Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Ahsaan ( by Storyking ) - COMPLETE
#4
Ese hi din guzarne lage ab mere jakham bhi kaafi bhar gye the or ab main chalne-firne ke qabil ho gya tha. lekin 1 baat mujhe hamesha pareshaan karti woh the mere seene par goli ke nishaan... zakham bhar gya tha lekin nishaan abhi bhi baqi tha main jab bhi nazi ya fiza se uss nishaan ke bare me puchhta to woh baat gol kar jati or mujhe uss nishaan ke bare me kuch bhi nahi btati main baba se yeh baat nahi puch sakta tha kyoki umar ke sath unki nazar bohot kamjor ho chuki thi isliye unhe dikhayi bhi kam deta tha. main sara din ya to khidki ke samne khada bahar ke nazare dekhte ya fir ghar me dono ladkiyo ko ghar ka kaam karte dekhta rehta lekin fir bhi fiza mujhe ghar se bahar nahi jane deti thi. Mujhe purana kuch bhi yaad nahi tha meri purani jindagi ab bhi mere liye ek qora kagaz hi thi. Nazi ab mujhe dawayi nahi lagati thi lekin fiza roz mujhe dawayi lagane aati thi or ese hi bina kapdo ke uper kambal daal kar sula jati. Aaj dawayi lagate hue fiza bohot khush thi or bar-bar muskura rhi thi uski iss khushi ka raaz puchhe bina main khud ko rok nahi paya.

Main: kya baat hai aaj bohot khush lag rhi ho aap
Fiza: ji aaj mere shohar aa rhe hai 5 maheene baad
Main: arre waah yeh to bohot khushi ki baat hai.
Fiza: hanji (nazare jhuka kar muskurate hue) aap se ek baat kahu to aap bura to nahi manenge?
Main: nahi bilkul nahi boliye kya kar sakta hoo main apke liye?
Fiza: woh aaj mere shohar qasim aa rhe hain to agar aap bura na mane to aap kuch din uper wali kothari me reh lenge...or ho sake to unke samne naa aana.
Main: (baat meri samajh me nahi aayi) kyo unke samne aa jaunga to kya ho jayega?
Fiza: bas unke samne mat aana nahi to woh mujhe or nazi ko galat samjhenge or shaq karenge asal me wese to woh bohot neq-dil hai lekin ese unki gair-hazri me humne ek mard ko rakha hai ghar me to woh aapke bare me galat bhi soch sakte hain naa isliye.
Main: kya aapne unko mere bare me nahi btaya hua?
Fiza: nahi maine aapke bare me unko kuch bhi nahi btaya kabhi. mujhe galat mat samajhna lekin meri bhi majboori thi
Main: koi baat nahi!!! thik hai jaisa aap thik samjhe
Fiza: main abhi aapka bistar kothari me lga deti hoo waha main apko khana bhi wahi de jaungi kuch chahiye ho to roshandaan me se awaaz lga dena rasoyi me or kisi kamre me nahi yaad rakhna bhoolna mat thik hai.
Main: (main sir haa me hilate hue) fiza ji aapke mujh par itne ahsaan hai agar aap na hoti to aaj shayad main zinda bhi nahi hota agar main aapke kuch kaam aa saku to yeh meri khush kismati hogi. aap meri taraf se be-fikar rahe meri wajah se aapko koi pareshani nahi hogi.
Fiza: apka bohot-bohot shukriya aapne to ek pal me meri itni badi pareshani hi asaan kardi.

