit se jada tuze
pyar karti hu , suman didi sumit se jada tuze pyar karti hai , seema chachi ke
liye tu unka beta hai , pooja didi ke liye tune jo kiya us se wo raj se jada pyar
tume karne lagi hai , neeta ki madat karke tune to bata diya ki past repeat nahi
honga
Avi-chachi
C chachi- neha jo tumare bareme soch rahi thi us ke tum opposite ban gaye ,
C chachi- tum ham sab ke liye sab kuch ho ,
C chachi- hamse tum nahi ho tumse ham hai
C chachi- tum nahi ho to ham bhi nahi rahenge
C chachi- tuze kuch ho jata to ham kya zinda rahte
C chachi- tere ankhoin me aasu aate hai to dard hame hota hai to tere gardan
pe chaku dek kar ek maa ko kaisa laga honga
C chachi- teri chachi se pahale ham teri maa hai ,
C chachi- tuze kho dene ke bareme soch bhi nahi sakte
C chachi- aur tu apne gardan pe chaku rak kar marne ki bat kar rahe the
Avi-chachi
C chachi- tune aisa karne ka socha bhi kaise , tere aisa karne pe muze guass
to aayenga na , pir bhi tuze manaa rahi hu
Avi-chachi galti meri hai , muze maf kar do
C chachi- dubara aisa kabhi mat karna
Avi-kabhi nahi karunga ,
aur main ne chachi ko gale laga liya
C chachi- Avi hamne bahot kuch dard zele hai tere liye , hame aur dard mat
dena
Avi-nahi dunga
C chachi- tere bina to ham jine ka soch bhi nahi sakte
Avi-main bhi aapke bina kaise ji sakta hu
C chachi- tune aaj rulaya hai pir mat rulana muze
Avi-nahi rulaunga
C chachi- akele chhod ne ki bat mat karna
Avi-kabhi nahi karunga
Avi-chachi aap ne jo kaha wo kya sach hai
C chachi- tuze kya lagta hai
Avi-aadi bate to muze pata hai baki ki bate
C chachi- sab sach hai
Avi-dadaji ko mere vajase heart attack aaya tha
C chachi- (pir se nahi , bhavanayo me bah kar jo na batana tha wo bata diya )
Avi-chachi kya dadaji ko heart attack mere vajase aaya hai
C chachi- nahi re , tumare mata pita ke accident se tumare dadaji ko ek attack
aa chuka tha
Avi-pir unki halat aise kyu huyi
C chachi- pir teri halat , tuze dek kar unko pir se aatack aaya
Avi-par dadaji ki aisi halat mere vajase huyi na
C chachi- aisa nahi hai , abi tuze kya batau , aaj nahi kisi aur din bata dungi
Avi-kab
C chachi- main soch rahi hu ki ham dadaji se milne jaye , tab batau to kaisa
rahenga
Avi-ye to badiya rahenga
C chachi- to usi din bata dungi dadaji ke bareme
Avi-ji
C chachi- ab aaj ki bat ko yahi khatam karte hai
Avi-meetti dalte hai is bat pe
C chachi- ye huyi na bat , purani bato me meeti dalo
C chachi- vaise Avi tu sach me ruta hua tha ki natak kar raha tha
Avi-aapko kya lagta hai
C chachi- itne ache offer chhod diya muze ye lagta hai sach me tum guass the
Avi-haa main guass tha
C chachi- par kya tuze thodi bhi apni chachi pe daya nahi aayi
Avi-aayi thi par aap itni acha manaa rahi thi ki main bich me tokta kyu
C chachi- meri jaan ja rahi thi ki tera guass kam.nahi hua to kya honga
aur tu maza ke raha tha
Avi- jaan to meri bhi ja rahi thi
C chachi-jane de par tune to mobile thod diya
Avi-mera 1st mobile tha wo
c chachi-ab muh chota mat kar. mobile naya le lena
Avi-dekta hu iska kuch hota hai ki nahi , 1st mobile tha
c chachi-bina vaja thod diya.
