Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Mera Pyar Meri Sauteli Maa or Behen - Complete
#96
Hum dono gehari saanse laite hue apni saansu ko durast karne ke kosish kar rahe thee ki, achank se nazeeba ke awaz sun kar hum dono ek dum se chonk gaye….”ammi… “ jayse hee nazeeba ke awaz sun kar hum dono ko hosh aya….main nazia ke ooper se utha toh nazia bhee ek dum se uth kar khadi ho gaye….hum teeno ke face par harani thee….hum teeno ek dusre ko palke jhapke bina dekh rahe thee….” Mai wo aap neeche nahi thee….wo ooper light on thee…wo mai….” Nazeeba ne ladkhadati hui awaz main kehana chaha..ki wo nazia ko doondhate -2 ooper aye hai… par wo apni baat poori nahi kar paye….aur akhar kaar neeche chali gaye….

“sameer….” nazia ne towel pakad kar mere ooper phenkate hue kaha…toh muje ahsaas hua ki, main abhi tak nanga betha hua tha….aur nazia muje gusse se ghurti hui neeche chali gaye…neeche kiya hua muje nahi maloom…aur naa hee mere neeche jane ke himmat hui…..agli subhe jab mai tayar hokar neeche aya…toh maine nazia ko hall room main bethe hue dekha…mai uske pass chala gaya…jayse hee nazia ne muje dekha toh wo ek dum se khadi ho gaye….

Nazia: sameer abb kya hoga….(nazia ne ghabarate hue kaah….)

Mai:hua kya hai…?

Nazia: sameer kal itana kuch ho gaya….aur tum pooch rahe ho hua kiya hai….

Mai: mera matlab wo nahi tha…matlab uske baad tumhare nazeeba se baat hui…

Nazia: nahi…..aur aaj bhee wo bina kuch bole akeli college chali gaye hai….muje bhut dar lag raha hai sameer..kahi kuch gadbad naa ho jaye….

Mai: kuch nahi hota tum ghabaro nahi….karte hai kuch naa kuch….

Uske baad ham bank aa gaye….uss din aur koi khaas baat naa hui….nazia nazeeba ko lekar behad pershan thee…par jab hum ghar phunche toh, nazeeba ghar aa chuki thee… do teen dino tak nazeeba aur nazia ke beech koi baat naa hui….chothe din nazia ne mujse baat ke aur bataya ki, use abhi bhee bhut dar lag raha hai….kahi nazeeba khud ko kuch kar naa lain….wo khanna peena bhee theek tarah se nahi kha rahhi hai…..jab maine nazia se kaha ki, wo usse baat kar lai….baat karne se musbit ka hal nikalega…toh nazia ne ye keh kar saaf inkaar kar diya ki, abb usme nazeeba ke samane jane ke himmat bhee nahi hai…. Akhar kaar maine nazia se kaha ki, agar wo nazeeba se baat nahi kar sakti….toh mai usse baat karta hun….

Ek do baar mana karne ke baad akhar kaar nazia ko razi hona padha…issliye uss din mai lunch time ke waqt he chutti lekar ghar aa gaya…muje pata tha ki, nazeeba bhee 2 baje tak ghar aa jati hai….aur 2 se 6 baje tak muj nazeeba se baat karne ke liye kafi waqt mil jayega….jab mai 2 baje ghar phuncha toh, bahar gate ko lock nahi laga hua tha… iska matlab nazeeba ghar aa chuki thee….maine door bell bajai toh thodi der baad nazeeba ne gate khola…ek pal ke liye nazeeba muje uss waqt jaladi ghar mai dekh kar chonk gaye….par phir usne side main hokar muje ander anne ka rasta diya….

Ander akar main seedhyon ke pass akar khada ho gaya….najeeba jayse hee gate ke kundi laga kar wapis mudi toh, muje seedhyon ke pass dekh kar jijak gaye…aur jijakte hue agge badhi….jayse hee wo mere pass aye…toh maine use kaha…”nazeeba kya mai tumse baat kar sakta hun….muje tumse bhut jaroori baat karni hai…” par najeeba ne mere baat ka koi jawab naa diya…aur ander jane lagee…. “please nazeeba ek baar meri baat sun lo…sirf do minute…” najeeba ne palat kar meri taraf dekha hai..aur phir sar neeche karte hue, haan mai sar hila kar ander chali gaye…jab mai uske peeche ander gaya toh, dekha nazeeba nazia ke room main bed par bethi hui thee…..

Muje ander aata dekh nazeeba ne foran hee apne sar ko jhuka liya…mai nazeeba ke pass jakar bed par beth gaya…..muje samaj nahi aa raha tha ki baat kaha se shuru karu.. kya kahun aur kya naa kahun…akhar bhut sochane ke baad jo pehale alfaaz mere mooh se nikale wo ye thee….”tum apni ammi se baat kyon nahi kar rahi ho…..?” maine nazeeba ke taraf dekhate hue kaha….toh nazeeba ne apna sar utha kar meri ankho main dekha toh muje ahsaas hua ki uske ankho main nami thee…. “itana sab kuch ho jane ke baad aap ko kiya lagta hai….ki muje unse baat karni chahye thee….”