Fir woh bahar chali gyi or main bas usse jate hue dekhta rha. Main wapis apne bed par let gya thodi der me mera bistar bhi kothari me lag gya or main uper kothri me jake let gya. kothri jada badi nahi thi fir bhi mere liye kaafi thi main usme aaram se let sakta tha or ghum fir bhi sakta tha. waha mera bistar bhi bade sleeke se laga hua tha ab main essi jagah par tha jaha se mujhe koi nahi dekh sakta tha lekin main sare ghar me dekh sakta tha kyoki yeh kothri ghar ke ek dam bich me thi or ghar ke har kamre me hawa ke liye khule hue roshandaan se main kisi bhi kamre me jhaank kar dekh sakta tha. aap yeh samajh sakte hain ki woh sare ghar ki ek band chhat thi. Fiza ke jane ke kuch der baad maine bari-bari har roshandaan ko kholkar dekha or har kamre ka jayeza lene laga. pehle roshandaan se jhanka to waha baba apni chaarpayi par bethe hue hooka pee rhe the. dusre roshandaan se main rasoyi me dekh sakta tha. teesra kamra shayad nazi ka tha jaha woh bed par bethi shayad kagaz par kisi ki tasveer bna rhi thi pencil se. chotha kamra mera tha jaha pehle main leta hua tha jo ab fiza saaf kar rhi thi shayad yeh fiza or qasim ka tha isliye. kothri ke pichhe wala roshandaan kholkar dekha to waha se mujhe ghar ke bahar ka sab nazar aaya yha se main kaun ghar me aaya hai kaun bahar gya hai sab kuch dekh sakta tha.

Main abhi bister par aake leta hi tha or apni hi socho me gum tha ki achanak ek taanga ghar ke bahar aake ruka or usme se ek aadmi hath me laal atechi liye utraa. shayad yeh qasim tha jiske bare me fiza ne mujhe btaya tha. dekhne me qasim koi khas nahi tha chhote se qad ka ek dubla patla sa aadmi tha fiza uske muqable kahi jada sunder thi. woh taangey se utarkar ghar me dakhil ho gya main bhi wapis apni jagah par aake wapis let gya or meri kab aankh lagi mujhe pta nahi chala. shaam ko achanak kisi ke chillane se meri jaag khul gyi maine uthkar dekha to qasim bohot gandi-gandi galiya de rha tha or fiza se paise maang rha tha. fiza lagataar roye jaa rhi thi or usko kahi jane ke liye mana kar rhi thi. lekin woh bar-bar kahi jane ki baat kar rha tha or fiza se paise maang rha tha achanak usne fiza ko thappad mara or galiya dene lga or kaha ki apni aukaat me raha kar randi mere mamlo me taang adayi to uthake ghar se bahar fenk dunga 5 maheene me saali ki bohot jubaan chalne lagi hai. tujhe to aake thik karunga. or qasim tez qadmko ke sath ghar ke bahar nikal gya. fiza wahi bed par bethi rou rhi thi. yeh dekhkar mujhe bohot bura lga lekin main majboor tha fiza ne hi mujhe ghar ke niche aane se mana kiya tha isliye main bas usko rote hue dekhta rha or qasim ke bare me sochne lga. fiza hamesha mere samne qasim ki tareef karti thi or usne mujhe qasim ek neq-dil insaan btaya tha uske iss tarah ke bartaav ne yeh saaf kar diya ki fiza ne mujhe qasim ke bare me jhooth bola tha. kaafi der tak fiza kamre me roti rhi or main usko dekhta rha.

raat ko fiza mere liye khana leke aayi or chehre par apni sadabahar muskaan ke sath. lekin main iss muskaan ke pichhe ka dard jaan gya tha isliye shayad fiza ki haalat par udaas tha fir bhi main nahi chahta tha ki usko meri wajah se kisi qism ka dukh ho isliye usko kuch nahi kaha. lekin na chahte hue bhi mere mooh se yeh swaal nikal gya.

Main: aapke shohar aa gye?
Fiza: hanji aa gye tabhi to aaj main bohot khush hoo.(banawati muskurahat ke sath)
Main:achhi baat hai main to chahta hoo aap sab log hamesha hi khush rhe.
Fiza: main aapke liye khana layi hoo jaldi se khana khaa lo nahi to thanda ho jayega
Main: aapne khaa liya
Fiza: hanji maine qasim ke sath hi khaa liya tha
Main: mera to aapko dekhkar hi pet bhar gya ab iss khane ki jarurat mujhe bhi nahi
Fiza: (chonkte hue) kya matlab?
Main: aapne mujhse jhooth kyo bola tha qasim ke bare me... maaf karna lekin maine aapke kamre me jhaank liya tha.

[fiza yeh sunkar khamosh ho gyi or mooh niche karke achanak rou padi. meri samajh me nahi aaya ki usko chup kaise karwau isliye pass pada paani ka glass uske aagey kar diya. kuch der rone ke baad fiza chup ho gyi or pani ka glass hath me pakad liya.