Avi-naya to le lunga par ye mazak muze pe bhari pad gaya mera mobile tut
gaya .
c chachi-kaan pakdti hu dubara aisa mazak nahi karungi
Avi-aap muzpe guass ho
c chachi-nahi hu
Avi-aap guass ho,
c chachi-kaha na nahi hu
Avi-aap guass ho
c chachi-tu aise nahi maanega.
aur choti chachi ne muze kiss karke apna pyar karna suru kiya
pyar karke chachi ne sorry kaha aur mafi bhi maangi aur muze maf bhi kar
diya
c chachi-ab so ja
Avi-so jau
c chachi-rani ko call karke so jana.
Choti chachi ne mere sath mazak kiya aur main ne unke sath jo kiya us se bat
aur badh gayi
Par is mazak se pata to chala ki ham kitna pyar karte hai
Socha tha ki chachi ke sath thodi masti karunga. Par is mazak ke chakkar me
chachi ne muze wo sab bata diya jo unke sath mere vajse hua hai , unke bure
din ke bareme sunkar meri anhkoin me pani aa gaya
chachi ne finally sab tik kar diya
par Chachi video deke bina chali gayi.
Mazak me hi sahi par chachi ko pata to chala ki main unke liye kya kar sakta
gu
Acha hua jada drama nahi kiya varna mera mazak muz par bhari padta.
Agar mera dek kar chachi khud ko kuch kar baiti thi to
Chachi ke bina main ji nahi sakta. Meri family ke bina main ji nahi sakta.
Main dubara aisa kuch nahi karunga jis se chachi ko bura lagenga.
______________________________
Anyone who has never made a mistake has never tried anything new
Chapter 814
Chapter 814
Choti chachi ne mere sath mazak kiya aur pir jis tara muze manaya us se main
sab kuch bhul gaya
Par is mazak se pata to chala ki ham kitna pyar karte hai ek duasre ke sath
chachi ne Socha tha ki mere sath mazak karke thodi masti karengi . Par is
mazak ke chakkar me sab fail ho gaya.
Chachi video deke bina chali gayi.
Mazak me hi sahi par chachi ko pata to chala ki main unke liye kya kar sakta
hu
Acha hua jada drama nahi kiya varna mazak ham par bhari padta.
Agar mera dek kar chachi khud ko kuch kar baiti thi to
Chachi ke bina main ji nahi sakta. Meri family ke bina main ji nahi sakta.
Main dubara aisa mazak nahi karunga jis se chachi ko bura lagenga
Par in sab me rani
Rani
Rani ko to main bhul gaya.
Mobile , mobile kaha hai.
Muze mobile nahi fekna chaiye tha.
Main mobile ke part dundne laga. Rani ko call jo karna tha.
chachi ke manaane ke chakker me rani ko to bhul hi gaya
par chachi ne jate jate muze rani ko phone karne ki bat karke muze yaad dilaya
ki main kya bhul gaya hu
chachi mera kitna dyan rakti hai
main mobile ke part dudne laga
mobile ek part me milenga ya tukdo me muze nahi pata , lekin jis tara feka tha
us se lag raha hai ki tukde ho gaye honge
mobile ka imp part mil gaya ,par ye kya mobile ki screan crack ho gayi.
Mobile to gaya kaam se,
Main battery ko dundne laga.battery bhi mil gayi.
Bas ab mobile suru ho jaye, varna rani muzpe bahot guass hogi.
chachi ka mobile bhi nahi maang liya varna us se call karta
BHAGVAN is bar meri sun lo ,mobile suru ho jaye.
Aur BHAGVAN ne meri sun li. Mobile start ho gaya.
Screan kharab ho chuki thi jis se main ne sirf rani ko call karna sahi samaja.
Agar kuch aur kiya mobile kharab ho gaya to
Main ne rani ko call kiya.
Puri 10 ring gayi par phone nahi utaya.
Pir se phone kiya pir se rani ne phone nahi utaya.
Lagta hai rani guasse me hai.
guass kyu na ho uska call nahi utaya aur reply itne der bad kar raha tha
rani jaag rahi hai ye muze pata hai
wo mere call ka intzar kar rahi hai par der se call karne se wo thodi guasse me
hai
rani se bat nahi ki to wo puri raat so nahi payengi ,bas roti rahengi ,aur main
rani ko rota hua nahi dek sakta
Aunty ko call karta hu. Main ne rani ki mummy ko call kiya.
itni raat me aunty ko call karke unki neend kharab karna tik nahi lag raha tha
par aisa nahi kiya to rani se bat nahi kar paunga aur rani puri raat jaagti
rahengi
aunty ne bhi pahale call nshi utya shayad so rahi hongi
par next time call karte rani ke mummy ne phone uta liya
Avi-hello aunty
R mummy-hello ,Avi itni raat ko call kyu kiya
Avi-aunty sorry distrub karne ke liye ,main rani ko call kar raha tha par wo uta
nahi rahi.