Mai: kyon nahi wo tumhari ammi hai…

Nazeeba: janti hun ki wo mere ammi hai….

Mai: toh phir unse naraz kyon ho….

Nazeeba: uski wajhe aap janate ho….

Mai: akhar kab tak aysa chalega….kitane din apni ammi se baat nahi karungi….

Nazeeba: itana kuch ho jane ke baad koi mujse ye tawako kayse rakh sakta hai ki, mai usse baat karun….

Mai: jo kuch hua usme mai bhee toh shamil tha….toh kya abb tum mujse baat nahi kar rahi ho….

Nazeeba: aapne jo kiya mujse uska utana dukh nahi hai….ki appne mere sath ye sab kuch kiya….par ammi ne jo mere sath kiya…uske bare main maine kabhi khawab mai bhee nahi socha tha ki, ammi mere sath ye sab karenge….

Mai: dekho nazeeba jo ho gaya…..abb use bhool jaow….aur apni ammi se baat kar lo. Tumhe pata bhee hai wo tumhare liye kitana pershan haii….wo tumhe kitana payar karti hai….

Nazeeba: hun payar wo mujse payar karti hoti toh unhone bhee mujse ek baar bhee baat karne ke kosish kyon nahi kee….

Mai: agar wo tumse baat karne se jijak rahi ho…toh iska matlab ye toh nahi ke wo tumhe chathi nahi hai…

Nazeeba: nahi wo mujse payar nahi karti…abb unhe mere koi parwah nahi….muje pata hai wo sirf tumse payar karti hai..mujse nahi….

Mai: tumhara weham hai…..wo uss din jo tumane dekha….wo ek galati thee….jo hum kar bethe….please bhool jaow isse….mai sach keh raha hun..wo mujse payar nahi karti.. wo sab bas anjane mai ho gaya….hum behak gaye thee…..tumhe pata nahi hai wo uss din se tumhare liye kitani pershan hai….

Nazeeba: aap muje doodh peeti bachi naa samanje….muje pata hai ki wo muje kitana payar karti hai….aur tumhe kitana…jab se aap yaha aye ho…wo muje ooper chhat par bhee nahi jane deti thee…hamesha kehati rehati thee ki, sameer ke samane mat jaya karo…aur khud…..

Nazeeba bolate-2 chup ho gaye….”tumhe ye lagta hai naa ki nazia ko tumhari fikar nahi hai…wo ye sab apne jism ke aag ko thanda karne ke liye kar rahi thee.. toh lo suno….” Maine apna mobile nikala aur nazia ka number mila kar use speaker mode par dala…thodi der baad nazia ne call recive ke aur nazia ke kanpati hui awaz aye… “jisko sun kar hee andaza ho jata ki, wo uss waqt kitani fikar mand thee… “hello sameerr… kya hua….tumhari nazeeba se baat hui….”

Mai: nahi abhi tak nahi hui….abhi mai ghar ke gaali mai phuncha hun…..

Nazia: phir kiss liye call ke….

Mai: yaar muje samaj mai nahi aa raha ki, kya karun….usse kayse baat karun…

Nazia: dekho sameer kuch bhee karo…par nazeeba se baat karke use mana lo…. Mai apni beti ke begair nahi reh sakti…tumhe nahi pata uss din se mere dil par kya beet rahi hai…jab se usne mujse baat karna chor diya hai….arre baat karna toh, door wo toh mere taraf dekhati bhee nahi….tumhe nahi pata sameer….mera dil do phaad ho jata hai….jab wo muje ignore karti hai…dil karta hai…ayse rehane se toh accha hai ki mai mar hee jaun….”

Mai: dekho nazia mai tumse ek baat kehana chatha hun….

Nazia: haan bolo sameer….

Mai: nazia mai nazeeba se bhut payar karta hun….aur mai uske sath nikaah karna chatha hun….

Nazia: sameer ye kayse baatain kar rahe ho…jaha par meri jaown par bani hai aur tum…

Mai: haan muje pata hai tum par kya beet rahi hai…par mai tumhe apne dil ke baat batana chatha tha… aaj mai nazeeba se baat karne jaow raha hun….

Nazia: theek hai jo karna hai karo….par sameer dekhana meri beti kuch ulta seedha kadam naa utha laye….agar usne kuch kya toh maine khud khusi kar laine hai…

Mai: tumhe muj par yakeen nahi hai..

Nazia: sameer yakeen toh hai par….

Nazia: sameer yaha meri jaown par bani hai…aur tum ye kasye baatain kar rahe ho..ek baat dhayan se sun lo….agar kuch hua toh, uske jimedar tum hoge…tum humaye akela chor kar chale kyon nah jate….

Mai: tum toh mujs payar karti ho naa…phir muje chale jane ko kyon keh rahi ho….

