Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Blackmail ( Love Sex or Dhoka ) - By Zia Shahneel
#1
mey aik mashraqqi lerki hon..humaari iqdaar humain ijazaat nahi deti key mey lerki ho ker apney saath chand nehayat hi nijji aur khofnaak halat bayan karon who bhi pori duniya key samney laikin merey chand bhut hi qareebi doston aur azeezon key kehney sey mey apni hi jasi chand massom lerkiyon ki zindagi aur un ki izaat bachaney key liye yeh sab aap sey share ker rahi hon..ho sakta hey merey yeh sab bayan kerney sey kuch massom lerkiyan humarey mashrey key darindoon key haath khilona banney sey bach sakain jo hum massom lerkiyon key jisam ko nasirf apni ayyashi bulkey apni kammai ka zerya jantey hoye hum sey her jayez aur na jayez kaam kerwatey hain aur hum sab jantey hoye bhi majbour hotey hain waja humara mashraa hi hoyta hey jo key baja tour per sirf mardoon ka mashraa hey..hum laakh apney aap ko behla lain key aaj mard aur aurat mey koi farq nahi mard aur aurat baraber key haqoq rakhtey hain laikin yeh kitaabi batain sirf kitabon mey hi achi lagtin hain ya siyasatdanoon key monh sey…haqeqat kiya hey yeh hum jaisi lerkiyan jo hallat ki bhent cherhti hain to pata chalti hey…mey bhi apni university key zamaney mey aurton key hqoq key liye bhut hi active khayal ki jati thi…aisi tamam ter sergermiyon mey khob berh charh ker hissa leti…kiya maloom tha key aik din jeeti jagtii ibraat ka nishaan bana di jaon gi…aap yeh kahani perhtey waqt khayal na kerye ga meri zaban sey adaa hotey staight sentences ya language sey kion key mey ney apney saath beetey hoye waqiyat hurf ba hurf naqal kiye hain to zaban per janey key bajaye is kahani mey chuppey hoye jazboon aur khayalat ko janye ga…yeh un dino ki baat hey jab auraat per jawani aati hey mujh per bhi jawani aai thi..umangain jawan thin khuwaab in ankhon mey bhi sajtey they..khawaab jo kabhi porey nahi hotey..khuwaab jo insaan ko andekhi duniyaaon mey ley jatey hain..jawani key khuwaab jo rangeen aur sangeen hotey hain…meri ankhhain bhi khuwab dekhtin thin…merey dil mey bhi aik gher aik shoher bachey in sab ka armaan tha…mey ummer ki us dehleez per thi jahan duniya bhut hi haseen dikhti hey..jawani bhi tout ker aai thi..meri dostain aksaar merey allher jisam ko shararat sey chertin aur fiqrey kastin..kiya hi kassa hua aur mast jisam tha…chehra bilkul kittabi..hansta hua…ankhain jaisey jheel ki andekhi gehraiyan…khobsorat lehratey baal…khobsorat gora rang…aur ander ka haal to mey hi jaanti thi…khobsorat gori uthhan liye hoye chaatiyan jin ki bulandi himaliya ko bhi sherma dey aur jis ki nermi makhmal ko bhi maat dey..us per laggi gullabi butniya…neechey patli kamar jo zara sea zor perney per bal kha jaye..bhaari kolhey…aur sehatmand jisam….merey pass who sab kuch tha jis ki mard tammna kerta hey..aik haseen dil…jazbey ..kis chez ki kammi thi..aur yehi baat thi mey universiry mey herdil azeez thi…kiya larkey aur kiya larkiyan..sab hi dost they…bhut khobsorat din they…