R mummy-rani ne tumara phone nahi utaya ,zagda hua kya
Avi-main ne uska phone cut kiya is liye guass ho gayi,
R mummy-main rani se bat karti.
aunty muzse bat karte huye rani ke pass chali gayi
R mummy-rani, Avi se bat karo
rani-muze nahi karni bat ,main so rahi hu
R mummy - rani ye kya bat huyi
rani- muze neend aa rahi hai
R mummy - bat nahi karna to sidhe sidhe bol dena chaiye , ye kya tarika hai ,
rani-aap jaiye yaha se
Avi-aunty phone ka speaker on karna
R mummy-kar diya ab tum hi bat karo
Avi-Rani, ye nahi puchogi ki main ne phone kyu cut kiya, main hi bata deta hu
, tum mere liye kya ho ye tume bhi pata hai. agar main tumara phone cut kar
raha hu to socho tumse jada main kise pyar karta hu. apni chachi ko ,meri
chachi meri maa hai. aur main unke sath bat kar raha tha. aise me main tumse
kaise bat karta,maa ki jaga kohi nahi le sakta ,tum bhi nahi,
aur ye bina vaja ka guass ,choti choti chizo pe guass hona,meri rani aisi nahi
thi. meri rani to samadar thi. lagta hai wo rani kahi ghum hoti ja rahi hai.
aunty meri rani kaha gayi. kahi aapne tour pe jakar badal to nahi diya meri
pyari rani ko ,muze to vahi purani vali rani pasand hai.jo smart bate karti hai ,
usko kuch batane ki jarurat nahi padti , mere dhadakno se sab kuch samaj jati
hai ,wo rani muze chaiye , aunty kya meri rani muze milengi, kya wo muzse bat
karengi
meri bat khatam hote rani rone lagi.
Avi-aunty lagta hai meri rani muze mil gayi. lekin rani ka rona muze bilkul
pasand nahi hai. wo roti huyi bandariya dikti hai.
rani bed se ut kar apni mummy se pass gayi aur phone apne hant me liya
rani-bandariya lagti hu tume main
Avi-aur nahi to kya ,roti huye tum bandariya dikti ho
Rani-mummy aap jaiye main Avi se bat kar lungi
R mummy-rani aisi choti bato pe guass nahi karte, vaise Avi tik kah raha hai tu
rote huye bandariya lagti ho
Avi-lo aunty ne bhi bol diya
Rani-mummy
R Mummy-ja rahi hu. jada lambi bate mat karna . jaldi so jana
aunty ke jate rani mafi maangne lagi.
Rani-sorry
Avi-sorry dear ,main ne tumara phone nahi utaya.
Rani-galti meri hai muze samajna chaiye tha ki kuch vaja hogi tabi phone nahi
utaya.
Avi-main chachi ke sath tha
Rani-jane do ,us bat ko bhul jate hai
Avi- par tum itni si bat pe rut gayi thi
Rani-muze tumse ek jaruri bat karni thi , par tumne phone cut kar diya
Avi- kya bat karni thi aur guass kyu aa gaya mere sonaa ko
Rani-aise hi ,
Avi- bat kuch aur hai , main ne to massage bhi kar diya tha
Rani-mood off tha mera
Avi-tumare mood off hone se pata hai kya hua
Rani-kya ?
Avi-tumne mera phone nahi utaya to pata hai main ne kya kiya,
Rani-kya kiya
Avi-apna mobile thod diya
Rani-kuch bhi
Avi-kal khud dek lena.
Rani-mobile thod diya
Avi- aur nahi to kya , meri rani mere vajase rut gayi to muze khud pe guass aa
gaya
Rani-main bhi na ,
Avi- jane do mobile tut gaya to tut gaya tumse bat karne ko to mil gaya
Rani-itna bura laga, main bhi na, mere vajase tumara mobile tut gaya.
