Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Mera Pyar Meri Sauteli Maa or Behen - Complete
#90
Uss din jab sham ko nazia aur abbu wapis ghar aye toh, maine dekha ki, aaj bhee nazia kuch upset lag rahi thee…abbu ke wajhe se mai nazia se baat naa kar saka…3-4 din issi taraf gujar gaye….ek din jab sham ko jab college ke baad ghar aya toh, uss din nazia 6 baje akeli ghar aye….jayse hee maine gate khola toh, nazia seedha apne room main chali gaye…..maine gate ko band karke kundi lagai aur nazia ke room main gaya…toh wo apne room main bed par bethi hui thee….muje dekh kar wo ek dum se khadi ho gaye….”kya hua sameer….ka kuch chahye….?”

Mai: wahi toh mai poochane aya hun…akhar hua kya hai…mai pichale kuch dino se note kar raha hun ki, tum kuch pershan ho..akhar wajhe kya hai….?

Nazia: kuch nahi sameer….tum jaow…

Mai: kya mujse naraz ho….?

Nazia: nahi sameer…bhala maine tumse kyon naraz hona….

Mai: phir baat kya hai…tum abb mujse baat karna toh door meri taraf dekhati bhee nahi ho…kuch toh hai jo tum muje batana nahi chathi…..

Maine agge badh kar jayse hee nazia ke kareeb jana chaha…toh nazia ayse peeche hati jayse main koi bhoot hun….”nahi sameer….wahi ruk jaow…” nazia ne mujse nazare churate hue kaha…”kya mujse koi galati ho gaye hai….? “ maine nazia ke face ke taraf dekhate hue kaha….”nahi sameer ayse baat nahi hai….” 

Mai: toh phir kya abbu ne kuch kaha hai tumhe….

Meri baat sun kar nazia ne chonk kar meri taraf dekha aur phir se apne sar ko jhuka liya….uske ankho se uske chonkane se muje andaza ho gaya tha ki, ho naa ho nazia ke jaroor abbu se koi baat hui hai….jiske wajhe se wo upset hai… “nazia muje batow kya kaha abbu ne…”

Nazia: tum jaan kar kya kar loge….

Mai: pehale tum batow toh sahi….

Nazia: sameer aaj tak jo humare beech hua use bhool jaow…

Mai: kya mai wajhe jaan sakta hun yaan nahi…

Nazia: tumhare abbu abb dusri shadi karna chathe hai….jiss din wo aye thee…uss dino unhone musje baat kee thee….

Mai: toh uske saza muje kyon de rahi ho….?

Nazia: dekho sameer mere pass jayada waqt nahi hai….aur naa hee main jayada din yaha rehane wali hun…tumhe abb jo humare beech hua use bhool kar apne future par dhayan dena chahaye….divorce ke baad humare raste alag-2 ho jayenge….”

Mai: waah tumane ye sab kitani asani se keh diya….akhar tumane sabit kar hee diya naa ki, tumhe aaj tak mujse mohabat hui hee nahi….. Agar tumhare seene main dil hota toh, tum muje kabhi aysa naa kehati…tum sirf apni jismani jaroorton aur jismani sukh ke liye aaj tak mere sath wo sab karti rahi ho….sahi keh raha hun naa…. 

Isse pehale ke mai kuch aur keh pata….nazia ne ek jordar thapad mere gaal par de mara….”kya bak rahe ho….” Nazia ne runasi awaz main kaha….aur uske ankhe nam ho gaye….”sahi keh raha hun….tumhe lun chahye tha….abb jab tumhe ye pata chal raha hai ki, abb tum yaha nahi rahoge toh tum mujse peecha churwa rahi ho…”

Nazia: sameer……(nazia chilati hui mere ooper toot padhi….aur do teen thapad aur muje de mare…mai bhee peeche nahi hata…aur akhar kaar nazia mujse lippat kar ro padhi….) sameer muje itana dukh toh tab bhee nahi hua tha…jab tumhare abbu ne muje akar mujse kaha tha ki, wo abb mere sath nahi rehana chathe…jitana aaj tumhari baton ke wajhse se ho raha hai….tum bhut bure ho…bhut bure insaan ho….aur mai bhee kayse pagal hun….jo tumse dil laga bethi….

Mai: abb pata chala naa dukh kya hota hai….socho jab tum mujse naraz hoti ho toh muje kitana dukh hota hai….

 Maine nazia ko apni baazuon main kaste hue kaha….toh nazia ne apne face ko ooper utha kar meri taraf dekha aur ruansi awaz main boli… “sameer muje nahi pata ki tum mujse mohbaat karte ho yaa nahi…par sameer abb humare raste yaha se alag-2 hote hai…..naa chathe hue bhee muje tumse door jana hoga…..”

