Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Ahsaan ( by Storyking ) - COMPLETE
#15
Mujhe intezaar karte hue kaafi der ho gyi thi isliye main bas apne bister par pada fiza ke aane ka intezaar kar rha tha kyoki uski aadat thi woh hamesha mujhe khud bulane aati thi. Meri nazar darwaze par tiki hui thi lekin zehan me bar-bar heena ka khyaal aa rha tha. Main apne aap se hi kai sawaal puch rha tha or fir khud se hi jawaab talaashne ki koshish kar rha tha. Iss waqt mujhe fiza ke bare me sochna chahiye tha lekin jane kyo mujhe heena yaad aa rhi thi. iss waqt main do taraffa soch me phasa hua tha aankhen bahar darwaze par fiza ko talash rhi thi or zehan heena ko.


Abhi main apni socho me hi gum tha ki darwaze par mujhe ek saya nazar aaya andhera hone ki wajaha se main chehra thik se dekh nahi paa rha tha. Main bas tarwaze ki taraf nazar tikaye uss saaye ko hi dekh rha tha ki kab woh mujhe bulaye or main uske pass jau. Lekin ek ajeeb baat hui uss ladki ne pehle sir ghumake Daaye-baaye dekha fir kamre ke ander aa gyi jabki fiza kabhi bhi ander nahi aati thi woh to bahar khadi hui hi ishara karke mujhe bulati thi. yeh janne ke liye ki yeh kaun hai or yha iss waqt kyo aayi hai maine foran usko apne pass aata dekhkar apni aankhen band kar li jaise main gehri neend me sou rha hoo. Jab woh ladki thoda or kareeb aayi to mujhe halka-hakla chehra nazar aane lga yeh to nazi thi. Main soch me pad gya ki iss waqt yeh yha kaise aa gyi or fiza ne to mujhe kaha tha ki woh iske sou jane ke baad aa jayegi. Ab main yeh sochkar pareshaan tha ki kahi iss waqt fiza yha aa gyi or usne nazi ko yha dekh liya to woh kya sochegi mere bare me. Lekin fir bhi main sone ka naatak karte hue waha pada rha. kuch der nazi ne baba ko dekha jo gehri neend me sou rhe the or kharate maar rhe the fir woh palat kar gyi or dheere se darwaza band kar diya or kundi lgake meri taraf aayi or mujhe gaur se dekhne lagi main aankhen band kiye hue leta rha fir woh dheere se mere bister par beth gyi or kuch der mujhe dekhti rhi fir jo side me thodi si jagah thi waha mere sath hi karwat leke let gyi kyoki uske jagah kam thi or ab uske hote hue main thoda pichhe sarakar jagah bhi nahi bna sakta tha.

Kuch der woh ese hi leti thi or fir apna ek hath meri chhati par rakh liya or dusre hath ki ungaliyo se mere gaal sehlane lagi fir dheere se apni ek taang meri jaangh ke uper rakh lee or apni baaju ko mere pet se guzaar liya jaise woh lete hue ko hi mujhe side se gale lga rhi ho. Isse uske mumme mujhe apne kandho par mehsoos hone lage. Main fir bhi waise hi leta rha asal me main yeh dekhna chahta tha ki jo mujhse andhere me galati hui thi uska uss par kya asar hua hai or woh kiss hadd tak jati hai.

Kuch der woh mere sath ese hi padi rhi fir thoda uper ko hote hue meri gaal par apni ungaliya ki madad se mere chehre ko apni taraf kiya or kuch der mujhe dekhti rhi uski saans tez chal rhi thi jo mujhe apne chehre par bhi mehsoos ho rhi thi. Fir usne dheere se mere kaan me kaha

Nazi : jaag rhe ho kya

Main khamosh hoke leta rha jab usse yaqeen ho gya ki main soya pada hoo to usne meri gaal par halke se chum liya usne mera chehra apni ungaliyo ki madad se apni taraf kiya hua tha or mujhe chumne ke baad jaise uski ungaliyo se jaan hi khatam ho gyi ho uski saans bhi bohot tez chal rhi jo mujhe apne chehre par mesoos ho rhi thi. uske hath or ungaliya kaamp rhi thi kuch der woh ese hi mere kandhe par apna sir rakhkar mere sath leti rhi or apne kampte hatho se meri chhati par apna hath ferti rhi fir woh uthi or halke se mere kaan me boli....

Nazi : jo tumne manga tha maine de diya hai agli baar tumko mangne ki jarurat nahi hai.