Avi-aur nahi to kya,
Rani-muze pata nahi tha ki tume itna bura lagena. sorry ,
Avi-jane do ,vaise bhi wo purana ho gaya tha.
Rani-1 saal pahale to liya tha. main idiot hu .mere galti se tumara phone tut
gaya.
Avi-tum tension mat lo ,kaho kaise yaad kiya tha
Rani-tumara mobile
Avi-main phone rak dunga agar pir uske bareme kuch kaha to
Rani-phone mat rakna,
Avi-kaho kis liye phone kiya tha, khonsi jarurari bat karni thi
Rani-main ne wo ,jane do tum pir guass hoge
Avi- tum pe main guass kabhi nahi ho sakta
Rani-kal milke bat karte hai , ye tik rahenga
Avi- bata do varna muze neend nahi aayengi aur na tume
Rani-kaha se suru karu
Avi-batav kya bat ,varna abi tumare pass aa jaunga
Rani-wo main kah rahi thi
Avi-tum bata rahi ho ya
Rani-tum aaj kiske sath the
Avi-kab
Rani-main ne dopehar me tume ek ladki ke sath deka tha .tum use bike par
ghuma rahe the, khon thi wo
Avi-tum ne kaha deka
Rani-mere class ke piche deka tume ek ladki ke sath
Avi-komal ne deka
Rani-wo toilet me gayi thi,
Avi-wo to ,
Rani-khon thi wo
Avi- tumari sauthan
Rani-vary funny
Avi- really
Rani-wo itni bhi kuch khas nahi dik rahi thi jo meri sauthan bane
Avi- tume kya lagta hai, khon ho sakti hai
Rani-tumare sare ristedar ko janti hu , wo tumari ristedar nahi thi
Avi- wo meri ristedar nahi hai
Rani-hamare college ki bhi nahi thi , jarur tumari kohi purani friend hongi
Avi- girlfriend bhi ho sakti hai
Rani-mala thi wo , muze kyu nahi milaya
Avi- kyu , mala se kyu milna hai
Rani-use thanks kahna hai
Avi- thanks , main samja nahi
Rani-usne tume chhod diya tabi to tum muze mile ho , use thanks to kahna
honga ,
Avi- wo mala nahi thi , mala hoti to wo mere pich baiti nahi hoti
Rani-to kya ghod me baita dete
Avi- tum meri girlfriend hokar aisi bat kar rahi ho
Rani-batav na khon thi wo ager mala nahi thi to khon thi
Avi- tumara 2nd andaza sahi tha
Rani-purani friend
Avi- haa , smart ho tum
Rani-wo to main hu
Avi- aur muze smart rani hi chaiye
Rani-yes boss
Avi- to kaho kya kar thi
Rani-bat kyu ghuma rahe ho , batav na khon thi wo
Avi- kyu jalan ho rahi ho
Rani-jale meri zutti , main nahi jalti kisi se , mere pass tum ho
Avi- pir to batana padenga , par tum puch kyu rahi ho
Rani-jaanna hai ki khon utni khuskismat hai jo tumare piche baiti hai
Avi- sach kahu ya zut
Rani-dono bata do
Avi-tumare promise ke vajase tum pyar karne nahi deti to main us ladki ke
sath pyar kar raha tha.us ladki ka naam riya hai. komal aur meri classmate thi.
hamare gaon me rahti hai.
Rani-ye to tha zut ,ab sach bhi bata do
Avi-ye sach tha
Rani-to pir zut batav
Avi-us ladki ka naam riya hai. komal aur meri classmate thi. hamare gaon me
rahti hai. kal main shahar aa raha tha to wo mil gayi .to use lift di ,usne beauty
parlour ka course me jana tha,
Rani-ye to muze sach lag raha hai
Avi- ye zut tha
Rani-uska naam riya hai
Avi- haa
Rani-tumare gaon me rahti hai tumari classmate thi
Avi- haa
Rani-main komal se puchu
Avi-puch lena ,us ladki ka naam riya hai.
Rani-komal se nahi puchungi varna wo to choti bat ko badi bana dengi
Avi- alag tara se puch lena , bina mere naam aaye
Rani-jaise ki ek ladki mili thi muze tumare gaon ki riya naam hai uska , aise
puchu
Avi- isi tara puch lena komal tume sab bata dengi
Rani-rahne do ,
Avi-vaise tum puch kyu rahi thi.