Mai: nahi mai tumhe apne aap se kabhi door nahi hone dunga…mai wada karta hun tumse…tum hamesha mere kareeb rahoge….meri dil ke kareeb….mai hamesha tumhare sath rahunga…chahye muje ye ghar hee kyon naa choran padhe….

Nazia: nahi sameer….abhi tumhara poora future tumhare samane hai….iss ghar se nikal kar kya karoge….kaha rahoge kayse rahoge….

Mai: jaha tum rahoge….mai bhee wahi reh lunga….

Nazia: nahi sameer ye possible nahi hai…..log kya kahenge….dunaya kya kahege… ki shohar ko talaak deke uske bete ko apne pass rakh liya…sameer tum iss jamane ko nahi janate…naa wo tumhe chain se jeene denege aur naa muje…sameer abb kuch nahi ho sakta….sab kuch khatam ho chukka hai….abb aur koi rasta nahi…..

Mai: ek rasta hai nazia….ek rasta hai…

Nazia ne chonk kar meri taraf dekha…”kya…..” nazia ne mujse alag hote hue kaha…. “ nazeeba ka nikhaa mujse karwa do….phir toh dunaya walo ke mooh ko tala lag jayega…” 

Nazia: sameer……(nazia ne muje par chilate hue kaha….) ye tum kya keh rahe ho… tumane ye soch bhee kayse liya…..

Mai: iske siwaye aur koi rasta nahi hai nazia…. Dekho duanya walo ka mooh bhee band ho jayega..aur tum hamesha mere kareeb bhee rahoge….

Nazia: nahi sameer ye galat hai….aysa tumane soch bhee kayse liya….

Mai: akhar isme haraz hee kya hai….kya tum musje payar nahi karti….

Nazia: nahi sameer aysa karke mai apni beti ko dhokha nahi daina chathi… aysa toh koi bhee maa apni beti ke sath karne ke bare main soch bhee nahi sakati….agar nazeeba ko pata chala toh socho mere kya image reh jayege uske samane…mai toh uske samane sar uthane ke layak bhee nahi rahungi…

Mai: aur agar nazeeba khud iss baat ko accept kar lai toh,

Nazia: tum pagal toh nahi ho gaye sameer…..jo mooh mai aa raha hai bake jaa rahe ho..

Mai: nahi mai pagal nahi hun nazia….tum….

Nazia: bas sameer abb main aur kuch nahi sunana chathi…tum ho hee kya….tum hasiayat hee kya hai….tumhare abbu ke bina….jo tum nazeeba se nikhaah karne ke bare main soch rahe ho…aaj agar tumhare abbu tumhe ghar se bahar nikal dain toh tumhare pass rehane ke chhat bhee nahi hai…..aur naa hee koi aamdani ka zaraya ki, tum do waqt ke roti kha sako….dekho sameer kal mai .,abaad jaa rahi hun… ammi ke tabayar bhut kharab hai….ye sab bhool kar apne study par dhayan do…aaj se huamre raste alag-2 hote hai…

Itane mai bahar door bell baji….maine bahar jakar gate khola toh dekha abbu ghar aa chuke thee….uske baad koi aur baat naa hui….mai bhut pershan ho chukka tha…aur udaas bhee….agle din nazia .,abad chali gaye…wo 10 baad wapis aaye….nazia ke bhai apni ammi ko sath yahi le aaye thee….abb nazia ke ammi neelam ke ghar par reh rahi thee…kyonki nazia ke ammi ke tabayat theek nahi ho rahi thee….aur uske ammi thee bhee kafi umerdaraz…wo 75 se ooper ke ho chuki thee….nazia ne abbu se baat karke kuch waqt maanga liya tha….ki wo abhi dusri shadi ka jikar naa kare… unki ammi shayad ye sadama bardast naa kar paye….isliye abbu ne bhee dusri shadi karne ka fainsa kuch arase ke liye chor diya tha….

Waqt ayse hee kat raha hai…2 month ayse beet gaye….mere final exam ho chuke thee. Aur mai result ka wait kar raha tha…phir result bhee aa gaya….aur main pass ho gaya,….usse kuch din baad nazia ke ammi chal bassi…unko fout ho gaye…nazia aur nazeeba dono behad udaas thee….iss doran jo ek acchi khabar aye wo ye thee ki sabeena ke wajhe se muje bank wo job mil gaye thee…jiska wada sabeena ne mujse kiya tha…nazia ke ammi ke mout ke baad abbu ne dunaya daar rakhane ke liye 2 month aur wait karne ka fainsla kiya….iss doran meri traning shuru ho chuki thee…. Nazeeba bhee 10th ke exam mai pass ho gaye thee….