Nazia: haan payar karti hun….par apni beti se jayda nahi….wo meri jaown hai sameer… aur apni beti ke khusi ke liye muje jo bhee karna padha….mai karungi…chahye uske liye muje tumhe hee kyon naa chorana padhe…mere liye meri jindgi main mere beti se jayda koi bhee ahmayat nahi rakta…

Nazia ne call cut kar dee….

Mai: sun liye tumhari ammi ne kya kaha….abb usne tumhare liye muje yaha se chale jane tak ko keh diya….theek hai mai hee tum dono ke musbit ke wajhe hu naa..toh mera yaha se chale jana hee theek hai….nazeeba mai naa toh tumhe dukhi dekh sakta hun..aur naa hee tumhari ammi ko…isliye accha yahi hoga ki, mai yaha se aur tum dono ke life se door chala jaun…Abb toh khus ho naa…tumhari ammi ke nazar main mere tumhari agge koi ahmaiat nahi hai….wo tumhse behad payar karti hai…aur tum usko itana dukh dee rahi ho..

Mai jayse hee uth kar bahar jane laga toh, nazeeba ne mera hath pakad liya…. Maine mud kar nazeeba ke taraf dekha toh, wo sar jhuka kar khadi thee….”please aysa naa kahaye…..aap betho…. Mai aapko kuch dikhati hun….” Nazeeba ne mera hath chora aur nazia ke almari khol kar usme kuch doondhane lagee….aur phir wo meri taraf mudi aur meri pass akar ek photo meri taraf badha dee…maine jayse hee uss photo ko nazeeba ke hath se liya toh, ye dekh kar chonk gaya ki, ye toh meri photo hai…aur ye nazia ke alamari mai kaha se aa gaye….

Mai hariani se kabhi photo ke taraf dekhata toh, kabhi nazeeba ke taraf ye janane ke liye iss photo ko abb jo ho raha hai….usse kya laina daina….. “ye photo ammi ke almari mai kaha se aye….aapko pata hai….” Maine nazeeba ke baat sun kar naa mai sar hila diya… “muje bhee nahi pata…shayad goan se ate waqt ammi sath le aye thee…aur ek din maine ammi ko issi photo ko apni chathi se laga kar tadhphate hue dekha tha… aur wo baar -2 ek hee baat dohara rahi thee…..”

Mai: kya….

Nazeeba: I love you sameer…..

Mai nazeeba ke baat sun kar ek dum se chup ho gaya…abb mere pass kehane ko kuch bhee nahi bacha tha….”sameer ammi aapko bhut mohabaat karti hai…. Maine unhe dekha hai aapke payar main tadhphate hue….abb mai ye kayse maan loon ki wo tumse payar nahi karti…aur uss din jo hua wo ek  hadsa tha….”

Mai: chalo theek hai…maine maan liye ki tum jo keh rahi ho wo sach hai….par jo abhi nazia ne kaha…kya wo jhoot hai..use aaj bhee meri nahi tumhari jayada parwah hai…

Nazeeba: mai janati hun….par wo aapko bhee behad payar karti hai…aur muje pata hai ki, aapke yaha se jane ke baad wo tadhpati rehnge…isliye please aap naa jaow…

Mai: aur tum tum mujse payar nahi karti…

Nazeeba: par mai ammi ke raste mai nahi aana chathi thee….

Mai: phir tumane aaj tak mujse baat karni ki kosish kyon nahi kee….tum musje payar karti ho yaa nahi….

Nazeeba: muje ammi ne aapse door rehane ke liye kaha….

Mai: abb nahi kahenge…bolo tum muje payar karti ho yaa nahi…

Nazeeba: pata nahi…muje kuch samaj mai nahi aa aa raha….muje sochane ke liye waqt chahaye…..

Mai: theek hai soch lo….mai tumko kal tak waqt daita hun….agar tumhra jawab naa mai hua toh, maine yaha se aur tum dono ke jindgi se hamesha -2 ke liye door chale jana hai…

Ye keh kar main ooper apne room main aa gaya….aur nazia ko phone karke sari baat detail main bata dee…..jise sun kar nazia ko thoda skoon hua…uske baad aur koi khaas baat naa hui….agle din jab maine nazeeba se usse apne sawal ka jawab manga toh, usne sochane ke liye kuch aur waqt managa…do din issi taraf gujar gaye…kuch khaas baat naa hui….nazia se ye pata chala ki, abb dono ke beech normal baat cheet hone lagee hai…..nazia ne nazeeba se ye bhee poocha ki, kya wo mujse nikaah karna chathi hai..toh nazeeba ne nazia ko bhee yahi jawab diya ki, wo abhi tak kuch soch nahi paye hai….

Mai roj din mai kai baat nazia ko nazeeba se apne bare mai baat karne ke liye kehata par nateeja har baar wahi rehata…ek din haar nazia ne mujse khejate hue kaha…ki mai khud hee kyon nahi usse baat kar laita… 
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Mera Pyar Meri Sauteli Maa or Behen - by 1112 - 13-12-2019, 11:10 PM
RE: Mera Pyar Meri Sauteli Maa or Behen - by hirarandi - 18-12-2019, 05:24 AM



Users browsing this thread: 7 Guest(s)