Rani-aise hi
Avi-jalan ho rahi thi ki main kisi aur ladki ko ghuma raha hu
Rani-muze kyu jalan hogi
Avi-tume bura nahi laga ki meri bike par ladki baiti hai.tumari jaga pe kohi aur
baiti hai
Rani-muze kyu bura lagenga.
Avi-tum meri GF ho
Rani-to kya hua ,wo ladki bike par baite ya kahi aur par tumare dil me to main
hu.
Avi-agar wo bhi dil me aakar baite gayi to
Rani-nahi baite payengi
Avi- ager us pe mera dil aa gaya to
Rani-pir to TUMARE LIYE JO ACHA HOGA WO KARUNGI
Avi-mere liye kya acha hoga.
Rani-tumari khushi. TUMARI KHUSHI JISME HOGI VAHI KARUNGI
Avi-sun ne me acha lag raha hai
Rani-acha bachhu ,
Avi- bichhu ya bachhu
Rani-dank maarne ka soch rahe ho
Avi- tum to maarne hi nahi deti dank
Rani-jab time aayenga to rokungi nahi
Avi- soch lo
Rani-tum bas us din ke liye jahar jama karke rakna
Avi- wo to har din tayyar hota rahta hai
Rani-ek minute kahi tum uski to bat nahi kar rahe ho
Avi- kis ki
Rani-samaj gayi , tum bahot chalu , ghuma pirake usi par bat kekar aate ho
Avi- safed jahar hai
Rani-chup raho varna main phone rak dungi
Avi-meri smart rani , chup rahunga to call karne kya faiyada kya honga
Rani-dusari bat karo
Avi- to riya ke bareme pata lagayongi
Rani-nahi uski jarurat nahi hai
Avi- kyu ?
Rani-muze to tumara sach zut jaisa aur zut sach jaisa lag raha hai.is liye
Avi- what
Rani-jane do , bike pe piche ki seat khali rahengi to kohi na kohi baite jayengi
Avi- shadi ke bad wo sirf tumari hongi
Rani-wo to aaj bhi meri hai , kya samje
Avi- yes madam , aapke aate seat khali ho jayengi
Rani-yahi sunna tha muze
Avi- muze to kuch aur sunna hai
Rani-I LOVE YOU
Avi- ye teen word sunte ab neend achi aayengi
Rani-tum bhi kaho
Avi- abi to bate suru huyi hai , tume itne aasani se sone nahi dunga
Rani-aisa hai to sona bhi khon chahta hai
Avi- dekte hai
Rani-ek minute hold karna
Avi- kya hua
Rani-ek kaam karo mere mobile pe call karo , mummy ko unka phone vapas
deti hu , varna wo guass ho jayengi itni der tak bat karne se
Avi- ek minute
aur rani ne phone cut kar diya
chalo aaj bate karne ka record thod deta hu
______________________________
Anyone who has never made a mistake has never tried anything new
Chapter 814 A
Chapter 814 A
rani ko pir se pahale vale rup me dek kar acha laga
rani ki pyari pyari bate sunkar dil ko sukun milta hai
rani muzse jada der guass nahi rah sakti ye muze pata , pir bhi uska rutna bhi
acha lagta hai
kyu ki usko manaane ke bad rani aur jada pyar karne lag jati hai
rani ko manaa ne ke bad uske sath thodi masti karne ke mood me tha
rani ne riya ko mere sath dek liya jis se wo muze puchna chahti thi ki wo khon
thi
uska hak hai muze kuch bhi puchne ka
par mere phone na utane se shayad usko laga honga ki main riya ke sath hu
jis se usko guass aa gaya
rani ko thoda emotional kar do to uska guass gayab ho jata hai
aur rahi riya ki bat to main ne rani ko sach aur zut dono bata diya
rani riya ke bareme jada sochengi nahi
ek minute ho gaya
main ne rani ko call kiya
Avi- hello
Rani-ab kaho kya kar rahe the
Avi- main kya bol raha tha
Rani-zut sach , riya ke bareme kuch kah rahe the
Avi-kya ye sach zut laga kar raka hai. kuch aur bat karte hai
Rani-tik hai , to kaho mister kya chal raha hai
Avi- kuch nahi tume yaad kar raha hu
Rani-muze
Avi-soch raha tha ki tum ne kya pahan raka hai.
