26-01-2019, 02:10 PM
Update 84
Raj: han main abhi ghar se nikal raha hun…20-25 mint mein tumhare paas a jaunga…
Samne se: OK main wait karunga…
Fir Raj ne bye bol ke call cut kar diya…fir Raj ghar se bahar gaya aur apni car nikal kar kisi taraf chal pada…Ab kahan ja raha hai kiske paas ja raha hai…kus nahi pata…
Ab age…
Raj kareeb 20 mint drive karne ke baad ek ghar ke age jakar ruka…fir Raj car se nikla aur as paas check kiya k koi dekh toh nahi raha…fir wo ghar ke ander bina knock kiye chala gaya…
Ghar ke ander kafi andhera tha…Raj ne ander pahunch kar apni torch jagayi…fir usne as paas dekha…wahan use ek bada sa mirror najar aya…Raj us mirror ke paas gaya…
Fir Raj ne us mirror ko slide kar ke side mein kar diya…uske peeche ek door tha…Raj ne us door ko khola aur ander Jane ke baad door wapis band kiya…aur side mein lagi ek switch daba di…jisse bahar ka mirror dobara apni jagah par a gaya…
Fir Raj ne torch dusri taraf ghumayi aur us taraf sidiyan thin…jo niche ki taraf ja rahi thi…Raj torch ki help se chalta huya sidiyon se niche utarne laga….thoda aur niche ane ke baad Raj ko ek door saaf dikhayi dene laga…
Raj Jaise hi us door ke paas pahuncha toh usne apni torch band ki aur door knock kiya…kisi ne a kar door khola…Samne ek 25-26 saal ka ladka khada tha…Raj use dekh kar khus ho gaya par wo ladka apni ghadi dekhne laga…
Raj: are Amar kaisa hai tu…
Amar(ghadi dekhte huye): sir ap ne kaha tha k 20-25 mint lagenge…ap ko toh 30 mint lag gaye…
Raj: yaar main yahan toh time par hi a gaya tha par tere is underground jagah par ate ate time lag gaya…
Amar: chaliye koi baat nahi…aiye ander…
Fir Raj ander chala gaya…us room mein boht sare photographs maps…aur bhi boht kus tha…jise dekh kar lagta tha k yeh kisi detective ka room hai…
Khair Amar ne door band kiya aur ek chair par jakar baith gaya…Us chair ke samne ek bada sa table laga huya tha jiske dusri taraf bhi 3 chairs padi thi…Usne Raj ko wahan baithne ko kaha…
Raj(baithte huye): yaar tu apne office mein koi change kion nahi karta…1 saal pehle bhi aisa hi tha…
Amar: sir mujhe aise hi acha lagta hai…
Raj: aur yaar yeh kya sir sir laga rakha hai…tu mera dost hai…
Amar: sir dosti apni jagah…aur jab tum yahan pichle saal mere dost ke taur par aye the toh Maine tumhe sir kaha tha kya…
Raj: toh aj aisa kya hai…
Amar: aj ap mere paas kaam ke liye aye ho…aur main apne client ki respect karta hun…
Raj(halka sa muskura kar): toh fir Jo tera man kare kar…
Amar: OK ab bataiye k kya huya hai…
Raj: yaar Maine jab Sandy ko Diksha ke paas us din bheja toh Jo batein mujhe Sandy ne batayi aur Priya par huye hamle ki timing ke hisab se mujhe lagta hai k Diksha in sab ke peeche nahi hai…
Amar(thoda sochne ke baad): ho toh sakta hai…par ab apko kis par shak hai…
Raj: mujhe Nikhil par shak hai…inspector ne bhi bola tha k abhi tak uski dead body nahi Mili hai toh ho sakta hai wo apni maut ka natak karke kahin bhag gaya ho…
Amar: ho toh sakta hai…par mujhe us admi ka pata lagana padega jisne Priya par goli chalayi…
Raj: tum uski fikar mat karo uska pata hum logon ne laga liya hai…
Amar(khus hote huye): are wah yeh toh boht achi baat hai…ab mujhe uske bare mein bata dijiye main uske jariye asli mujrim tak pahunchne ki kosish karunga…
Raj ne Amar ko Monty ki layi huyi sari information naam address sab kus bata diya…
Amar: acha toh wo sham ko theke par milega…
Raj: han hum bhi wahan Jane wale hain…
Amar: wo apko pehchanta hoga toh ap mat Jana…main hi chala jaunga aur us par najar rakhunga…
Raj: han baat toh tumhari sahi hai…hum nahi jayenge…
Amar: han yeh sahi rahega…ab us ki help se main asli mujrim ka pata jaldi hi laga lunga…
Raj: toh fir thik hai ab main chalta hun…
Amar: are ab no client only friend…toh ab thodi der as a friend bhi baith yahan…
Raj: are wah yaar tu toh ek dum se character se bahar a gaya…
Amar: bhai kya karun kaam hi aisa hai…
Raj: achi baat hai…
Amar: Bhai tu bata Teri life kaisi chal rahi hai…
Raj: achi ja rahi hai…par yeh mystery solve ho jaye toh aur bhi achi ho jayegi…
Amar: are iski fikar na kar tu toh mera dost hai…tu hi ek aisa insan hai jisko main yahan Lekar aya hun…
Raj: yahi toh dosti hai bhai…
Fir aise hi wo log thodi der batein karte rahe…uske baad Raj wahan se ghar ke liye nikal gaya…abhi ghar par koi nahi tha…
Par kya ap logon ko pata hai k kal jab Raj Monty aur Sandy gaon se aye the tab wahan ek bada bawal ho gaya tha…jab yahan kus nahi ho raha tab tak hum gaon ki baat kar lete hain…
Kal subah Raj ke Jane ke baad…Priya Raj ke kamre mein so rahi thi…Aur Geeta Priya ke kamre ki taraf ja rahi thi...