Main: jab aapko pta tha ki qasim essa ghatiya insaan hai to aapne usse shaadi hi kyo ki?
Fiza: har chij par hmara jor nahi hota mujhe jo mila hai woh mera naseeb hai
Main: aap chahe to mujhse apni dil ki baat kar sakti hai aapke dil ka bojh halka ho jayega
fiza: (nazre jhuka kar kuch sochte hue) iss dil ka bojh shayad kabhi halka nahi hoga. shaadi ke shuru me qasim thik tha fir uski dosti gaav ke sarpanch ke kheto me kaam karne wale logo se hui unke sath rehkar yeh roz sharab peene lga jua khelne lga iske ghatiya dosto ne qasim ko kothe par bhi le jana shuru kar diya. qasim raat-raat bhar ghar nahi aata tha. lekin main sab kuch chup-chap sehti rhi kehti bhi to kisko mujhe anath ka tha bhi kaun jo meri madad karta. waqt ke sath-sath qasim or bura hota gya or woh roz sharab peekar ghar aata or kothe par jane ke liye mujhse paise mangta. hum jo kheti karke thoda bohot paisa kamate hain woh bhi cheen kar le jata. ek din qasim ne mujhse kaha ki main uske dosto ke sath raat guzaru jab maine mana kiya to qasim ne mujhe bohot mara or ghar chhodkar chala gya. kuch din baad qasim ne choudhary ke godaam se apne dosto ke sath milkar anaaj ki kuch boriya churayi or bech di apne randibaazi ke shonk ke liye. subah security officer isko or iske dosto ko pakad kar le gyi or isko 5 month ki saza ho gyi. ab yeh bahar aaya hai jail se to ab bhi waisa hai maine socha tha shayad jail me yeh sudhar jayega lekin nahi meri to kismat hi kharab hai (or fiza fir se rone lag gyi)
Main: (fiza ke kandhe par hath rakhkar) fikar mat karo sab thik ho jayega. agar main aapke kisi bhi kaam aa saku to meri khush-kismati samjhunga.
Fiza: (mere kandhe par apne gaal sehla kar) aapne keh diya mere liye itna hi kafi hai
Main: pehle jo ho gya woh ho gya lekin ab khud ko akela mat samajhna main aapke sath hoo
Fiza: kab tak sath ho aap.... tab tak hi naa jab tak aapki yaddasht nahi aati uske baad?
Main: (kuch sochte hue) agar yha se jana bhi pada to bhi jab bhi aap logo ko meri jarurat hogi main aaunga yeh mera vaada hai
Fiza: (herani se mujhe dekhte hue) chalo iss duniya me koi to hai jo mera bhi sochta hai...(muskurate hue)shukriya!!!

uske baad kothari me khamoshi chha gyi or jab tak main khana khata rha fiza mujhe dekhti rhi. fir woh bhi mujhe dawayi lgake niche chali gyi. aaj bhi main sirf ek kambal me pada tha ander jism nanga tha mera. main ab niche fiza ko bister par akele leta hua dekh rha tha. shayad qasim aaj bhi ghar nahi aaya tha iss bar jo fiza ne qasim ke bare me btaya tha woh sahi tha. fiza abhi bhi jaag rhi thi or bar-bar roshandaan ki taraf dekh rhi thi shayad woh kuch soch rhi thi lekin usse nahi pta tha ki main bhi usko dekh rha hoo. ese hi kaafi der tak main usse dekhta rha fir mujhe neend aane lag gyi or main sone ke liye wapis apne bister par let gya kuch hi der me mujhe neend aa gyi.