Rani-ye to simple hai , sari pahani hai
Avi-very funny
Rani-raat me kya pahante hai
Avi-main to kuch nahi pahaanta hu.
Rani-main tumari jaisi nahi hu
Avi-ban jav meri jaisi
Rani-main aisi tik hu
Avi-shadi ho jane do pir dekta hu kya pahanti ho
Rani-tum darate kyu ho
Avi-dara nahi raha bata raha hu ki ham raat bhar pyar karte rahnenge
Rani-us din ko aane me time hai
Avi-tum kaho to aaj aa sakta hai wo din
Rani-wo kaise
Avi-tum haa kaho main abi tumare pass aa jau
Rani-bina kapdo ke
Avi-haa to bolo ,pir deko
Rani-tum mat aav main hi tumare ghar aa jaungi
Avi-bina kapdo ke
Rani-very funny ,main dholi ki bat kar rahi hu. tume to vahi dikta hai
Avi-kya dikta hai muze
Rani-tum kya din bhar ek hi bat sochte rahte ho
Avi- din bhar sochta hu aur raat me sapne me tumare sath suhagraat maanata
hu
Rani-tume sona nahi hai
Avi-sounga to sapne me tum aayogi .aur nahi soya to tumse bat karta
rahunga.
Rani-lekin muze to sona hai, kyu ki sapne me tume pyar karna hai, promise
kiya mummy ko to sapne me pyar karti hu
Avi- to hamse sapne me pyar kiya ja raha hai.
Rani-ab kya karu mummy ko promise jo kiya hai
Avi-main aunty se bat karu ,promise vapas karne ko kahu.
Rani-nahi. promise ke vajase tum control me ho ,varna ab tum mere pass hote
aur muze sone nahi dete
Avi-tum pass hone ke bad main tume sone kaise de sakta hu.
Rani-ab to sone do
Avi-pahale batav kya pahna hai
Rani-nighty
Avi-aur nighty ke undar
Rani-main phone rak rahi hu
Avi-batav na
Rani-sapne me kuch nahi pahungi. ab apne sapne me jakar deko
Avi-agar mere sapne me kuch pahan kar aayi to
Rani-main phone rak rahi hu
Avi- ye kya bat huyi
Rani-raat bahot ho gayi hai
Avi- to kya hua ,kabhi kabhi to itni der tak bat karte hai
Rani-lagta hai tumara mood nughty banne ka ho raha hai
Avi- tum bhi apni sharam ka parda hata do
Rani-bilkul nahi , main aisi hi tik hu
Avi- ye kya bat huyi , meri tara bindas ho jav pir pyar hi pyar karenge
Rani-pata hai , ham dono ager bindas ho gaye to pyar badenga nahi kam ho
jayenga ,
Avi- exlpain karo
Rani-jodi opposite ki banai jati hai ,
sharam+ besharm=happy couple
kya samaje
Avi- yes madam, aap ki bat ko hamesha yaad rakunga
Rani-ache student ho
Avi- madam itni hot ho to acha student banna padta hai
Rani-meri hotness tumne abi tak deki nahi hai
Avi- tumari mummy ne bich me promise ki dewaar jo daal di hai pir kaise
dekta
Rani-intzar ka fal jab tume dungi na to tum sari shikayat bhul jayoge
Avi- pir to zindagi bhar intzar karunga
Rani-itna nahi karna padenga ,
Avi- uske liye time hai ,aaj ki bat karo
Rani-aaj ki bat , to kya chiye mere rajkumar ko
Avi- mere sawal ke jawab
Rani-pucho
Avi- jawab nahi diya to
Rani-pucho to sahi
Avi- night suit ke undar kya pahana hai
Rani- naughty sawal
Avi- bata rahi ho ya nahi
Rani-pucho to sahi
Avi- night suit ke undar kya pahana hai
Rani- naughty sawal
Avi- bata rahi ho ya nahi
Rani-main tight kapde nahi pahnti , ye jawab tik rahenga
Avi- chal jayenga
Rani-par tum ye puch kyu rahe ho
Avi- pata hona chaiye ki GF ko kaise sona pasand hai , bad me problem na ho
Rani- tum kya sach me bina kapdo ke sote ho
Avi- nahi , wo to bas ek mazak tha
Rani-main to dar hi gayi thi ,
Avi- isme darne ki bat kya hai