Geeta(badbadate huye): 8 Baj Gaye hain aur yeh ladki abhi tak so rahi hai...Raj ko dekho subah subah Mumbai ke liye nikal bhi gaya…
Yeh bolte huye Geeta Priya ke room mein gayi par Priya wahan nahi thi…aur na hi washroom mein thi…Geeta ko laga k uth kar bahar chali gayi hogi…
Yeh soch kar Geeta bahar Nikli…tabhi wahan Shanta Jo puri haweli ke kamron ki safayi karti hai wo wahan se ja rahi thi…
Geeta: are jara suno toh…
Shanta(ruk kar): Ji Malkin…
Geeta: tumne Priya ko kahin dekha hai subah se najar nahi a rahi…
Shanta ne Jaise hi Geeta ki baat suni toh wo toh aise sharmane lagi Jaise Geeta ne yeh puch liya ho k…chalo chhodo yeh baat mude par ate hain…
Shanta(sharmate huye): wo Malkin choti Malkin toh wahan….
Geeta: kya wo wo kar rahi ho batao mujhe use nashta karwana hai…
Shanta(sir niche karke): wo choti Malkin wahan Raj babu ke kamre mein unke palang par so rahi hai…mujhe laga Raat ko ache se so nahi payi hongi toh Maine unhe uthaya nahi…
Ab is pagal Shanta Devi ko kon samjhaye k jitna pucha ho utna hi jawaab dena chahiye…par usne toh apne man ki Sochi baton ko bhi yahan ghusa diya…par yeh baat sun kar Geeta ko kus samjh mein na aya k wo kya kare…kya bole…usne Shanta se ek baar aur clear karne ke liye pucha…
Geeta(halki hairani aur gusse mein): yeh kya bol rahi ho tum…Priya Raj ke bed par kion soyegi...aur yeh Raat ko ache se na sone se tumhara kya matlab hai…
Shanta(Geeta ko gusse mein dekh kar thoda darte huye): Malkin mujhe kus nahi pata…maine Jo dekha aur dekh kar mujhe Jo laga Maine bata diya…
Yeh bol kar Shanta wahan aur na ruki aur darte huye tez kadmon se wahan se bhag gayi…aur Geeta ko gusse aur hairani mein wahin khade chhod gayi…
Geeta(man mein); yeh Shanta kya bol rahi hai…Priya aisa ganda kaam kar hi nahi sakti…ho sakta hai use galtfehmi huyi ho…main khud jakar Raj ke kamre mein check karti hun…
Yeh soch kar Geeta Raj ke kamre ki taraf chal padi...usne Jaise hi Raj ke kamre ka door khola toh sath sath uski ankhein bhi khul gayi…kionk samne Priya Raj ke bed par blanket ode aram se so rahi thi…
Priya ko Raj ke bed par sote dekh Geeta ko hairani ke sath sath gussa bhi ane laga…wo gusse mein Priya ki taraf badhi aur usne Priya ke upar se pure jor se blanket khinch kar fenk di…
Aisa karne se Priya ki ankh khul gayi aur wo Ankhein maslte huye uth kar baith gayi…halki ankhein khulne ke baad use yeh toh pata chal gaya k samne Uski mom khadi hai par wo gusse mein hai yeh use pata nahi chala…
Priya(halki khuli ankhon se dekhte huye): Good morning mom…
Priya ki morning wish ka reply Geeta ne apne munh se nahi Hath se diya…usne ek jordar thapad Priya ke komal galon par jad diya…
To be continued…