1/2 raat ko jab main gehri neend me sou rha tha ki achanak kisi ne dheere se kothri ka darwaza kholne se meri jaag khul gyi. laalten band thi isliye main andhera hone ke karan yeh dekh nahi sakta tha ki yeh kon hai isse pehle ki main puch pata uss insaan ne mere pair ko dheere se hilaya. Mujhe kuch samajh nahi aaya ki ye kaun hai or iss waqt yha kya kar rha hai. main yeh janna chahta tha ki yeh iss waqt yha kya karne aaya hai isliye khamosh hoke leta rha. fir mujhe meri taango par uss insaan ke lambe baal mahsoos hue. isse mujhe itna to pta chal hi gya tha ki yeh koi ladki hai. yeh ya to fiza thi ya fir nazi kyoki iss waqt ghar me yhi 2 ladkiya mojood thi. magar mere dil me abhi yeh sawaal tha ki yeh yha iss waqt kya karne aayi hai. main abhi apni hi socho me gum tha ki achanak woh ladki mere sath aake let gyi or mere gaalo ko sehlane lagi. andhera hone ki wajah se mujhe kuch nazar nahi aa rha tha. fir achnak woh hath meri gaalo se rengta hua meri chhati par aa gya or meri chhati ke balo ko sehlane lga or hath niche ki taraf jane lga maine hath ko pakad liya to shayad uss ladki ko yeh ahsaas ho gya ki main jaag rha hoo isliye kuch der ke liye woh ruk gyi or apna hath pichhe khinch liya. maine dheere se poocha ki kaun ho tum or iss waqt kya kar rhi ho. hath fir se mere seene se hota hua mere hotho par aaya or ek ungali mere hotho par aake ruk gyi jaise woh mujhe chup rehne ka ishara kar rhi ho. meri abhi bhi kuch samajh me nahi aa rha tha ki woh ladki jo abhi mere sath bethi hui thi dheere se usne kambal ek taraf se uthaya or khisak kar kambal me mere sath aa gyi uske iss tarah mujhse chipakne se or uske garam shareer ke ahsaas se mere sharir me bhi harkat hone lagi or mere soye hue lund me jaan aane lagi yeh ek ajeeb sa maja tha jo main na to samajh paa rha tha na hi kuch bol paa rha tha. fir uski ek taang meri taango ko sehlane lagi or uss ladki ka hath mere gale se hota hua se chhati or pet par ghumne lga or achanak woh ladki mere uper aa gyi or mere gaalo ko dheere-dheere chumna shuru kar diya. Maze se meri aankhe band ho rhi thi uss ladki ke hotho ka garam ahsaas mere liye behad mazedaar tha uske hoth meri gardan or gaalo ko chus or chum rhe the. sath me niche mere lund par woh ladki apni gaand radar rhi thi jisse mere lund lohe jaisa kadak ho gya tha. main maze ke wadiyo me kho rha tha ki achanak ek mithi si lekin behad dheemi awaz mere kaano se takrayi. tum mujhe pehle kyo nahi mile Neer main jane kab se pyaasi hoo meri pyaas bujha do. aaj mujhe khud par kaabu nahi hai main ek aag jal rhi hoo mujhe sukoon chahiye mujhe aaj pyaar chahiye. maine bas itna hi keh paya ki kya karu main. uss ladki ne mere chehra apne hatho me thaam liya or dheere se apne nichle hoth se mere dono hotho ko chho liya or kaha pyaar karo mujhe tumne kaha tha na ki jab bhi mujhe tumhari jarurat hogi meri madad karoge to aaj mujhe tumhari sabse jada jarurat hai main jal rhi hoo mere ander ki aag ko bujha do. yeh baat mere liye kisi jhatke se kam nahi thi kyoki yeh baat maine fiza ko kahi thi. isse pehle ki main kuch bol pata fize ne apne garam hoth mere hotho par rakh kar unhe choom liya or mere sukhe hue hotho par apni raseeli jeebh se unhe geela karna shuru kar diya. maine bhi apne dono hath uske kamar ke ird-gird bandh liya or apni aankhe band kar li or apne tapte hoth uske hotho se mila diye jise fiza ne chumte hue dheere-dheere chusna shuru kar diya.
Like Reply


Messages In This Thread
Ahsaan ( by Storyking ) - COMPLETE - by hirarandi - 03-12-2019, 04:15 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:16 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:17 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:17 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:18 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:20 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:22 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:22 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:49 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:49 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:51 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:53 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:53 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:54 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:55 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:57 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:58 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:58 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 04:59 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:00 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:02 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:02 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:03 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:05 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:08 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:08 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:09 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:10 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:11 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:11 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:12 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:12 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:13 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:14 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:14 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:15 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:16 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:17 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:18 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:19 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:20 PM
RE: Ahsaan ( by Storyking ) - by hirarandi - 03-12-2019, 05:21 PM



Users browsing this thread: 2 Guest(s)