Usne fir ek baar meri gaal par chum liya or iss baar usne halke-halke se 15-16 bar mere gaal ko lagatar chuma. Mujhse ab or sabar nahi ho rha tha mera lund bhi khada hoke pajame me tent bna chuka tha isliye maine karwat le lee or uske chehre ke samne apna chehra kar diya sath hi uski kamar me apne hath daal liya jaise lete hue hi usko gale se lga rha hoo. Ab woh poori tarah meri baaho me thi or mera lund uski taango ke bich phasa hua tha meri iss harkat se woh ek dam darr gyi or wahi sunn ho gyi jaise jamm gyi ho. Mujhe apni galati ka ahsaas ho gya tha ki woh mujhe sota hua samajhkar hi yeh sab kar rhi thi yeh maine kya kiya isliye fir se bina koi harkat kiye waise hi leta rha taaki usko yhi lage ki maine neend me hi karwat lee hai. kuch der main waise hi usko apni baaho me liye pada rha uska sir meri niche wali baaju par tha jo maine ghuma kar uski peeth ke pichhe rakha hua tha or dusre hath maine uski kamar par rakha hua tha or meri ek taang ab uske uper thi. Kuch der woh ese hi bina koi harkat kiye mere sath leti rhi jab usse yaqeen ho gya ki main soya hua hoo to usne fir se ek baar mera naam pukara or wahi jumla fir se dohraya...

Nazi : Neer jaag rhe ho kya....

Jab meri taraf se koi jawab nahi aaya to usse yaqeen ho gya ki maine neend me hi karwat lee hai ab woh mujhse or chipak gyi or apni ek baaju meri kamar me daal kar mere or kareeb ho gyi uski chhatiya ab mujhe apne seene par mehsoos ho rhi thi or uski garam saanse mujhe apne gale par mehsoos ho rhi thi usne halka sa apni chehra uthaya or fir se meri gaal par ek baar fir chum liya ab usne mera ek baaju jo uski kamar par tha usko ek hath se uthaya or usko apne hatho me thaam liya fir dheere-dheere mere hath par or mere hath ki ungaliyo par chumne lagi. fir khud hi mera hath apni gaal par rakhkar apne gaal sehlane lagi uske gaal bohot nazuk the jinka ahsaas mujhe bohot achha lag rha tha. fir usne halke se meri taang jo maine uske uper rakhdi thi usko dheere se niche ki or dhakela taki woh apne uper se meri taang hata sake. ab sirf mera niche wala baju hi uske sir ke niche tha jis par woh sir rakhe hue leti rhi. Kaafi waqt guzar gya lekin ab usne koi harkat nahi ki or woh ese hi mere kandhe par apne sir rakhkar leti rhi shayad woh mujhe dekh rhi thi.

Thodi der lete rehne ke baad woh uthi or dheere se bister par pehle bethi or fir mere chehre par 2-3 bar chum liya or fir woh khadi hoke chali gyi fir mujhe darwaza khulta hua dikhayi diya or woh bahar ko nikal gyi. Main bas usko jate hue dekhta rha. Mujhe ab yeh samajh nahi aa rha tha ki yeh naya kissa konsa khul gya yeh kaha se aagyi main to fiza ka intezaar kar rha tha. kaafi der main ese hi leta rha lekin fiza nahi aayi maine socha chalkar dekhta hoo ki kya hua hai aana to fiza ko chahiye the yeh naazi kaha se aa gyi isliye main bister se utha or dabe kadmo ke sath fiza ke kamre ki taraf badhne lga waha jake dekha to fiza or nazi ki awaaz aa rhi thi.

Fiza : nazi kab tak bethi rahogi aadhi raat ho gyi hai ab tum bhi sou jao
Nazi : bhabhi aap sou jao mujhe abhi neend nahi aa rhi jab neend aayegi to sou jaungi
Fiza : jaisi tumhari marzi mujhe to bohot neend aa rhi hai main sone lagi hoo.
Nazi : achha bhabhi aap sou jao main bhi thodi der me sou jaungi


Main bahar khada unn dono ki baate sunn rha tha ab mujhe samajh aa gya ki fiza kyo nahi aa saki kyoki nazi jaag rhi thi. Main wapis apne kamre me aake apne bister par let gya ab mujhe khud par gussa aa rha tha ki itna achha moqa tha main nazi ko chod sakta tha lekin maine usko jane kyo diya ab na mujhe fiza mili naa hi nazi yhi sab baate me soch rha tha kuch der me mujhe neend ne apni aaghosh me bhi le liya. Subah jab meri jaagh khuli to main apne roz ke kaamo se farig hoke teiyaar ho gya subah nashte par main or nazi sath me bethe nashta kar rhe the or fiza ander rasoyi me thi. jaise hi fiza mujhe nashta dene aayi to maine gusse se uski taraf dekha jis par usne ganda sa mooh bna liya or nazi ki taraf ishara kiya fir mera or nazi ka nashta rakhkar wapis rasoyi me chali gyi. naazi mujhe dekhkar muskura rhi thi or nashta kar rhi thi.