    Ab behad zarori hey mey apna taruuf bhi kerwti chalon takey meri is dataan ka tasulsul na kharab ho sakey..mera naam Aashi hey…Apney maa baap ki bahad laadli aur chaheti beti hon..aur akloti bhi..merey papa aik kamyaab business man hain..jin ka busnies duniya key kai mulkon mey phela hua hey…laikin merey papa ney mujhey bhut pyar diya…unhoon ney duniya key serd-o-garam sey hamseha bacha ker rakha..mujh sey kehtey they "Beta aashi tum ko jo perhna hey who apney hi mulk mey reh ker perh lo baher universities hum '.s key liye nahi hain wahan ka mahol bhut hi kharab hey" itney paisey aur itni daulat honey key bawajod merey papa bhut hi seedhey saadhey insaan they..hum Lahore key aik posh ilaqey mey rehtey they..merey papa ney humain pori duniya ghumai ..mujhey aur mama ko laikin hum hamesha laut ker apney Pakistan hi aaye..yehi humara watan tha..yehi humara gher tha..papa kaha kertey they…"Admi ki thakkan hamesha us key gher aa ker hi uterti hey.." aur un ki baat sahi thi…hum duniya key haseen taren mulkon mey bhi ghomey…five star hotels key nehayyat hi shanddaar rooms mey rahey laikin aik zehni asoudgi na thi…aur who humain apney watan mey aa ker hi milli…

    To mey bata rahi thi Papa ziada ter apney busnies tours per hotey they..gher per mey aur mama rehtin thin…waisey to servents bhut they gher mey laikin hum maa beti aik dosrey sey hi dil ki batain kiya kertey they..meri mama meri behtreeen dost thin mey hamesha university sey a ker apni mama key saath lunch kerti aur din bher ki batain un sey discus kerti aur who meri her baat suntan..mujhey mashwarey detin ..kabhi papa hotey to hum teeno khob batain kiya kertey..yunhi zindagi key shab-o-roz guzer rahey they…waqt ka chakker chal raha tha…sab kuch haseen tha..bhut haseen…aur yeh haseen ehsaas tab tak qayyam raha jab tak meri zindagi mey "Mohabbat " ka ehsaas nahi aa gaya..Aur yeh ehsaas peda kerney wala tha "FARAZ" …Who "Economics" mey masters ker raha tha aur mey "Mass Communications" mey humarey department alag alag they..laikin kabhi canteen mey to kabhi library mey aamna saman ho hi jata tha..aur na janey kab mey "FARAZ" ki mohabbat mey gireftaar ho gai pata hi na chala..woh merey dil per hukumrani kerney laga..wohi merey khuwabon mey aaney laga..mey kahin bhi hoti us hi key barey mey sochti…us ka khayyal merey charsou phel jata..aur mey pareshan ho gai..mey abhi apna career banana chahti thi…laikn kiya karon yeh dil manta hi na tha..woh to bus aik hi naam janta tha.."FARAZ" us key siwa ussey kuch sojhta hi na tha…who din ba din merey qareeb hota chala gaya…ab hum ziada ter time saath guzartey…khob ghomtey ..ghanton bethey aik dosrey ki ankhon mey dekha kertey batain kiya kertey..mey khud ko us key pyar ki ghanni chaoun mey bhut hi purskoon mehsoos kerti aur jab who mujh sey juda hota to aisa lagta jaisey zindagi hi juda hoi ja rahi hey..woh meri kamzori ban gaya tha… Mera koi qasour na tha bhala dil per bhi kisi ka zor chalta hey…mohabbat ka jadoo sir cherh ker bol raha tha..aksar hum sar-e-shaam Ravi kinarey bethey Aik dosrey ko takka kertey, mey us key kandhey sey sir tikaye kisi dour anjaani andekhi duniya mey pohnchi hoti..kab time guzer jata pata hi na chalta tha..mey apney aap sey bhi beperwah hoti ja rahi thi..meri mama ney mujh mey honey wali tabdeliyon ko note to kiya laikin mujh sey pocha nahi..shayyad who intezaar mey thin key hamesha ki tarrah mey hi unhain bataon gi aur mey ney apni zindagi ki bhut bari ghalti yeh ki key apni mama jo meri her baat ki raazdar thin..jinhon ney bchpan sey hamesha her tarah key hallaat mey mujhey sambhala tha…sahara diya tha..un sey hi yeh itni bari baat chuppa li…Kash mey aisa na kerti…mey faraz ki mohabbat mey doobti challi gai aur who bhi mujhey is key moqey deta raha Isi tarah din guzertey rahey…mey faraz per zour deti key who apney waldain ko merey gher rishtey key liye bhejey laikin who apney career ko ley ker bhut hi jazbaati tha..us ka keha n tha key who abhi merey qabil nahi hey…mey aik ameer baap ki akloti aulaad thi aur who aik middle class family sey tha….aur yehi cheez humarey dermiyan dewar ban rahi thi..mujhey apni daulat sey apney baap key naam sey nafraat si mehsoos honey lagi..mey sochney lagti key kash mey bhi aik ghareeb baap ki beti hoti..us baap key liye mey soch rahi thi jis ney bachpan sey khud sey ziada mujh ko chaha tha meri zara si takleef per pori pori raat merey sirhaney betha rehta tha..merey papa ney mujh ko jitni mohabbat di thi bhut hi kam baap apni betiyon sey ker patey hain…who mujhey dekh dekh ker jeetey they…aur apney unhi papa ki beti honey per aaj mujhey afsous ho raha tha….aap andaaza ker hi saktey hain key mohabbat kitna monh zor jazba hota hey..mey faraz ki mohabbat mey andhi ho gait hi….apney papa ka shafqat bhara chehra bhi mujhey dikhai na deta tha..apni mama ki mohabbat nazer na aati thi…na janey kiya ho gaya tha mujhey ab sochti hon to heart hoti hey key mujh jaisi mazbout perhi likhi lrki ka mohabbat ney yeh hallat ker di to aik aam larki key dil-o-dimaagh per yeh kiya bijliyan giraati ho gi aur shayyad yehi aik ehsaas hey jo mujhey meri dastaan aap tak pohnchaney per majbour ker rahi hey…