Par usne college join nahi kiya tha….kyonki nazia ko abhi khud ko maloom nahi tha ki, wo issi city main apne purane ghar par rahege yaan phir .,baad main…phir wo yaha rahege wahi college mai nazeeba ke admission karwana tha….nazia ne .,baad main transfer karwane ke liye application de rakhi thee….nazia ke ammi ke fout ke ek month baad nazia aur abbu ne divorce le liya tha….par ye baat abhi bahar waalo se jahir nahi kee thee…phir ek din nazia ke application manzoor ho gaye aur nazia ke transfer .,abad ke bajaye….lahore main ho gaye….nazia ke ammi apni sari zameez jaydaaat nazeeba ke naam kar gaye thee….

Nazia ne islmabad wala aur humari city wala apna ghar bech ke lahor mai ek do manzila ghar khareed liya tha..aur baki ke payse nazeeba ke naam jama karwa diye thee…aur nazeeba ke wahi admmison karwa dee thee….abbu ne jab meri samane apni dusra nikhaah karne ke khawaish rakhi toh, maine unse kaha ki, muje koi aitraaz toh nahi hai….par mai abb kuch waqt ke liye akela rehana chatha hun….aap nikhah kar lain muje koi problem nahi hai…

Meri tranning bhee poori ho chuki thee….maine bhee sabeena se keh kar apni transfer Lahore mai karwa lee thee….phir akharkar wo din aa hee gaya….jab mai ghar se pehali baar apne dum par bahar jaa raha tha….apni jindgi ke naye shurwat karne…muje nahi pata tha ki, jiss raste par mai chal padha hun….wo rasta muje meri manzil tak le bhee jayega yaa nahi….uss din maine subhe-2 apna samaan do bade bags main pack kiya aur abbu se izaazat lekar ghar se nikala toh, dekha ki, faiz bahar car lekar khada tha… faiz mujse gaale mila aur usne mere hatho se bag pakad kar car main rakhe….aur phir mai faiz ke sath car mai beth kar city tak aya….

Faiz bhee mere ayse jane se kafi dukhi tha….aur sath hee khus bhee tha ki, akhar mai apne pairo par khada ho gaya hun….bus stand par phunch kar maine .,abad ke liye bus pakadi…uss din mai sham ko .,abad phuncha…uss waqt mere pass waha rehane ke liye koi arrangement nahi tha….mere pass sirf pehale month ke salary thee… pehali raat maine hotel main room lekar gujari….aur agali subhe mai jab tayar hokar hotel bank ke liye nikala toh, aap isse meri kismet hee samnjaye ki, abhi mai bank ke entry point par phuncha hee tha ki, mera amana samana nazia se hua…muje dekhate hee uska rang ek dum se udh gaya….

Muje bhee samaj main nahi aya ki, mai kayse react karo….isse pehale ki mai kuch bolata toh, nazia ne badi hee sakhat andaz main mujse kaha…”sameer abb tum yaha kya laine aye ho…please chale jaow yaha se…mai tumhe bhool chuki hun..please ayse mere samane aakar muje mera beeta hua kal yaad naa dilao….” Aur phir wo bina kuch bole ander chali gaye….uske jane ke baad main ander gaya aur seedha branch manager ko report kiya…aur apna joining letter diya….

Uske branch manager ne muje sare staff se milwaya…jisme nazia bhee shamil thee.. aur jab use ye baat pata chali ki, muje bank main job mil gaye hai….toh, nazia ke face expression change ho gaye….muje nahi pata ki wo khus thee…yaan phir shocked ho gaye thee….mai apne kaam mai busy ho gaya….iss doran dophar tak koi khaas baat naa hui….dophar tak baki ke sare staff se acchi tarah intro bhee ho gaye thee…. Lunch time mai jab logo khanna khane lagee toh, sabhi logo ne mujse khanne ke liye poocha. Par maine unhe thanks keh kar mana kar diya….

Nazia baki staff ke sath lunch karte hue bade gore se meri taraf dekh rahi thee…. Muje aachi tarah yaad hai ki usne lunch bhee theek se nahi kiya tha….lunch ke baad sabhi staff ke log bahar chai peene ke liye chale gaye….mai apne desk par betha hua tha…. Ki nazia mere pass aye….”congrats sameer….” Nazia ne mere pass akar chair par bethate hue kaha….

Mai: thanks….

Nazia: khanna kyon nahi laye sath…

Mai: maine subhe nasta jayada kar liya tha….isliye abb khanna khane ka mood nahi hai

Nazia: kaha ruke ho….

Mai: filhaal toh hotel main room liya hai….mai kal sham ko hee yaha phuncha tha…

Nazia: ye toh problem hai…koi rent par ghar yaa portion dekh lo….