Main : kya baat hai aaj bade daant nikal rhe hain tumhare.
Nazi : loh ji ab main hass bhi nahi sakti
Main : tumhare daant hai jitne chahe dikhao
Nazi : Hhhmmm.... aaj tum badi der tak sote rhe
Main : pta nahi raat ko neend bohot achhi aayi.

Yeh sunkar naazi sharma si gyi or mooh niche kar liya or mujhse puchha...

Nazi : kyo raat ko kya khas tha
Main : pta nahi lekin bohot achhi neend aayi (zor se bolte hue...kyoki main fiza ko yeh sab suna rha tha)
Nazi : Zor se kyo bol rhe ho main behri nahi hoo dheere bhi to bol sakte ho naa
Main : achha...achha baate khatam karo or jaldi se nashta khao fir khet bhi jana hai.

Uske baad hum dono khamosh hoke nashta karte rhe or fiza bar-bar rasoyi me se chehra nikaalkar mujhe dekh rhi thi or apne kaano par hath lga rhi thi maine chehra ghuma liya or apna nashta khatam karne lga. nashta karke hum uthe to fiza foran mere pass aayi

Fiza : kitne baje tak wapis aaoge
Main : jitne baje roz aata hoo aaj kyo puch rhi ho
Fiza : nahi kuch nahi wese hi bas
Main : (nazi ki taraf dekhte hue) chale nazi
Nazi : haa chalo (muskurate hue)

Fiza bar-bar nazi ke piche khadi apne kaano par hath lga rhi thi or mujhse raat ke liye maafi maang rhi thi lekin main uski taraf dheyaan nahi de rha tha. fir main or nazi khet ke liye nikal gye or din bhar kaam me lage rhe. Shaam ko naazi sab samaan samet rhi thi or unki mukammal jagah par sara samaan rakh rhi thi. Main din bhar ke kaam or kheto ki mitti se kaafi ganda hua pada tha isliye naale me apne hath pair achhe se dho rha tha mere sath nazi bhi apne hath pair dhone ke liye aa gyi or mere pass hi beth gyi. Nazi ke Hath-pair dhone ke baad maine uski taraf muskurake dekha or uski taraf apne Safaa kar diya jise usne hass kar pakad liya or apne hath or baaju ponchhne lagi. abhi usne apni baaju hi ponchi thi ki maine usse apna saffa wapis khinch liya woh sawaliya nazaro se meri taraf dekhne lagi main niche betha or khud uske pair or taangey ponchhne lga or uski taraf ek bar nazar uthake dekha woh mujhe hi dekhkar muskura rhi thi. Hum dono me koi baat nahi ho rhi thi bas ek dusre se muskurakar aankho hi aankho me baat kar rhe the.
Uske hath pair saaf karne ke baad main apne pair ponch rha tha ki usne mera saffa khinch liya or gardan se nahi me ishara kiya or khud mere pair ponchne lagi mujhe uski ye adaa bohot achhi lagi or main pyaar bhari nazaro se uski taraf dekhne laga woh bas mujhe dekhkar muskura rhi thi or apne kaam me lagi hui thi maine usko uski dono baaju se pakda to woh mujhe dekhne lagi.

Main : pass aao
Nazi : (nazre jhukakar) pass hi to hoo
Main : Aur pass aao
Nazi : (thoda or nazdeek aate hue) ab thik hai.
Main : aur pass
Nazi : kya hai kyo tang kar rhe ho
Main : suna nahi kya kaha maine
Nazi : (naa me sir hilate hue)

Maine usse kandhe se pakda or apne seene se lga liya.


Nazi : (tez-tez saans lete hue) chhodo na koi aa jayega
Main : koi nahi aayega
Nazi : (khamoshi se mere seene se lagi rhi) Hhhmmm
Main : ek pappi do na
Nazi : Thappad khana hai (haste hue)
Main : kyo
Nazi : Uuuhhhuuu (naa me sir hilate hue)

Maine apne dono hatho se uske chehre ko pakda or uski aankho me dekhne lga. woh khamosh hoke kuch der meri aankhon me dekhti rhi or fir apni aankhen band kar lee. Shayad woh bhi yhi chahti thi main dheere-dheere apna chehra uske chehre ke kareeb le gya uss waqt uski saans bohot tez chal rhi thi.