    University ki picnic ho ya koi party mey faraz ki pasand key kaprey pehnti usey dikhaney key liye sajti sanwartius ki ankhon mey pasandedgi dekh ker meri khud per ki gai saari mehnat wasoul ho jati..mey ney ab tak apney gher per kuch nahi bataya tha..mey intezar ker rahi thi key faraz kab apney waldain sey meri baat kerta hey to mey bhi apni mama ko faraz key barey mey bataoon..

    (note: dear friends yeh mohabbat ki dastaan kaafi taweel aur yaksaniyat per mushtamil hey dastaan key tasalsul key liye mey kaafi ghair zarori waqiyat hazaf ker key asal mattan aap tak pohncha raha hon..)

    Akhir university sey juda honey key din qareeb aa gaye..mera israar bertha ja raha tha..key faraz ab humari baat ker ley takey hum zindagi key saathi ban jayen laikin faraz tha key ab tak talley jar aha tha..Na janey who kis cheez ka intezaar ker raha tha..udher merey rishtey aaney shroo ho gaye they..papa key dostoon key gharanoon sey …laikin mey thi key faraz key ishq mey pagal hoi ja rahi thi..akhir aik roz merey israar sey mutasir ho ker faraz ney mujh sey kaha.."Aashi kiya tum merey saath merey gher challo gi mey tumhain apni maa sey milwana chahta hon…"

    Mey to khushi key ehsaas sey shershaar ho gai..mey foran hi raazi ho gai aur agley roz ka program bana..us din mey ney apney aap ko khoob ajaya..sanwara mey apney honey waley gher mey pehli baar ja rahi thi..apney honey waley humsafer key gher..jo meri jannat tha..jahan mey ney aik nai zindagi shroo kerni thi aur jin logon key saath shroo kerni thin aaj mujhey un sey milna tha..mey ney apna behtreen suit pehna halka makeup kiya..us key baad ghantoon aainey mey kharri apney sibangy mey koi kammi dhondhti rahi..mama ney kai baar pocha aaj koi khaas din hey laikin mey ney un ko yeh keh ker mutmayin ker diya key mey university mey honey wali aik party key liye ja rahi hon..mama khamosh to ho gain laikin un ki nigahain bata rahin thin key who mutmaion nahi thin..shayyad maa honey ki waja sey unhain apni beti per lehratey ghanney saaye nazer aa gaye they..laikin na janey kion who chup hi rahin…aur mey tayyar ho ker tey shudda program key mutabiq sahi time per university pohnch gain..university key baher Faraz aik dost ki gaari mey mera muntazir tha…mey jaldi sey us key saath beth gai aur us ney gaari apney gher ki janib dora di…us ka gher Lahore key us ilaqey mey tha jahan mey kabhi nahi gai thi..woh aik middle class area tha..yahan mera kabhi guzer nahi hua tha..mey tezi sey guzertey manazir dilchaspi sey dekh rahi thi..faraz koi baat nahi ker raha tha..woh ghair mamoli tour per khamosh tha..