Mai: haan dekh lunga…tumhe mere liye pershan hone ke jaroorat nahi hai….

Maine dusri taraf face kar liya….nazia kuch der waha khamosh bethi rahi aur phir uth kar chali gaye….sham ko maine bank ke staff ke sare logo se keh diya ki, muje koi room yaan koi poora portion rent par dilawa daine…. Issi tarah 3-4 din gujar gaye…par muje naa toh kahi ghar rent par mil raha tha aur naa hee single room mil raha tha….hotel mai rehana bhut mehanga padh raha tha….5 din jab bank band hone ke baad mai bank se bahar nikala toh, muje bank ke peon farah ne muje awaz dee…. Farah ke age 40 saal ke kareeb thee….uske shohar ki fout kai saal pehale ho chuke thee….uske 1 beta aur 2 betayan thee……dono betyon ka nikhaah ho chukka tha….

Farah dikhane mai kuch khaas naa thee…..farah ke awaz sun kar jab main ruka toh, wo mere pass aye aur phir kuch dair sochane ke baad boli…”aapko room mila yaa nahi…”

Mai: nahi abhi tak nahi mila tumhari nazar main koi hai toh bataow…

Farah: jee hai toh sahi….par….

Mai: par kya….

Farah: jee wo room toh mere ghar par hai…..par….

Mai: kya agar aapke ghar main room khali hai toh, aapne muje pehale kyon nahi bataya….

Farah: jee wo darasl muje baat karne  mai jijak ho rahi thee….

Mai: kayse jijak….

Farah: darsal mera ghar jayada bada nahi hai….aur muje pata nahi ki aapko pasand ayega yaa nahi….shayad wo apke rehane layak jagah ho hee naa….

 Mai: isme kon se jijakane wali baat hai….mai ek baar dekh laita hun…agar pasand aa gaya toh, phir waha shift ho jaunga….wayse bhee kitane din hotel main rahunga…

Farah: toh kab dekhoge....

Mai: aaj hee dikha do…nahi toh muje hotel ke room ka kal ka rent bhee daina padhega.

Farah: jee durast hai….aap chalaye mere sath….

Mai waha se farah ke sath uske ghar aa gaya….uska ghar badi hee ajeeb se mohalle mai tha….aysa lag raha tha…..jayse mai kissi gareebo ke basti main aa gaya hun…khair thodi der baad farah ek ghar ke samane ruki…aur gate ko khatkhataya toh thodi der baad ek aurat ne gate khola….jayse hee hum dono ander dakhil hue, toh farah ne uss aurat ke taraf dekhate hue kaha….”jee ye meri devarani hai….yara….” uss aurat ne muje halki se smile ke sath dekha aur salaam kiya…maine wahi khade-2 ek hee pal main poore ghar ka jayza le liya….

Ghar mai peeche ke taraf do room thee …aur sath kitchen main aur barmada tha….agge gate ke pass ek taraf bathroom aur toilet tha…aur dusri taraf ek chota sa room tha,…” aaye aap pehale room dekh lain….” Farah ne meri taraf dekhate hue kaha…aur phir muje gate wale room ke ander le gaye….”yara tum chai bana kar le aow….” Farah ne room ke ander jate hue kaha…..room ke halat kafi kharab thee….muje nahi pata tha ki, mai yaha reh bhee paunga yaa nahi…mai abhi dil main yahi soch raha tha ki, mai yaha par kayse rahungha…….par shayad farah ne mere soch ko padh liya tha…

Farah: muje pata hai ki, ye room aapke rehane ke layak nahi hai….par jab tak aapko koi aur room nahi mil jata…aap yaha reh sakte ho….agar aap chaho toh,……

Maine bhee dil hee dil mai socha….ki farah theek keh rahi hai….uss mehange hotel main roj ke 600 rs dekar rehane se behatar toh yahi rehana theek hai…jab koi dhang ka portion yaa room mil jayega….tab yaha se shift kar jaunga….farah uske baad muje apne room main le gaye….aur muje chair par bethane ke liye kaha….mai chair beth gaya… farah kitchen main chali gaye…pata nahi kyon par muje waha bada ajeeb sa mahsoos ho raha tha…khair chai peekar maine waha se izaazat lee aur waha se hotel main aa gaya….abhi mai kuch decide nahi kar paa raha tha ki kya karun….
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Mera Pyar Meri Sauteli Maa or Behen - by 1112 - 13-12-2019, 11:10 PM
RE: Mera Pyar Meri Sauteli Maa or Behen - by hirarandi - 18-12-2019, 05:08 AM



Users browsing this thread: 7 Guest(s)