Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Galti ka saja (Completed )
#2
Jisse se ab tak hamara ghar chalta aya tha. par pichle kuch mahino se dhere-2 humare sabhi kirayedar kamare khali kar chale gaye thee. Ghar ke aamdani ka ek louta jarya bhee band ho chuka tha. aur uss mahine to humari arathik halat aur kharab ho chuki thee. Ghar ka rashan bhee khatam ho chuka tha. aise men eka ek paise atte dikhe to men soch men padh gaye)

Neeta: hello rekh kya soch rahi hai. Hum yahan bus stand par hai. Barish men fanse hue hai. Bol naa. 

Men: par wo rama aur sonya unko kya.

Neeta: arre unko bol dena ki mere saheli hai, aur jo ladka hai amit usko bol dena mera beta hai. Unko bhee shak nahi hoga.

Mujhe neeta ke baat sahi lagi. Men thodi der sochane ke baad usse kaha. Theek hai mujhe 5000 rs chahye. Men maan hee maan socha kahi mene jayda paise to nahi maang laye. Par mujhe uss waqt bahut hariani hui, jab neeta ne mujse kaha ki theek hai hum tumhare ghar aa rahe hai.

Kaha hum jaise gareeb aur majboor log jo paise-2 ke liye tarste hai aur kaha wo neeta jo apne ashik ke sath ek raat betaane ke liye 5000 rs uda rahi hai. Par phir mujhe ahsaas hua ki, ye mene kya kar diya. Mere dono betiyaan ab 10th class pass kar chuki thee. Aur agge paise naa hone ke karan men unhe agge nahi padha paa rahi thee. neeta mujse umer men 4-5 saal kam thee. Men kaise itne bade ladke ko uska beta bata sakti hun. phir socha chalo jo hoga dekha jayega. 

Men bahar aye, aur kitchen men chali gaye. Oct ka mahina tha. aur barish se hawa bhee thandi ho gaye thee. Matlab saaf tha ab sardyan anne ko hai. Jab men kitchen men phunchi, to rama mere badi beti ne poocha. “maa kiska phone tha” mene apne aap ko sambhale hue kaha.”wo mere ek saheli ka phone tha. tum nahi janti unko. Wo kisi kaam se apne bête ke sath yahan aye thee. Aur time se wapis nahi jaa paye to, aaj raat wo yaha humare ghar par rukege. Tum thoda sa khana jayda bana lo.

Sonya: maa theek hai. Par ghar par doodh nahi hai. Unko chai to pilani hai naa. 

Men: haan theek hai men dukan se doodh lekar atti hun.

Phir men ghar ke bahar aye, to dekh barish ab dheemi padh chuki hai. Tej hawa ke sath barsih ke halki phunwar ka ala ghee ahsaas ho raha tha. humare ghar ek chote se kasbe men tha aur ek ghar dusre ghar se kafi duri par thee. Men raste par chalti hui dukan par phunchi, doodh ka packet laya, aur phir ghar ke taraf chal padhi.

Men jaise hee ghar ke bahar phunchi to peeche se gadi ke awaz aye. Gadi humare ghar ke bahar akar ruki, mene palat kar dekha to usme se neeta neeche utar rahi thee. Neeta ne mere taraf muskarte hue dekha, aur phir mere pass akar mujhe galle se mili. “ohh rekha. Kitne saalo baad dekh rahi hun tuje.” Tabhi mere nazar peeche khade ladke par padhi. Jo taxi driver ko paise dee raha tha. jaise mene uski taraf dekha. Men ek dum se harian ho gaye.
thanks 
[+] 1 user Likes sakzkhan's post
Like Reply


Messages In This Thread
Galti ka saja (Completed ) - by sakzkhan - 28-01-2019, 02:43 PM
RE: Galti ka saja - by sakzkhan - 28-01-2019, 03:03 PM
RE: Galti ka saja - by sakzkhan - 29-01-2019, 01:20 AM
RE: Galti ka saja - by Eswar P - 29-01-2019, 07:47 AM
RE: Galti ka saja - by hhhotboy2000 - 29-01-2019, 04:05 PM
RE: Galti ka saja - by sakzkhan - 29-01-2019, 08:49 PM
RE: Galti ka saja - by sakzkhan - 29-01-2019, 08:51 PM
RE: Galti ka saja - by sakzkhan - 06-02-2019, 02:16 AM
RE: Galti ka saja - by sakzkhan - 08-02-2019, 01:46 AM
RE: Galti ka saja - by angel - 08-02-2019, 07:57 AM
RE: Galti ka saja - by sakzkhan - 17-02-2019, 02:36 PM
RE: Galti ka saja - by Blackking - 10-02-2019, 12:54 AM
RE: Galti ka saja - by sakzkhan - 17-02-2019, 01:38 AM
RE: Galti ka saja - by sakzkhan - 17-02-2019, 01:39 AM
RE: Galti ka saja - by krishkish - 17-02-2019, 11:50 AM
RE: Galti ka saja - by Kaminii - 17-02-2019, 07:28 PM
RE: Galti ka saja - by sakzkhan - 11-03-2019, 01:46 AM
RE: Galti ka saja - by sakzkhan - 27-03-2019, 05:16 PM
RE: Galti ka saja - by sakzkhan - 27-03-2019, 05:18 PM
RE: Galti ka saja - by sakzkhan - 27-03-2019, 06:53 PM
RE: Galti ka saja - by sakzkhan - 27-03-2019, 06:54 PM
RE: Galti ka saja - by sakzkhan - 27-03-2019, 06:56 PM
RE: Galti ka saja [Completed] - by sakzkhan - 27-03-2019, 07:01 PM
RE: Galti ka saja - by kamdev99008 - 01-11-2019, 08:10 AM
RE: Galti ka saja (Completed ) - by raj500265 - 07-06-2022, 12:37 AM



Users browsing this thread: 1 Guest(s)