    Faraz na janey kin galiyon mey ghumaata hua mujhey aik alag thalg sey banney aik tareek aur tang sey makkan per ley aaya..mey us ka gher dekh ker jhijhak gai..mey khud sey ziada faraz per aitmaad kerti thi..woh kai baar merey saath tanha bhi raha tha..laikin kahi aik haad sey aagey nahi gaya tha..woh mujhey dewanoon ki tarah chomta tha…merey hont chusta tha..laikin bus is sey ziada kuch nahi jab key mey un kamzour lamhon mey shayyad khod per qabo kho bethti thi aur dil ki anjaan gehriyon sey awaz aati key faraz aur bhi aagey berhey laikin who is sey aagey kabhi nahi berha …mujh ko faraz per aitmaad tha laikin mey jhijki is liye thi key us ka gher merey khayalon sey bhi kahin bedter tha..aap khud sochain mera gher 5000 yds per tha mera akela kamra hi us key porey gher sey bara tha..us per na rang-oroghan..ajeb wehshat si baras rahi thi us makkan per…to yeh sab dekh ker mera jhijkna qudratti tha..Faraz muskura ker bola.."kion kiya hua aashi..meri maa sey nahi milna..?"

    Mey sab kuch zehen sey jhatak ker muskurati hoi car sey utter gai..aur Faraz key saath gher key derwazey per pohnchi…derwazey per dastak di faraz ney ander kuch lamhey khamoshi rahi phir aik borhi si aurat ney derwaza khola..shakkal per hi phitkaar pari thi us key…Faraz bola."Yeh humarey gher per kam kerti hey."

    Mey andar aai us ney mujhey aik kamrey mey bitha diya..ajeeb boseeda sa sofa tha..woh ander chala gaya mujhey wahan bitha ker…kuch dair baad ander sey kisi key bolney ki awazian aaney lagin aur abhi mey is per ghour hi ker rahi thi key ander sey teen ghundey qisam key aadmi ander aa gaye..mey apney aap mey simat si gai…faraz un key peechey hi tha..Aik udhair umer aadmi merey jisam key paar uter janey wali nigahon sey mujhey dekhta hua bola.."Fajji beta..tou ney apna kaam sahi tarah kiya ab tou ja aur is ki kisi dost sey is key gher phone kerwa dey key yeh aaj raat nahi aaye gi baaqi sara kaam yeh bacha log ker lain gey.."

    Mey hakka bakka faraz ko dekh rahi thi..woh mujh sey nazrain nahi milla raha tha..woh us aadmi sey bola.."Boss kuch paisey mil jatey to..woh kiya hey naa aaj kal jaib bilkul khali hey…"

    Boss bola."abhi to tou maal laya hey zara is ko test ker leney dey terey paisey tujhey mil jayen gey ab tou ja yahan sey.."

    Mey jaldi sey uth ker faraz sey ja laggi aur phaat phatti awaz sey us sey boli."Yeh sab kiya hey faraz?"

    Faraz kuch na bola..us aadmi sey bola."Boss ab is churiya ko pakro mujhey abhi aik aur maal ki taraf jana hey.."