Rani-thandi ke dino me tum kaise sote honge ye soch rahi thi
Avi- tum mere bareme soch rahi thi ya , uske bareme, uske bareme soch rahi
hongi to bata du wo full charge hota hai raat me ,
Rani-main uski bat nahi kar rahi thi
Avi- acha , kohi bat nahi tume bata diya ki uski charging khatam karna tumara
kaam hai
Rani-muze pata hai kya karna hota hai
Avi- ye bahot bhoring ho raha haina
Rani-haa , tum yahi bat karte rahte ho
Avi- to kuch aur bat kare
Rani-jaise
Avi- tum itni khubsurat ho , kya tume kisi ne propose kiya tha
Rani-kyu jaana chahte ho
Avi- batav do , main ne to bata diya ki muze mala pasand thi
Rani-10th class me 2 ladko ne propose kiya tha
Avi- tumne kya kaha
Rani-main tumara intzar kar rahi thi , to unko manaa kar diya
Avi- mera intzar matlab apne rajkumar ka intzar kar rahi thi ( jaise har ladki ek
rajkumar ka intzar karti hai )
Rani-nahi , main tumara intzar kar rahi thi
Avi- ye kaisa jawab hua
Rani-mere jawab aise hi hote hai
Avi- aur batav apne bareme
Rani-tum pucho , aise kuch nahi bata sakti
Avi- rani pata hai jab pahali bar tume deka tha , jis din tume pyar kiya tha to
aisa laga tha ki ham pahale bhi mil chuke hai ,
Rani-(tume kuch to yaad hai )acha , aur kya feel hua tha
Avi- aisa laga ki tum meri biwi thi
Rani-(itna to yaad hai tume) aur
Avi- ham pati patni ki tara rah chuke hai aisa kuch yaad aa raha tha
Rani-shayad ham pichale janam me pati patni ho
Avi- may be
Rani-(pichla to pata nahi par us janam me ham ek ho jayenge ) to is janam ka
kya socha hai
Avi- dil se to ham pati patni ban chuke hai
Rani-aur
Avi- pata hai tumari mummy ko bhi pahale deka hai aisa lag raha tha
Rani-mummy to job ki vajase ghumti rahti hai
Avi- may be , jane do , vaise tum yaha aane se pahale kis city me rahti thi
Rani-mummy ki job se to ghumte rahna padta hai
Avi- tum smart ho , chachi jaise jawab deti ho , full to suspence type ke jawab
Rani-chachi se ki shika hai
Avi- acha pir to tumare is ghar me aate chachi aur tumari achi banegi
Rani-tum sambalke rahna , main bahu ke nahi beti ke rup me aaungi
Avi- tum aav to sahi
Rani-Avi , mele jaisa pir se kohi event ho to kitna acha honga
Avi- pir se gaon me aane ka bahana chaiye
Rani-mele ke dino ko miss kar rahi hu
Avi- kuch mahino bad mere bhai bahano ka birthday ka plan banata hu
Rani-banav , mere liye vaha aane me aasani hongi
Avi- lekin is bar aayogi to mele se jada pyar karna honga
Rani-tum bas mere vaha aane ka kuch intazam karo pir tume inam me bahot
sara pyar dungi
Avi- pir to kuch karna honga
R mummy- rani time kya hua hai
rani ki mummy aa gayi
Rani-mummy bas ho gaya
R mummy - baki ki bate kal kar lena ,
Avi- rani kal bat continue karenge
Rani-mummy bas 2 minute
R mummy- sirf 2 minute
aur aunty apne kamre me chali gayi
Rani-Avi ,
Avi- kal bat continue karenge
Rani-yes boss , sapno me bat karenge
ye kaisa rahenga
Avi-best aur pyar jada karna sapno me
Rani-LOVE YOU
Avi-LOVE YOU TOO
aur rani ke sath prem bhari bate karke main ne phone cut kiya
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Main , meri family aur mera gaon --by 123fuckeravi - by sandycruz - 22-11-2018, 11:26 AM



Users browsing this thread: 10 Guest(s)