Main : aankhen kholo
Nazi : (aankhen kholte hue) Hhhmmm
Main : nahi.....(muskurate hue)
Nazi : (muskurate hue naa me sir hilate hue)
Main : thik hai fir thappad hi maar do main to karne lga hoo
Nazi : (fir se aankhen band karte hue)

Maine apne hotho nazi ke naram or raseeley hotho par rakh diye jisse usse ek jhatka sa lga. kuch der usne apne hotho ko sakhti se band kare rakha or mere hatho ko pakde rakha jisse maine uske chehre ko pakda tha. kuch der uske hotho ke sath apne hoth jode rakhe ab dheere dheere uske hoth jo sakhti se ek dusre se jude hue the ab kuch dheele mehsoos hone lage maine sabse pehle uske niche wale hoth ko chusna shuru kar diya woh mera sath nahi de rhi thi lekin mana bhi nahi kar rhi thi main lgatar uske niche wale hoth ko chus rha tha ab dheere-dheere usne bhi mere uper wale hoth ko chusna shuru kar diya maine apne dono hatho se uska chehra azaad kar diya lekin woh ab bhi mere hotho se hoth jode bethi thi or apni dono aankhen band kiye bethi thi ab hum dono ek dusre ko shiddat se chum or chus rhe the. Hum dono ki aankhen band thi or hum ek dusre me khoye hue the mujhe nahi pta kab usne mujhe gale se lgaya or kab main zameen par let gye or woh mere uper aake let gyi hum dono kisi ajeeb se maze ke nashe me madhosh the mere dono hath uski kamar par lipte the or usne apni dono baaju mere gale me kisi haar ki taraf daal rakhi thi or mere uper leti hui thi. Hume duniya ko koi hosh nahi tha hum dono bas ek dusre me hi gumm the.

Tabhi mujhe ek car ka horn sunayi diya jisse hum dono ki ek dam aankh khul gyi nazi khud ko iss tarah mere uper leta dekhkar ghabra si gyi or jaldi se mujhse alag hoke mere uper se uth gyi uske dono hath buri tarah kaamp rhe the. Uska or mera mooh hum dono ki thook se buri tarah geela hua pada tha main zameen par pada usko dekh rha tha woh nazare jhukaye khadi thi or ek dam khamosh thi.

Main : kya hua
Nazi : (naa me sire hilate hue) der ho rhi hai ghar chale..... (apna mooh apni chunni se saaf karte hue)
Main : haa chalo

Hum dono ko hi samajh nahi aa rha tha ki ek dusre ko ab kya kahe. tabhi uss car ka horn ek bar fir se sunayi diya. halaki jaha hum dono the waha andhera tha isliye humko koi dekh nahi sakta tha maine jaldi se khade hoke apne kapde jhaade jis par mitti lag gyi thi or fir main or nazi khet ke faatak ki taraf badhne lage. Waha hume ek car nazar aayi jiske pass ek ladki khadi thi. maine pass jake dekha to yeh Heena thi jo mujhe dekh kar hath hila rhi thi or muskura rhi thi.

Nazi : aap usse baat karo main khet ka baki samaan sahi se rakhkar aati hoo.
Main : achha

Nazi wapis chali gyi or main car ki taraf badhne lga mujhe dekhte hi heena ke chehre par muskaan aa gyi or mujhe door se dekhkar hi boli....

Heena : aa gye janab...waqt mil gya hamare liye
Main : ji woh main kaam me masroof tha...kahiye kaise aana hua
Heena : arre itni jaldi bhool gye (aankhen dikhate hue)
Main : kya bhool gya?
Heena : kal abbu aapke ghar aaye the naa kuch vaada kiya tha aapne unke sath yaad aaya.
Main : achha haa yaad aa gya.... Gaadi chalaani seekhani hai tumko.
Heena : ji huzoor badi mehrabani yaad karne ke liye
Main : (muskurate hue) yaar jaruri hai kya aapke sath yeh driver to aaya hi hai isi se seekh lo na.
Heena : ji nahi.... mujhe aapse hi seekhni hai or aap hi sikhaoge. yeh to bas mujhe yha tak chhodne ke liye aaya hai.
Main : oohhh achha....


Itne me naazi bhi waha aa gyi...

Nazi : (mujhe muskura kar dekhte hue)sab kaam ho gya ab ghar chalen...
Main : Hhhmmm chalte hain (muskurakar nazi ko dekhte hue)
Heena : Ohhh madam.... aapko jana hai to jao Neer nahi jayenge
Nazi : (gusse se heena ko dekhte hue) kyo.... tum hoti kaun ho inko rokne wali yeh mere sath hi jayenge samjhi sarpanch ki beti ho iska matlab yeh nahi ki sara gaav tumhara gulaam hai.
Heena : Aukaat me rehkar baat karo samjhi...
Like Reply


Messages In This Thread
Ahsaan ( by Storyking ) - COMPLETE - by hirarandi - 03-12-2019, 04:15 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:16 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:17 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:17 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:18 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:20 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:22 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:22 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:49 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:49 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:51 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:53 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:53 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:54 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:55 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:57 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:58 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:58 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:59 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:00 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:02 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:02 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:03 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:05 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:08 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:08 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:09 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:10 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:11 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:11 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:12 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:12 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:13 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:14 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:14 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:15 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:16 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:17 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:18 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:19 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:20 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:21 PM



Users browsing this thread: 4 Guest(s)