    Do admi meri taraf lapkey aur mujhey bazoo sey jaker liya..Faraz baher ki taraf janey laga..mey cheekh cheekh ker faraz k0o apni mohabbat key wastey deney laggi us ki minatain kerney laggi key who mujhey in derindoon key paas na chour ker jaye..laikin us ney jaisey kaan band ker liye they..meri cheekh-o-pukaar sun ker woh udhair umer aadmi jis ko Boss key naam sey pukara gaya tha aagey berha aur merey phool jaisey galoon per aik zordaar hath mara..meri awaz aik dam ruk gai mey heart sey but bani re gai in galoon ko hamesha pyar milla tha aaj tak merey baap ney bhi mujh per haath na uthaya tha..merey aansoo behney lagey..woh apni khoni awaz mey bola..

    "sun churiya..Woh tera aashiq humara aadmi tha hum ney tujh jaisi ameer baap ki auladon ko ghairney key liye paala hey ussey ab terey baap sey paisey nikalwayengey jab tak tujhey yahan rehna ho ga aur hum jo kahain who kerna ho ga..issi mey teri bhalai hey…ab terey halaq sey awaz nikli to gala daba ker yahin gaar dain gey tujhey.."
    Aur mey ander tak sehem gai..

    Unhoon ney mujhey ander aik kamrey mey band ker diya….mey bethi apni qismat ko kosti rahi aur faraz key is tarah badal janey per heraan hoti rahi..Shaam mey Boss phir ander aaya…aur ghour se merey nazdeek beth ker merey jisam ko ghorta raha aur mey simtti bethi rahi..woh challa gaya..Kuch dair baad wohi dono us key chamchey ander aaye aur High resolution camera's fit kerney lagey..,meri samjh nahi aa raha tha key yeh sab kiya ho raha tha…who kiya kerna chah rahey they…Kuch dair baad boss aaya aur bola..

    "Dekh lerki hum ney socha hey key kal hum tujhey chour dain gay..ab gher ja ker tou kiya bahana banati hey yeh tou khoud soh ley.."

    Mey us key paon per gir parri.."aap mujh per rehem karain.aap jo mangain gey mey aap ko don gi "''Boss kameeni hansi hans ker bola.."To tou ney yeh kaisey soch liya key hum kuch liye baghair tujhey yahan sey janey dain gey.."

    Mey boli.."aap mujhey gher janey dain.mey wada kerti hon key aap jitney pasiey bolain gey mey aap ko dongi.."

    Boss bola.."Laikin jan-e-man tumhara kiya bharosa key yahan sey tum seedhi security officer key pass nahi jati ya apney wadey sey mukker nahi jaatin.."

    Mey us ko yaqeen dilate rahi aur who hansta raha..Akhir bola…"Tum fikar na karo kal subah hum tumhain chour dain gey aur paisey bhi tum hi la ker do gi.."

    Mey khamosh ho gai..Meri samjh mey kuch nahi aa raha tha key yeh log mujhey abhi kion nahi chour rahey subah ka intezaar kion ker rahey hain..Apni mama ka khayyal alag pareshan ker raha tha who kitni pareshan hongi mey ab tak gher nahi pohnchi thi…aur raat key saaye gehrey hotey ja rahey they…akhir raat ko derwaza khulla wohi makrooh shakkal aurat merey liye khana lai..mey ney zeher maar ker liya thora bhut..Kuch hi dair guzri thi key boss aur us key cheeley is halat mey ander aaye key un key hathon mey sharab ki bottles latki hoi thin aur un ki ankhon mey shetaniyat saaf dekhi ja sakti thi..mey anjaney lamhon ki khofnakiyon ko mehsos ker key sehem gai aur bister per aik taraf simaat ker beth gai..na janey kiya honey wala tha..yeh log to mujhey rehaa kerney waley they..to ab yeh kis iradey sey yahan aaye they..dono cheeley ja ker camera waghera sahi kerney lagey aur boss merey bed key qareeb aik chair per beth gayaa aur meri taraf gehri aur hawas bhari nazroon sey dekhtey hoye sharaab peeney laga…
[+] 1 user Likes hirarandi's post
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.


Messages In This Thread
Blackmail ( Love Sex or Dhoka ) - By Zia Shahneel - by hirarandi - 07-12-2019, 01:51 PM



Users browsing this thread: 1 Guest(s)